Dhoop main kam bahir niklen – aur jab niklen tu sar iss tarah se dhanp len k jism per seedhi dhoop na par sakay. Issi tarah pollution (aloodgi) wali jagah bhi kam se kam jaen.
Tamatar (tomato) ka chilka utaar kr isy kanty ki mded sy pees lein. is mein 1lemoo ka rus shamil kr ky chehry pr lgein. khushk hony pr chehra paani sy dho lein.
Rang gora karne ka aik totka ya tarika yeh bhi hai k ubtan ko sony sy pehly chehry pr lga lein 30 minute baad pani sy dho lein
Kachy doodh mein 1lemon ka rus nachor lein is sy wo phut jyey ga ab is mein chutki bhr hldee powder shamil kr lein. raat bhr ky lyey . raat bhr ky lyey is amezy ko chor dein. subha roee(cotton) ki mded sy chehry pr lgein or 10 minute baad chehra dho lein.. yeh nuskha azmooda hy iska rozana istimal 100 feesd chehry ko ranaee or khiltee rngt bukshta hy. sirf 2 sy 3 maheeny ki mehnt ky baad ap frk khud mehsoos krein gi.
Phalon ka istemal bhi rang nikharne aur gora karne k aik aham zariya hai – khas tour per tarbooz, saib, kaila aur strabarries
2 glass balaee utra hua doodh rozana peenay sy bhi rangat saaf yani gori hoti hy. or hudyan(bones)mzboot hoti hein.
Aik pyaley mein 1chmch lemon ka juice, 1chmch sheh(honey),1chmch badam ka teil(almond oil) or 1chmch milk powder yani sookha doodh shamil kr lein. in sb cheezon ko achi trha mix kr lein. is paste ko adhy ghunty ky lyey moonh or grdn py lga chor dein.isky baad taza pani sy dho lein.
2 khany ky chmch dahee(yougurt) ko 1chmch tamater ky paste mein mila kr chehry pr lgein. 20minute baad chehra dho lein.is sy na sirf rngat mein nikhaar paida ho ga balky dhoop ki wjha sy prny waly kaly dhuby bhi door ho jein gy
1chmch baisn mein 1lemoo ka rs shamil krein or ik chutki dahee mila kr 10minute ky lyey chehry py lga chor dein. nul ky pani sy moonh achi trha dho lein. din mein 2 sy 3 mrtaba is paste ky istimaal sy rangt saaf or chehra 3 maheeny mein shadab ho jyey ga.
4 chmch baison ko 1cup kuchy doodh(raw milk)mein shamil kr lein. is mein 1lemoo ka rus bhi daal kr garha sa paste bna lein. is mask ko chehry pr 25 sy 30minute tk lga chor dein. is mask ka rozana istimaal chehray ko nikharny mein mded gaar sabit hota hy,
Chocolate ka mask bhi chehry ki rangt nikharny or uski ronak bhrany mein nhiat mufeed sabit ho sakta hy.3 khany ky chmch coco powder mein 1 chae ka chmch dhaee,1chaey ka chmch shehd(honey) mix kr lein.chehry py adhy ghunty ky ly lga chor dein.khushk hony py chehra dho lein.
Rang gora karne ka aik totka yeh bhi hai k kisi pyaley mein 2 chaey ky chmch kheeray ka rus,2 chaey ky chmch lemoo ka rus or 2chaeyky chmch ark e gulb achi trah sey mix kr lein.is mask ko apney poorey chehray or gardn py achi trah sey laga kr raat bhr ky lyey chor dein.subha thunday pani say dho lein.
Rang gora karne k aik tip yeh bhi hai k pani ka istemal ziada karen. Iss se chehre fresh rehta hai aur rang bhi nikharta hai.
Chehre pe dehi yani yogurt ka mask bana kar lagaen – aur kuch der baad dhoodh yani milk se dho lain – dehi aur dhoodh dono rang gora karne aur rangat nikharne k liye nahayed mofeed hain.
Aik aur tip yeh hai k gajar (carrot) khanay ya uska juice peene se bhi rang surkh o safaid hota hai.
Podeenay (mint) ki patyan le kar unhain ubal kar unka pani thanda kar lain aur subah nehar monh istemal karen, rangat main nikhar aye ga.
Kachay aalu ko motay gole tukron main kaat ka face pe paste kar den aur jab sookh jay tou monh neem garm pani se doh lain. Yeh bhi rang saaf karne ka aik azmooda tarika hai.
Haldi (turmeric) aur olive oil ka paste bana kar achi tarah se chehre pe mall lain aur 20 minutes baad achi tarah dho lain. yeh bhi rang gora karne ka azmooda tarika hai.
Aik aur tarika ye hai k rose water se roazana face dhoen – rose water se jab mohn dhoen tou phir uske sath sabun istemal na karen.
Bhaap (steam) lene se bhi chehra sehatmand nazar ata hai aur rangat nikharnay aur saaf karne ke aik tareeqa hai.
Ghaza main aaloo, machli (salmon), sooraj mukhi k beej aur sabz ya aam chaye ka istemal bhi rang gora karne aur jild ki negehdasht ka aik aham nuskha aur raaz hai.
Yad rakhye rang gora karne k liye bhi waqt darkar hota hai – lehaza jo bhi totkay ya tarkeeb karen, mustakil mizaji se karen tou apki mushkil asan ho jay gee.

Category
📚
Learning