• last year
#apple #sauce #aaplesauce
एप्‍पल सॉस |Apple Sauce | By Chef Garima Gupta

Watch out this interesting recipe from our Chef and chit -chat with our famous celebrity guest.

Presenting GG's Platter, an unique cookery show with a superb blend of Instant Recipes, Culinary Expert Tips, Fun & Amusement with the - winner of MALLIKA e KITCHEN 2012 ("Celebrity Chef Garima Gupta)".
Transcript
00:00 [Music]
00:09 Aadab, Salam, Namaste
00:10 Main hoon Garima aur yeh Gigi's Platter
00:13 Aur jaisa ki aap jaante hain, Gigi's Platter pe bahut tasty dishes milti hain
00:17 Aur bahut easy recipes milti hain, bahut kam ingredients chahiye hote hain
00:21 Toh aaj again, Gigi brings you a special apple sauce with just 5 or 6 ingredients
00:28 An apple sauce, jo waise toh hai videshi dish, lekin hum aamare Indian cheezon ke saath me khaa sakte hain
00:34 Toh chahiye ingredients dekhte hain, uske liye hame chahiye apple, dalchini, shakkar, haan thoda se namak bhi chahiyega isme
00:43 Doodh aur butter, that's about it, so agar hum dekhe bahut kam ingredients
00:47 Aur yeh dish bachon ko bahut pasand aati hain, aur yeh nutritious bhi hain kyunki banti hai fruits ke saath
00:53 So when we start, first of all hum ek apple lege, usko hum karenge peel
00:59 Peel karne ke liye waise toh koi tarika nahi hota hai, jaise chahe usko cheel sakte hain
01:04 I will try to peel jitna collective kar paun, kyunki agar hum achi se layer nalti hain, uska bhi use kar sakte hain garnishing ke liye
01:14 Hum banayenge ek apple ka flower
01:16 Yeh hum rakhte hain baal ki garnishing ke liye
01:22 Pan ko karte hain garam jab tak apple ko karte hain, cut
01:26 Apple ke humein chahiye chhote chhote pieces
01:34 Aur uske liye pehle humein uske beej hatane padege
01:40 Yeh dish ke liye apple pehle se cheel kiya kaat ke na rakhe, kyunki jaisi usko hawa lagti hain, wo oxygen ke touch mein aata hai, wo kala padne lagta hain
01:51 So when everything is ready, only then you start making it
01:54 Pan humara garam hone laga hain, hum uske daal dete hain butter na ki wo jab tak melt ho humare apple cut ho jaye
02:02 Karibar ek bada chamach butter ka
02:06 Heat kar denge kam
02:11 Apple aur cinnamon ka flavour bahot zyada famous hai, the combination that it has together makes it very tasty, so we will be using cinnamon
02:21 Yaha pe hum karibar 2-3 bade sticks use kar rahe hain, aur yeh flavour ke liye hai jo hum baad mein hata denge
02:27 So jab tak yeh butter mein cinnamon apna flavour chhodta hai, we will just saute it, it will take around 1 minute
02:33 Yeh kam aaj pe hi karna hai
02:37 Aur ab hum isme daal denge apple
02:48 Isko humein cook karna hai
02:50 Aur toki apple sauce hai yeh sweet hota hai, apple apne apne sweet hota hai but we will have to enhance the sweetness
02:57 To hum isme daalenge sugar, aap chahe ko honey daal sakte hain but prefer sugar ka karte hain kyunki honey ka apne taste hota hai, colour hota hai
03:05 Wo cinnamon ke saath shayad acha na lage
03:08 So if you have seen I have put around 1 apple mein 3 jaman shakkar
03:12 Aur yeh ab hum usko cook karne denge
03:15 Koi bhi sweet dish jab hum banate hain, it's a very weird thing, lekin usme agar humein chutki namak daal dene to uski sugar ka taste hota hai wo develop ho jata hai
03:25 So hum pohot kam matra mein bas ek chutki namak daalenge
03:28 And we will let it cook
03:30 Sugar jab tak melt hogi, caramelize hogi, tab tak humara apple bhi cook ho jayega
03:35 And that would be ready to serve
03:37 To ab jaise aap dekh rahe hain sugar thodi melt ho gaye hain lekin apple utna nahi pakaya
03:42 So what we will do is add very little of milk so that it gives it a creamy taste
03:46 Aur ab hum isko dhak ke pakayenge ussi hi bhaag mein
03:50 Thodasi heat medium rahegi, it will not be on high, it will not be very low
03:56 Boil hota jayega aur we need it little dry so jab tak milk boil hoke wo kam ho jayega, tab tak hum isko pakayenge
04:03 To dekhte hain ab kya stage mein hain
04:06 Yes it is cooked, it is saucy
04:11 And I am sure it is very tasty
04:13 Cinnamon is stage mein, aap chahe toh nikal sakte hain
04:18 If you want to serve it with cinnamon, woh bhi aapki choice hai
04:22 Aur cinnamon aapche bade bade pieces hota hai toh nikalna bahut aasaan hota hai
04:27 So we will just remove it
04:29 Now is the moment to put off the heat
04:35 And let's serve it
04:38 (Music playing)
04:42 Yeh aap paratha ke saath, jaise mein na kaha tha ki yeh gireshi cheese aap Indian dishes ke saath serve paratha ke saath serve paratha ke saath
04:49 Tiffin mein bachon ko roti mein roll karke aap de sakte ho
04:53 Right now it's just the apple sauce and as I said main garnish karungi apple ke hi chirkon ke saath
04:58 Jo humne chirkon le the isko roll roll karke uska bowl bowl bana ki apple flour bana diya hai
05:03 And that my dear friends is apple sauce for you with cinnamon flavor
05:09 Iska taste daag aayega jab aap is channel ko subscribe karoge aur share bhi karoge
05:14 And till the next recipe, yaar mein pancake recipe search kariye G.G's Platter pe banayi aur uske saath serve kariye
05:20 Till that time take care

Recommended