• 3 months ago
Doraemon.S01E10.480p.Hindi.Dubbed download

Category

😹
Fun
Transcript
00:00🎵
00:15🎵Zindagi sawaar do, ik nahi bahar do🎵
00:19🎵Duniya hi badal do, main toh pyaar sa chamatkar hoon🎵
00:25🎵Main kisi ka sapna hoon, jo aaj ban chuka hoon saj🎵
00:29🎵Ab yeh mera sapna hai, ke sab ke sapne saj main karoon🎵
00:35🎵Aasma ko chuloon, titli pan udoon🎵
00:39🎵Ya! Helicopter!🎵
00:43🎵Ah ha ha, main hoon ek urta rober, toh re moor🎵
00:51🎵Mano ya na mano, main hoon ek urta rober, toh re moor🎵
00:59🎵
01:26Woh takatwar banta ja raha hai na?
01:29Mujhe, dar lag raha hai, toh re moor.
01:33Haan, par usse pehle.
01:36Tum kaha ja rahe ho?
01:37Bahar ja raha hoon.
01:39Bahar toh tufaan hai.
01:41Main apna typhoon trap set kar leta hoon.
01:44Kya? Typhoon trap?
01:45Haan, tufaan ki shakti zyada hoti hai.
01:48Atomic bomb se bhi badkar.
01:50Samjhe?
01:52Aur is saari energy ko jaane dena kharab hoga.
01:55Agar main thodise ekathi kar loon, yeh bahot kaam aayegi.
02:00Kaam aayegi?
02:01Kaise?
02:02Tum dekhna chahoge?
02:03Haan, theek hai.
02:12Kya yeh theek hai, toh re moor?
02:17Bahar dekho.
02:19Toh re moor, tum theek ho?
02:21Hawa bahot sej chal rahi hai.
02:24Kya tum theek ho, Nobita?
02:28Tum apne kubra mein ituzaach kar ho, Nobita?
02:30Yeh kuch nahi hai. Jaldi karo, toh re moor. Jaldi.
02:33Mujhe pata hai.
02:35Typhoon trap and wind return.
02:37Wind storehouse?
02:39Haan.
02:44Typhoon trap and wind return.
02:47Fridge nahi par windator.
02:49Hawa ekathi karne ka dippa.
02:52Main tufaan ka ek issa lekar usse sambhaal raha hoon.
02:55Wow! Acha hai.
02:57Dekhin yeh batao uske baad kya karoge?
03:00Kal tak intazaar karna hoga.
03:03Dheere dheere karke kal tak bahot saara ekatha ho jayega.
03:08Main intazaar nahi kar sakta.
03:17Hey, yeh bar gaya.
03:19Pichli raat hawa bahot tez thi.
03:21Chalo bagiche mein jaakar check karte hain.
03:24Batao na isse kaise use karoge?
03:26Hey, Doraemon!
03:29Isse tum kis kaam ke liye istamaal karoge?
03:32Well, kaafi cheezon ke liye.
03:36Jaise ki yeh...
03:41Wow! Cotton candy jaisa lagta hai.
03:43Chota lagta hai par phir bhi tufaan hai.
03:45Yeh bahot tez hai.
03:48Tum isse ghaas kaatne ke liye bhi istamaal kar sakte ho.
03:51Wow! Main try karo. Mazedaar hai.
03:54Wow! Yeh toh choti hogayi.
03:58Arey, yeh hawa khatm kya hogayi?
04:01Pressure kam hone ki wajah se khatm hogayi.
04:04Acha?
04:08Kya tum isse kisi aur tarah istamaal karte hain?
04:10Kya tum isse kisi aur tarah istamaal kar sakte ho?
04:13Haan, lekin hume isse waste nahi karna.
04:16Kaise hua, pata nahi.
04:20Aaj toh bahot saara kaam hai.
04:22Kapde bhi dhone ke liye katthe hain.
04:25Lagta hai washing machine kharab hogayi hai, Doraemon.
04:28Haan.
04:31Isse try karna chahiye.
04:33Kya kar rahe ho?
04:36Haan? Yeh kya hai, Doraemon?
04:38Aap bas dekhte raho.
04:43Yeh kaam kar rahi hai.
04:44Dekha?
04:46Isse istamaal karne ki bahut achhe nariki hai.
04:52Kya baat hai, papa?
04:54Nobita, baat yeh hai ki yeh hair-dryer theek se nahi chal raha hai.
04:58Ek minute, mujhe bata hai.
05:00Doraemon! Doraemon!
05:03Mujhe hair-dryer do.
05:05Papa, meri baas kuch hai.
05:06Tum kya kar rahe ho, Nobita?
05:08Papa, yeh lo.
05:10Yeh kya hai?
05:12Isse maaf karo.
05:23Oop! Phir ghatbad hogayi.
05:26Tume hamesha jaldi rehti hai.
05:28Main tumhari kabhi madad nahi karunga.
05:30Hey! Usse bas main use karunga.
05:33Itne utaable mat ho, Nobita.
05:36Usse...
05:38Mujhe kalti hogayi, tum mujhe mada kar rahe ho?
05:41Naate, takloo.
05:43Tum pasta hogayi.
05:45Kya kaha tumne?
05:47Acha naam hai na?
05:49Main tumhe kabhi maaf nahi karunga.
05:56Yeh kya hai?
05:58Itna chota sa hai.
06:02Kyu, bachchu?
06:04Ab dekho mai kya karta hu.
06:09Rukh jao, Nobita.
06:17Main toh tufaan ban gaya.
06:19Kya kehate ho, Doraemon?
06:21Ab mai Jiyan aur baaki sabhi ko parishan karunga.
06:25Rukho, Nobita.
06:27Tum isse mazaab ke liye issamaal nahi kar sakte.
06:30Rukh jao, Nobita.
06:31Rukh jao, Nobita.
06:32Rukh jao.
06:33Isse mat karo.
06:44Haan.
06:45Isse pehle ki koi bahut bada nuksaan ho jaye,
06:47mujhe isse rokhna hoga.
06:51Kya Nobita aayega?
06:53Haan.
06:54Wo zarur aayega.
06:55Yaad rakhna.
06:56Tum ghar se bahar mat nikalna.
06:57Warna kuch bhi ho sakta hai.
07:00Mazaak mat karo, theek hai.
07:02Acha mujhe yeh batao mujhe Nobita se darne ki kya zarurat hai?
07:06Wo tufaan laayega.
07:07Tufaan ho ya kuch aur ho.
07:08Aakhir wo hai toh Nobita, kuch nahi hoga.
07:11Theek hai?
07:12Main uska kachumar bana dunga.
07:14Haan.
07:15Khero.
07:16Khero.
07:28Ujjao.
07:30Isse pehle ki Nobita koi shaitani kariye,
07:32mujhe Jiyan ko dhurna hoga.
07:39Haan.
07:40Mil gaya.
07:43Bhala main Nobita se kyu darne laga?
07:45Ab wo waisa Nobita nahi raha Jiyan.
07:48Wo jo bhi kare mujhe nahi dara sakta.
07:51Par wo kitna alag ho gaya hai.
07:53Nobita toh bilkul tufaan ki tarah tez ho gaya hai.
07:56Tum jaldi yahan se bhaago Jiyan.
07:59Kuch nahi hoga.
08:06Hairani ki baat hai, aakhir yeh Jiyan gaya kaha?
08:16Haan.
08:19Maine tumhe bataya tha na?
08:20Kuch karo.
08:21Please, main tumhare haath jodta hoon.
08:23Pata hai, par main uske paas nahi jaa sakta.
08:26Mere paas sirf yeh ek cheez hai.
08:30Typhoon 4.
08:31Hum isse Nobita ka pata laga sakte hain.
08:35Wo wapas aa raha hai.
08:37Bachao.
08:40Rukh jao Jiyan, rukh jao.
08:43Mere sab jagah dekha, par wo kahi nahi mila.
08:47Wo bhaag gaya hoga.
08:56Wo toh yeh hi aa raha hai.
08:58Jiyan zarur pipes ke beeche hoga.
09:00Wo mota d*** zarur udhar hi chhupa hua hai.
09:04Aap mujhse bachke dekha, mode.
09:18Tum mujhse bach nahi sakte.
09:20Main tumhe dhoond hi loonga.
09:21Chahe tum jahan mardi chhup jao.
09:24Haan, Nobita, main tumhare hi ghar jaa rahi thi.
09:27Kya kar rahe ho?
09:28Chahe tum jahan mardi chhup jao.
09:30Haan, Nobita, main tumhare hi ghar jaa rahi thi.
09:32Kya kar rahe ho tum?
09:35Haan, ajeeb baat hai.
09:36Yeh mera winderator hai.
09:38Yeh book main tumhe lotana chahati thi.
09:41Thank you, Shizuka.
09:48Nobita, tum apne harkaton se kab baaz aoge?
09:51Shizuka, mujhe maaf kar do, please.
09:54Mujhse phir milne ki koshish mat karna, samjhe.
10:00Shizuka!
10:09Hawa kam ho rahi hai.
10:10Aur agar Ziaan ne mujhe dhoond liya toh mera kya hoga?
10:13Kya karu?
10:20Toofaan tham raha hai aur wo ghar jaa raha hai.
10:23Ab mujhe darne ki koi zarurat nahi hai.
10:25Ab wo mujhe nahi bach paayega.
10:27Nahi bach paayega.
10:31Hmm?
10:36Mujhe ghar chalt se chalt paushna hoga.
10:43Main yaha hoon.
10:49Nobita, bahar aao.
10:51Hey, tum darpon.
10:53Nobita, bahar aao.
10:55Darwaza kholo, Nobita.
10:57Tuna nahi kya?
10:58Darwaza kholo.
11:00Main phir se toofaan ban jaoonga.
11:08Is baar main jyada strong banoonga.
11:10Aur phir Ziaan ki handi ko basli ek kar dunga.
11:24Kabara kar diya.
11:25Arey nahi.
11:29Doraemon!
11:35Doraemon!
11:36Mujhe bachao!
11:41Please bachao!
11:53Kaafi gehra lagta hai.
11:54Agar tum gir gaye toh tum upa nahi aa sakoge.
11:57Samjhe?
11:58Yeh itna gehra kaise ho gaya?
12:00Iski gehra hi dharti ke andar tak jaati hogi.
12:03Haan, bilkul.
12:04Isliye main iski baare mein kaafi dedh se soch raha tha.
12:07Mujhe lagta hai ki yeh hole chaat kisi underground man ne banaya hai.
12:11Hain na?
12:12Hmm?
12:13Underground man ne banaya hai?
12:15Hmm?
12:16Hmm.
12:17Underground man is hole se chhupke se aate jaate rehte hai.
12:21Dharti ka centre kahi hazaar degree garam lava se covered hai.
12:25Yeh baat toh sabhi jaante hain.
12:27Koi wahaan kaise reh sakta hai?
12:29Haan, haan.
12:30Zaroor koi mahaan khoch hai.
12:32Yeh hole underground man ne banaya hai.
12:34Baat!
12:35Tumhari bevkubi bhaari baate sunke toh mera dimaag kharab ho jata hai.
12:38Chalo ghal chale.
12:39Nobita, underground man banne ki badhayo.
12:46Kya?
12:47Hole underground man ne banaya hai?
12:49Underground man ne banaya hai?
12:50Aisa sochna bilkul galat hai.
12:52Yeh sab dakyan usi baate hain.
12:54Aaaa, tum bil do re maan.
12:56Koi baat nahi.
12:57Chao, mera mazaak uda lo.
12:58Mujh par haas kyu nahi lete?
13:00Oh no, yeh toh bura maan gaya.
13:02Isse kuch dikhaata hu.
13:04Divergent Theory Club badge aur microphone.
13:08Sabhi ki theories aur ideas alag alag hote hain.
13:12Is badge ke zariye hum bhi apni theories aur ideas bana sakte hain.
13:16Wo kaise?
13:17Toh suno.
13:19Dharti gol hai aur sooraj ke chakkar lagati hai.
13:22Ab yeh sab jaante hain, theek?
13:24Darasal yeh Copernican theory hai jisse pehle bilkul galat maana jaata tha.
13:29Bilkul galat?
13:30Bahut same pehle logon ka vishwas tha ki dharti seedhi hai.
13:34Aur vishwa ke beech mein hai.
13:36Sooraj, chaand aur taare sab dharti ka chakkar lagate the.
13:39Yeh Polymag theory hai.
13:41Polymag theory?
13:43Ab tum iss microphone se kaho,
13:45Polymag theory bilkul sahi hai.
13:47Doremon, phir kya hua?
13:51Ab yeh badge pehno aur duniya dekho.
13:55Yeh dharti toh bilkul flat hai.
14:01Polymag theory sirf Divergent Theory Club ki members ko bhi sahi lagti thi.
14:07Auto! Food gir jayegi.
14:10Chinta mat karo sab ke liye Copernican universe hai.
14:13Apna badge utaro.
14:15Huh?
14:19Mujhe chinta nahi karni chahiye thi.
14:22Doremon, aur kya hai waha?
14:24Chaand ki doosri side ki theory jaanna chahoge?
14:27Chaand ki doosri side?
14:29Toh suno.
14:30Theory kehti hai ki chaand dharti ka chakkar lagata hai.
14:34Hume uska sirf ek hi side dikhta hai.
14:36Aur chaand ki doosri taraf oxygen hai.
14:39Aur waha hum jaise insaanon ka sansaar hai.
14:42Wow! Mazha aayega.
14:44Chalo chaand pe jaate insaanon ko dhoonte hai.
14:49Aur unse hum rice cakes bhandwaenge.
14:51Bahut mazha aayega, mazha aayega Doremon.
14:54Huh? Yeh tum kya kheh rahe ho?
14:56Main apni cheezon se tumhe khela nahi doonga.
14:58Huh? Toh ab main kya karunga?
15:00Karna kya hai?
15:01Sunil aur uske dostone jab tumhari besthi ki toh tumhe kaisa laga?
15:06Ab tum hollow earth theory suno.
15:08Hmm.
15:09Hollow earth theory maanti hai ki dharti andar se khokhli hoti hai.
15:14Kuch samay pehle duniya bhar ka vishwas tha ki underground log bhi hai.
15:18Kai log sochte the ki dharti andar se khokhli hai.
15:21Huh?
15:27Hollow earth theory sahi hai.
15:29Yeh sahi hai.
15:31Chalo andar chalein.
15:32Toh chalo.
15:33Chalo andar chalein.
15:34Toh chalo.
15:45Tum theek toh ho Doremon?
15:47Hum kaha par hai?
15:49Yaha bahut andhera hai aur main kuch nahi dekh sakta.
15:51Main artificial sooraj lagata hun.
15:59Wow!
16:01Yeh bahut bada hai.
16:03Tum isse suniyon ko dikhana chahoge na?
16:05Lekin dekhna wo vishwas nahi karega.
16:08Yaha koi ghaas ya ped nahi hai.
16:09Aur nahi koi underground log.
16:11Dharti ke upar ek bade lake par hole bana kar paani nikaalte hai.
16:15Kaise?
16:17See through screen.
16:19Ab hum sahi jagah dekh kar uspar lake bana sakte hai.
16:22Vishwas nahi hota ki hum pahariyon me lake ke doosri taraf hai.
16:26Ultra strong cliff melter.
16:31Wow!
16:32Tum kamayab ho gaye.
16:39Yeh instant plant seeds hai.
16:41Inse podhar jaldi ugenge.
16:43Ab hume underground log banane honge.
16:45Yeh na animal clay.
16:47Bhala underground log dikhte kaise honge?
16:51Aa! Ho gaya.
16:54Yeh koi underground man hai?
16:56Batao toh?
16:57Yeh koi underground man hai?
16:59Batao toh?
17:00Camera se aur pyaara banao?
17:03Aa!
17:09Yeh kaise hai?
17:10Haan yeh toh mujhe bohot pyaare lagte hai.
17:13Underground Adam aur Eve.
17:15Ab dekhte hai yeh kaisa sansaar banayenge.
17:19Haan!
17:20Yeh Nobita.
17:21Woh rukne se gabra raha hai.
17:23Sharma aagaya.
17:24Haan woh toh bohot kuch bolta tha underground logon ke baare mein.
17:29Nobita sara shant ho jao.
17:31Mujhe gussa aa raha hai.
17:32Dharti ke niche nahi duniya banne ke baad tum unhe dikha dena.
17:39Yeh!
17:40Yeh!
17:41Yeh!
17:44Doraemon, itni hindi hai.
17:47Doraemon, itni raag ka yeh hariyali kaise?
17:50Yeh sab instant plant seeds ka kamaal hai.
17:52Lekin underground rehne wale logon ka kya?
17:56Haan?
17:57Woh dekho ek hole.
17:59Doraemon?
18:00Haan?
18:01Ek nahi duniya ban rahi hai, Nobita.
18:04Hum tumhare nahi sansaar ko banane mein badas karne aaye hai.
18:07Tumhara ghar tayyaar hai.
18:09Yeh hole se kaafi achha hai.
18:16Unhe dar lag raha hai.
18:18Unhe nahi lagna chahiye.
18:29Yeh!
18:30Yeh!
18:31Yeh!
18:32Yeh!
18:33Yeh!
18:34Yeh!
18:35Yeh!
18:37Toh cute.
18:42Yeh humare dost ban gaye hai.
18:47Haan?
18:51Chalo chalte hai.
19:03Yeh dinosaur toh woh phire se ban raha hai.
19:05Yeh toh woh phire se ban raha hai.
19:15Chale jao.
19:17Yeh lo big light.
19:22Tum jeet ka Doraemon.
19:24Ab tum par phir kabhi hamla nahi hoga.
19:26Hume underground logon ko sikhana chahiye ki patthar ke aazaar kaise bante hain.
19:31Kyu Nobita?
19:32Tum theek kehate hoon.
19:35Yeh dekho.
19:36Jal gayi.
19:37Tumhe isse darne ki koi zarurat nahi.
19:59Arey yeh toh pattharon ka ghar hai.
20:01Yeh toh pattharon ka ghar hai.
20:03Arey yeh toh pattharon ka ghar hai.
20:05Inki abaat hi barte ja rahi hai.
20:07Arey yeh kya?
20:09Doraemon, unhone sona khoj liya.
20:12Oh?
20:13Unhone hero ki khaan bhi khoj li.
20:21Hey Nobita, tum hum dono ko kuch dikhana chahate ho kya?
20:24Yup, yeh badge pahen lo.
20:26Chalo chalein.
20:28Hume is purane koe mein kudna hai?
20:30Arey bhai, main toh nahi kuch sakta.
20:32Agar tumhe dar lag raha hai, tum mat dekho.
20:34See ya.
20:37Main bhi ja raha hoon.
20:38Suniyon.
20:39Main bhi.
20:44Kitna badiya hai.
20:45Underground civilization.
20:50Hi.
20:51Hi.
20:52Hi.
20:53Hi.
20:54Hi.
20:55Hi.
20:57Hi.
20:58Hi.
21:05Yeh saara khaana underground cheezon se banaya gaya hai.
21:08Yeh bahitreen desh hai.
21:10Kamaal hai.
21:12Yeh kitna acha lagta hai.
21:14Nobita, par mujhe thodi chinta ho rahi hai.
21:16Kyun?
21:17Agar yeh khabar phail gayi, toh media bada hangama karegi.
21:21Agar aisa hua, toh yeh chain aur aman ka desh bikhar jayega.
21:26Bhaago.
21:27Bhaago.
21:29Maine kaha tha na.
21:30Ab kya karein, Doraemon?
21:32Agar hum badges aur mic hata de, toh acha hoga.
21:35Badges aur mics?
21:37Chalo, unhe phaik dete hain.
21:39Kya tum sachmuch aisa karna chahate ho?
21:42Hmm.
21:49Nobita, aisa hi hona tha.
21:55Jhoot hai.
21:56Are wo toh sirf ek purana kua tha.
21:58Bilkul nahi.
21:59Wahan neeche ek shahar hai.
22:02Zara rukho.
22:03Wo badge kaha hai?
22:04Badge?
22:05Kaisa badge?
22:06Please, wo hume de do.
22:08Main tumhare haath jhoota hu.
22:10Jhoot hai.
22:11Bhaago.
22:12Are wo toh sirf ek purana kua tha.
22:13Bhaago.
22:14Bhaago.
22:15Mujhe Jihan aur Suniyu ke liye bura lag raha hai.
22:17Par hum underground logon ka raaj nahi konenge.
22:19Ame bhat paro.
22:21Chhod do hume.
22:22Bhaago.
22:23Bhaago.
22:53Sabka yeh dulara hai
22:55Hai bada hi kyara Doremon
22:59Doremon, Doremon, Doremon
23:04Hai bada kyara dost hamara Doremon
23:08Doremon, Doremon, Doremon
23:12Doremon lalalalalalalala Doremon
23:23Doremon