• 2 days ago
#TariqFazalChaudhry #pti #PTIandGovernmetTalks #ptinegotiations #offtherecord #PTIandGovtTalks #imrankhan #pmshehbazsharif #UmairNiazi #pmshehbazsharif #constitutionalamendments

(Current Affairs)

Host:
- Ashfaq ishaq Satti

Guests:
- Barrister Umair Khan Niazi PTI
- Tariq Fazal Chaudhary PMLN
- Vice Admiral (Retd) Iftikhar Rao

"Hukumat Negotiations ke Liye kal Bhi Tayar Thi Aur Aaj Bhi Tayar hai..." Tariq Fazal Chaudhry

"The Solution Can Only be found through negotiations, but..." Umair Niazi's Statement

"If you want to talk about constitutional amendments, let's sit and discuss..." Tariq Fazal Chaudhry

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Transcript
00:00Asalam-o-Alaikum Ji, Ashfaq Ishaq Satti ki janeb se program mein aap sabka khair magdam hai ki umeed hai ki aap log thik thak honge.
00:18Aaj ek marka ho raha hai khel ke maidaan mein. Champions Trophy ka Pakistan mein agaaz ho chuka hai. New Zealand vs Pakistan ek match woh chal raha hai.
00:25Khel ke maidaan mein yeh ho raha hai. Siyasi maidaan mein aapko bata hai ki mohazaarai isfaq Pakistan mein chal rahi hai.
00:30Waise toh isfaq mil baithne ki zarurat hai. Kyunki agar hum Charter of Economy ki baat karein uske andar bhi humein yaksooi chahiye ki aisa Charter ho sab mil ke chal sakein.
00:40Aur doosra Charter of Democracy ko enforce karne ki zarurat hai ki yeh waqt ke aham zarurat hai.
00:45Saat-saat aage chalke hum program mein baat karenge ki bhai Wazir-e-Azam ke janeb se ek initiative liya gaya.
00:50Yeh samundari shobhe ki bahali ka. Aur iske andar zahir hai ki kaafi venues hain jahan par aap apne income government badha sakti hai.
00:58Toh yeh ek aisa mansuba hai ki agar iske opar implementation hoi ki toh things will be better.
01:03Starting off from the jo is waqt situation hai political. Uske andar aaj Mian Nawaz Sharif sahab ka ek statement saamne aaya.
01:11Unki mulaqat hui hai Irfan Siddiqui sahab se.
01:13Toh unhone basically Tehreek-e-Insaaf par sanjeeda muzaqaraat aur siyasi afaam-u-tafheem ki salaiyat na rakhne ka ilzaam aayit kiya hai.
01:21Aur phir hui yeh kehte hain ki masnooi siyasi bohraan peyda karne ki koshish kaamyaab nahi hone denge.
01:26Aur phir 2013 se shuru tarakhi ka safar jaari rehta. Aur aaj phir IMF ki humein ya phir bairuni imdaat ki zarurat na parti.
01:342013-16 ka hum aapko bataa chuke hain ki IMF ka ek program liya gaya tha jo complete ho gaya tha.
01:39Lekin usse hatke baad mein humne dekha ki maamlaat kaafi kharaab rahe hain aur abhi bhi unko kaabu karne ki koshish hain jaari hain.
01:45Lekin iske andar opposition aur hukumat jo hain wo do mukhtalif aara aapas mein rakhte hain.
01:50Iske upar hum baat karenge. Saath hi saath agar hum baat karenge Mariam Nawaz sahiba,
01:54jo ki Chief Minister Punjab hain, unke jaanib se rose statement saamne aa rahe hain.
01:58Unhone kya statement diya? Wo pehle aapko dikhaatein zara.
02:01Aap kya iftalaaf siyasi ek doosre se ho sakta hain? Usko siyasat mein ek tezeeb ke daire mein rahe ke baatcheet ho sakti hain.
02:07Lekin apne hi mulk pe hamla awar ho jaana.
02:09Maine kabhi koi hukumat nahi dekhi jisne ek sube se lashkar leke doosre sube pe hamla awar ho.
02:15Hum kya de rahe hain logon ko? Naujawano ko?
02:17Scholarships de rahe hain. Laptops de rahe hain.
02:19Hum unke haath mein electric bikes de rahe hain.
02:21Aur yeh kya de rahe hain? Petrol bomb.
02:23Yeh kya de rahe hain? Kilo wale dande ke maro aur saath phard do.
02:26Tabahi kar di yeh isne Pakistan ki.
02:28Allah taala ka shukar hai ki yeh nizam apne khaatme ki jaanib hai.
02:32Acha ji. Yeh aapne dekh liya.
02:34Doosre jaanib hum ek alliance ki baat sun rahe the.
02:37Jo ke hona chahiye tha.
02:39Waise toh abhi se ban raha tha.
02:41Lekin uske baad aap keh diya gaye ke they'll take a break.
02:43Yani ki PTI is saying ke wo break ke baad abhi Ramzan ke baad koi silsila shuru karenge.
02:47Lekin baaki bohot se log aise hain jo samajhte hain ke aisa nahi hone jaara.
02:51Phir Asad Qaiser sahab ne abhi backdoor muzaakaraat ke hawale se bhi tardeed kar di hai.
02:55Aapke show mein iske munasabat se kuch baat karenge.
02:57Jo mehmaan hain unka taarif karaya dete hain.
02:58Tariq Fazal Chaudhary sahab studios mein humaare saath mauchood hain.
03:00Bahot shukriya Tariq sahab for your time.
03:02Saat hi saath Umair Niazi sahab hume video link ke zarya join kar rahe hain.
03:05Aapka bhi bohot shukriya.
03:06Niazi sahab, shuru karte hain Tariq Fazal Chaudhary sahab aap se.
03:10Yeh jo abhi pehle toh hum dekh rahe tha ke baadsheet ho rahi thi.
03:14Phir uske baad phir ek deadline di gayi thi PTI ki jaanib se.
03:19Aur phir January was a very crucial month.
03:25Tariq Fazal Chaudhary sahab ki jaanib se bhi yeh silsila aa gaya hai.
03:27From the talk ke yeh muzaqaraat jo hain aur siyasi afaam-u-tafreem PTI nahi rakhti.
03:32Toh does that mean ke ab iss waqt muzaqaraat ke tamaam raste band ho chuke hain.
03:37Koi initiative ab government bhi nahi legi.
03:39Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim bahot shukriya aapka program mein davat dene ka.
03:43Dikhiye government jo hain wo muzaqaraat ke liye kal bhi tayaar thi.
03:47Government muzaqaraat ke liye aaj bhi tayaar hai.
03:49Muzaqaraat ka jo rasta jo ek tayoon shudha tha agar usse hatke bhi yeh kisi aur raste se.
03:56Misaal ka taur pe jis tarah ke Prime Minister sahab ne ka, meri muraad wo hai.
03:59Parliament ki koi committee ban jaye, House ki koi committee ban jaye.
04:02Is tarah ke koi baat chahate hain, uske liye bhi government tayaar hai.
04:05Dikhiye hum siyasi log hain.
04:07Hum muzaqaraat ko siyasat ka doosra naam samajhte hain.
04:10Aur muzaqaraat ke zariye hi maumla jo hain hal hote hain.
04:14Balke main toh yeh kaunga is waqt jitne bhi stakeholders hain, aap un sab ko bithayen.
04:19Baith ke baat karein.
04:21Jo issues aapke saamne hain, ya aapke dil mein hain, damaag mein hain.
04:25Jo aapne muzaqaraat ki table pe kuch cheezein pehle rakhi thi, wo nahi rakhna chahate hain.
04:29Lein.
04:30Woh start out kis tarah hongi?
04:32Agar saare apne apne morchon mein band honge, aur wahan se ek doosra ke upar gola parood
04:35phehkne ki koshish kar rahe honge.
04:37Toh is tarah toh maumlaat aage nahi badhte.
04:39Aap 5 saal isi tarah lage rahein.
04:41Isi tarah zor lagaate rahein, maumlaat aage nahi badhege.
04:43Jab aapko bata hai yeh committee bani thi, uss waqt bhi kaha jaa raha tha,
04:46ke pehle yeh beyaan baazi ka silsila band ho.
04:49Aur kisi ek taraf se nahi, dono taraf se.
04:51Lekin uss waqt wo nahi ho, aur uska impact bhi humne dekha.
04:53Dikhe, Saddi saab baat yeh hai,
04:55jo siyasi log aur siyasi jamaatein hote hain, wo siyasi beyaan dete rahete hain.
05:00Koi isme aisa muzaike wali baat nahi hain.
05:02Main toh PTI ke bhi kisi beyaan ko jo hono ne muzaqraat ke darmain diya ho,
05:05main toh usse bhi mind nahi karta,
05:07hala ke bahut sakhat beyaanaat bhi aaye unki leadership ki taraf se,
05:09wo Dimran Khan saab ki taraf se.
05:11Lekin hum usse bhi mind nahi karta hai, koi baat nahi.
05:13Zahir hai, mulk mein siyasat jaari hai,
05:15siyasi jamaatein jo hain, wo apne apne mood, mizaaj aur halaat ke matlabik beyaan baazi karte rehti hain.
05:20Lekin jo muzaqraat ki teamein hoti hain,
05:22wo hoti hain sanjeeda logon pe mujhtamil teamein hoti hain.
05:25Senior log hote hain, humare toh tamaam-e-taahdi jamaaton ke parlimani leader aur sarbaraat hain,
05:30wo bhi muzaqraati teamon ka hissa the,
05:32aur hum isse kisi conclusion ki taraf leke jaana chaah rahe the.
05:34Aur yaqeen karein, main thoda usse baat ko agar ek aur angle se beyaan karne ki koshish karun toh yeh hai,
05:40ki agar yeh PMLN, Labour's Party, aur PTI,
05:46inki sarkarda leadership, yeh agar baith jaye, aur sanjeed ki se baith jaye,
05:51ki janaab humne iss mulk ke masayal ko hal karna hai,
05:54hapas mein jo siyasat hai, wo siyasi maadaan mein hum karte rahein,
05:57usmein ek doose ki mukhaalfat bhi hai,
05:59apne nazriye ka parchaar aur faroogh bhi hai,
06:02toh yeh agar baith jayein, aur saath main baaki taahdiyon ko bhi keh raha hoon,
06:06aap yaqeen karein, iss mulk ko aage badhne se koi rok hi nahi sakta.
06:09Kuch cheezon ki upar, basic aap yeh kahein ki red line laga deyin,
06:14ki yeh personal issues hain, iski upar koi siyasat nahi hogi.
06:17Aaj humaari mishrat hai, iski upar koi siyasat nahi hogi, lag polling nahi hogi.
06:22Aap dekhein hain, IMF ko mukhatib kar ke Pakistan Tariq-e-Insaab,
06:26aaj bhi PDM ke government mein bhi letter likh rahein the,
06:29Pakistan ko kashan hain, abhi bhi.
06:31Main janaab bas mukamal karne laga hoon,
06:33yeh na karein, iska nukhsaan mulk ko hoga.
06:36Isi tarah, ek aur baat tayah ho sakti hai,
06:38Hukumat ko nahi hoga, mulk ko hoga, that's true.
06:40Yes, mulk ko hoga.
06:41Isi tarah ek aur baat tayah ho sakti hai,
06:43main aakhari concluding baat karunga,
06:45wo yeh hai ke jab aap government mein the,
06:48hum opposition mein the, humne bahut safar kiya,
06:50humare log jailon mein gaye,
06:52humare log jo hai wo, unke khilaf mukadmaat aur parche huye,
06:55top leadership se leh ke kaam worker tak,
06:58yeh hi shikait aaj aapko hain,
07:00ek aur baat tayah kar lete hain,
07:01ke bhai aap government mein ho,
07:03meri respect, uska aap khayal karenge.
07:06Isn't that too late for that?
07:07I mean, now you are returning the favour,
07:09ya what goes around comes around ho raha hai.
07:11There is never late for any good gesture or movement.
07:14Chale Niazi sahab kaafi der se baithe hain na,
07:16humko shariqe muftuku kar lete hain.
07:18Main kahe raha hoon yeh basic cheezein tayah ho sakti hain.
07:20Theek hai, Umair sahab.
07:21Safar sab ne kiya hai, jo aapne ka late,
07:23sab ne safar kiya hai.
07:24Let's start from the beginning.
07:26Kya Mian Nawaz Sharif sahab ne jo firmaaya,
07:29ke siyasi afaam o tafheem,
07:31aur sanjeeda muzaakaraat ki salahiyat nahi rakhti hain aapki jamaat.
07:35Your comments on that.
07:39Buniyadhi toh aur pe ji dekhen,
07:40muzaakaraat se koi doosi rai nahi hal,
07:43muzaakaraat se hi nikalna hai,
07:45aur serious muzaakaraat ki gunjais rehti hain.
07:47Magar uske liye serious players bhi chahiye.
07:50Baat hai, jisa cricket ka season hai,
07:52uske munasabat se baat karte hain.
07:54Dekhen, jab agar Pakistan New Zealand ka match ho,
07:56dono team hain aapas mein khel rahi hain na,
07:58toh khelte huye achche lagti hain.
08:00Magar ek team ke saath,
08:02jo aina ICC poora apna wazan daal de,
08:04Theek hai, unki 6 ki 6 ballon ko,
08:06hum 6 ki 6 ballon karayein,
08:08wo kahein ki yeh aapke doosi team ke liye free hit hain.
08:11Theek hai, toh phir kis tarah ka match hoga.
08:13Baat hai, ke rules ke matarabhi,
08:15jab game hi nahi chal rahi,
08:17malab yeh saari surat-e-haal aapke saamne hain.
08:19Isme aap phir bhi kahein,
08:21ki hum achche bachche ki tarah ban ke,
08:23table pe bas baith chahein, haath ban ke,
08:25toh us muzaakaraat ka toh koi nahi mulk ko fayda hoga.
08:27Jahan tak, Tariq bhai ne baat ki,
08:29IMF ki, dekhen,
08:31IMF ko hum nahi in mahamlaat me le aaye,
08:33ki aaye.
08:35Yeh toh aap khud le ke aaye hain,
08:37IMF ko rasta kisne dikhaya hain?
08:39Iss government ne dikhaya hain?
08:41Kya wahan jaane ki, koi tukh banti thi?
08:43Dekhen, humara toh role yeh raha,
08:45ke 9 May ke baad,
08:47jab Zaman Pak IMF ki team aayi,
08:49toh Imran Khan ki hi team thi.
08:51Imran Khan sahab ne khud iss cheez ko endorse kiya.
08:53Fakar link kis ke saath kiya?
08:55Free and fair election ke saath.
08:57Kya iss mulk me free and fair election...
08:59Lekin, ek jaane baap keh rahe hain,
09:01ki rasta kaun dikhaya raha hai,
09:03IMF ko judiciary ka?
09:05Ke waqt diya tha, toh phir mulaqat hui.
09:07Aur judiciary ek alag se satoon hai,
09:09iss waqt riyasat ka.
09:11Lekin, the point is,
09:13ki aap keh rahe hain,
09:15IMF ko rasta kisne dikhaya?
09:17Doosri jaane, Umar Ayub sahab,
09:19khat bhi likhtey hain,
09:21dozier bhi detey hain,
09:23toh uski kya tukh banti hai,
09:25kya mantakh hai iski?
09:27Bhai, toh kyun,
09:29jab aapne khud muayde mein likh di hain,
09:31ke rule of law ko,
09:33baat hai, wo toh aapke ghar ke andar ghus gaye hain.
09:35Sari cheezon ko wo check kar rahe hain.
09:37Kisi mulk mein hua hai,
09:39ki jisne udhaar diya hua ho,
09:41wo qazi-e-waqt se jaa ke baat kare.
09:43Phir dekhen, unki jis policy se
09:45kisi trader ko ikhtlaaf hai,
09:47kisi textile sector wale ko
09:49ikhtlaaf hai,
09:51kisi petroleum sector wale ko,
09:53uski case ka phir kya banega,
09:55in iss adliya ke saamne.
09:57Baat hai, justice hota hua bhi toh
09:59nazar aana chahiye.
10:01Aapne bhi nahi chhode.
10:03Yeh toh bahut hi khatarnag baat hai,
10:05jis taf hamne dikha hai.
10:07Duniya mein kisi mulk ki misaal de de,
10:09jidhar iss tarah se ho raha ho.
10:11Dekhen, ek billion dollar,
10:13chan billion dollars ke liye
10:15hum apni sovereignty ko compromise kar rahe hain.
10:17Aapne abhi aabi wasayil ke hawale se zikar kiya.
10:19Yeh ek bada acha initiative hai.
10:21Baat hai, ki humare iss tarah ke initiative karein,
10:23humein in kashkulon ki zarurat hi nahi padegi.
10:25Aap agar apna exclusive economic
10:27zone hain,
10:29ki sahi exploitation kar lein,
10:31billions of dollars ki salana ki industry
10:33aap turn around kar sakte hain.
10:35Agar yeh kab hoga, jab iss mulk mein
10:37political stability aayega.
10:39Political stability aayega.
10:41I got your point, Umesha.
10:43He is very right about that,
10:45toh mein hum se hi jawab le leta hu.
10:47Will bhi show karein.
10:49Jab yeh apne aapko show karenge,
10:51ki yeh empowered hain,
10:53toh main nahi samajhta,
10:55ki PTI bhi peechhe raayegi.
10:57Unke saath jo empires hain,
10:59wo haavi hain, wo apne faisle impos kar rahe hain,
11:01toh cheezein aage nahi badegi.
11:03Tariq sahab, yeh zarah firmahiye,
11:05ki yeh keh rahe hain,
11:07ki IMF ko itna control de diya,
11:09ki wo idhar udhar mulaqatein kar rahe hain,
11:11control kar rahe hain,
11:13wo aapko options de rahe hain.
11:15Yeh alag baat hai, ki yeh options agar khud utilize kar lete,
11:17toh inko bhi IMF ke programme me jaane ki zarurat na padti,
11:19agar wo available the.
11:21Toh yeh aapne kya extensive control de diya,
11:23jaise Umesha sahab firma rahe hain?
11:25Yeh baat yeh hain, ki agar toh sirf ilzaam,
11:27baraha ilzaam aur uska jawab jo hai wo,
11:29usi shakal mein dena ho,
11:31toh phir mein yeh pooshunga ke,
11:33jo state bank hain,
11:35wo kis daur mein IMF ke saath link hua tha,
11:37Imran Khan sahab ke daur mein,
11:39aur kis tarah janaab usse Pakistan ki government ka,
11:41jis tarah control hota tha,
11:43state bank ke, wo aapne khatam giye.
11:45Yeh saari cheezein jo hain,
11:47agar chaar ghante bhi baith rahe hain,
11:49toh yeh khatam nahi hongi.
11:51Baat yeh hain, ki inn tamaam cheezon ki upar,
11:53inn ke hal ka wahid raasta muzaqraat hain,
11:55mujhe koi aur raasta aap bata ke dikhayein,
11:57aap eekar reverse karna chahate hain,
11:59hain baithin baat karein,
12:01kya uss amendment karna chahate hain,
12:03hain tyaar hain,
12:05aap aayini tarmeem ki baat karna chahate hain,
12:07aapke jalson se, jalooson se,
12:09Islamabad me hamle karne se,
12:11kya koi aayini tarmeem reverse ho jati hain,
12:13uske liye aapko do teh ek CA chahiye,
12:15hain baithin baat karein,
12:17uss waqt bhi kaha tha,
12:1955 se zyada shikhein thi,
12:21hain baithin baat karein,
12:23hain baithin baat karein,
12:25hain baithin baat karein,
12:27hain baithin baat karein,
12:29hain baithin baat karein,
12:31hain baithin baat karein,
12:33hain baithin baat karein,
12:35hain baithin baat karein,
12:37hain baithin baat karein,
12:39hain baithin baat karein,
12:41hain baithin baat karein,
12:43hain baithin baat karein,
12:45hain baithin baat karein,
12:47hain baithin baat karein,
12:49hain baithin baat karein,
12:51hain baithin baat karein,
12:53hain baithin baat karein,
12:55hain baithin baat karein,
12:57hain baithin baat karein,
12:59hain baithin baat karein,
13:01hain baithin baat karein,
13:03hain baithin baat karein,
13:05hain baithin baat karein,
13:07hain baithin baat karein,
13:09hain baithin baat karein,
13:11hain baithin baat karein,
13:13hain baithin baat karein,
13:15hain baithin baat karein,
13:17hain baithin baat karein,
13:19hain baithin baat karein,
13:21hain baithin baat karein,
13:23hain baithin baat karein,
13:25hain baithin baat karein,
13:27hain baithin baat karein,
13:29hain baithin baat karein,
13:31hain baithin baat karein,
13:33hain baithin baat karein,
13:35hain baithin baat karein,
13:37hain baithin baat karein,
13:39hain baithin baat karein,
13:41hain baithin baat karein,
13:43hain baithin baat karein,
13:45hain baithin baat karein,
13:47hain baithin baat karein,
13:49hain baithin baat karein,
13:51hain baithin baat karein,
13:53hain baithin baat karein,
13:55hain baithin baat karein,
13:57hain baithin baat karein,
13:59hain baithin baat karein,
14:01hain baithin baat karein,
14:03hain baithin baat karein,
14:05hain baithin baat karein,
14:07hain baithin baat karein,
14:09hain baithin baat karein,
14:11hain baithin baat karein,
14:13hain baithin baat karein,
14:15hain baithin baat karein,
14:17hain baithin baat karein,
14:19hain baithin baat karein,
14:21hain baithin baat karein,
14:23hain baithin baat karein,
14:25hain baithin baat karein,
14:27hain baithin baat karein,
14:29hain baithin baat karein,
14:31hain baithin baat karein,
14:33hain baithin baat karein,
14:35hain baithin baat karein,
14:37hain baithin baat karein,
14:39hain baithin baat karein,
14:41main yeh jaana chahunga
14:43ke iss waqt agar farz karein
14:45ke aapne debate bhi karni hain
14:47ya aapne baat bhi karni hain
14:49to uske liye aapka yaksui se hona bhi zarur hai
14:51ab aapki party mein iss waqt situation kya hai
14:53ke ab se kuch din pehle tak
14:55you know maha zarai,
14:57ikhtalafaat, beyaan baaziyan
14:59yeh saara silsila chal raha tha
15:01aur issi ki wajah se aap lag yeh raha hai
15:03ke ramzan ke baad tak yeh silsila postpone kar diya gaya hai
15:05to kya within the party aap log ek page pe hain
15:07in cheezon ko leke
15:09acha basically dekhein
15:11koi political activity postpone nahi ki gayi
15:13Khan sahab ki tarah se instructions hain
15:15tayyari chal rahi hain
15:17naye captains field mein uta rahe hain
15:19Junaid Akbar ko KPK ka president
15:21Alia Hamza organiser Punjab
15:23zahiri baat inhe time chahiye
15:25apni teamon ko realign kar rahe hain
15:27aur ramzan ka mahina hain dekhein uski ek apni significance
15:29hai har musalman ke liye
15:31to koi bhi political activity
15:33ramzan ke dauran waise bhi munasib nahi lagti
15:35to ussi ki munasabat se cheezon ko
15:37post ramzan rakhe hain
15:39aur saath hi saath opposition ko bhi
15:41engage kiya jaa rahe hain
15:43is waqt 6 political parties ke saath dialogue mein hain
15:45maulana sahab se PTI ki baat ho rahi hain
15:47abhi us taraf cheezin us tarah se
15:49yeh nahi ki alliance ki taraf jaa rahe hain
15:51jab wo cheezin
15:53jab wo alliance ki taraf jaa rahe hain
15:55jab cheezin wo firm ho jayenge to zahiri baat
15:57us tarah se cheezin shape lehengi
15:59apko partners ki bhi baat sunni badti hain
16:01jis tarah ka itijaz, jis tarah ki tehreek
16:03ka under discussion hoga
16:05mode decide hoga to zahiri baat
16:07ussi tarah se usko
16:09aage public ko
16:11usna se...
16:13Faisal Wada sahab ispe kya mohqif rakhte hain apna
16:15yeh jo dharne bagar aise butaalik
16:17jo aapka plan hai
16:19jo alliance banana chah rahe hain uspe wo kya kahte hain
16:21na dharna, na marna
16:23na D-chalk, na trump card se
16:25play card, na koi itijaz
16:27na koi bahut severe alliance
16:29na koi cheez, kuch nahi
16:31sab ek masala hai, social media ki hattak
16:33aur mainstream media ki hattak, isse aage kuchte hain
16:35Tariq sahab aap ek siyasi aadmi hain
16:37lekin jis tariqe se aapne
16:39tehreek-e-indiki-insaf ke andar
16:41ghaliban qiyadat ki adam maujood ki ki wajah se
16:43ya hum dekh rahe hain, jo bazaahir to nahi
16:45lekin dhade bandiyan, ya phir ek taasur
16:47ek mahazaaraay ka andar se aa rahe hain, aapko lagta hai
16:49ki jis alliance ki yeh baat kar rahe hain, wo bana paayenge
16:51nahi alliance ko na
16:53aap imse koi nahi banna, yeh zahira
16:55apni, jo
16:57apni siyasat ke andar
16:59jis taraqa rawaya aino ne apnaaya hua hain
17:01jab aap tashaddud ki siyasat karte hain
17:03aur fasaad aur fitra philane ki
17:05siyasat karte hain, to uska nukhsaan
17:07aapko khud bhi hota hai, Imran Khan
17:09sahab ke kayi aise bayanaat hain, aur tweets
17:11hain, jin ka difaah inki apni party
17:13nahi kar paayi, uska nukhsaan hota hai
17:15humare saath TV talk show mein baith ke
17:17inki log jo hain, wo Imran Khan sahab
17:19ki bayanaat ko defend nahi kar paate
17:21jo riyasateedaaron ke khilaf hote hain
17:23jo riyasat ke khilaf hote hain
17:25aur phir uske baad jis taraqa ki purtashaddud siyasat
17:27unhone ki, inki majority
17:29inki party ke andar logon ne uski mukhalfat ki
17:31jo sanjeeda siyasatdaan hain inme
17:33yeh to nahi hain ke saare ke saare
17:35wo unke damaa kharab hain, kuch hain jo
17:37kuch nahi, zyada aksariyat jo hain
17:39sanjeeda logon ki hain, wo unke achha mashwale deti hain
17:41achha, aur wo
17:43marne ke liye ityaar koi nahi hota
17:45tunke, aap assembly ke andar
17:47kya hota hai, jo chand log
17:49hain, maine kaan chand log inke
17:51jo minority mein hain, Tehreek-e-Insaaf ke
17:53ab wo wahan pe kaagaz phadne,
17:55nare lagane, majbooran jo hain, baaki jo
17:57sharif log hain, unhe bhi khada ho jana padta hai
17:59phir video bina ke Imran Khan ko bheshte hain
18:01yeh inki total siyasat reh gi gaya
18:03liyaaza yeh alliance wahera, yeh kuch bhi nahi hona
18:05yeh kuch bhi nahi hona
18:07inne, abhi bhi main samjhta hun
18:09ke jaise maine kaha, unhone system
18:11ko nukhsaan pochaani ki koshish ki
18:13mulko kitna nukhsaan pocha, yeh alag baat hai
18:15inne khud bhi nukhsaan hua, inki jamaat ko nukhsaan hua
18:17ok, jawab le lete hain na ispe zara
18:19Umair sahab, yeh hai aisa
18:21ki aap logon ki soch baabat takseem hain
18:23aur yeh
18:25thoda sa number banane ke liye, videos banayi jati hain
18:27phir bheji jati hain, aur aap log khud
18:29kayi log, sanjeeda jis tarah se wo keh rahe hain
18:31muttafiq nahi hota hai tariq-e-kaar pe
18:33nahi, dekhen
18:35Imran Khan ki policy ko
18:37anti-state policy nahi hain, agar dekhen na
18:39frankly ek baat hai, agar
18:41Imran Khan ki policy ho, anti-army
18:43Imran Khan sahab kahen yeh fauj, unki fauj nahi hain
18:45toh koi bhi nahi sath khada hoga
18:47dekhen, saaram ko pata hai
18:49ke idharon ki kya significance hai
18:51jisna tariq bhai nahi ka, unko bhi sath
18:53bitha lete hain, bhi kyun sath bitha lete hain
18:55isi cheez ka toh rohna roh rahe hain
18:57ke political usse bhathein
18:59umair jazi sahab, ispe
19:01ispe statement
19:03saamne aa chuka hai, yeh jo
19:05baat tha, ek toh aapko yaad hoga, press conference
19:07bhi hui thi, aur uske baad abhi statement
19:09bhi aa chuka hai, khutoot se mutaalik, aur ek
19:11message de diya gaya hai, ke bhai khat aayega
19:13toh padhunga nahi, aur aayega
19:15toh main Wazir-e-Azam sahab ko bhijwaa dunga
19:17message aapko yeh hi diya gaya hai, to talk to the
19:19political leadership
19:21it is what it is
19:23Imran Khan sahab ne koi letter, constitutionally
19:25ghalt nahi rekha, ye cheez
19:27ko toh humein dekhna chahiye, baaki jo
19:29criticism hai, dekhen, hum
19:31normal cheezein mein bhi criticise karte hain
19:33magar baat yeh hai, ki kisi ne
19:35toh parameters ko sahi karna hai na, dekhen
19:37agar humare daur mein ghalti hogayi
19:39toh ussi ghalti ko aap buniyat bata le ke nahi
19:4118 wali ghalti 24 mein bhi repeat karni hai
19:43future mein bhi repeat karni hai
19:45iss waqt ho kya raha hai, aapne ka
19:47ramzan mein hum logon ne zahir hai ke
19:49mahazaraayi se guhrez karna hai, muqaddas maheen hai
19:51lekin back channel par kuch chal raha hai
19:53Ali Ameen Gandapur sahab kuch
19:55dore hila rahe hain, ya phir
19:57Asad Qaiser sahab ne toh iski
19:59tardeed ki hai, ho kya raha hai iss waqt
20:01haan
20:03dekhen unhone tardeed ki hai, dekhen
20:05back door pe jo ho raha hoga
20:07wo toh Ali Ameen ko pata hoga
20:09Ali Ameen ki ek different position hai
20:11compared to baaki politicians ki
20:13dekhen Ali Ameen ek subah ka
20:15chief executive hai, aur aise
20:17subah ka chief executive hai, jisme abhi
20:19law and order ka bhi issue hai, jisme
20:21terrorism ka bhi masla hai, aur jo
20:23Afghanistan ke saath border bhi share kar raha hai
20:25jis wajah se unka security
20:27agencies ke saath aur federal government ke saath
20:29bohot zyada overlap aata hai
20:31toh zahiri baat hai, jab overlap
20:33aata hai, toh wo uss tarah ki ek
20:35unique position rakhte hain, wo kuch na kuch usme
20:37role zarur ada kar sakte hain
20:39ab kya wo role ada kar rahe hain
20:41ya kuch channel open hai, ye toh
20:43uspe wo betar wo hi bata sakhenge
20:45baaki hum aur aap jo baat karenge wo
20:47qayasa rahi hain hi hongi
20:49Tariq sahab, waise is waqt aapki ittilaat
20:51kya hain, kya koi
20:53raabate initiate ho rahe hain, koi back channel
20:55diplomacy chal rahi hain iss hawale se
20:57dekhen ye mujhe samayi nahi aati ke
20:59ye term istimaal kyu hoti hai
21:01back channel aur
21:03front channel, bhai ek hi channel hona
21:05chahiye, and there has to be,
21:07main toh aapka program mein badi khul ke baat kiye
21:09aapne koi sabse bada itraaz hai
21:11ki aapne kaha, janhaab aapke paas power nahi hai
21:13jinn ke paas hai, unhe bhi bithaa lete hain, unhe bhi request
21:15karte hain, chief justice sahab ko bhi request karte hain
21:17ye soch toh paida kare na aap
21:19soch sabse pehle ye paida karni hai
21:21aage badhne ki
21:23acha aap
21:25balay maazi ki
21:27kayi kahaniya aapke paas hongi sunane ke liye
21:29humare baas bhi hain
21:31maine aapko apne daur ki batayi hain
21:33toh sab ka sab jo hai na, wo aapne samne
21:35baith ke taya hoga, jab aap ek khud
21:37is cheez ka ikhraar kar rahe hain, agar sanjeeda
21:39log hain, toh aapke mutaabek wo minority
21:41mein, toh jab minority mein
21:43toh phir unki baat kaise hai, kyun kar suni jaayegi
21:45sanjeeda log jo hain
21:47taadaad mein aksariyat mein
21:49acha taadaad mein aksariyat
21:51taadaad mein aksariyat mein, achha, minority
21:53inko, aap ye kahein
21:55drift karte hai, kyunki
21:57minority ki aage jo hai
21:59viewership zyada hai, viewership ka masla hai na
22:01ki kisko kitni likes pad rahi hain, kisko
22:03kitni views pad rahi hain, wo
22:05hir se meshe tamashe ko padti hain, aap
22:07abhi jo hai na, mausam pe program kar lein
22:09dekhein aapka program ki viewership kitni hai
22:11aur political program ki viewership kitni hoti hai
22:13toh ye jo
22:15hits ke chakkar mein, jo ye karte hain
22:17fasaad, fitne
22:19intishari log, wo aage hote hain
22:21fake news ko sabse zyada hit
22:23ye bhi toh matter karta hai na, ki jo bani
22:25is waqt jail mein, unki nazar mein
22:27sharf-e-qabooliyat, wo kisko bakshte hain
22:29sharif logon ko, siddhi si baat hain
22:31wo kahan sharif logon ko pasand karte hain
22:33wo bhi unhi ko
22:35aage karte hain aur unhi ki videos ko like
22:37karte hain, ki jo assembly mein chhalange lagate hain
22:39galiyan dete hain, naare lagate hain
22:41koi assembly ka business nahin chalne dena
22:43ye toh pakkada hai, unko diya gaya hain
22:45task diya gaya hain Imran Khan ki taraf se
22:47toh wo sharif logon ko kyon pasand karenge
22:49baaki aakhri ek baat mai arz kar doon
22:51is groupandi ko chod de
22:53unke party ka internal matter hai, ye fact
22:55jo maine bataya hai, lekin
22:57asal toh jinn muzaqraat ke jiss level ki
22:59mai baat kar raha hoon, uska toh Imran Khan
23:01ko khud issa banna chahiye
23:03unhe khud chahiye ke wo kahein theek hai, baithein ji
23:05Mayor Washeq sahab aap baithein,
23:07Zardari sahab aap baithein, mai baithunga
23:09mai baat karunga, baaki jo maine aapko
23:11stakeholders batayein, unko tu batayein
23:13ye level iske liye, ek yahan pe
23:15soch chahiye, ki mulk hamara hai
23:17humne ko theek karna hai, ye soch nahi
23:19hai inme
23:21Umair sahab, kya
23:23kaafi tajaweez toh diye hain, Tariq
23:25Chaudhary sahab ne, aur this is very important
23:27ke agar saare siyasi rehnama
23:29agar mil kar baitein, aur khaas
23:31taur par jo sarkarda qiyadat hai, toh cheezein
23:33hal ho sakte hain, aap tajaweez dein ke apne qiyadat ko ye
23:37politics art of possibilities
23:39hota hai, zayi nahi baat hai
23:41har tarah ke log chahiye hota hai
23:43aap kehna, ki monotonous ho,
23:45ek hi tarah ke nahi hota hai, dekhein inki
23:47dafah bhi toh tha, ki Nawaz Sharif sahab
23:49mujhe kiyon nikaala ki rat lagayi bhi thi
23:51Mariam Nawaz ka twitter ek ek
23:53team pe jaata tha, phir silent ho jaata tha
23:55teesra role Shahbaz Sharif
23:57sahab ka hota tha, jinn ke haath bandhe huye
23:59hote the, toh ye mukhtalif
24:01tarah se khud khelte rahe hain, baat hai
24:03ki idhar shor machane wale bhi hain,
24:05wo apna criticize karte hain
24:07jahan unhe nazar aata hain,
24:09soch wale bhi log hain, ye
24:11combination hota hai, ye kaptaan ko pata
24:13hota hain, usne kis waqt, kis
24:15player ko saan hain, aur hamesha
24:17ek mode ke saath ladhai nahi ladhi jaati
24:19hamesha aggressive rahein, ya
24:21tabay daar rahein, toh wo bhi nahi chalta
24:23Lekin wo faisle kiya jayein, overall
24:25jo ke Pakistan ke haq mein hu,
24:27Umair Niazi sahab for your time, Tariq Hussain Chaudhry sahab
24:29aapka bhi bahut shukriya, ek break letein,
24:31break ke baad aazerein
24:33Welcome back, nazareen-e-karam
24:35Pakistan mein ek shobha aisa raha hai,
24:37jis ke baare mein agar ye kaha jaye,
24:39wo bahut zyada neglected raha hai,
24:41us par itni tawajjo nahi di gayi, aur khaas
24:43taur par jab duniya bhar mein hamne dekha
24:45ki samundari show paper kaafi tawajjo di jaati
24:47hai, toh Pakistan mein aisa nahi raha
24:49aur iski wajah ye bhi ho sakti hai,
24:51focus government ka kisi doosi taraf raha
24:53ya phir is hawale se awareness hi na rahi ho
24:55agar hum samundar ki baat karein,
24:57toh aap ye dekhen ke
24:5970% zameen ka ek hisa paani par
25:01mujhtamil hai, aur uske baad aap ye dekhiye
25:03ke aaj kal
25:05bahut zyada focus duniya bhar mein
25:07is par kiya jaa raha hai, toh Pakistan mein hamne ye dekha
25:09ki Wazir-e-Azam Pakistan ki jaanib se
25:11ab yek initiative liya gaya hai, samundari show paper
25:13bahali ka, achha
25:15uska pehle aamdan
25:17wo 2600 Arab ke kareeb thi, lekin ab
25:19usko kaha jaa raha hai, ke 9000 Arab tak
25:21le jaane ka ek hadaf rakha gaya hai
25:23kei saare iske andar show paper, jiske andar
25:25kaam ho sakta hai, aur
25:27zahir hai ke kaafi saare show paper
25:29aise hain, ke jinki
25:31khas taur par unko revamp kiya jaayega,
25:33unko behtar banaya jaayega, authorities ko behtar
25:35kiya jaayega, phir ye hai ke Pakistan
25:37ki jo ports hain, Gwadar
25:39port ko jab banaya jaa raha tha, toh uswak
25:41ye kaha jaa raha tha, ki ye port jab ban jaayegi
25:43toh duniya ki badi jo bandarga hain, unko
25:45tough time dey paayegi, Iran
25:47ke saath comparison kiya jaata tha, ke Pakistan
25:49me Gwadar port ban jaayegi, toh uske baad Chabahar
25:51ke liye bhi kaafi ye hai, ke challenging
25:53hoga manage karna hai, lekin hamari koi bhi bandarga
25:55is waqt, duniya ki saare faher
25:5760 ports me shamil nahi hai
25:59toh ab ye jo ikdamaat hain, inse kya
26:01betterment ho sakti hai, aur maritime show paper ke baare
26:03me ham jaante kya hai, is pehle zara baat kar lete hain
26:05hamare saath studios me maujood hain, Vice
26:07Admiral Iftikhar Rao sahab, thank you so much
26:09sir, for your time, sabse pehle
26:11toh yeh bataaye, before I talk about this initiative
26:13yeh hamare haan, kya
26:15is cheez ki understanding hai
26:17ki yeh maritime ka shobha hai
26:19kya, ya isko ham aksir
26:21Pakistan Navy ke saath confuse kar dete hain
26:23hota hai kya hai, yeh maritime
26:25sector jo hai, jaise aapne kaha ke
26:27duniya ka 70% se zyada paani
26:29aur samundar hai, aur
26:31hamare haan, iski awareness
26:33kabhi bhi nahi rahi
26:35uski bunyadi wajah yeh
26:37mere nazar mein, ki
26:39ham basically land oriented log hain
26:41poora ka poora mulk, hamare
26:43mulk ki ghalban abadi ka
26:45zyada tar hisse ne, samundar
26:47dekha bhi shayad na ho, toh
26:49samundar ki afadiyat aur samundar ki
26:51baaki mahatme baare, unless they went to Karachi
26:53aur Gwadar, woh jo bohot thode log
26:55jo ke wahan par hota hain, toh isliye uska
26:57awareness na hone ki bhi ujohat hain
26:59jo ke nahi hain, doosra
27:01jaise woh kehte hain, ki
27:03nazar ho jal, pahad ho jal, toh
27:05kuch activity ho rahi hain, samundar mein
27:07woh bohot door hain, yahan se, toh
27:09activity na nazar aati hain, na uska
27:11interest develop hota hain, toh lekin
27:13usko kehne ke baad,
27:15lekin saath saath yeh hain,
27:17iski ahimiyat uske kehne ki wajah se
27:19kam nahi ho jati, duniya mein
27:21iski afadiyat ka realization
27:23din ba din
27:25bartha jaa rahe hain, ok
27:271984 tak
27:29poori duniya mein yeh jo
27:31limitations hogi, exclusive economic
27:33control hain, yeh cheeze
27:35us waqt tak duniya mein, 1984
27:37mein yeh formalize hui hain,
27:391984 ke baad, phir yeh
27:41activity barne shuru hui hain, aur yeh blue economy
27:43ka bahar jagah zikar hota hain, blue economy
27:45basically isliye kehate hain, kyu samundar mein
27:4770% se zyada duniya ka samundar
27:49hai, aur woh blue hai,
27:51toh usse, samundar se
27:53related jitni economy hain, usko
27:55generally blue economy kehate hain, accha lekin
27:57ek cheez yeh hai, what i understand is, misaal ke
27:59taur par yeh jo ship breaking yard hote the,
28:01gadhani ke baare mein kaha jaata hai,
28:031980s tak wo leading ship breaking
28:05yard karar diya jaata tha, number one
28:07ship breaking yard, toh ab there is no name
28:09i mean, yeh hum
28:11derail kaise hua, yeh
28:13iska main aapko, accha karno ke
28:15yeh toh basically awareness ka,
28:17ship breaking pe jiska hum aagey hain,
28:19yeh event bhi bahut aaham hai,
28:21aapne sahi kaha ke 1980 tak
28:23hum number one ship breaking
28:25yard hote the, gadhani mein
28:27duniya ke sahab se zyada jahat hote,
28:29toh uske baad, yahaan par humaare
28:31bahut saari policies, custom policies
28:33aur jo doosi policies aur jo facilities
28:35hain wahaan par, wo aisa aisa uski tarah
28:37dhyaan kam hota jala gaya, aur doosron ko
28:39jahat hote hain, poori duniya mein jaise
28:41maine kaha ke ab blue economy ke jab se awareness
28:43hui hai, toh environment aur
28:45safety ke culture bahut zyada develop ho gaye,
28:47toh bahut saari international regulations
28:49aise ban gaye hain, ke jinko
28:51follow karna zaroori hai, wanna
28:53international jo ships hain, wo yahaan par
28:55aayenge nahin breaking ke liye,
28:57toh se is related, aapne abhi suna
28:59bhi hoga, Hong Kong convention uska
29:01latest part hai, jo ki 2009
29:03mein adopt hua tha, lekin ye
29:052 saal pehle, isko jab Bangladesh
29:07ne aur ek do aur countries ne jab
29:09isko kiya tha, aur wo effective ho gaya
29:11aur uski effectiveness 2 saal baad hoti
29:13hai usse, toh abhi is saal July
29:15mein, wo effective ho jayega, July tak
29:17agar hum uski preparation poori tarahasti
29:19nahin kar sake, toh jitne bhi wo breaking
29:21yards hai, jo jo kar paayega uswa
29:23tak, toh unpe jahat aayenge,
29:25baaki jo hain, unpe
29:27international jahat bahut kam aayenge
29:29wo hi aayenge, jo ki international
29:31rules ko follow na karte ho, toh ye
29:33amare liye bahut bada challenge hai, abhi iska
29:35Hong Kong convention ka, Pakistan
29:37ne, December
29:392023 mein,
29:41isko humne, sir aur
29:43main ye cheez ye bhi jaana chahara tha, ki humari
29:45coastline jo hai, wo bahut badhi hai, aur aap ye dekhen
29:47ke, itna humne usse
29:49maritime sector humara usse asaap se
29:51underperform kar raha hai, Gwadar port ka
29:53tidaayiye mein maine kaha, ki uske andar
29:55bada potential tha, ki wo idhar udhar ki bandargaon
29:57ko challenge de sakta tha, lekin
29:59as of now nahin ho saka, ab
30:01isbare mein initiatives maujood hain, je
30:03cheez ye dekhen Gwadar port ka,
30:05ports ke sector mein
30:07ek se pehle, maritime sector
30:09ki bahut saari, uske
30:11aage facets hain, ports
30:13iska ek hai, shipping doosra hai,
30:15ship building hai, KPT hai, doosre
30:17ports aalat hai, shipping
30:19aalat hai, jaise ki PNC abhi hum uski
30:21ship building
30:23alayda hai, ship breaking
30:25hai, fisheries hai, aur
30:27bahut saari doosre ki, sea food industry, fisheries
30:29waghat waghat, toh abhi usme
30:31let's say ki port pe baar karte hain,
30:33aur ab Gwadar port ka, toh Gwadar port
30:35jab bange, Gwadar port ki location
30:37bahut acchi hai, isliye bahut acchi hai,
30:39humari poori coast ki location
30:41bahut acchi hai, 1000 km se
30:43lambi humari coast aayi hai,
30:45aur iski location jo hai, bilkul
30:47golf hai, gulf of Oman
30:49aur gulf of Oman, uske bilkul mouth pe
30:51hai, yaani ki wahan se jitni traffic
30:53chalti hai, jitne yeh bade bade
30:55trankers waghara, jitni maritime activity
30:57hoti hai, wo sab humari coastline ke saamne
30:59se hoke guzar ki, but sir naturally aisi hai Gwadar
31:01ke uske baare mein kaha jaata hai, ki jahazu
31:03ko langar andaaz hone mein badi aasani hoti hai,
31:05aasani hoti hai, dekhnein
31:07Gwadar main, obviously main
31:09kaafi harsa raha bhi ho, ok, toh
31:11Gwadar ka, natural
31:13bahut saari fayade hain uske,
31:15ki aapne usko nakshay mein dekha ho, usko
31:17hammerhead kerti hain, toh
31:19hammerhead jo hai, wo protection deta hai,
31:21protection kya deta hai, ki humare
31:23ilaake mein monsoon bahut strong hoti hai,
31:25toh monsoon ki hawaan chalti hain
31:27south west, toh ussi saab se unko
31:29waves bhi banti hain, aur wo sab
31:31puri saari ko effect karti hain, toh
31:33hammerhead wo usko protection deta hai,
31:35toh isliye harbour jo hai, wo protected
31:37zone mein hai, basically harbour,
31:39toh, aur location bilkul
31:41Gwadar ke gulf ke mouth pe hai,
31:43toh isliye bahut ahem hai, lekin Gwadar
31:45port ke abhi tak zyada effective na
31:47hone ke, meri nazar mein
31:49as a layman,
31:51wo yeh hai, ki connectivity
31:53ka problem hai,
31:55ki wahaan par jahaaz aage utar
31:57diya samaan waghara, wo kahan jaayega,
31:59aur kaise jaayega,
32:01toh connectivity bahut badam
32:03masalah hai, security bhi apni jaga issue
32:05hai, lekin connectivity jab tak nahi,
32:07aur connectivity ka yeh hai, ki jab ports pe
32:09samaan aa jata hai, kisi bhi port pe,
32:11port se clear hoke, pir usne industry me
32:13use hona hai, usse wahaan jaana hota hai,
32:15toh wahaan se port se leke wahaan tak
32:17kya means hai,
32:19jo transportation ke means hain, duniya mein
32:21jo hote hain, wo ek toh samandar,
32:23ya bishak ke naal waghara,
32:25jo paani ka zariya hai, wo sasta tareen bhi
32:27hota hai, aur environment
32:29ki layaachi bhi. Sir, ek aur cheez yeh hai,
32:31isse pehle, jo cheezin
32:33saamne aayein, uske mutaabik Pakistan ki
32:35leading port hai, wahaan par round the
32:37clock kaam hone ke bhaja, sirf saad ghinte
32:39kaam hota hai. Ji, KPT ka,
32:41toh KPT mein masalah yeh hai,
32:43ke jaise ke ek toh humara pura mulki
32:45north-south hai, aur KPT
32:47shahar mein, karachi shahar mein,
32:49KPT jo hai, bilkul south pe hai,
32:51aur pura shahar uske north pe hai,
32:53toh port mein jab samaan aajata hai, toh usne
32:55pura shahar se guzar ke, toh fir aage
32:57national highway pe, ya super highway pe, ya train
32:59pe chad raha hai, toh wo
33:01shahar mein congestion bahut zyada ho jati hai,
33:03toh yeh kayi saalon pehle,
33:05aap jisar arz karse, karachi kar raha hai,
33:07kayi saalon pehle, court ka decision
33:09tha, ke yeh traffic
33:11jo hai, heavy traffic hai, yeh sirf raat
33:13ko saat gante unhone
33:15diye ho hai,
33:17toh wo sirf raat ko saat gante,
33:19jani 24 gante mein se, baaki
33:21time toh humne waise hi nikaal diya, uske
33:23udhar nahi jaat sakta hai, phir
33:25government ke offices jo hai, jo court ke ilawa
33:27bhi jo doosra hota hai, custom hai, ya doosra
33:29plant protection, aur bahut saari doosra idare
33:31bhi hai, wo din mein kaam karte hain,
33:33wo 6 gante, toh
33:35in saari cheezon ko mila, ke phir wahan
33:37issues hain, management
33:39ke bhi issues hain, un saari
33:41cheezon ko jib combine karte hain, aur digitalized
33:43operation bhi nahi hai, toh wo nahi,
33:45toh un saari ko combine karte hain,
33:47toh jib pe wahat ek
33:49container, ya koi bhi kargo
33:51aata hai, usko jahaaz se utar ke
33:53aur jis industry mein, jis jagah
33:55user ke paas pauchne hai, wahaan tak pauchne hai,
33:57bati court se aur karachi shehar se nikalne mein,
33:59usko bahut lam baasa lag jata hai,
34:01hafte se zyada lag jata hai, sir ab mujhe yeh batayiye
34:03ka, ab yeh jo 2600
34:05arab se 9000 arab tak le jaane ka
34:07mansuba hai, iske andar kaafi saare
34:09daru ko merge bhi kiya jaayega,
34:11yeh plan kap tak effective aapki nazar mein
34:13ho jayega, ek hi toh deadline 30 march tak di
34:15gaiye hai, baaki aage kya
34:17mazeed bhi deadlines hongi?
34:19jisne main bataya hai,
34:21abhi tak jo kushish hai, maritime
34:23task force ek banayi gayi thi,
34:25maritime task force ne,
34:27un saari sectors ko, jinn ko maine kaha
34:29ke bunyadi top mein, un paanch sectors pe
34:31focus kiya, waise toh bahut zyada sectors
34:33aur inki saari study karke
34:35iski ek report
34:37prime minister ko peshki,
34:39aur unko tamam recommendations
34:41waghare bhi di gayi, ki isme kya kya ho sakte hai,
34:43aur iska kitna scope hai,
34:45aage uska, uski
34:47bunyad pe, ab yeh sirf yeh
34:49ek toh report de diya, report aam toh pe
34:51de diya, aur phir file ho jati hain,
34:53lekin is tafa,
34:55accha element yeh hua hai, govt ne
34:57iski report ki bunyad pe,
34:59ek task force implementation committee
35:01kya banayi bana diya hai,
35:03aur usko time lines diya gaya hai,
35:05ke yeh yeh kaam, is is date tak,
35:07ya is is arse ke andar yeh kaam
35:09ho jane chahiye,
35:11aur us implementation committee ki,
35:13main bhi uska,
35:15wo har do hafte baad uski meeting hoti hai,
35:17toh jo bhi stake holder
35:19un sab ko bhi bulaaya jaata hai,
35:21un se poocha jaata hai,
35:23isme kya hai yeh,
35:25ab bhi bhi uski meeting hoti hai,
35:27accha main ek cheez,
35:29ab yeh hai,
35:31ke yeh jo baaki arrangements
35:33kiye jaa rahe hain,
35:35sari cheezein hain,
35:37agar yeh ho jati hain,
35:39toh iske andar phir,
35:41istaidad humari kitni badh sakti hai,
35:43yaani ke hum,
35:45kahan tak,
35:47is level tak apne aapko,
35:49yeh 9000 arab ka target toh ek maujood hai,
35:51yeh theek hai,
35:53lekin can we achieve that realistically,
35:55main aapko,
35:57main aapko,
35:59main aapko,
36:01main aapko,
36:03main aapko,
36:05main aapko,
36:07main aapko,
36:09main aapko,
36:11main aapko,
36:13main aapko,
36:15main aapko,
36:17main aapko,
36:19main aapko,
36:21main aapko,
36:23main aapko,
36:25main aapko,
36:27main aapko,
36:29main aapko,
36:31main aapko,
36:33main aapko,
36:35main aapko,
36:37main aapko,
36:39main aapko,
36:41main aapko,
36:43main aapko,
36:45main aapko,
36:47main aapko,
36:49main aapko,
36:51main aapko,
36:53main aapko,
36:55main aapko,
36:57main aapko,
36:59main aapko,
37:01main aapko,
37:03main aapko,
37:05main aapko,
37:07main aapko,
37:09main aapko,
37:11main aapko,
37:13main aapko,
37:15main aapko,
37:17main aapko,
37:19main aapko,
37:21main aapko,
37:23main aapko,
37:25main aapko,
37:27main aapko,
37:29main aapko,
37:31main aapko,
37:33main aapko,
37:35main aapko,
37:37main aapko,
37:39main aapko,
37:41main aapko,
37:43main aapko,
37:45main aapko,
37:47main aapko,
37:49main aapko,
37:51main aapko,
37:53main aapko,
37:55main aapko,
37:57main aapko,
37:59main aapko,
38:01main aapko,
38:03main aapko,
38:05main aapko,
38:07main aapko,
38:09main aapko,
38:11main aapko,
38:13main aapko,
38:15main aapko,
38:17main aapko,
38:19main aapko,
38:21main aapko,
38:23main aapko,
38:25main aapko,
38:27main aapko,
38:29main aapko,
38:31main aapko,
38:33main aapko,
38:35main aapko,
38:37main aapko,
38:39main aapko,
38:41main aapko,
38:43main aapko,
38:45main aapko,
38:47main aapko,
38:49main aapko,
38:51main aapko,
38:53main aapko,
38:55main aapko,
38:57main aapko,
38:59main aapko,
39:01main aapko,
39:03main aapko,
39:05main aapko,
39:07main aapko,
39:09main aapko,
39:11main aapko,

Recommended