• last week
Dars-e-Bukhari Shareef - Speaker: Mufti Muhammad Akmal

#MuftiMuhammadAkmal #DarseBukhariShareef #IslamicInformation

Collect the pearls of wisdom dormant in Sahih Bukhari, Dars-e-Bukhari Shareef is a 30 min long lecture-based program, in which Mufti Muhammad Akmal will explain Ahadith of Sahih Bukhari- the most Acknowledged and authentic collection of the sayings of Prophet Muhammad (PBUH) by Imam Bukhari.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Bismillahir Rahmanir Rahim, Allah ta'barak wa ta'ala ke paqeeza naam se aawaz karte hain
00:26jah bahut mehrbaan, nihayat rahim wala hain
00:28Dars-e-Bukhari ka silsila 2576 number hadith-e-paq tak pohucha tha
00:33aur Hazrat-e-Abu Huraira radhiya Allah-u-ta'ala anhu iske raavi hain
00:36wo beyan karte hain ke jab
00:37rahmat-e-qaunain Sallallahu alaihi wa sallam ki bargah mein
00:40koi ta'am pesh kiya jaata hain, koi khaane ke cheez
00:42toh Sarkar iswaal farmatein
00:44ki yeh sadqa hain ya hadiya hain
00:46aur mene wazaat pishli program me kar di
00:48uske last dekhli jayega agar kisi ka nikla hain
00:50ki Sarkar darsal yeh poochna chahate the
00:52ki yeh sadqat-e-wajib mein me se toh nahi hain
00:54zakat ya fitra waghaira
00:56ya yeh hadiya hain, hume tofa dena chahate ho
00:59agar wo ka kaita sadqa hain
01:01toh fir aap usko tanawul na farmatein
01:03balke sahaba mein takseem kar diya karte the
01:05aur agar wo kaita yeh hadiya hain
01:07toh fir Sarkar usme se khud bhi tanawul farmate the
01:10aur riwayata aapko arz ki thi
01:11Sarkar ne farmaye sadqa humare liye halal nahi hain
01:14toh jo Nabi-e-Karim aur isi tarah
01:17jitne bhi Syed Hazarat ab qiyamat tak aate rahenge
01:20humare nazdeek unke liye sadqat-e-wajiba bilkul halal nahi hain
01:24na ek Syed ghair-e-Syed se leh sakta hai
01:26na ek Syed doosra Syed ko zakat de sakta hai, bilkul mana
01:31ab aapko main samjha raha tha
01:34yeh toh Syed ka masalah hain
01:35kuch rishtadar aise hote hain jine Zakat
01:37nahi de sakte hain, uske tafseel bhi main bayaan ki
01:40aakhir mein main arz kar raha tha
01:42ke Ghani ko bhi zakat nahi de sakte
01:44chahe wo ghair-e-Syed ho
01:46Ghani se murad kya hai? Maaldaar
01:49aur Maaldaar kise kehte hain?
01:51Shariyat ki nigaahon mein Maaldaar wo shakhs hai
01:53ke jiske paas zurriyat-e-zindagi se zayid
01:57zurriyat-e-zindagi ko kehte haajat-e-asliya
02:00ismein makaan, swari, aapke AC bhi aa jayega
02:03fridge, washing machine, kapde, jute
02:06ghar ke bartan wa ghara
02:07agar aapke factory hai toh factory
02:09usmein maujood machine
02:11product jo tayyar ho rahi hai wo hai maal-e-tijarat
02:13lekin yeh machine-e sab haajat-e-asliya kailati hai yeh
02:16in ke ilawa dekha jaate hai, neko hata de
02:18agar kisi ke paas 7.5 tola Sona hai
02:2152.5 tola Chandi hai
02:23ya itna cash hai jisse aap 52.5 tola Chandi kharij sakte hoon
02:27jo aaj kal mere khaal mein 1.5 lakh takki ho gayi hogi
02:30aur isi tarah koi itna maal-e-tijarat nahi hai
02:33jiske maaliyat 1.5 lakh tak pahunj jaaye
02:35yeh kuch bhi na ho inme se
02:37haajat-e-asliya hai, yeh nahi hai
02:39toh wo Ghani nahi kailayega
02:41yeh Fakir kailayega
02:43aur usko Ghani ke mukabal Sharif Fakir
02:45aur ya phir inme se kuch hai toh
02:47itni miqdaar mein hai ke alag-alag dekhen
02:50toh nisaab poora nahi hota
02:52masan Sona hai lekin 1 tola
02:547.5 tola nahi hai
02:56Chandi thodi si hai, 52.5 tola nahi hai
02:58cash hai lekin usse 52.5 tola Chandi kharij nahi sakte hai
03:01toh jab mukhtarif kisam ke maal hote hain
03:03toh phir un sab ko aapas mein milaya jaata hai
03:05aur milane ke baad dekha jaata hai
03:07milane ke baad tab aap Sona ki qeemat malum karen
03:10Chandi ki qeemat malum karen likhen
03:12cash isme add karen
03:14maal-e-tijarati ki qeemat nikalen, likhen, total karen
03:16ab dekhen ki agar yeh 52.5 tola
03:18Chandi ki qeemat tak pahunch chuka hai
03:20toh yeh Ghani kailayega, nahi pahuncha
03:22toh Sharif Fakir kailayega
03:24ya phir aisa ho ke farz kar lein
03:26ki haajat-e-asliya ke ilaba
03:28iske paas masan 10 lakh rupee hai
03:30lekin yeh maqrooz hai
03:3211 lakh ka
03:34toh agar che 10 lakh maujood hain
03:36lekin abhi bhi yeh Ghani nahi kailayega
03:38kyunke wo qarz ke andar
03:40mustaghraq hai iska paisa
03:42yaani uspe itna qarz ho ke
03:44ada kar de, toh phir nisab baqi na bache
03:46wo bhi Sharif Fakir hai, iska mattab hai
03:48ki jiske paas 7.5 tola Sona
03:5052.5 tola Chandi
03:52yeh itna maal ki jo
03:54haajat-e-asliya se zayid ho
03:56aur uske maaliyat 52.5 tola Chandi tak
03:58pahunch jaye, wo Ghani kailata hai
04:00abhi main kyun itne tamheed aapko bata raha ho
04:02hala ke zakat-e-ho ka masla toh nahi hai, wo isliye
04:04ki baaz welfare hospitals
04:06hote hain, jisme log zakat-e
04:08dete hain, deekar ke isse gharibon ka ilaaj
04:10kar de, yaad rakhein waha
04:12Ghani ilaaj nahi karwa sakta
04:14muft ilaaj nahi karwa sakta
04:16kyunke aap Ghani hain, aur aap
04:18unn sadaqat ke mustahiq nahi hain
04:20haan, yeh ho sakta hai
04:22ki aapne dekha ke koi welfare hospital
04:24hai, jismein bahuti mahir doctor
04:26baithte hain, apna waqt de rahein
04:28aur aap kisi aur jagah
04:30kisi aur se satisfied nahi hain, unn
04:32doctor se hain, ab majboori ke
04:34aur aap waha ilaaj karwana chahte hain
04:36toh karwa sakte hain, lekin
04:38hospital se help nahi le sakte hain
04:40phir aap uska poora bill pay
04:42karke, chalo makhsus doctor se aapne
04:44ilaaj karwa ya karwa le, lekin
04:46usse faida hasil nahi kar sakte hain
04:48kyunke wo gharibon ka haq hota hai
04:50issi tariqah se, agar
04:52aapka baccha kisi daar-ul-uloom me
04:54pad raha hai, toh yaad rakhein
04:56na baligh baccha hota hain, toh jo hukam
04:58baligh waalid ka hai, wo hi bacche
05:00ka hoga, yaani waalid agar
05:02ghani hai, toh baccha, na baligh baccha
05:04ghani kailaayega, waalid sharif
05:06faqeer hai, toh hi sharif faqeer kailaayega
05:08toh baad uqat aisa hota hai, idaaron me
05:10bacche pad raha hota hain, aur usme khaana
05:12khilaya jaata hai, aur wo khaana
05:14baad uqat aisa hota hai, ke sadaqat-e-wajibah
05:16se tayyar kiya hota hai, jo gharib bacchon
05:18ke liye toh jaiz hota hai, lekin agar
05:20koi na baligh ghani ka baccha hai, toh uske liye
05:22tayyab halal nahi hai, yaad rakhein
05:24yaad zayn me rakhein, istara koi sayyid baccha
05:26pad raha hai, toh wo usme se nahi khaasakta
05:28usse agar idaar-e-wale jaanbooske khilayenge
05:30toh ghalat kar raha hai, iska matlab
05:32agar ghani ka baccha hai, toh usko phir
05:34agar baccha wahan khaana khaata hai, toh alag se
05:36pay karna chahiye, poore mant ka
05:38khaana ka kitna kharcha hai, wo dede
05:40taake is bacche ko wo wala paisa
05:42wo khaana mile, na ye ke
05:44gharibon ka khaana khaaliya jaaye
05:46isi tariqah se, aapne
05:48dekha hoga, baad uqat mayyat ke
05:50isaal-e-sawab ke liye khaana khilaya jaata hai
05:52ab hamare hain toh urf ye jaari hai
05:54ke jab rishtedar aate hain, mahalle wale
05:56aate hain, agar khaana khila rahein
05:58jaise ghar me jama ho jaate hain, taaziyat ke liye
06:00ab kuch toh kuch toh unko khilana hota hai
06:02aur baad uqat aisa hota hai, ke baqaida
06:04isaal-e-sawab ka ihtimam karke khilaya jaata hai
06:06toh agar log aagein hain, khaana khaarein
06:08hain, aur
06:10jo sahib-e-khaana hai, usne
06:12wazahat kar diye, ke ye hamne
06:14sirf gharibon ke liye banaya hai
06:16toh yaad rakhein, ke phir isko ghani
06:18nahi khaayega, ab ye toh nahi hai, ke wo
06:20usi tarah haram hai, kyunki sadqat-e-wajibah
06:22toh ye nahi hai, lekin ulama ne farmaaya
06:24ke jab maqsoos kar diya, ke ye gharibon
06:26ke liye hai, toh ghani na khaaye, warna
06:28is se uska dil siya hoga
06:30ke wo gharibon ka haq khaara ek tariqah se
06:32agarche ye
06:34koi wajib nahi tha
06:36yani khud sahib-e-khaana
06:38par wajib nahi tha, ke gharibon koi khilaye
06:40wo doosron ko bhi kah sakta tha, lekin
06:42jab usne maqsoos kar diya gharibon ke liye
06:44toh ab agar ghani khaayega, toh aisa hi hai
06:46jaise kisi doosre ka haq khaara hai
06:48isse uske dil par siya hi paida hogi
06:50isliye achitara ghor kar lein
06:52aisa hi humari bahut se ho sakta hai
06:54koi aisi families humein dekh rahein ho, koi behen
06:56koi bhai dekh rahein ho, jo apne aapko
06:58tangdast guman karke
07:00kisi se sadqat wasool karte hain
07:02toh achitara yaad rakhein, ke jo abhi maine
07:04sharif faqir aur ghani ki tarif ki
07:06ismein aapko zara dekh lein, aapke paas
07:08jitna bhi maal hai, uske ek list bana lein
07:10jitna bhi maal hai, jis jis ki milkiyat mein
07:12hai, phir dekhein, jo ismein
07:14aapke zaruriyat-e-zindagi wala hai, usse hata dein
07:16roz marra istimal ko usko hata dein
07:18ab raha sona, chaandi,
07:20rupiah, maal-e-tijarat, price bond
07:22theke na, ye cheezein hai, cash waghara
07:24aapke paas hai, isko indar dekhein
07:26ke ab aappe koi qarza waghara toh nahi hai
07:28agar qarza hai, usse ismein se minus kar dein
07:30baaki jo bache
07:32aur iske laba, agar aapne kisi ko qarza
07:34diya hua, usko ismein add kar lein
07:36aur add karke total nika lein
07:38phir dekhein, saade bawan tola
07:40chaandi ke barabar ye rakam, bani ke nahi bani
07:42agar ban gayi
07:44masal jaise aaj kal mein accurate toh
07:46mujhe bhi zain mein nahi hai, ka chaandi ka rate kya chal raha hai
07:48aap maalum kar lein, ek tola
07:50chaandi internet pe likhega, ek tola chaandi
07:52kitne ki hai, usko saade bawan tola se
07:54saade bawan se multiply kar lein
07:56total nika laega, lein mera ghalib gumane
07:58ek laag 40, 45, 50,000
08:00agar yeh total yeh laag 50,000
08:02ki qareeb ban jata hai, farz kar lein
08:04iska matlab aap ghani hain, aur aapke liye zakat lena
08:06bilkul jais nahi tha, aur aap yeh
08:08gunah kar rahein, na jais le rahein
08:10umeed hai ke aap baat samajh gaye honge
08:12aur swaal yeh peyda hota hai
08:14ki nabiye kareem sallallahu sallam ke liye
08:16kyun mana kiya gaya
08:18ek riwayat mein yeh hai, ki sarkaar ne firmaaya
08:20ki yeh maal ka maal hai
08:22isliye ham isko
08:24tanawal ne firmaate, yani sarkaar ki
08:26shaan badi arfa o ala hai
08:28Allah tabarak wa ta'ala ko
08:30yeh baat mahabub nahi, ki koi apne maal
08:32ko saaf karne ke liye
08:34zakat se muraad yeh hota hai
08:36tazkiya, safai, kuch nikaal
08:38raha hai, taake maal mera saaf ho jaye
08:40aur wo cheez, mere nabi ko
08:42pesh ki jaye, isliye mana, lekin
08:44iska matlab hargiz yeh nahi hai, zain wara ke
08:46hargiz yeh nahi hai, yeh koi gandi cheez
08:48hoti hai, nahi, baat cheezin
08:50bahut achi hoti hain, lekin mere
08:52aqa ke shaan unse bhi arfa o ala hai
08:54sarkaar ke shaan ke layak nahi
08:56lekin ek aam musalmaan, bilkul
08:58usko istimaal kar sakta hai, lehadha
09:00koi guilt feel na kare meri izz baat ko sunkar
09:02ke hum yaar zakat lete hai, iska rata hai
09:04hum maal ka mail le rahe hain, hum kharaab le rahe hain
09:06istara aap dil mein na laayen, khud
09:08Allah ta'ala ne ghareeb
09:10ke liye zakat ko mukhsoos kiya, pire
09:12aqa ne kiya, agar yeh haqiqatan
09:14fi nafsi hi, bighair
09:16qat-e-nazar sarkaar ke tarah nizbat ke kisi
09:18aur cheez, yeh gandi cheez hoti, kabhi sarkaar
09:20musalmaanon ke liye isko pasand na
09:22firmaate, hazrat-e-muaz bin jawal
09:24radi-e-Allah-o-ta'alano ko Yemen ka haakim
09:26bana kar bheja, toh ishaad firmaaya
09:28ke tum unse zakat, ameeron se
09:30zakat ghusul karna, unke ghareeboon
09:32mein takhseem kar dena, jo
09:34sarkaar ke saati the ashaab-e-suffah
09:36khaas taur par, abhi hum ne dhikr kiya
09:38sattar sahaba, zyada
09:40sau se upar nikal jaye karte the, wo
09:42hama waqt masjid-e-nabwi mein rayte the
09:44ilm hasil karte, doosron ko sikhate
09:46sarkaar kahin bheshte, wahan jaake ilm sikhate
09:48aur inka toh guzara hi sadaqat par tha
09:50agar yeh gandi cheez hoti
09:52unko kyun khilate sarkaar, isliye
09:54yeh bhi koi khayal na kare, baaz talib-e-ilm
09:56hote hain, daar-ul-ulumon mein ray rahe hote hain
09:58aur daar-ul-ulumon mein log mukhtarif
10:00kisam ka fadn dete hain, zakat bhi dete hain
10:02fitre bhi hote hain, aur
10:04nafli sadaqat bhi hote hain, toh
10:06koi talib-e-ilm ab guilt feel na kare
10:08ki yaar main toh zakat ka khana khara hun
10:10masalan zakat bhi isme shamil hai
10:12toh kya main kharaab cheez kha raha hun?
10:14nahi, aisa nahi hai
10:16dekhen yeh itni pyaari, agar isko
10:18sarkaar ne toh samjhane ke liye farma hai na
10:20agar aap kehte hain, iske nikalne se mera maal
10:22saaf ho jata hai, toh itni pyaari cheez hai
10:24ke aapke kul maal ko paak kar deti hai
10:26toh yeh fee nafsi koi gandi sheh
10:28nahi hoti, isliye jo bacche daar-ul-ulum
10:30mein kha rahe hain, wo bilkul befikar
10:32ho kar kha hain, guilt feel na kare
10:34lekin yeh baharaal, sarkaar ki shaan
10:36isse arfa o ala thi, aur
10:38ki Allah ta'ala ne aap ke liye isko maabub
10:40na farmaaya
10:42agli hadith ki taraf aate hain
10:442577 number
10:46hadith-e-paak hai, aur hazrat-e-anas bin malik
10:48radhi Allahu ta'ala anhu
10:50iske raabi hain, wo bayan karte hain ke nabiya
10:52karim sallallahu wasallam ke khidmat mein
10:54gosht bheja gaya, pas
10:56bataya gaya ki hazrat-e-bareera par
10:58sadqa kiya gaya hai, aap ne
11:00farmaaye uske liye sadqa hai
11:02aur hamare liye hadiya hai
11:04aapko yaad hoga yeh hadith
11:06doosre tarz se guzri hai
11:08aap khud hazrat-e-bareera ke ghar par gaye the
11:10handiya mein kuch hubal raata, farmaaye
11:12wo kyun nahi lekar aaye, bataya rasoolallah
11:14wo bareera ko sadqa kiya gaya hai
11:16sarkaar ne farmaaya unke liye sadqa hai
11:18mere liye hadiya hai
11:20aur yahaan par
11:22koi gosht bheja gaya
11:24aur sarkaar ne poochha yeh kya hai
11:26toh kaha gaya ki unko sadqa
11:28kiya gaya, farmaaya unke liye sadqa hai, hamare liye
11:30hadiya hai, toh yeh pehle bhi aapko
11:32baat samjha chuka hun, ke jab maal
11:34ki milkiyat tabdeel hoti hai
11:36toh baat uqaat maal ka hukam bhi
11:38badal jata hai, agar maine zakat
11:40deeni hai, yeh hai bhi maal-e-zakat
11:42main sayyid ko nahi de sakta
11:44istara sahaba
11:46apne zakat sarkaar ko nahi de sakte the
11:48lekin maine kisi ghareeb
11:50ko de di, toh milk
11:52tabdeel ho gayi, meri milk se nikal kar uske
11:54milk me chala gaya, jab mere paas tha zakat
11:56uske paas pooncha, toh zakat
11:58ada ho gayi, ab yeh
12:00uska
12:02maal hai
12:04jab yeh milkiyat se
12:06maal ki haqiqat badal gayi hai, hukam
12:08badal gaya hai, ab wo kisi ko dega
12:10toh wo hoga tohfa
12:12isliya yaad rakhi hai, jo heela-e-shara'i
12:14baaz log karte hain, aur aksar idaaron ke andar
12:16welfare idaare, jo shara'i taqazi
12:18ke mutaabik apne aap ko leke chal rahe hote hain
12:20jab aap maal-e-zakat dete hain
12:22toh maal-e-zakat, fiqh-e-hanafi
12:24ke roshti mein, barahraast
12:26nahi lag sakti hai, kisi cheez
12:28ke andar, isme kisi ko maalik banana
12:30toh hota yeh ke pehle kisi
12:32shara'i faqeer ko maalik banaya jata hai
12:34aur wo mutaabik ke
12:36isharatan, kinayatan, pehle
12:38uska zihan bana hota hai, wo zakat
12:40ko wasool kar leta hai, zakat ada ho gayi
12:42phir wo yeh zakat jo hai, wo
12:44kisi bhi idaare mein de deta hai
12:46ya masjid mein lag sakti hai direct
12:48jab isko de diya, iske baad kiyon ki yeh
12:50ada ho gayi zakat, ab yeh jo dera yeh hadiyah
12:52aur tohfa hai, isi hadees ki bina
12:54par, aisi baat-e-zaat yeh
12:56kehte hain ke hamari karibi
12:58zakat
13:00zakat
13:02zakat
13:04zakat
13:06zakat
13:08zakat
13:10zakat
13:12zakat
13:14zakat
13:16zakat
13:18zakat
13:20zakat
13:22zakat
13:24zakat
13:26zakat
13:28zakat
13:30zakat
13:32zakat
13:34zakat
13:36zakat
13:38zakat
13:40zakat
13:42zakat
13:44zakat
13:46zakat
13:48zakat
13:50zakat
13:52zakat
13:54zakat
13:56zakat
13:58zakat
14:00zakat
14:02zakat
14:04zakat
14:06zakat
14:08zakat
14:10zakat
14:12zakat
14:14zakat
14:16zakat
14:18zakat
14:20zakat
14:22zakat
14:24zakat
14:26zakat
14:28zakat
14:30zakat
14:32zakat
14:34zakat
14:36zakat
14:38zakat
14:40zakat
14:42zakat
14:44zakat
14:46zakat
14:48zakat
14:50he would have understood the sign and given him 50 lakh zakat.
14:54He would have taken it and the zakat would have been paid.
14:57Then he would have said to me, I give you this as a gift.
15:00And I would have taken it back.
15:02Tell me, the zakat has come and according to you, the Heel-e-Shar'i has been done.
15:06But was there a need here? There was no need here.
15:09Remember this, like the Israelites, on the day of the week they were forbidden from hunting.
15:14On the day of the week, big fish would come, the rest of the day they did not come.
15:17Now they were very worried.
15:19On the day of Jummah, they dug a canal and brought its water here and made big ponds.
15:26So they left the fish there.
15:29On the day of the week, the fish came to these ponds.
15:32They did not hunt on the day of the week.
15:34They just closed the roads.
15:36On the day of Eid-ul-Adha, the fish were taken out of there.
15:39So you see, they also made a move that on the day of the week,
15:42they brought the fish only to the ponds and did not hunt.
15:45But Allah punished them and turned them into monkeys.
15:50So those people who adopt Shariah-e-Heelah and escape from the commandments of Allah,
15:56and try to adopt disobedience,
15:59no need, no need, no pain, no effort,
16:02but only to gain profit,
16:05there are many dangers for them.
16:07So all my brothers and sisters who are listening,
16:10if there is ever a need to adopt Shariah-e-Heelah,
16:13if there is ever a need to adopt Shariah-e-Heelah,
16:15then first find out from a Mufti.
16:18Find out from a Mufti.
16:20Not from a scholar, but from a Mufti.
16:22And not from every Mufti, but from a Mufti who has been giving fatwa for a long time.
16:27And if you go to your nearest Darul-Umm-e-Ahl-e-Sunnah,
16:30then you will find out that this Mufti has been giving fatwa for a long time.
16:33Find out from him.
16:34Otherwise, those who write Mufti with their name are not really deep Muftis.
16:39They may be Muftis, but they are not that deep.
16:42They are not trustworthy.
16:44Ask a trustworthy Mufti,
16:46is it permissible for me to adopt Shariah-e-Heelah for this purpose?
16:49If he says yes, then do it.
16:51Otherwise, don't do it.
16:52Otherwise, in my 34 years of life,
16:55I have seen people converting people's charities for such trivial purposes
17:00and using it for their personal gains.
17:03I have seen people touching their ears.
17:05This Shariah is not permissible.
17:07Therefore, it should also be kept in mind at this point.
17:10And my brothers and sisters,
17:12those who have done Shariah-e-Heelah,
17:14on anyone's request,
17:15may Allah make it rechecked once.
17:17It is not as if you have wasted someone's Zakat
17:19so that you can avoid committing a sin.
17:21Hadith number 2578 is pure.
17:25Hazrat Syeda Ayesha Sidiqa, may Allah be pleased with her,
17:28narrates,
17:29and this hadith has been narrated many times.
17:31Those who watch regularly,
17:32have brought it to this point again,
17:34that she intended to buy Hazrat Bareera, may Allah be pleased with him.
17:39i.e. our mother, Syeda Ayesha.
17:41And their owners had made a condition for their Wala.
17:44It had been explained that
17:46if someone frees a slave
17:48and the slave starts dying,
17:51and he has wealth,
17:53but he does not have his own heirs,
17:55then this wealth is given to the one who frees him.
17:59This wealth is called Wala.
18:01It is not called wealth of inheritance,
18:02but it is called Wala.
18:04Now, it happened that Hazrat Bareera was with some Jews,
18:07they had a church,
18:09Syeda Ayesha told them that
18:11I will buy you and set you free.
18:14But I will get your Wala,
18:16which is a Shariah command.
18:18They went and told their owners,
18:20they said, no, we will sell you,
18:21and they will set you free,
18:22but the Wala will be for us.
18:24So when the Prophet was told this,
18:26the government said to Syeda Ayesha,
18:27buy him and set him free,
18:28and the Wala will be for you.
18:30InshaAllah we will complete the hadith in the next program.
18:32Wa aakhiru da'awana anilhamdulillahi rabbil alameen.
18:35Allahumma salli ala Muhammadin
18:43wa ala alihi wa sahbihi wa sallim

Recommended