• 2 years ago
Is Daniyal Aziz's criticism on Ahsan Iqbal a ticket spat? - Daniyal Aziz's Reaction
Transcript
00:00 Halka ka ticket hai, MPA ki seat hai, wo MPA ki seat aapko apne umeedwar ke liye chahiye
00:05 Abbas Qasim sahab ke liye, Ahsan Iqbal sahab apne bete ko ladana chahte hain us seat se
00:11 Ahmed Iqbal ko aur Muslim League iswaq badiyo nazar mein unke saath hai aur ticket unko
00:16 de diya jayega ye hai aapki wajah kussa karne ki.
00:20 Daniyal Aziz sahab aapko pooch rahe hain?
00:30 Ye ye aapse seeda sawal pooch rahe hain.
00:33 Ye ye wajah hai aapki tankeep.
00:35 Sabse pehle Kashif sahab, main aapko categorically batana chahta hu aur is baat mein koi shakshuba
00:37 nahi.
00:38 Main to kisi ki party ticket ke liye safarish ki hi nahi.
00:42 Kisi sata pe, kisi ek shak se, koi Pakistan Muslim League noon ka aadmi ye bata de, ki
00:47 main kisi ko safarish ki ho, kisi ticket ki bhi, chhodein Awais Qasim ko, kisi ticket
00:51 ki bhi, to main zummedar hoon.
00:54 Ye deflection ka tariqa hai ji aur in any case, ticketon ka to faisla Gujrala division
00:58 mein khayal mein 13 tariq ko hai, wo to faisla ho jana hai, uske baad kya mehngai kam ho
01:02 jaani hai?
01:03 Yaan jo tariq hai wo tabdeel ho jaani hai?
01:05 Nahi ho jana hai.
01:06 Sir, lekin agar ye ticket ho jata, aap shayad na bolte.
01:08 Let's be honest about this.
01:09 Agar ye ticket aapko mil jata, aapka main beyaan dekh raha tha, aapne ka, main chahta
01:14 hoon, jo jeet sakta hai party, usse ticket de, party ki seat zaya karni hai, to ye unki
01:18 marzi hai.
01:19 You know, you have a very clear view, aapka bada ek seeda view hai, iske baare mein ticket
01:21 kisko milna chahiye.
01:22 Nahi, ye, ye I'm sorry, Qasim sahib, ye to main ek overall comment kiya tha, poore Pakistan
01:27 ki ticketon ke liye.
01:28 Main apne district ki ticket ki to koi baat nahi ki.
01:31 Sir, aap fir ye chahtein, chalein, main aa jata hoon is baad par ki aap aise ek baad
01:35 sahab ko kar raha hai aur ye provincial administration to discourage undue profiteering, minister
01:40 for planning ne jo national price control monitoring meeting bulayi, uska aap hawala
01:45 bhi dete hai, implementation status jo pichle faisle kiye gaye, price control nahi ho rahi
01:50 thi, mehngai ho gayi.
01:51 Lekin aap, jo ladder hai na, jo cd hai, uspe teesre, chaute, paanchmein shakhs ke peeche
01:57 ja rahe hain.
01:58 Us cd ke sabse upar Shabaz Sharif sahab kharay hain, uske niche Ishaq Dar sahab kharay hain.
02:03 Unka aap zikar nahi karte, jo bunyadi taur pe bade zimmedaar hain, is tamam mehngai ke.
02:08 Aap se Ahsan Iqbal ki baat kar.
02:11 Main aapko sabse pehle ye baat batana chahata hoon ji, ki chairperson jo hai national price
02:17 control and monitoring committee ke, wo Ahsan Iqbal sahab the.
02:21 Aur Ahsan Iqbal sahab un meetings mein, jo unki apni website pe maujood hain, mukhtif
02:26 press releases, usmein ye bataya jaata hai, agar aap attendance dekhen, wo bhi waha zikar
02:30 kiya hua hai, waha par ministry of finance ka namayanda maujood hai.
02:34 To direction to ino ne deni thi finance ko, na ke finance ne ino deni thi.
02:38 To ino ne ekdamaat kiye, un press releases mein wo bhi hain, agar wo ekdamaat aap samjhte
02:50 hain ke kaafi hain, masal aaj kal wo kehte hain ki je mehngai to mera door door talak koi
02:54 nahi hain, ye to aur wajuwaat ki banyad par hoti hain, unne ne interest rate ka zikar
02:58 kiya, exchange rate ka zikar kiya, bale hoga aisa, inshaAllah main aaynda aake ye bataunga
03:04 bhi ki ye mehngai kaise hui aur iska kaun zumedaar hai, aur phir aapko samjh aayegi ki
03:08 bayaniya kya hota hai, aur research kya hoti hai, aur meinat kya hoti hai, lekin main ye
03:11 kehna chahta hu ke kabal az wakke main us taraf jaaun, ino ne jo un press releases mein, un
03:16 meetings mein, aur wo laat aadaad hui hain, jo unne ne usmein zikar kiya hai, direction
03:21 diya hai ke aap ye karein ministry of industries ko, competition commission ko, federal bureau
03:25 of statistics ko, ministry of finance ko, saare waha par maujood the ji, food security,
03:30 provincial governments maujood thi, sab aap dekhen to saeen, attendance to dekhen na.
03:33 To usmein ino ne direction deni thi, wo jo direction ino ne diye hain unne ne ye chizon
03:37 ko zikar kiya hai, to ye kyun inka koi conflict of interest tha ke ye mehngai ko us taraf
03:41 nahi le jaana chahte the jaaha iska asal farak padh sakta tha.
03:45 So Shabaz Sharif saab zimmedaar nahi hai aap kehna hai, ya Shabaz Sharif bhi zimmedaar
03:49 hai.
03:50 Shabaz Sharif saab kaise zimmedaar hai, in charge to yaha the.
03:53 Sir aapne jab hakuma takeover ki PMLN ne 172 dollar tha, 330 par gaya, ek baat jo market
04:00 ka exchange rate tha wo 330 plus par bhi gaya.
04:03 160 par petrol liya, wo 160 ka petrol 320 rupee tak bhi gaya hai, vande zyada 300 plus
04:08 kar le usko, jidhar bhi aap usko rakhna chahte hain.
04:11 Jo hi petrol double hoga, dollar double hoga, aapki mehngai automatically double ho gaya,
04:15 aapne IMF ki conditions maani, bijli mehngi ki aap logon hai, uska direct impact zyada
04:20 mehngai ho gyi.
04:21 Gas mehngi ki, direct impact mehngai ho gyi.
04:24 So mehngai to unn bade faisnal se bhi hui jo bade sata par baithe logon ne ki, jo Shabaz
04:28 Sharif sahab the, Mifta Ismail the, baad mein Saagdaar jo kahte the, main dekh lunga
04:31 IMF ko.
04:32 Yeh faisal to unno ne bhi ki hai.
04:33 So aap 20 percent farsal zimmedaar thaira de hai Aisal Iqbal ko mehngai ka, 80 percent
04:38 zimmedaar to yeh do log hai, ya 3 log hai.
04:41 Aisa nahi hai ji, baat yeh hai ki agar wo sari cheezein mehngai ka sabab ban rahi thi,
04:47 to National Price Monitoring Committee koi chota level nahi hai, planning commission
04:52 jo hai agar aap Pakistan meh rules of business padein 1973 ke usme unke functions sare likhe
04:58 hui hai, yeh unka kaam tha, overall economic coordination, usme price ka bhi zikar hai
05:03 aur yeh uske chairperson the, to agar fars karein yeh maamlaat the, ki exchange rate
05:08 nahi control me aara, to inhone kya ikdamat diye exchange rate ko control me lane ke liye.
05:13 Yeh baat karte na phir wahan par, agar inme koi silayat thi, agar inme koi knowledge base
05:17 tha, jo aaj inko yaad aara hai, ki interest rate ke zariye aur bainal awami keemton se,
05:22 to usme to unne ne zikar hi nahi kiya, iska matlab wahan par wo ludo khel rahe the, kya
05:26 kar rahe the?
05:27 Hu sagta ludo bhi khel rahe ho, lekin masla yaha par yeh hai, ki aap jab yeh kahte hai
05:32 na ki Shabaz Sharif zimmedaar nahi hai, Ishaq Dar zimmedaar nahi hai, to yaha par aapka baayas
05:36 saamne aata hai, ki aapka jukao isi baat ki taraf hai, ki Ahsan Iqbal wahid zimmedaar
05:40 hai, jab ki iski zimmedaari to poori hukumat ko utha nahi padegi.
05:44 Bhai aap mujhe ek baat bataein, ki poore Pakistan mein aap utha ke dekh lein, kisi aur
05:50 mekme mein chahe wo finance hai, chahe wo koi bhi mekme hai, pehle yeh meeting finance
05:54 minister chair karta tha, yeh soch samajh ke Ahsan Iqbal sahab ko transfer ki gayi, jab
06:00 se wo aaye to mengai chhatme se phat ke chag lagi.
06:02 Ab mujhe toh pada hai mengai kyun chhatme se phat ke gayi, lekin kehne ka maqsad yeh
06:06 hai, ki agar inki competence sirf itni hai, ki inone us jo ikdamaat usme kiye hai, to
06:11 phir Pakistan to tabaayi ke daare pe khada hai.
06:14 So aapka khayal hai inko dwara wazir nahi bana chahiye?
06:18 Nahi, kareeb nahi jana chahiye inko economy ke aur incheezon ke agar inka yeh output hai
06:22 toh.
06:23 Kis cheez ka wazir bana hai phir inko?
06:25 Wazir toh unhone banna hai.
06:28 Bhot, mujhe, ha ha ha ha, bilkul zarur bana hai, har cheez ka bana deyen, wahan bhi yeh
06:33 hi aal hoga.
06:34 So iska patla, main isi le toh kahe rahe ho, chal egar aap, let's say unko hum, ekhar
06:39 health education ka kya bana hai, wo bhi badi aahim jagah hai, IT bahut aahim hai, main
06:43 soch hoon, koi ghar aahim ghazarat mere zain mein hai, post office ka bana deyen?
06:49 Pata nahi daag phir pohnchegi nahi pohnchegi, yeh toh wo betar pata sakte hain.
06:52 So aapko toh iska, dekhein main yeh toh kahe raho hai, aapko unki zaad se itraaz hai.
06:56 Aap kahte hain daag bhi kharab ho jayegi agar aisa Iqbal Wazir bange post office karo.
06:59 Nahi nahi aptitude ka pata hai na, aapko pata hai yeh aise, bahut saare hain, look busy do
07:19 nothing.
07:20 LBDN.
07:21 Aapke saamne hai Pakistan mein 1947 ke baad Pakistan Muslim League Noon ka sabse sterling
07:22 record hai mengai ko kam karne ka.
07:23 Agar aap pichli adwar ki teen hukumtein dekhein unka mawazna karein, baaki jamaaton ke hukumtein
07:29 nahi hai, toh Pakistan Muslim League Noon 100% jeeti hai, inhone betar kar ki kiya hai.
07:34 Lekin idhar aake jo hai, aur wahan ikdamaat bhi koi nahi karein, unko samajh bhi nahi aari.
07:39 Yani presentation le rahein hain, competition commission se, analysis ho rahein, sab kuch
07:43 ho rahein aur ikdamaat aap dekhein kya hai, iska matlab inko pata hi nahi tha.
07:47 Yahon wo fuzul mein meeting le rahein the, sirf dakhane ke liye, meri aaniya jaaniya
07:50 bekho, result na minne puchho.
07:52 Aaniya jaaniya kar ho, aap jaise khud keh rahein, iska matlab wo team, team ka nara lagta hai
07:58 Muslim League Noon mein, team humare paas hai, wahaf aare hi team hai saari.
08:01 [BLANK_AUDIO]

Recommended