• last year
In this section of the conversation, Indeed Bakshi discussed their fans' affection and support during the issue as well as their plans to work with Honey Singh in the future. "I don't see any reason to collaborate with Badshah," he added. Additionally, he discussed the impact of Sidhu Moosewala's passing and was inspired by him. Explain the milk work in his most recent track as well.


#IndeepBakshi #HoneySingh #Badshah #BurberryChex #MusicIndustry #Exclusive #Trending #2024 #BollywoodCountry #BollywoodNews #BollywoodGossips #BollywoodUpdates #BollywoodNews #Bollywood #Bollywoodcelebrity #BollywoodHindiNews #ians
Transcript
00:00Now 100% I think, itna pyaar and aaj kal na jo humare ye Gen Z's hain, they are very very
00:11very clever and very smart. Jaisi unhone dekha ki yaar waqee mein naam to aaya hua hai Kaala
00:16Chashma pe Indi Bakshi ka and Indi Bakshi is not that big ki wo fight karega itni badi
00:20badi company se. And not only Kaala Chashma, jitne ye Burberry checks, maine poore project
00:24files khol di ki jaha unhone bola ki ye bhi gaana mera hai. And kahi gaane merpas abhi
00:28bhi aise hain ki main agar files kholunga to wo controversy kuch aur hi ho jayega. To
00:33hardly matter, baaki mujhe itna support mila hai agar ye Milk album bhi aaya hai just because
00:37of my fans. Kyuki ek point hota hai aap 8 saal ek cheez ke peeche bhaag rahe ho, wo
00:41nahi ho rahi hoti, to aap banda kaha tha chhod do yaar. I don't know kya hua meri gharwalo
00:46ke peers se, mera fan ka pyaar tha ekdum naam update hua, and itna pyaar mujhe mila fans
00:51ka, itna support mila ki bhaji aaj pata laga hai Kaala Chashma aapka tha, aaj ta hum naach
00:55rahe the, gaare the, humein pata hi nahi. And bhagwan kare ek aur gaana hai jisme agar
01:00naam update ho gaya to, wo bahut bada shocking news hai ki sab ke liye ki ye gaana bhi mera
01:03tha. But yeh ki jab tak naam nahi aata aaj maine bolna nahi, to Saturday Kaala Chashma
01:07to hai aapko.
01:13Nahi, Baadshah ke saath to soch bhi nahi sakta na kabhi kaam karna, kaam karna kyu
01:17kyuki mujhe pata hai waha pe kaam hota nahi, waha kaam mujhe hi karna barta and sirf mujhe
01:21credit share karna hai barte. Honey Singh ke saath definitely, this is my dream kyuki
01:25start bhi maine Saturday gaya tha to, I took that song Saturday, Saturday to Honey Singh
01:30only. Honey bhaji ke baas hi gaya tha, bhaji iska music kar do, usse time mujhe music nahi
01:33aata tha, ek music kar do aap, usme rap daal do yeh gaana karna hai. To wo starting se
01:37dream collaboration thi usse time pe nahi ho payi, I think thoda Honey bhaji ko bhi
01:40hogo ki yaar aisa gaana, kyuki unke management thi usse time pe, Honey bhaji tak pochti
01:43bhi nahi thi baad, I don't know. But haan, that would be a dream collaboration for me
01:48and that too, abhi Instagram pe bhaji ke saath baad bhi chalti hai, bahut appreciate
01:53karte hain, jo jo album aati hai, kahin cheezein wo share bhi karte hain meri. So yes, 110%
01:58it will be a surprise for all the fans, kyuki neeche aaj kal bhara ho hai ki Yo-Yo and
02:01Indi Bakshi, wo Saturday agar banta to kaisa banta, and I think wo Saturday se bahut badi
02:05cheezein doonga main bhaji ke saath.
02:37Aisa moment tha ki poora Dubai shaam tha, and shaam ko sirf Moosewala bhaj raha tha
02:41har jagah, everybody was crying, chahe wo Pakistani the, Lahori bhai the, Punjabi the
02:45humare, Delhi ke the, jitne bhi bande. Toh I think wo cheezein ek aisi hai ki wo sirf
02:50mujhe nahi jo nahi bhi follow karte venge, I think Sidhu Moosewala ko, wo ek cheezein
02:54alag hai, humari line se alag hai yaar.
03:25But haan, maine kaheen cheezein suni ki wo typical Punjabi hi gaane aaye, if you listen
03:29my song, jaise Saturday, yaar Honey bhaji ka song, humari Punjabi agar aapne Saturday
03:33suna hoga, wo waisi Punjabi hi nahi hai, jo aapko na samjhaye, kyuki main Delhi kaun,
03:37and Delhi ke andar na saare kisam ke culture hai, main Bengaliyon ke saath bhi baitha hoon,
03:41Jaini bhi mere friends hai, Jaat, Gujar, saare, sab mere friends hai, Marathi bhi, toh jo
03:45humari language hai na, wo aadiya dhoori, saralt language hai, aap Hindi bulwa lo humse
03:49main aadiya dhoori aate hain, ki saare samjh jaate hain, Punjabi bhi aadiya dhoori, and
03:53same is with Honey bhaji, ki hum itni simple Punjabi bolte hain, ki I think wo kabhi khatam
03:57nahi ho sakti yaar, Punjabi gaane support milta raha to, humare Punjabi gaane, definitely
04:03Bollywood mein aate jayenge yaar.
04:09Nahi nahi, yeh Milk basically, pehli baat to isme lyrics Punjabi wale maine likhe hain,
04:14Johnny handsome hain humare chinno ne lyrics likhe hain, that too Milk ko koi bhi objective
04:19pehli baat nahi ho sakta, kyuki aisa nahi, doodh matlab yeh zaroori nahi hai, ki hum
04:23kuch usko negative leke jayenge, kuch bhi hai, Milk matlab, hum cream ki baat karte hain,
04:26aisi dairy product mein Milk, hum kehte hain na, cream crowd hai, cream crowd matlab kuch
04:30aisa nahi, hum kuch galt bol rahe hain, toh aise Milk hai, wo sochne ko hum kuch bhi soche,
04:33body teri, sill, badan tera, Milk, it's normal, ek masti karte baat hai, ki cream bol diya,
04:38yeh slang compare karna, aaj hum gaadi se compare kar dete hain, ki tu Bugatti lagti
04:42hai, tu Chanel lagti hai, toh compare karne ek achi cheez se, maine gandi cheez se toh compare
04:46hi nahi kya pehli baat humare writer ne, kya maine nahi likha yeh, humare writer ne gandi
04:50cheez se compare nahi kya, haan ladko ko bhi toh compare karte hain, wahiya gaddi wala
04:55ban gaya hain,
05:01Jitne bhi fans hain, I think ek choti si cheez maine seekhi, gaane toh ab jaake sunna hi mere,
05:06Milk album aayi hain, batana ki kaunsa gaana achha hai, taaki main uski video kar saku,
05:10kyuki humne tabhi kiya tha, saare audio nikal diya hain, agar aap dekhenge, ki there is very
05:15simple ek number games hai na, YouTube pe, chota sa paisa lago, numbers aajaate hain,
05:19jo sab kuch khul bhi chakha hai, humne is bar kuch bhi nahi kya, hazaar bhi ho rehenge,
05:23do hazaar rehenge, das zaar rehenge, chodha zaar rehenge, Genuine Army, jitne gaano pe
05:27genuine hume dekhega ki, boost ho rahe hain, pasand aa rahe hain aap logon, we'll make
05:31a video of it, and secondly, best cheez, ek cheez jo main bolna chahunga, jo maine
05:35in duran, controversies ke duran, ya 6 saal ek depression tha, kuch tha seekhi, ki life
05:40present aapki achhi honi chahiye, malab din ke kamse kam 10 minute nikalo, achha karne
05:45ke liye, it's a, I think, ek slam book nahi hoti thi, bachpan mein bharte the, aaj day
05:481, day 2, day 3, toh 24 ghante mein se, at least 15 minute ka ek aapka beautiful moment
05:53hona chahiye, jab aap hase, muskura hai, kuch bhi, ki dikhane ke lago, it's a, life is a
05:56movie, toh zyada future ke chakkar mein present mat kharab karo, toh that's a simple message,
06:00aaj saturday jaroor unke liye,

Recommended