Shan e Abu Bakr Siddique RA | Episode 1
Speaker: Allama Shahzad Mujaddidi
#ShaneAbuBakrSiddiqueRA #HazratAbuBakarSiddique #aryqtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Speaker: Allama Shahzad Mujaddidi
#ShaneAbuBakrSiddiqueRA #HazratAbuBakarSiddique #aryqtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Bismillahir Rahmanir Rahim, Alhamdulillahi Rabbil Aalameen,
00:17Wasalaatu wasalaamu ala ashrafil anbiya wal mursaleen, wa ala alihi wa sahbihi ajmaeen.
00:23Chala hai noor-e-ishq-e-mustafa Siddiq-e-Akbar se.
00:29Chala hai noor-e-ishq-e-mustafa Siddiq-e-Akbar se.
00:33Dilon ko munsalik rakhe Khuda, Siddiq-e-Akbar se.
00:38Bilal-o-boozaro, Farooq-o-ya Haidar-o-Usman.
00:43Bilal-o-boozaro, Farooq-o-ya Haidar-o-Usman.
00:48Adab ka dars lete the sada, Siddiq-e-Akbar se.
00:52Nabi ka raazdaan, ghaar-o-mazaar-o-Badr ka saathi.
00:58Nabi ka raazdaan, ghaar-o-mazaar-o-Badr ka saathi.
01:02Pari-e-ishq-e-risaalat ki binaa Siddiq-e-Akbar se.
01:07Wo pehle pehle eema ki haqiqat kholne wala.
01:12Wo pehle pehle eema ki haqiqat kholne wala.
01:15Huwe hain sur-khuroob-e-moo-rajaa, Siddiq-e-Akbar se.
01:20Khuda ka ghar, Nabi ka dar, Mahabbat Peer-e-Kaamil ki.
01:26Khuda ka ghar, Nabi ka dar, Mahabbat Peer-e-Kaamil ki.
01:30Milaa Shahzaad ko jo kuch milaa, Siddiq-e-Akbar se.
01:35Dear viewers,
01:38today we are talking about the person who is Ameer-ul-Momineen,
01:42Khalifat-ul-Rasool-e-Bila-Fasl, Janasheen-e-Mustafa,
01:46Imam-ul-Sahaba, Awwal-ul-Muslimeen,
01:50Rais-ul-Siddiqeen, Hazrat-e-Syed-un-Abdullah bin Usman Abi Kuhafa,
01:55Janab-e-Siddiq-e-Akbar Radiallahu Ta'ala Anhu ki
01:59Shakhsiyat ka jo sabse zarni aur jali pahloo hai,
02:03hua Aapka Ishq-e-Rasool.
02:06Siddiq-e-Akbar Radiallahu Ta'ala Anhu ka Ishq-e-Rasool
02:11Aapki apne Aaka-o-Maula, Imaam-ul-Anbiya-e-wal-Mursaleen
02:15Sallallahu Ta'ala alaihi wa sallam ke saad jo Mahabbat
02:19aur Walihaana Mahabbat thi aur Aqeedat
02:22aur phir wo Mahabbat bat-adreej Miraj-e-Ishq par faiz hui
02:29aur wahin se phir Ummat ne aur Aapke Bair-o-Qaaro ne
02:36Ishq ka chalan seekha, Allah ki muhabbat
02:40aur uske Habib-e-Kareem alaihi salatu-us-Salam ki muhabbat
02:44jo asal mein ek hi tasbeer ke do rookh hain.
02:48Iska agar baani hum kisi ko keh sakte hain aur samajh sakte hain
02:52aur balke sarapa Ishq-e-Rasool keh sakte hain
02:56aur Ishq-e-Buniyat keh sakte hain.
02:59Us Ummat mein wo Zaat-e-Paak-e-Syedna-s-Siddiq-e-Akbar Radiallahu Ta'ala Anhu hai.
03:05Nabi-e-Rahmat Sallallahu Ta'ala alaihi wa sallam ka mashoor Irshad-e-Girami hai
03:09laa yu'min wahadukum hatta akoona habba ilaihi min Walidihi wa Walidihi wa naas-e-Ajmain
03:16ki tum mein se koi us waqt tak Kamaal-e-Imaan ko nahi pohnch sakta
03:22jab tak ke apni ulaad se, apni Walidain se aur duniya ke tamam rishton se badh kar
03:30mujh se muhabbat karein.
03:32Aur doosri riwayat mein Kamaal-e-Imaan ko istara taabeer kiya gaya hai
03:37ki man ahabba lillahi wa abghada lillahi faqad istakmalal-eemaan
03:43Jis shakhsne Allah ke liye muhabbat ki aur Allahi ke liye bauz rakha
03:49usne apni Imaan ko kaamil kar liya
03:52Hazrat-e-Syedna Abu Bakr Siddiq Radiallahu Ta'ala Anhu
03:57yeh wo zaat-e-paak hai
03:59jisne amali taur par sahaba-e-kiraam alaihim-o-ridwan ko bhi goya
04:05kai saktein aapke ishq-e-mustafa Sallallahu alaihi wa sallam aur adab-e-mustafa Sallallahu alaihi wa sallam
04:11Khatm-e-Nabuwat aur Namoose-e-Risalat
04:14yeh kya hai?
04:16Iski ahmiyat aur iski haqiqat kya hai Islam ke andar
04:20aur rooh-e-Imaan ki haisiyat se Khatm-e-Nabuwat ko, Namoose-e-Risalat ko
04:26aur muhabbat-e-Rasool Sallallahu alaihi wa sallam ko
04:29ham qaulan, failan, haalan
04:32jis zaat ke andar dekhte hain
04:35wo zaat Janab-e-Siddiq-e-Akbar Radiallahu Ta'ala Anhu ki hai
04:39Sahaba ne bhi aap se seekha hain
04:41Farooq-e-Azam Radiallahu Ta'ala Anhu jaise
04:44Jaleel-ul-Qadr Islam ke batl-e-Jaleel
04:47wo bhi aap ko idealize karte the
04:50Sayyidina Usman Zun-Nurain Radiallahu Ta'ala Anhu to goya
04:55aap hi ki production hai
04:58aap hi ki targheeb par wo dair-e-Islam me daakhil hote hain
05:02aur Ashra-e-Mubashara me paanch Sahaba aise hain
05:07aur phir Sayyidina Ali-ul-Murtaza Sher-e-Khuda
05:10Maula Ali Karamallahu Wajh-ul-Kareem
05:13ka ideal aap karar pate hain
05:15iss se badi koi saadat, koi sanat, koi mansab, koi aizaaz ho nahi sakta
05:20ki jo hastiyan khud authority hain
05:23wo aap ko ishq-o-adab ke baab mein
05:27apna rahnuma aur peshwa karar de
05:31Janab-e-Siddiq-e-Akbar Radiallahu Ta'ala Anhu se
05:34humne bohot kuch seekhna hai aur seekhte hain
05:36aur poori ummat saadeh chaudah so saal se seekh diya rahi hai
05:40aur Quran ne aapko bator-e-uswa peshkiya
05:43Hadees mein Nabi-e-Rahmat Sallallahu Ta'ala Anhu Salam ne
05:46isliye aapko role model karar diya
05:50apni ummat ke liye, tamam Sahaba ke liye
05:52aur wo phir isko follow karte the
05:54chand hum pehloo aapki seerat ke ishq-e-hawale se
05:59aaj hum uspe mukhtasaran baat kar sakenge
06:03kyunki ye zaat aisi hai ke inka tazkira karne ke liye
06:08toh umr-e-noo bhi kam hai
06:10aur inki shaan, fazaa-e-lafzaliyyat, qamaalat
06:14alag-alag abwaab hain
06:16aur ispe mukhtalif programon mein baat hogi
06:18aaj hum sirf aapki shakhsiyat ka aur seerat ka wo pehloo
06:23jo zaat-e-paak-e-mustafa Sallallahu Ta'ala Alif Sallam ke saath
06:27wabasta hai, juda hua hai aur aise juda hua hai
06:31ki iski koi aur misaal humare ilm mein nahi hai
06:36Quran-e-paak mein bhi Rabb-e-Kainat ne aapki sahabiyyat ko
06:42maaiyyat ko aur siddiquiyat ko
06:46aur Haq-e-Karim A.S. ke saath waaraftagi ko
06:50gayi andaas se gayi maqamat pe bayan kiya
06:53usmein ek bada aham maqam wo hai
06:55Maqam wo hai Surah-e-Tauba ki Aayah 40 mein
06:58jahan Ghaar-e-Saur ke andar Aapne Qayam farmaya
07:01aur wahan Saniyat-e-Sinayn ki jo term hai aur tarqeeb hai
07:07wo Quran-e-Paak mein aayi
07:08Saniyat-e-Sinayn iz huma fil Ghaar
07:10iz yaqoolu li sahibihi la tahzan
07:13inna Allaha ma'ana
07:15ismein aapka maqam-e-maaiyyat, maqam-e-sahabiyyat
07:19aur maqam-e-siddiquiyat
07:21wo sab khola gaya
07:22lekin aaj ke mauzoo ki munasibat se
07:25yeh jo apne mahboob ke saath
07:27fanaaiyyat ka taaluk hai
07:29wo hume yaha nazar aara hai
07:31Rab-e-Kainaat ne goya Quran-e-Aayat ki shakal mein
07:35Nas-e-Qati ki shakal mein
07:36isko ek acknowledgement faraham kar di hai
07:39aur ek ispar uloohi mohar sabt farma di hai
07:43ki mere mahboob ka agar koi saniy aur doosra ho sakta hai
07:47toh wo sirf Siddiq-e-Akbar R.A
07:49aur yeh aise do hai
07:52jin ka teesra
07:53innallaha maa naa hai
07:55aur Aka Kareem-e-Islam ki alfaaz
07:57jo sahih Bukhari mein hai
07:59wo bhi aapke is taaluk-e-khatir ko
08:02is muhabbat ko aur is baatani munasibat ko khol rahe hai
08:05jab yeh mauka aaya tha
08:08laa tahzan innallaha maa naa ka
08:10toh hadees-e-paak ki alfaaz hai
08:12Aka Kareem-e-Islam ne firmaaya
08:14maa zannuka bisnain-e-Allahu saalis-o-huma
08:19Hai yaarigar-e-Siddiq
08:21un do ke baare mein tumhara kya khyaal hai
08:24jin ka teesra khud Allah ho
08:27toh maaiyyat ka yeh martaba
08:31jo aapko nasib hua hai
08:32uski wajah yehi thi
08:34wo muhabbat thi, wo ishq tha, wo qurbani thi, isaar tha
08:37bilillahiyyat thi
08:39aur kamal-e-ikhlaas tha
08:41jahan se aage phir poori ummat ne
08:43faiz uthana tha aur is chashma-e-faiz se siram hona tha
08:48ikh toh is taalluk ko jab hum zihin mein rakhte hain
08:51aur phir Quran-e-Paak mein
08:53Surah-e-Fatah mein firmaaya
08:55Muhammadur Rasoolullah
08:57wal lazeena maa hu
09:00maa hu ki tafseer bhi yahan par
09:02mufassireen ne Siddiq-e-Akbar radhiya Allah naam se
09:05khaas tafseer yeh ki
09:07aur umoom bil umoom toh sab sahaba hi
09:09maa hu mein shamil the
09:11lekin jaisi maaiyyat aapko mili
09:13innallaha maa naa ke tahd
09:15maa naa ke tahd
09:17wo kisi aur ke hisa mein nahi aayi
09:19yeh usi kamal-e-muhabbat ka nateeja tha
09:21aur hijrat mein phir
09:23Huzoor-Alaihi-Salaatu-Salaam ke saath hona
09:25aapka intikhaab hona
09:27yeh bhi us kamal-e-ishq ka ijaaz-o-faizan tha
09:29iske phir hum jagah-jagah mazaahir dekhte hain
09:31kyunke
09:33ahle-nazar kahte hain ke
09:35adab pehla kareena hai muhabbat ke kareenu mein
09:37wo bhi aap dekhiye
09:39jaisa adab
09:41is muhib-e-sadiq ne
09:43aur is sach-e aur pehle
09:45aashiq-e-rasool ne kiya hai
09:47goya ek goal
09:49set kar diya
09:51qayamat thak aanewali ummat ke liye
09:53aise serious aur
09:55aise emergency maqamat par bhi
09:57kamal hai jaise
09:59goya
10:01ishq jo hai wo bhi wajid mein aajaata hai
10:03jab ghaar-e-saur hijrat ka safar hua
10:05Makkah se aur dushman peechay taaqob mein the
10:09toh chuke yeh safar khufiya tha
10:11aur
10:13ek emergency ka aalam tha aur
10:15andhere mein jaa rahe the chup ke jaa rahe the
10:17toh raaste mein ek shaks mila
10:19usne poocha
10:21ke Abu Bakr Siddiq yeh tumhare saath
10:23kaun hai
10:25toh aapki
10:27shaan-e-siddiqiyat ke qurbaan jaaye
10:29firmaaye rajul-u-yahdeen-i-as-sabeel
10:31yeh mera rahbar hai mujhe rasta
10:33dikhane wala hai
10:35ikhfa, ishq,
10:37adab, saare maqamat
10:39yaha is ek jumla mein jama hai
10:41koi ghalat bayani bhi hone nahi di
10:43aur jo
10:45ishq-u-adab ke taqazi the usko bhi
10:47nibha ke dikhaya
10:49Nabi-e-Kareem Rauf-ur-Raheem
10:51alaihissalatu-wa-tasleem ke saath
10:53jo aapki muhabbat hai
10:55iska phir ek bahut bada amali muzahara
10:57Janab-e-Farooq-e-Azam
10:59R.A.H.
11:01bayan karte hain ki mai hmesha kushish karta tha
11:03ki kabhi kisi
11:05beaab mein aur kisi meydan mein
11:07mai aap se aage nikal sakoon
11:09sabkat le jaoon
11:11toh ek mauka aaya, Aaka-e-Kareem-ul-Islam ne firmaaya
11:13ki Allah ki raah mein jiske paas jo hai
11:15wo le aaya
11:17toh gehtein mai bhi gaya aur ghar ka aada maal
11:19jo mataa thi
11:21wo le aaya aur aadaa chhod aaya
11:23Siddiq-e-Akbar bhi gaye aur sahaba bhi gaye
11:25toh jab Siddiq-e-Akbar
11:27R.A.H. ho aaye
11:29toh aapne ghar ka
11:31jo tamaam samaan aur kul mataa thi
11:33wo sab ek
11:35katri mein baandi hui thi, sar pe rakhi hui thi
11:37hatta ke tan ki chaadrein
11:39bhi utaar ke usme daal ni
11:41aur ek taat ka boriya paina hua tha
11:43aur uspe kaante atka hai hua thi
11:45aur yeh manzar-e-ishq-o-masti aisa tha
11:47ki sahaba bhi wajd mein thi
11:49aur malaika bhi wajd mein thi ki yeh kya hua
11:51khud Rabb-e-zul-jalal ki
11:53rahmat-o-kudrat
11:55wo bhi josh mein thi
11:57aur jis waqt
11:59Siddiq-e-Akbar R.A.H. pohonche
12:01aur Aaka-e-Kareem-ul-Islam ne pooncha
12:03ki Umar
12:05kya laaye ho?
12:07to unne ka huzoor aada maal
12:09laaya hoon, aada chod aaya hoon gharwalon ke liye
12:11pir Siddiq-e-Akbar R.A.H.
12:13se jab Aaka-e-Kareem-ul-Islam
12:15ne pooncha
12:17ki ae Siddiq
12:19maa khalafta liya yaalik
12:21aapne ghar mein kya chhoda
12:23aur gharwalon ke liye kya chhoda
12:25to Siddiq-e-Akbar R.A.H. arz kiya
12:27jo Allama ke alfaz hain
12:29ki parwane ko charaag hai
12:31bulbul ko phool bas
12:33Siddiq ke liye hai
12:35Khuda ka Rasool bas
12:37Umar ji ghar mein Allah
12:39aur uske Rasool ko chhoda hain
12:41to Farooq-e-Azam kehte hain
12:43us tin maine samajh liya
12:45ki mai kabhi bhi Siddiq-e-Akbar se aage nahi badh sakta
12:47aur baazi nahi lai
12:49aur isme Ahle Seer ne kamaal naqaat likhe hain
12:51ki wo jo samaan Siddiq-e-Akbar laaye the
12:53wo Farooq-e-Azam ke maal se
12:55kam tha
12:57us aade maal se bhi
12:59bhi mein kam tha
13:01lekin ikhlaas lillahiyat
13:03aur isaar ka wo jazba
13:05jo Allah ne aap ko naseeb
13:07firmaaya tha
13:09wo Allah aur uske Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam ki bargaah
13:11mein makbool hua
13:13ki kuch bhi nahi chhoda kulmata jo bhi thi
13:15wo layaaye
13:17to ye bhi ek pahloo tha mohabbat ka
13:19jis par fir tamam Sahaba
13:21aur khas taur pe Farooq-e-Azam R.A.H
13:23kehte hain
13:25ki maine us tin se Farooq-e-Azam
13:27Siddiq-e-Akbar ka muqabala karne ki bhi jaye
13:29fir unki pair bhi shuru kar di
13:31unke naqsh-e-kadam pe chalna shuru kar
13:33to adab aur ishq
13:35Sahaba seekhte the
13:37Sayyiduna Siddiq-e-Akbar R.A.H
13:39Masjid-e-Nabwi mein Tirmidhi Sharif mein hain
13:41jab Aaka-e-Karim A.S. tashreef laatein
13:43namaaz ke liye
13:45to Sahaba-e-Kiram ka adab ka ye aalam tha
13:47ke wo yoon barah-e-raas nazne uthaake
13:49chehra-e-Aqdas ko nahi dekhte the
13:51adab se sar jhukaay
13:53bhat rahte
13:55Siddiq-e-Akbar aur Farooq-e-Azam R.A.H
13:57ye dono hastiyan aise thi
13:59ye Tirmidhi ke alfaaz hain
14:01kaana yatabassamaan-e-ilaih
14:03ye dono istiqbaliyah
14:05nazre uthaate aur tabassum
14:07ka nazrana pesh karte
14:09istiqbaliyah andaz se
14:11aur wa yatabassam-e-ilaih ma
14:13aur Nabi-e-Rahmat S.A.W.
14:15bhi tabassum firmaake inki daraf dekhke
14:17uska jawab irshaad firmaate the
14:19ye to roozana ka har namaaz ka maamool tha
14:21ishq mein
14:23ishq mein aur adab mein
14:25Huzoor-e-Salat-e-Islam ki qurbat mein
14:27aur mayyat mein jo maqam fir
14:29Siddiq-e-Akbar ko mila hai
14:31aapka ye bada shorafaak
14:33jumla hai ki
14:35Haqa-e-Karim-e-Islam ne ek defa pocha
14:37aur khud bhi firmaaya ki
14:39Allah ne mujhe teen cheezein
14:41jo is duniya mein hain unki muhabbat
14:43hubbi ba ilaiya min-ad-duniya
14:45teen cheezein jo duniya ki hain
14:47Allah ne uski muhabbat
14:49mere dil mein daali hai
14:51ek ateeb khushbu
14:53wal nisaa aur khawateen
14:55azwaaj-e-mutaharaat
14:57aur wajoo ilat
14:59qurratu ayni fis-salat
15:01Allah ne meri
15:03aankhon ki thandak namaaz mein rakhti
15:05toh fir Siddiq-e-Akbar radiyallahu anhu se pocha
15:07toh aap ne firmaaya
15:09Huzoor meri teen tamannaain aur aarzoon
15:11aisi hain ki an nazaro ila
15:13wajh-e-Rasoolillah
15:15ek toh ye ki main har waqt chehra-e-Mustafa
15:17Sallallahu-Alaihi-Wasallam ko takta rahun
15:19aapka didaar karta rahun
15:21wa-infaak-o-maali fee sabeelillah
15:23aur apna maal raah-e-Khuda
15:25mein kharj karta rahun
15:27aur teesri aarzoo aur tamanna yeh hai
15:29ki meri lakht-e-jigar noor-e-nazar
15:31aapke nikah mein
15:33aapke haram ki zinat bane
15:35Aisha Siddiqa radiyallahu ta'ala anha
15:37Ummul Momineen Bani
15:39aur Huzoor alaihi salatu wasalam ke nikah mein aayin
15:41wo isi aarzoo
15:43aur isi khaahish aur tamanna ka nateeja tha
15:45fir jav Sayyidina
15:47Bilal-e-Habshi radiyallahu ta'ala
15:49ko aapne azaad karwaya
15:51yeh bhi ek bada aham
15:53mauka tha aapki muhabbat ka
15:55aur yeh bhi goya iska pasmanzar kya tha
15:57ki meri Aaka Kareem alaihi salam khush ho jaye
15:59Huzoor yeh chahate the
16:01ki Bilal-e-Habshi jo hain
16:03inko Umayya bin Abi Khalf ki
16:05qaij se azaad karwaya jaye zulm-u-sittam aur jabar se
16:07to Siddiq-e-Akbar
16:09radiyallahu ta'ala anhu ne
16:11yeh izaz aur yeh sharaf bhi hasil kiya
16:13yeh bhi Huzoor alaihi salam ki
16:15muhabbat ka ghalba tha
16:17ki aap yeh chahate the
16:19so gaye Bilal-e-Habshi ko khareeda
16:21keemat adaaki aur layae
16:23to Hazrat Maulana Jalaluddin Rumi
16:25Rahmatullah ne likha hai
16:27ki Aaka Kareem alaihi salam ne firmaya
16:29ki Siddiq-e-Akbar maine to kaha tha
16:31ki jab Bilal-e-Habshi ko azaad karwana
16:33to mera bhi hisa usme daalna
16:35yaani us keemat ki
16:37adaigi mein mera hisa bhi daalna
16:39to Sayyidina Siddiq-e-Akbar
16:41radiyallahu ta'ala jo jawab diya
16:44Arz kiya guft maa do bandagaan-e-koo-e-to
16:49Hazrat-e-Rumi ke alfaaz hain
16:51guft maa do bandagaan-e-koo-e-to
16:53kar damash azaad ham barroo-e-to
16:56ki Huzoor main aur Bilal dono hi
16:58aapki baargaah ke ghulam hain
17:01aur maine Bilal ko apni kisi khahish-o-marzi
17:04kitab-e-azaad nahi kiya
17:06balke aapki riza jo yeh
17:08aur aapki hushnuddi ke husool ke liye
17:10azaad karwaya hai
17:12ab ham dono aapki baargaah ke andar khadhe hain
17:15aur dono hi aapki baargaah ke ghulam ki
17:18haisiyat se pesh ho rahe hain
17:20yun Aka Kareem A.S. ko humesha itna khush kiya
17:24ki phir ek mokah par
17:26Aka Kareem A.S. ne iska ilan formaya
17:28barsar-e-aam formaya
17:30inna mann-an-naasi alaiyya fee maalihi wa sohbatihi
17:33Abu Bakrin radiyallahu ta'ala
17:35ki ae logo
17:36jis shakhs ne apni jaan se, maal se,
17:39apni sohbat se, majlis se
17:41aur apni khidmat se
17:43sabse badh ke mujh pe ehsaan formaya
17:45wo Abu Bakr Siddiq radiyallahu ta'ala ki zaati kirami hai
17:49aur isi tarah ek mokah pe formaya
17:51ki kisi ke maal ne mujhe utna nafaa nahi diya
17:54jitna Abu Bakr Siddiq radiyallahu ta'ala ke maal ne nafaa diya
17:58yaani aapki khidmat ka phir baar-baar
18:00Aka Kareem A.S. itraaf formaya karte the
18:03Sahaba-e-Ikram ke saamne
18:06aur apni poori Ummat ke saamne
18:08taake logon ko ye ilm ho jaye
18:10ki Siddiq-e-Akbar ka status
18:12Baarga-e-Risalat mein aam nahi hai
18:15khaas hai
18:16aur is par phir Allama Alusi A.R. ne ek jumla likha hai
18:20aur wo kamaal jumla hai
18:22wo kahte hain ki jo taalluk
18:24Allah aur uske Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam ke maabain hai
18:27Allah Ta'ala aur Junaab-e-Muhammad-ur-Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam
18:31ka jo taalluk-e-muhabbat hai
18:34aur uski zahir hai koi doosri misaal nahi
18:36usme koi doosra sharik nahi hai
18:38aise hi
18:40Nabiy-e-Karim A.S. ka Siddiq-e-Akbar
18:43Radhiya Allah Ta'ala se jo taalluk hai
18:46usme bhi doosra koi sharik nahi hai
18:48aur iski wajah kya thi
18:50ki Aaka-e-Karim A.S. ki muhabbat aur adab mein
18:54Siddiq-e-Akbar ne zindagi baar
18:56jahan bhi jo mauka, jaan ka mauka aaya
18:58to jaan ko qurbaan kiya
19:00Ghaar-e-Saur ke andar dekhiye
19:02jaan ko pesh kar diya na
19:04Siddiq-e-Akbar ke ghaar mein
19:06hifz-e-jaan apni de chuke
19:08aur hifz-e-jaan to jaan farooz-e-ghurar ki hai
19:10aapne jab suraakh pe kadam rakha to goya
19:13apni jaan ko qurbaan kar diya
19:16to jaan ko, maal ko, gharbaar, ahl-o-yaal ko
19:20sab kuch chod ke
19:22raah-e-khuda mein nikle hain
19:24Rasool-Allah S.A.W. ke saath
19:26aur jo kuch bhi paas tha
19:28wo sab lotaya deen par
19:30Huzoor A.S. ki zaat-e-girami par
19:32jahan jahan bhi zarurat pesh aayi
19:34baar gaye Risalat Mu'ab S.A.W. ki khushnoodi ko haasil karne ke liye
19:39tan, man, dhan, sab kuch lotaya
19:42lotaya raah-e-haqm-e-ghar
19:44kai baar is muhabbat se
19:46Hasan lot-lut ke yoon ghar ban gaya Siddiq-e-Akbar ka
19:51aur phir yehi muhabbat thi ki
19:53Ahl-e-Bait-e-Athaar, Khandaan-e-Mustafa S.A.W. ke saath bhi
19:57hamesha kamaal muhabbat ka izhaar farmaaya karte the
20:01aur kasam khaa ke kahte the
20:03wal-lazee nafsi bi-yadihi ra-karabatu Muhammadin S.A.W.
20:07ahabbu ilaiya min karabati logo
20:09mujhe apne har rishte se bhi badhke
20:11Huzoor A.S. ka har rishta azeez hai
20:13aur aapke Ahl-e-Bait ki muhabbat ke bhi pehle muballig aur parchaarik
20:17Sayyiduna Siddiq-e-Akbar ki zaat-e-girami hai
20:20Allah Ta'ala aapke chashma-e-ishq-o-masti se
20:23hame bhi faiz yaaf farmaay
20:25wa aakhiru daawaana anil hamdu lillahi rabbil alamin
20:28Nabi-e-Jaan-e-Siddiq-e-Akbar
20:39Nabi-e-Jaan-e-Siddiq-e-Akbar