Galay Ki Tamam Beemario Ke Liye Sharbate Shahtoot
Ingredients:
Mulberry 1 kg
Sugar 2 kg
Water 1 kg
Method:
Siyah shahtooto ko nichor kar 1 kg water mein hal kar liya jaye or is mein 2 kg sugar daal kar aag par rakh dein or spoon barabar hilate rahein jab sugar hal ho jaye to sharbat ko thanda kar ke bottle mein bhar lein. 3 tola sharbate shahtoot ko 1 glass water mein hal kar ke piyen. Ye sharbat garmio ke mosam mein behad mufeed sabit hota ha. Ye galay ki kharash, galay ki dard or warm ko zaail kar deta ha, galay or seenay ki sozish ko door karta ha. Galay ki tamam beemario ke liye behad mufeed tareen sharbat ha.

Category
📚
Learning