• last year
Sarzameen e Haram - EP 9 - Hajj Special 2024 - ARY Qtv

Topic: Qurbani

Host: Safdar Ali Mohsin

Guest: Syed Faheem Shahzad Bukhari, Dr. Irfanullah Saifi, Hafiz Ahmed Raza Jamati

#SarzameeneHaram #HajjSpecial2024 #ARY Qtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful, All praise is due to Allah, Lord of the worlds.
00:10And peace and blessings be upon the Master of the Prophets and the Messengers, and upon his family and companions.
00:15Allahumma labbaik, labbaika la sharika laka labbaik, innal hamda wal ni'mata laka wal mulk la sharika lak.
00:26Respected viewers, Assalamu alaikum.
00:29In connection with Hajj-e-Baitullah, with the 9th episode of the series Sarzameen-e-Haram,
00:34your host Safdur Ali Mohsin is here from the city of Lahore.
00:39The journey from the first to the 9th session, Alhamdulillah, by the grace of Allah, has reached us.
00:45Every program has been elaborated on a specific topic.
00:48We have provided you with the most valuable information,
00:57through our esteemed scholars and religious scholars.
01:05May Allah enable us to do this. May Allah enable us to do this.
01:11May Allah enable us to do this.
01:14May Allah enable us to do this.
01:24I pray to Allah to be with all the scholars.
01:37and we should be named in the list of the chosen people of Allah
01:42and we should at least once in our life travel in relation to the Hajj of that Diyar-e-Noor.
01:48Our topic in today's 9th session is also very interesting.
01:51And this topic is as old as the history of humanity.
01:57Today's topic is sacrifice.
01:59Sacrificing, giving sacrifice, there are many aspects to it, there are many Jihads to it.
02:05Today we will try to open as many Jihads as possible in the duration of our episode.
02:11Hajj is a big stop.
02:12It is a very important worship which is performed in the duration of Hajj.
02:17What is sacrifice?
02:18What is meant by sacrifice here?
02:20What are the reasons for this sacrifice?
02:22What is the connection with the honorable human being?
02:26And what is the methodology?
02:27We will try to understand all these things in relation to Sharih orders in today's 9th episode.
02:33Come, let us move towards the introduction of the honorable guests.
02:37In today's session, we have once again been invited by Baba-e-Madinat-ul-Ilm,
02:42Maula Ali-ur-Murtaza, may Allah be pleased with him,
02:46and from the house of Ali-e-Salaam, a very beautiful person,
02:50from the blessed land of Bokan Sharif,
02:53the son of Syed Fahim Shahzad Bukhari.
02:57Assalamu Alaikum.
02:58Walaikum Assalam wa Rahmatullah.
02:59Shahji, welcome once again.
03:02We are honored to have you here.
03:04Thank you.
03:05The second guest is from the University of Lahore,
03:08Dr. Irfanullah Saifi.
03:11Assalamu Alaikum.
03:12Walaikum Assalam wa Rahmatullah.
03:13Doctor, thank you very much.
03:15You have once again honored us in today's session.
03:18The third guest is from the land of Gujranwala,
03:20the city of wrestlers.
03:22He is a world-famous wrestler.
03:26He is our brother Hafiz Ahmed Raza Jamaati.
03:29Assalamu Alaikum.
03:30Walaikum Assalam wa Rahmatullah.
03:31Ahmed bhai, welcome.
03:32Thank you very much.
03:33We will proceed with your first speech.
03:35We will proceed with the session.
03:36We have a request from Hamdi Bari Taala.
03:55Allah Hu Akbar
03:57Dekhoon toh dekhe jaan baraabar
04:05Allah Hu Akbar
04:09Allah Hu Akbar
04:13Allah Hu Akbar
04:17Allah Hu Akbar
04:22Tere haram ki kya baat maula
04:35Tere haram ki kya baat maula
04:44Tere haram ki kya baat maula
04:52Ta umr kar de aana muqadar
05:00Allah Hu Akbar
05:04Allah Hu Akbar
05:08Allah Hu Akbar
05:12Allah Hu Akbar
05:16Hairat is khud ko kabhi dekhta hu
05:29Aur dekhta hu kabhi main haram ko
05:38Hairat is khud ko kabhi dekhta hu
05:49Aur dekhta hu kabhi main haram ko
05:57Laya kahan mujh ko mera muqadar
06:05Allah Hu Akbar
06:09Allah Hu Akbar
06:14Maghi hai maine jitni duae
06:33Manzoor hoge, maqbool hoge
06:41Meeza be rahmat hai mere sar bar
06:49Allah Hu Akbar
06:53Allah Hu Akbar
06:57Kaabe ki raunaq, kaabe ka manzar
07:06Allah Hu Akbar
07:11Allah Hu Akbar
07:18Mashallah, salamat rahi hai Ahmed bhai
07:20Nazreen, janab-e-sabir ahmane ke is hamdiya naghme ko pesh karne ke baad guftagu ki taraf aate hain
07:26Aaj ka topic hai kurbani
07:28Humme samajhna hai ki hajj ke apas manzar mein kurbani ka kya matlab hai
07:33Aur iske hawalay se jitni bhi tafseelat hain inshallah aapke saamne guftagu ki surat mein pesh hua chahti hain
07:38Guftagu ka aagaz hoga janab-e-sahibzada Syed Fahim Shahzad Bukhari sahab se
07:42Shahji Qibla, kurbani ka tasawwur to ek bil-umum tasawwur hai
07:46Ek hajj ke pas manzar mein hai
07:48Main chahata hu mere liye apne nazreen ke liye bhi
07:50Ki kurbani ka tasawwur insani taarikh mein, mazahab-e-aalam mein kahan se iski ibtida milti hai
07:56Aagaz iska kaise hai, iske baare mein kuch roshni firmahi jaye
07:59Bismillah-e-Rahman-e-Rahim
08:01Allahumma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin wa ala aali sayyidina wa maulana Muhammadin
08:05Mubarak wa salli wa salli ala
08:07Safdar bhai aapne interview mein bada khubsura jumla bola
08:10Ki kurbani ki taarikh jitni purani hai jitni insaniyat ki taarikh purani hai
08:14Allahu Akbar
08:15Aur iski jo daleel ke taur pe surat Maida mein Allah Rabbul Izzat ne irshaad firmaaya
08:20Huzoor-e-Israat-e-Usalaam ke hukm irshaad firmaaya
08:22Bataiye logon ko us kurbani ke baare mein jo haabeel aur qabeel ne kurbani di thi
08:27Allahu Akbar
08:28Aur yeh Hazrat-e-Adam-ul-Islaam ke betu se kurbani ka salsala chala tha
08:32Aur iski mazeed tafseel Quran-e-Muqaddas ne kurbani ka zikr kiya
08:36Aur haabeel ki kurbani kabool hui aur qabeel ki kurbani Allah ne kabool nahi firmaaya
08:41Bilkul sahi
08:42Yeh bhi zahir pehloo hai kurbani ka zarur nahi
08:44Jo kuch cheez hum kurban kar rahe hain
08:46Wo Allah ke haan makbool bhi tha hai
08:48Aur radh bhi ho sakta
08:49Ji radh bhi ho sakta
08:50Bilkul sahi, badi khubsurat
08:51Aur jo kurbani kabool hui us ke peeche Allah ne irshaad firmaaya
08:55Taqwa ke buniyat pe haabeel ki kurbani thi
08:57Isli wo kabool hui
08:59Aur jo qabeel ki kurbani thi wo taqwa se beniaz thi
09:02Taqwa ke baghair thi
09:03Taqwa se aari thi
09:04Isli Allah ne us kurbani ko radh karar de di
09:07Allahu Akbar
09:08Allama Ibn-e-Kaseer ne Hazrat-e-Abdullah bin Abbas se
09:10Ek riwayat tafseer Ibn-e-Kaseer me nakal kiya hai
09:12Ke haabeel aur qabeel ki kurbani thi kya
09:14Sahi irshaad
09:15Jo haabeel the wo mawashu ka kaam karte the
09:19Unke guzar basar waise hoti thi
09:20Unne ne ek bada khubsurat jaanwar muntakhab kiya
09:23Aur taqwa ke zariye Allah Rabb-ul-Izzat ke hazoor usse pesh kar diya
09:26Bilkul sahi
09:27Aur jo qabeel tha uska guzar basar
09:29Wo kheti badi se hota tha
09:31Ghalle anaaj usne Allah ke hazoor pesh kiya
09:33Aur taqwa se wo aari tha
09:35Be dili ke saath usne Allah ke hazoor pesh kiya
09:37Aur kabool nahi hui
09:38Pehle zamanon me kurbani kabool aur na kabool hone ki nishani ye thi
09:42Ke ek pahadi ki choti pe
09:44Ek khule meydan me us kurbani ko jisse pesh karna hota tha
09:47Wo rakha jaata tha
09:49Ek aasman ki taraf se bijli aati thi
09:51Aag aati thi
09:52Wo khaa leti thi
09:53Wo makbool thaherti thi
09:54Aur jo cheez usse na khaati thi
09:56Wo radh ho jaya karti thi
09:58Bilkul sahi
09:59Ab fir jo kurbani ko asal shanaakht hai
10:01Wo mili hai hazrat-e-Ibrahim a.s. ke us khaab ki wajah se
10:04Jab aapne hazrat-e-Ismail a.s. ko wo khaab sunaya
10:08Ki mujhe istara khaab aa raha hai
10:10Ki main dekh raha hun
10:11Ki main aapko ziba kar raha hun
10:12Aapka kya irada hai
10:14To us Allah Rabb-ul-Izzat ke nabi aur rasool ki
10:17Zubaan-e-Aqdas se nikalne wal kalimat
10:19Aapne suni aur aapne ka
10:22Satajidun-e-inshaa Allah-u-min-as-sabireen
10:24Aap kar guzri jo guzar karna chahate hain
10:27Mujhe aap sabar karne walo mein paayenge
10:29Aur phir aage chalte hain
10:31Itni mukaddas kurbani hai
10:33Itna usme taqwa hai, ikhlaas hai, muhabbat hai, shok hai, zok hai
10:38Ke hazrat-e-Ismail a.s. ke nau ya das al-umr-e-mubarak hai
10:41Aur wo abba Huzoor ko arz karte hai
10:45Jo aap keh rahe hain ki main sar-e-tasleem kham karta hun
10:48Lekin meri arz ye hai
10:49Mufassareen ne iski wazaahat ki hai
10:50Meri arz ye hai ki mujhe peshaani ke bal litaya jaye
10:53Kahi amr-e-ilahi mein jo pidri shafqat hai
10:56Wo kahin ghalib na ajaye
10:58Yeh bada mushkil marhala tha
11:00Lekin bete ne kyunki tarbiyat paayi thi
11:02Hazrat-e-Syeda Hajra Salamullah-e-Alaiha ki aaghosh mein
11:06Aapki parwash ki thi
11:07Hazrat-e-Ibraheem Khalilullah ne
11:09Jine poor-e-insaniyat mein Allah-ne yeh aizaz ata farmaya
11:12Ki unhe apna dos aur khalil declare kiya hai
11:15Jab yeh tarbiyat in hastiyon ne ki thi
11:17To phir aapne irshaat farmaya
11:19Ki Abba Huzoor jo karna chahatein kar guzriye
11:21Main aapko sabar karne walon mein paayenge
11:23Phir Allah Rabbul Izzat ne inaam ata farmaya
11:25Allah ne beta bhi bachaya
11:27Beta bhi mehfooz rakha
11:29Us bete se Allah ne wajh-e takhliq-e-kainat bhi ata farmaya
11:32Aur uske saddike se surah safaat mein aage irshaat farmaya
11:35Allah ne ek aur beta is qurbani ke saddike ata farmaya
11:38Itni yeh zabardast taqwa ke saad labrez qurbani thi
11:42Ke Hazrat Ishaq ki bisharat ata farmayi
11:44Aur Hazrat Ishaq ke zarih Allah Rabbul Izzat ne
11:47Hazaroon ki taadaat mein anbiya Hazrat Ibrahim ki nasal mein paida farmaya
11:51Aakhir jumla mein yeh arz karna chahata hun
11:53Ab Ummat-e-Muhammadiyah mein qurbani hum karte hain
11:56Bil khasus Eid-e-Qurban ke mokah par
11:58Sunnat-e-Ibrahimi ko zinda karte hain
12:00Yeh hamare liye ek tarah se samjhe
12:02Ke yeh Huzoor-e-Israat-o-Salam ke saddika se
12:04Allah ne yeh aizaz rakha ke hamari
12:06Parda poshi ho jati hain
12:08Qurban saare karte hain
12:09Ki aakhirat mein jaake maumula khulega
12:11Kis ki kabool hain, kis ki rad hain
12:13Allah apne Hadeeb ki Ummat ko logon ki nazro mein ruswa nahi karta hain
12:17Hum is baat pe jitna shukr ada karna chahi utna kam hain
12:20Is liye yeh qurbani ki taarih utni purani hain jitni insani taarih purani hain
12:24Kya kehne?
12:25Kya khubsurat jumla Hadiya kiya Shah sahab ne
12:29Qurbani ki taarih utni purani hain
12:31Jitni insani ki apni taarih purani hain
12:34Adam alaih salam, Abul Bashar ke bete se qurbani ke pehle salsele ka agaaz hua tha
12:38Fir yeh Jadd-ul-Ambiya aur Uswat-ul-Ambiya
12:41Syeduna Ibrahim alaih salam ke bete tak pohncha
12:44Aur fir yeh Mahboob-e-Khuda Hazrat Muhammad Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam
12:48ke bete Hussain Ibn-e-Ali tak pohncha
12:50Aur qiyamat tak Adam ke bete aur Zulul-Islam ki Ummati qurbani dete rahenge
12:55Jinki kabool ho jayegi, wo khush naseeb aur khush baqt tehrenge
12:58Aur jinki kabool nahi hogi, baheral wo khasara paane walon mein so honge
13:02Main sawal, agla arz karke Waqfe ki taraf jaa raho
13:05Badai pur lutf aur dil nasheen silsila hai
13:07Qurbani ki is topic par jo aage badega
13:09Doctor Sahib Qibla, jab hum Qabatullah ki baat karte hain
13:13Qurbani ki is silsila ki baat karte hain
13:15Toh Besat-e-Nabawi se qabal bhi Qurbani toh di jaati thi
13:18Zamana-e-Jahiliyat mein bhi
13:19Toh hum chahate hain ke usko bhi
13:21Ek ishaar-e-aam mein mil jaye
13:23Ke Jahiliyat ke zamane mein Qurbani kaise ki jaati thi
13:25Uske bhi kuch tarikh ke hamare jo pasmanzar hai
13:28Wo aap saamne laayiyega
13:29Ek muqtasar sa Waqfa yahan haail hai
13:31Is guftagu ko shuru karne se pehle
13:33Welcome back nazareen
13:34Programme mein Khair Magadam
13:35Sarzameen-e-Haram Data ki Nagri Lahore se
13:37Programme ki yeh series hai
13:38Tarteeb Waar
13:39Jo pehli se naumi nashiz tak ponchi hai
13:41Qurbani aaj ka hamara mauzoo hai
13:44Bada dil nashi aqaaz ho gaya Shah sahab ki guftagu se
13:47Hum barkat lene ke liye aage badate hain guftagu
13:49Doctor sahab, sawal arz kiye chah
13:50Jawab ka mein talibu aap se
13:52Bismillah-e-Rahman-e-Rahim, bahut shukriya
13:54Abhi ek jumla ka tabadla hua
13:57Ke Qurbani ki tarikh bohot purani hai
14:00Jitni insani tarikh purani hai
14:01Bilkul sahi
14:02Nabi Rahman sallallahu alaihi wa sallam ki
14:04Tashreef awri se qabal
14:06Agar hum ahwal ka jaayza lein
14:08To hum nazar aata hai ke
14:10Qurbani takreeban har jagah
14:12Har khitte ke andar, har mazhab ke andar
14:14Har qabeela ke andar
14:16Kisi na kisi tarah raaj rahi hai
14:18Wo baaz uqaat
14:20Jaanwar ki surat mein bhi rahi hai
14:22Baaz uqaat
14:23Insan ki Qurbani ki surat mein bhi rahi hai
14:25Bilkul sahi
14:26Uska mukhtalif maqasid
14:27Logon ke peshe nazar hoteyin
14:29Ek to kisi se koi ghalati ho jaye
14:31To wo Qurbani karta hai
14:32Taaki meri ghalati jo hai wo khatam ho jaye
14:34Mustakbil ki andar mumkina
14:36Koi khatara ho, koi parashani ho
14:38Usse bachne ke liye Qurbani ki jaati hai
14:39Afaad ko talne ke liye
14:40Shukraane
14:41Haan bilkul afaad ko talne ke liye
14:42Shukraane ke liye Qurbani ki jaati hai
14:44Doktor sahab, devi devtaon ki upar
14:45Qurbani baake to
14:46Haan bilkul
14:47Unka qurb hasal karne ke liye
14:48Qurbani ki jaati hai
14:49Mukhtalif
14:50Hazrat-e-Umar-e-Farooq
14:51R.A. ke hawale se
14:52Ek bada waqia maaroof
14:53Hum jaante hain
14:54Derya-e-Neel ka jo waqia hai
14:56Hazrat-e-Amr-bin-Aas
14:57Us waqat wahan governor the
14:59Aur unhone aapko ek khat likha
15:01Ke yahan logon ka rawaaj ye hai
15:03Ke har saal, ek naujuman ladki
15:05Usko behtreen labaas zebetan karke
15:07Aur zehwaraat ke saath
15:09Murassa aur muzayyan karke
15:11Usko Derya-e-Neel ke supurdh kar diya jaata
15:13Hai, Derya burki
15:14Is tarah derya jo hai chalta rahta
15:15Warna band ho jaata
15:16Hazrat-e-Amr-bin-Aas ne kaha ke na
15:18Islam to zindagiyan dene ke liye aaya hai
15:20Haan, zindagiyan dene ke liye
15:21Islam zindagiyan dene ke liye nahi aaya hai
15:23Is liye yeh rasam nahi ho gaya
15:24Unhone ka jee theek hai
15:25Aur Derya-e-Neel khushk hona churu ho gaya
15:27Hazrat-e-Amr-bin-Aas ne khat likha
15:28Hazrat-e-Umr-e-Farooq ko
15:29Yeh waqia hai
15:30Aur yeh waqia hai
15:31To Hazrat-e-Umr-e-Farooq razi-Allah-u-taala
15:32Nohne phir Derya-e-Neel ke naam khat likha
15:34Ahay
15:35Agar apni marzi se chalta tha
15:36To band ho jaa
15:37Teri zaroorat nahi
15:38Allah-taala khud chala lega
15:39Aur yeh kaam nahi hoga
15:41Lekin Hazrat-e-Umr-e-Farooq ka khat pohcha
15:43Derya-e-Neel ke andar daffan kar diya gaya
15:45Aur us wakas se Derya-e-Neel chala hai
15:47Aur aaj tak band nahi ho
15:48Khushk nahi ho
15:49Iska matlab yeh hua
15:50Yeh qurbani ka tasawwur bhi tha
15:51Ek aur qurbani ka tasawwur
15:52Humein Nabi-e-Rahmat-Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
15:54ke Walid-e-Muhtaram ke hawale se milta
15:56Badi khubsar paar hai
15:57Hazrat-e-Syedna Abdul-Muttalib ne
15:59Ek nazar maani tha
16:00Hamara salaamuhu Sardar
16:01Allahu Akbar
16:02Ke agar mujhe Allah-Tala
16:04Das betay ataaf farmayega
16:05To ek main Ya Allah
16:06Teri barga ke andar pesh kar dunga
16:07Aur usko ziba kar dunga
16:08Allah-Tala ne das betay ataaf farmaye
16:10Aur phir Hazrat-e-Abdullah ke naam
16:12Qura
16:13Andazi hui aur
16:14Woh ek maroof waqia hai
16:16To isse humein yeh ilam hota hai
16:18Ki yeh muhtalif qurbani ke jo silsle the
16:20Aur muhtalif tasawwurat the
16:22Yeh har jagah raaj the
16:23Aur jo khud Mecca hai
16:25Mecca ke andar
16:27Khana Kaaba ke andar
16:28Jo logon ne but
16:29Wahaan par nasab ki hua the
16:30Woh unki khushnoodi ke liye bhi qurbaniya karte the
16:32Safar par jaane ke liye
16:34Tijarat ki kamyabi ke liye
16:36Qurbani ki jaati the
16:37Nabi-e-Rahma sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
16:39Neen
16:40Saari jo ghalat rasumaat thi
16:42Unko khatam kiya
16:43Aur jo asal me
16:45Allah-Tabarak wa-Tala ki taraf se hukam tha na
16:47Allah-Tala ne surah-e-Haj me farmaya na
16:49Ki hamne har ek qaum ke liye
16:51Qurbani ko mukarrar kar diya tha
16:53To wo asal maqsad kya tha
16:55Ta ki Allah ke zikr ki bulandi ho
16:57Aur logon ne usko ghalat taraf laga liya
16:59Aur Islam aaya tha isliye
17:01Ta ki wo saari se zikr khatam kare
17:03Nabi-e-Rahma sallallahu alaihi wa sallam
17:05Neen wo saari jaahilana rasumaat thi
17:07Unko khatam kiya
17:09Aur qurbani ka asal maqsad logon ke saamne rakha
17:11Aur wo kya tha
17:13Qul inna salati wa nusuqi wa maqahiyaya
17:15Wa mamati lillahi rabbil alameen
17:17Qurbani ka maqsad Allah ki riza hai
17:19Aur isi maqsad ke liye yeh pesh ki jaat
17:21Doctor sahab badi khubsurat misalon se
17:23Aur taarikh ke mukhtalif jharoke jo hain
17:25Aapki guftagu se humare saamne aage
17:27Shahji Qibla
17:29Aap Saadat ke Kareem Khan Bade se hain
17:31Toh jab Doctor sahab
17:33Syeduna Abdul Muttalib r.a ki baat kar rahe the
17:35Toh mera dihaan Janabi Abu Talib ki taraf bhi jaa raha tha
17:37Wo Shebi Abi Talib ki qurbani ho
17:39Teen saal Allah ke Mahboob par pehra dene ki qurbani ho
17:41Ya unki poori zindagi
17:43Biali saal jo ne
17:45Namuse Mustafa ki hifazat mein guzaari
17:47Unki qurbani ka bhi hum fakiron ko salaam ho
17:49Humme aage badhne
17:51Hazrat Ibrahim A.S. aur Hazrat Ismail A.S. ki qurbani ka
17:53Bar bar humare tamam episodes mein zikr hai
17:55Yeh qurbani bunyadi taur pe
17:57Humme sabak is baat ka deti hai
17:59Isse chand nikaat ki surat mein biyaan firma de
18:01Safdar bhai bunyadi taur pe
18:03Hazrat Ibrahim A.S. aur
18:05Hazrat Ismail A.S. ki zindagi ko agar pada jaye
18:07Toh humme
18:09Badi asaani ke saath
18:11Hum is nateeje tak ponch jaate hain
18:13Ki aapki zindagi koi bhi lamha ho
18:15Aapne thodi qurbaniya nahi diye
18:17Yeh toh jalein ek qurbani ka wo pehlo hai na
18:19Jisme aap khoon bahaya jaata hai
18:21Jaanwar qurbaan kiya jaata hai
18:23Yeh wo qurbani aapne
18:25Naar-e-Namrood mein jaane ki surat mein di ho
18:27Ya aapne apne ulaad ko
18:29Aapne nau maulood bete ko
18:31Sheer khaar bete ko
18:33Be-aab-o-gaya meydan, chatiyal meydan
18:35Makka mauzama mein chhodne ki qurbani ho
18:37Koi bhi aisi qurbani ho
18:39Aapki zindagi hai hi qurbaniyon se ibarat
18:41Uske peeche jo ek
18:43Bunyadi maqsad mujhe nazar aata hai
18:45Wo hai lillahiyat, khuloos
18:47Aur Allah ki khushnu di
18:49Uski raza pe apni raza ko qurbaan karna
18:51Yeh bunyadi maqsad hai
18:53Aur aaj hame bhi us maqsad ko hasil karna chahiye
18:55Aaj agar hum insaan
18:57Eid-ul-Adha ke moqe pe sunnat-e-Ibrahimi ki surat
18:59Mein qurbani de
19:01Ya Islam ki khaatir tan-man-dan
19:03qurbaan karne ki baat ho
19:05Jumla mashoor to hai
19:07Maroof to hai ki hum tan-man-dan qurbaan karenge
19:09Lekin wo pada nahi kisi khush naseeb
19:11Ko mukaddar wala hoga, karega, nahi karega
19:13Kis ke hisse mein aayega
19:15Lekin Hazrat-e-Ibrahim aur Hazrat-e-Ismail
19:17Ne waqiatan karke bataya hai
19:19Tan-man-dan har cheez aapne qurbaan kar di hai
19:21Ulaad se bad ke kya ho sakta hai
19:23qurbaan karne ke liye
19:25Chahsi baras ki umar mein aapne ulaad Allah ne ata farmahi
19:27Kam se mukhlif riwayaat hain
19:29Lekin kam se kam jo riwayaat ho hai
19:31Chahsi baras aapne umr-e-mubarak thi
19:33Jab aapne ulaad ata farmahi
19:35Aur ulaad bhi itni khubsurat
19:37Haseen-o-jameel
19:39Jiske zurriyat mein pusht mein Allah ne
19:41Mehboob-e-Mustafa ka noor rakha tha
19:43Wo ulaad Allah ne ata farmahi
19:45Aur Allah ne khaab ke zariye
19:47Jameel Irshad farmahi aapne qurbaan karne ke liye tyaar ho gaye
19:49Buniyadi toor pe jo
19:51Insaan hai, iski meeraaj hi ye hai
19:53Wo apni razaak-o-Rab ki razaap-e-qurbaan kar de
19:55Isse badi razaak
19:57Koi manzil
19:59Meeraaj, kuch insaan ka nahi ho sakta
20:01Ki apni razaak-o-Rab ki razaap-e-qurbaan kar de
20:03Aur insaan ka to sari zindagi ka
20:05Maksad hi ye hai, jisra
20:07Doctor sahab ne ayat padi
20:09Qul inna salati wa nusuki wa mahyaya
20:11Wa mamati lillahi Rabbil alameen
20:13Har cheez, insaan ki zindagi
20:15Jeena, utna, baitna, ulad, waldein
20:17Sab kuch isliye hona chahiye
20:19Karubaar, har cheez
20:21Ke Allah Rabbul Izzat razi ho jaye
20:23Uska Rasool razi ho jaye
20:25Aur jo ikhlas
20:27Buniyadi toor pe hai na ji
20:29Ikhlas ki barkat ke wajah se
20:31Allah Rabbul Izzat ne ye inaam ata farmaya
20:33Reht-e-duniya tak us qurbaani ka zikr
20:35Aaj hum kar rahe hain
20:37Hum nahi karenge to Allah humein chod ke kisi aur ke zariye
20:39Zikr karwaayega
20:41Hum khush naseeb log hain
20:43Usse humare hisse mein zikr-e-khair ata farmaya hai
20:45Isliye humein Hazrat Ibrahim ki sunnat se jahan
20:47Jaanwar qurbaan karna seekhna hai
20:49Uski qurbaani deni hai
20:51Us sunnat ko zinda karna hai
20:53Saad apni zindagiun ko
20:55Aur Allah ki raza ki mutaabak guzaarne ki bhi
20:57Qurbaani deni hai
20:59Taake hum duniya aur aakhirat jahanon mein
21:01Kaamyaab ho sakein
21:03Zabardast, booz shukriya Ishaa ji
21:05Dok sahab, humein shortly aage badtein
21:07Ek qurbaani haj ki hai
21:09Aur ek qurbaani Eid-ul-Adha ki surat mein
21:11Ishaa ji hain jo apne apne gharon mein
21:13Puri duniya mein huzoor ki ummat sunnat-e-ibraheemi ki pairvi karte hai
21:15Toh yeh dono ko ek qurbaani samjhe jayega
21:17Ya dono ko alag-alag samjhe jayega
21:19Farmaayega hiss baarein
21:21Safzar bhai, yeh dono qurbaani alahda-alahda hain
21:23Jo qurbaani haj ki hai
21:25Wo asal mein haj ke shukraane ke taur par hain
21:27Ji betar
21:29Doctor sahab, kataklami ki maufi
21:31Isko hum haj ke manasik ka ek hisa samajh
21:33Aise samajh le hain
21:35Safzar bhai, haj ki teen kisme hain
21:37Ek haj-e-ifraad hai
21:39Ek haj-e-qiraan hota hai
21:41Ek haj-e-tamatto hota hai
21:43Haj-e-ifraad wo hota hai, jisme sirf haj kiya jaata hai
21:45Usme saath umrah nahi hota
21:47Haj-e-tamatto yeh hota hai
21:49Ke pehle
21:51Umrah ka ihraam baand kar
21:53Makkaat-ul-mukarma haazri hoti hai
21:55Umrah karke ihraam khol diya jaata hai
21:57Aur phir jab 8 zulha jaati hai
21:59Toh phir dubara ihraam baand ke
22:01Minaa mein haazri hoti hai
22:03Yani haj ki dates mein dubara ihraam baand
22:05Yeh haj-e-tamatto hota hai
22:07Ek teesra haj hai haj-e-qiraan
22:09Jisme umrah aur haj dono ka
22:11Akatha ihraam baanda jaata hai
22:13Usme umrah karke ihraam khola nahi jaata hai
22:15Balke continue chalta rehta hai
22:17Aur haj mukamal hone ke baad phir
22:19Jab 10 zulhaj ko
22:21Halak kara liya jaata hai
22:23Phir uske baad ihraam khola jaata hai
22:25Yeh haj-e-qiraan hai
22:27Toh jisne haj-e-tamatto ka ihraam baanda hai
22:29Aur haj-e-qiraan ka ihraam baanda hai
22:31Un dono par haj ke shukraane ki
22:33Toh woh haj ka shukraana hota hai
22:35Isliye woh
22:3710 zulhaj ko woh unhone
22:39Qurbani laazmi karni hai
22:41Yani jab jamaraat ko kankri
22:43Pehle jamre ko, jamraa-uqbaa ko kankri maarke
22:45Wapis haate hain, us wakat unhone woh qurbani pesh karni hoti hai
22:47Phir uske baad halak karwa ke
22:49Phir tawaf-e-ziyarat ke liye arwaangi hoti hai
22:51Doosra jo qurbani hai
22:53Woh Eid-ul-Azhaa ki qurbani
22:55Yeh alaida se qurbani laazm hai
22:57Isme bhi thodi sa tafseel hai
22:59Woh yeh hai ke
23:01Woh shuks haj ke liye gaya hua hai
23:03Agar woh sahib-e-nisaab
23:05Abhi tak hai
23:07Yani haj ke akhrajaat ke baad bhi woh sahib-e-nisaab hai
23:09Qurbani dene ki shukraane
23:11Qurbani ki jo wajib hone ki sharaayat us par puri aa rahi hai
23:13Aur saath-saath
23:15Woh muqeem hai, musafir nahi hai
23:17Toh us par haj ki qurbani ke
23:19Saath-saath Eid-ul-Azhaa ki qurbani bhi laazm hoti hai
23:21Woh bhi usne karni hoti hai
23:23Acha, aam tohar par istara hota hai
23:25Ke kuch hujjaj jo wahan jaate hain
23:27Woh Mina me jaane se pehle
23:29Mecca tul Muqarma me
23:3115 din ya 15 din se zyada ki niyat
23:33Wahan tarna hota hai
23:35Toh woh muqeem ho jaate hain
23:37Ab jab woh Mina me aate hain, toh muqeem toh sabur honge
23:39Unko puri qurbani karna hota hai
23:41Yani yeh 2 qurbaniya ho jayenge
23:43Haj ke qurbaniya laida ho jayenge
23:45Aur Eid-ul-Azhaa ki agar woh istitaat rakhte hain
23:47Aur agar woh musafir hon
23:49Yani wahan par
23:5115 din se kam wahan tayre hai Mecca me
23:53Toh woh musafir honge, toh Mina me bhi
23:55Unko musafir hi shamza jaayega
23:57Haj ke duran, toh un par musafir par
23:59Woh haj apna qurbani
24:01Doosri qurbani, Eid-ul-Azhaa ki qurbani
24:03Laazim nahi hota hai
24:05Isliye unke liye, agar woh nafli qurbani
24:07Karna chahein toh kar sakte hain, lekin laazim nahi hota hai
24:09Yani woh exempted hai ispaad
24:11Yeh ek aur masle ki wazaahat main
24:13Arz kar duun, irshaad ho
24:15Ke jo haj ki qurbani hai, toh woh toh wahin hogi
24:17Woh wahan jo haram hai
24:19Jahan par jo sharayat hain
24:21Usi hadd ke andar hogi
24:23Lekin jo Eid-ul-Azhaa ki qurbani hai
24:25Uske liye yeh bhi ijazat hai
24:27Woh wahan bhi ki ja sakti hai
24:29Aur yahan par apne watan main bhi
24:31Kisi ko apna naib bana kar karwaa jaata hai
24:33Yeh apne gharwale ko kisi ko
24:35Kisi ko kaha jaata hai, meri qurbani kar dijiye
24:37Bilkul theek
24:39Ismein fuqaha ne thodi si ek aur baat bhi likhi hai
24:41Zaroori yeh hai
24:43Jab woh Eid-ul-Azhaa ki qurbani wahan par ho rahi ho
24:45Toh woh wahan bhi uske jisne
24:47Naib banaya hai, wahan bhi woh Eid ki surat ho
24:49Aur yahan bhi Eid ki surat ho
24:51Yeh bhi zaroori hai
24:53Yeh ek matlab
24:55Aamthor par masleh ka ilm nahi hota
24:57Bazukat aisa hota hai
24:59Ke humaara ek din ka farak hota hai wahan
25:01Aur agar woh din aage piche hai
25:03Masalan wahan toh 10 zul hajj hai
25:05Aur yahan 9 zul hajj hai
25:07Toh wahan par agar ko call karke kahde hai ki meri tarf se qurbani kar do
25:09Toh 9 zul hajj ko qurbani nahi hogi
25:11Wahan 11 zul hajj hai
25:13Yahan 10 zul hajj hai
25:159 ko dawat ho sakti hai, 10 ko phir deni padhegi
25:17Toh isliye yeh hajj-e-qiran
25:19Aur hajj-e-tumatto karne wale
25:21Toh isliye hajj ki qurbani
25:23Aur Eid-ul-Adha ki qurbani jo muqeem hoga
25:25Uske liye zaroori hogi
25:27Aur agar nafli taur par agar waise
25:29Koi shagz musafir hai
25:31Toh woh bilkul zaruri hai
25:33Nazreen aapne dekha hai
25:35Shukriya lazim-u-wajib hai
25:37Shah sahab ke khidmat me
25:39Dok sahab ke khidmat me
25:41Ki yahan bethe bethe
25:43Is transmission ki barkat se aap dekhiye
25:45Ki hume kitne sharai masayil ka bhi ilm ho gaya
25:47Abhi hum hajji nahi bane
25:49Tihari kaisi khubsrat ho rahi hai
25:51Allah karein ki isi tihari ko Allah kabul firmaakar
25:53Hume agle saal muntakhab bandon mein
25:55Labbaik Allah huma labbaik kahne wale bandon mein
25:57Wahaan haazir hokar
25:59Hajj ki saadat bhi naseeb firmaay
26:01Humara fareeza bhi adaa ho
26:03Khush naseebon me shumaar bhi ho jaye
26:05Ek waqfa muqtasar sa yahan
26:07Welcome back nazreen ki khair magdam hai
26:09Aaj ke naume episode ke aakhri segment me
26:11Puri duniya ki nazreen ka khair magdam
26:13Allah ke fazal se Rasoolullah salallahu alaihi wa sallam
26:15ki mirbani se unke tawajuhat ke sadqe
26:17Yeh hajj ki joh series hai
26:19Puri aaj naumi nashij tak pauch rahi hai
26:21Bahut khubsurat
26:23Badi mubarak mufeed maalumat
26:25Humare nazreen tak pauchi hai
26:27Ghar baithe baithe agle haji hone ka
26:29Aapne agar sharaf paana hai
26:31Toh tihari pakadhiye ye cheezein seekte jayiye
26:33Inshallah agle kisi waqt mein humare kaam aayengi
26:35Hume bhi sar zameen-e-muqaddas par
26:37Jab manase ke hajj adaa karne ki
26:39Allah taufiq aur saadat dega
26:41Toh yeh mufeed maalumat humara zad-e-raab ban jayenge
26:43Infact waha pe
26:45Aaj ki program ko shahaj yeh hume sum up karna hai
26:47Toh iska conclusion
26:49Aap draw kar dijiye
26:51Kurbani ke hawale se
26:53Hume kya samajhna hai aaj ki is nashist ke gareeb
26:55Safdar bhai samayne ki
26:57Hume yeh zarurat hai
26:59Allah rabbul Izzat ne
27:01Jo bhi maamala humare upar laazim
27:03karar diya yoh farz ya wajib ki surat me ho
27:05Uska faida bahar hal
27:07Insaan ki zaad ko hota hai
27:09Allah rabbul Izzat in kurbani usse
27:11Benayaz hai
27:13Na usse khoon pohjta hai
27:15Na usse ghosh pohjta hai
27:17Woh toh dekhta hai ki insaan kis jazbe ke saath
27:19Mohabbat ke saath
27:21Shookh ke saath
27:23Meri rah me apna kuch kurban karta hai
27:25Takwa aur ikhlaas waha pe pohjta hai
27:27Yeh hadith-e-mubarka mein bhi hai
27:29Allah rabbul Izzat ne
27:31Kurbani yeh hawale se
27:33Hume yeh chahiye
27:35Hume koshish karke
27:37Yeh maal diya jayega
27:39Har banday ke halaat ek jaise nahi hai
27:41Theek hai woh sahib-e-nisaab nahi banega
27:43Lekin phir bhi hum jab
27:45Apne zaruriyaat-e-zindagi ke liye
27:47Apne shaadi biyaa ke mawake pe
27:49Yeh kuch aur aise mawake aate hain
27:51Jahan pe hum in cheezu se benayaz ho jate hain
27:53Ke woh mera istitaat rakta hu yeh nahi rakta
27:55Uske liye toh hum saari zindagi
27:57Ke liye woh karzun ke bojh tale bhi
27:59Dabne ke liye tyaar hote hain
28:01Aur yahaan pe 30,000, 40,000, 25,000 kharchne ke liye
28:03Hum heel-e-bhaane talaash karte hain
28:05Ke hum woh sahib-e-nisaab hain yeh nahi hain
28:07Mufti sahab se raabta kiya jaayega
28:09Doctor sahab se raabta kiya jaayega
28:11Bataiye kya mere upar qurbani hain yeh nahi hain
28:13Qurbani itna muqaddas fareeza
28:15Ek toh yeh hai ke humare upar woh sahib-e-nisaab
28:17Uske upar laazim hain
28:19Qurbani karna wajib hain
28:21Ek toh woh pehloo ho gaya
28:23Agar koi insaan sahib-e-nisaab, sahib-e-istitaat nahi hain
28:25Phir bhi woh qurbani karta hai
28:27Toh Allah Rabbul Izzat bada ajr-o-sawab ata farmata hai
28:29Ajr-o-sawab kya hai
28:31Huzoor-e-Israat-e-Wa-Salaam ne irshaad farmaaya
28:33Das Dhul Hajjah ko
28:35Yeh nahi ki Eid-ul-Azhaa ke moqa par
28:37Us din Allah Rabbul Izzat ko
28:39Jaanwar ke khoon bahane se zyada
28:41Koi cheez aur mehboob nahi hai
28:43Sahaba-e-kiram ne poocha
28:45Ya Rasool-Allah
28:47Qurbaniya hain kya
28:49Sunnat-o-Abi-Kum-Ibraheem
28:51Tumare Walid-Jad-Ibraheem ki sunnat hai
28:53Faida kya hoga
28:55Hume ko ajr-o-sawab me bilega
28:57Huzoor-e-Israat-e-Wa-Salaam ne irshaad farmaaya
28:59Ker Qurbani ka jo bhi jaanwar hai
29:01Us ke jism pe jitne baal hain
29:03Un baalun ke barabar
29:05Allah tumhare naama-e-amaal me nekiyan darjh farmaayega
29:07Ab koi calculator mera khyaal hai
29:09Aisa hai to nahi
29:11Lekin husda ho
29:13Woh jaake koi banda mujhe shumar karke bataye
29:15Ke jaanwar ko chhodi
29:17Insaan ke sar pe kitne baal hai
29:19Agar toh shumar kar sakta hai
29:21Toh shumar karke hamari bhi rahmaamai kar de
29:23Toh isliye yeh fawaid hain
29:25Aur jo bhi Allah ke nishaniyon ke taazim karta hai
29:27Allah Rabbul-Izzat irshaad farmaata hai
29:29Duniya bhi uske samar jati hai
29:31Aur aakhirat me bhi kaamyabi
29:33Us insaan ka mukaddar banti hai
29:35Isliye ek Qurbani woh hai
29:37Jo Hazrat Ibraheem ne ataa farmaayi
29:39Allah Rabbul-Izzat mehboob nabi ke fazal-o-karam se
29:41Agar humein
29:43Woh aaj woh muyassar kafiyat nahi
29:45Agar sochiye ke humein woh kafiyat muyassar aa jati
29:47Hukm hota ki hum bhi apne 9-10 saal ke
29:49Bete ko Qurbaan karein
29:51Toh hum kis kaabil hain
29:53Huzoor ke sadqe se Allah ne humein ye saadat ataa farmaayi
29:55Us ka badle ke taur pe
29:57Hum jaanwar Qurbaan karein
29:59Aur deru sawab apne naama ehmaal me darj karein
30:01Subhanallah
30:03Doctor sahab kya humare nazareen ke peghaam
30:05Aaj ki 9 me nashiz ka Qurbani ke hawala se
30:07Kya peghaam deejeyega humare nazareen ko
30:09Duniya bhar ke khushbaqaton ko
30:11Main Shah sahab ki baat ko aage badhate hue
30:13Yung arz karunga ke
30:15Humare paas jitni wusate hain
30:17Har itbaar se
30:19Nimeton ki jitni wusat hain
30:21Woh maazi mein nahi thi
30:23Aur agar us waqat dekhin
30:25Nabeer Ahmad Sallallahu Wasallam ke daur mubarak mein
30:27Toh Huzoor Alaihi Salatu Was Salaam
30:29Ne kabhi bhi
30:31Koi saal bhi
30:33Yani Medina-e-Tayyiba mein jab aaye
30:35Toh har saal aapne Qurbani farmaayi
30:37Lekin doosi taraf dekhein toh
30:39Kayi ki din aise guzarte the ki Huzoor ke ghar mein chula nahi jalta
30:41Lekin Qurbani khazaah nahi hui
30:43Aur ek nahi do do farmaayi
30:45Bilkul
30:47Apni taraf se bhi Ummat ki taraf se
30:49Huzoor ki taraf se bhi toh Qurbani kar
30:51Huzoor ke hukam par chalo aap kamaz kam
30:53Yeh amal karein ki apna
30:55Apni taraf se Qurbani peshkar
30:57Woh toh karein Rasoolullah ke naam ki taraf se bhi
30:59Bilkul
31:01Hakke Ghulami
31:03Sanad ho jaye
31:05Aur Allah taala ne jo farmaaya
31:07Nabeer Ahmad Sallallahu Wasallam ko kya hai
31:09Inna aatoina kalqa uthar
31:11Fassallili Rabbika wanhar
31:13Mahboob aapko humne har cheez kasrat se hataa farmaayi hain
31:15Toh aap namaz bhi parhiye Qurbani bhi kijiye
31:17Toh Allah taala ne humne bhi
31:19Kitni kasrat hataa farmaayi hain
31:21Toh humne namaz bhi adaa karni chahiye Qurbani bhi
31:23Aur phir Qurbani ka
31:25Hazrat Ibrahim Alaihi Salatu Was Salaam ke hawale se
31:27Hum tazkira karte hain
31:29Allah tabarak wa taala ne usko yaadgaar ke taur par
31:31Qaim bhi farmaa diya
31:33Qurbani ko unki yaadgaar ke taur par
31:35Qaim bhi farmaaya
31:37Aur humne bhi hukam farmaaya
31:39Wazkur fil kitab Ibrahim
31:41Ibrahim ka zikr tumne karte raina
31:43Yani Ibrahim ka zikr
31:45Zikr bhi jaari hai
31:47Aur wo amal bhi batore zikr
31:49Qayamat tak ke liye jaari aur saari kar diya gaya
31:51Aur iska matlab ye hai
31:53Jab hum khulus-e-niyyah se
31:55Allah ke huzoor apne Qurbani pesh karenge
31:57Toh Allah tabarak wa taala
31:59Humara bhi apne bandon bhi bhi zikr
32:01Apne firishton bhi bhi zikr farmaayega
32:03Aur humara zikr rehti duniya tak
32:05Usko qaim aur qaim farmaayega
32:07Aur hume ye saari cheezein
32:09Khulus-e-niyyah se karni chahiye
32:11Akhri baat
32:13Aapne adaa firmaaya
32:15Hazrat-e-Mawla-e-Qainaat
32:17100 oont Yemen se lekar aaye thi
32:19Huzoor ki khidmat mein pesh kiya
32:21Ya Rasool Allah Qurbani
32:23Nabi-e-Rahmat Sallallahu Sallam
32:25Ye nahi firmaaya ki hum itne log hain
32:27Acha ek oont mein 7 isse hote hain
32:29Huzoor alaihi salatu was salam
32:31Ne 100 oonton ki Qurbani
32:3363 khud ziba firmaaye
32:35Aur baaki Hazrat-e-Mawla-e-Qainaat
32:37Ke supurd kiya ki tum inko ziba karo
32:39Iska matlab ye hua ke unhone
32:41Agar hum bhi unke sunnat par amal karenge
32:43To yaqeenan hume uska faiz naseeb hoga
32:45Aur Allah-e-Karim hum par fazl-o-karam firmaaye
32:47Doctor sahab subhanallah
32:49Naumi nashis ke tamam muazzaz mehanon ka bohut shukriya
32:51Shahid-e-Qibla
32:53Doctor sahab qibla
32:55Bahut sharafiya bhi humari
32:57Bari keemti malumat aap dono habab ne firmaayin
32:59Ahmed bhai aapka shukriya
33:01Iklaam abhi aap se sunte hu humne rukhsat hona hai
33:03Doctor sahab ne abhi zikr chheda
33:05Inna aateina kalqa usar ka
33:07Toh mera diyaan be ikhtiyar
33:11Inna aateina kalqa usar
33:13Inna aateina kalqa usar
33:15Inna aateina kalqa usar
33:17Inna aateina kalqa usar
33:19Inna aateina kalqa usar
33:21Inna aateina kalqa usar
33:23Inna aateina kalqa usar
33:25Inna aateina kalqa usar
33:27Inna aateina kalqa usar
33:29Inna aateina kalqa usar
33:31Inna aateina kalqa usar
33:33Inna aateina kalqa usar
33:35Inna aateina kalqa usar
33:37Inna aateina kalqa usar
33:39Allahu Akbar
33:41Deta jaa bar bar ke saagat
33:43Inna aateina kalqa usar
33:45Inna aateina kalqa usar
33:47Aur aaye ikhtitamiyan ke taur par yeh
33:49peygaam hai
33:51Bade purlutf peygaam hai dekhiyega
33:53Malik-e-Huzur arzi kaise hai
33:55Aur aajizi ka izhaar kaise hai
33:57Na da nista mansoobon ka khalik main
33:59Na da nista mansoobon ka khalik main
34:01Na da nista mansoobon ka khalik main
34:03Na da nista mansoobon ka khalik main
34:05Da nista takdeer banane wala tu
34:07Na da nista mansoobon ka khalik main
34:09Da nista takdeer banane wala tu
34:11Khud ko shah-e-afaak samajhne wala main
34:13Khud ko shah-e-afaak samajhne wala main
34:15Khud ko shah-e-afaak samajhne wala main
34:17Khud ko shah-e-afaak samajhne wala main
34:19Khud ko shah-e-afaak samajhne wala main
34:21Khud ko shah-e-afaak samajhne wala main
34:23Mujhko meri aukaat batane wala tu
34:25Mujhko meri aukaat batane wala tu
34:27Mujhko meri aukaat batane wala tu
34:29Aur aakhari peygaam
34:31Meri zaad ki keemat matti se battar
34:33Meri zaad ki keemat matti se battar
34:37Mere naam mein mukkat lana wala tu
34:41Meri zaad ki keemt matti se battar
34:43Mere naam mein mukkat lana walla tu
34:47Da nista takdeer banane wala tu
34:50Mujhko meri aukaat batane wala tu
34:53Aayiye! Kalam sunte hain aaj ki naumi na-shiz me
34:56Hafiz Ahmed Raza Jamaati sahab kara
34:59Haji yo aao shahenshah ka roza dekho
35:25Kaaba toh dekh chuke kaabe ka kaaba dekho
35:37Aabe zamzam toh piyaa khubh bujhayin pyaasin
35:54Aabe zamzam toh piyaa khubh bujhayin pyaasin
36:08Aao jhudeh shahe kosar kaabe dariya dekho
36:31Khubh aankhon sim sim lagaya hai ghilaf-e-kaaba
37:00Kasr-e-mahboob ke parde ka bhi jalwa dekho
37:22Zer-e-mizaab mile khubh karam ke cheeteh
37:46Kabr-e-rahmat ka yaha zor paras na dekho
37:57Haji yo aao shahenshah ka roza dekho
38:08Kaaba toh dekh chuke kaabe ka kaaba dekho
38:20Kitne khush khusmat hai woh jinka bulawa aagaya
38:30Uske ghar ki mehmani ka sharaf paane lage
38:46Haji ka mausam aagaya hai taaf le jaane lage

Recommended