Weham Or Junoon Ka Ilaj

  • 9 years ago
Visit http://www.islamiwazaif.com

Islamic and Quranic Wazaif in urdu, Ahadees Sharif, Masnoon Duain, Durood Sharif, complete Quran Pak with Urdu and English Translation, health tips, beauty tips, ghareloo totkay, fruit benefits, vegetable benefits and find the solution of all your problems through Rohani ilaj.

Facebook Page: http://www.facebook.com/islamiwazaifurdu
Twitter: https://twitter.com/iftikharalamsbg
Google+: https://plus.google.com/116083544705757703790

Weham Or Junoon Ka Ilaj
Agar mareez ko weham ki ziyadti ki waja se junoon (Pagal pan) ka dar ho raha ho, din bhar tarah tarah ki khayalat satate rehte ho, neend bohat kam aati ho to neechay likhe hue nuskha use karein. Is ke mutawatar 21 din ke use se ye beemari door ho kar mareez ki tabiyat durust ho jati ha.

Tarbooz ke gooday ko nichor kar nikala huwa pani pao bhar, cow milk pao bhar, misri dhai tola 1 safed bottle mein daal kar raat ko chaand ki roshni mein kisi khonti waghera par latka dein or subah nihar moo hi mareez ko pila dein. Is tarah 21 din tak pilate rahein, din badin weham mit'ta jaye ga.