Asr e Hazir aur Ahkam e Deen - EP 25
Topic: Quran ke Haqooq
Speaker: Mufti Ahsan Naveed Niazi
#AsreHaziraurAhkameDeen #muftiahsannaveedniazi #aryqtv
This program is based on the statement of jurisprudence and Shariah orders, in which the questions raised by the viewers through live calls will be answered and they will be guided in Shariah according to the requirements of the modern age.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Topic: Quran ke Haqooq
Speaker: Mufti Ahsan Naveed Niazi
#AsreHaziraurAhkameDeen #muftiahsannaveedniazi #aryqtv
This program is based on the statement of jurisprudence and Shariah orders, in which the questions raised by the viewers through live calls will be answered and they will be guided in Shariah according to the requirements of the modern age.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00SadaqAllahul Aliyyul Azeem.
00:30Muazzaz nazim no samayeen, aaj ek murtaba fir program Asr-e-Hadir aur Ahkam-e-Deen lekar
00:38hum aapki khidmat mein hadir hain. Jaisa ke aapko malum hain ki her murtaba is program
00:42mein hum ek topic pe guftagu karte hain. Is doraan aapki live calls ko bhi entertain
00:46kiya jaata hain, aapki queries ko bhi address kiya jaata hain. Aapke sualat ke barahraaz
00:51jawabat kitab-o-sunnat ki roshini mein dene ki koshish ki jaati hain. Aur jaisa ke aapko
00:56malum hain ki humara yeh program bakaida ARYQ TV ka jo official YouTube channel hain,
01:00uspe playlist bani hui hain, Asr-e-Hadir aur Ahkam-e-Deen uspe bhi upload hota hain.
01:04To jo hazrat ki yeh program na dekh payein ho kisi wajah se aur baad mein dekhna chahein
01:09ya dekha hain aur baad mein achi tarah samajhna chahein, note down karna chahein, to ARYQ
01:14TV ke official YouTube channel pe jaake Asr-e-Hadir aur Ahkam-e-Deen ki playlist mein jaake aap
01:18is program ko dekh sakte hain. To khud bhi dekha karein, sawab ki niya se aage bhi share
01:22kiya karein. Aaj humne jis topic ka intikhab kiya hai, wo hai tilawat-e-Quran ke masayil.
01:28Tilawat-e-Quran, pisri tafa humne guftagu ki thi Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed ke
01:33hukook ki hawale se, to aaj hum guftagu karenge tilawat-e-Quran ke ahkaam, masayil, fadayl.
01:39Kisi mardaba humne aapko zikr kiya tha, Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed, Burhan-e-Rashid,
01:44uske jo hukook hain, unmein se ek bunyadi haq yeh hai ki uski tilawat ki jaye. Hum
01:49par jo Quran ke hukook aayid hotey hain, hukook-e-khamsa, paanch hukook maine zikr kiye
01:54the, unmein se pehla haq tha, imaan lanaat aur tazim-o-takreem karna. Dusra haq tha,
01:59Quran ki tilawat karna. To aaj yeh Quran ki tilawat ki hawale se, jo aadaab hain, jo
02:04ahkaam hain, jo masayil hain, unmein par hum inshaAllah guftagu karenge. Is hawale se
02:09jo general queries hotey hain, aam torpar loon ke zihin mein jo swaalaat hotey hain, inshaAllah
02:14hum unhe address karenge. Aap is dooran call bhi kar saktein aur koi bhi swaal pooch saktein.
02:19Ek toh yeh ki Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed, Burhan-e-Rashid ki tilawat ke hawale se, ek
02:23bunyadi baat yeh hai, bunyadi swaal hota hai, ki Quran ki tilawat ke liye wudhu zaroori
02:28hai ya nahi. Aaya be wudhu Quran-e-Majeed ki tilawat ki jaa sakti hai ya nahi ki jaa
02:33sakti. To dekhen yeh samjhen, ki waise toh achi baat yeh hai, ki bande ko har waqt
02:37banda ba wudhu ho kya hi baat hai, taharat ho, paaki ki halat mein ho, wudhu ki halat
02:42mein ho, banda isse achi koi baat hi nahi. Bahut yeh achi baat hai aur budhurgaan-e-deen
02:46ka yeh maamool bhi tha, ki koshish karte the ba wudhu rahein. Lekin Quran ki tilawat ke
02:52liye wudhu karna zaroori hai ya nahi? Yeh ismein do baatein hai, toh yeh tafseel hai,
02:58ek hai Quran ki zabani tilawat karna aur ek hai Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed ko
03:02chuna, touch karna, uske liye wudhu karna. Toh Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed ki
03:07jahan tak zabani tilawat ki baat hai, toh afzal aula toh yeh hi hai, mustahab toh yeh
03:12hai, ki banda ba wudhu halat mein hi Quran ki tilawat kare, lekin iske liye wudhu karna
03:17zaroori nahi hai, shart nahi hai. Koi agar be wudhu halat mein bhi Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed
03:22ki zabani tilawat karta hai, baghar musaf sharif ko chuae, toh kar sakta hai, ismein
03:27kisi kism ki koi kabahat nahi hai, koi guna nahi hai. Aur yeh khud sabit bhi hai, Ahadis-e-Tayyaba
03:33se bhi sabit hai, Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed ki zabani tilawat karna jab ki wudhu na ho.
03:38Doosra hai, Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed ko chuna touch karna, yaani dekh kar padna.
03:43Agar aapne musaf sharif uthaya hua, usse chhu kar pad rahe hain, dekh kar pad rahe hain,
03:47ya uspe haath laga rahe hain, iske liye ab aap be wudhu nahi pad sakte, iske liye wudhu
03:53karna shart hai. Aur khud Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed ki andar bhi ayat bhi hai,
03:57masuhu illal mutaharoon, ki Quran ko nahi chute, magar paak log.
04:03Is ayat ki jo tafseer-e-hain unmein se, ek tafseer toh yeh hai, ki murad yeh hai, ki
04:08firishte, noori firishte, wo paak hain, wohi loh-e-maafooz mein Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed
04:12ko chute hain. Aur doosri tafseer yeh hai, ki haan murad yeh hai, Quran ko na chuhein,
04:17magar paak log, yaani jo log ba wudhu hon, wohi Quran ko chuhein, touch karein.
04:22Koran ke andar ek se zahid maani ka ihtimal hota hai, aur wo un tamaam maani ki itibar
04:32se hujjat hota hai, daleel hota hai. Aur wo mafoom dono tarah sadiq hota hai.
04:36Toh Quran ko jo firishte chute hain, yeh bhi apni jagah durust hain. Aur jo insaan jab
04:40chuhenge, toh uske liye bhi, jumhoor ka maukib yeh hai, ki Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed,
04:45Burhan-e-Rasheed ko be wudhu touch nahi kar sakte.
04:48Yeh zahid mein bhi aaya, aur ahadees ke andar bhi iski talim aur talqeen maujood hai, ki
04:52Quran ko paak banda hi chhuein, yaani ba wudhu hi chhuein, toh be wudhu halat mein,
04:57Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed ko barahirast chhua nahi jaa sakta.
05:01Toh dekh kar ya chhu kar Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed ki tilawat karne ke liye wudhu hona zaroori
05:07hai, tahir hona zaroori hai. Zabani tilawat ke liye wudhu zaroori nahi tha, chhune ke liye,
05:12touch karne ke liye wudhu zaroori hai. Chahe tilawat ki jaye, ya tilawat na ki jaye.
05:16Bahut se log is masele mein ghaflat karte hain, baad log samajhte hain ki shayad Quran-e-Majeed,
05:20Furqan-e-Hameed ko dekh kar, ya chhu kar, padhna hai, toh hi wudhu karna hai.
05:24Sirf touch karne ke liye wudhu ka zaroori nahi hai, aisa nahi hai.
05:27Touch karne ke liye bhi wudhu zaroori hai. Agar aap Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed padh
05:30nahi rahe, balke aap sirf Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed ko ek jagah se utha ke,
05:33doosri jagah rakh rahe hain, iske liye bhi aapka ba wudhu hona zaroori hai.
05:38Quran ko bilahail aap touch nahi kar sakte be wudhu halat mein.
05:42Baaki, agar Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed sundook ke andar ho, box ke andar ho,
05:47kisi aisi cheez mein ho, jo na Quran ke taabe ho, na aap ke taabe ho,
05:51toh iss surat mein aap usse be wudhu touch kar sakte hain.
05:54Jaise, kisi behan ne uska wudhu nahi hai, aur wo dupatta ke saath Quran-e-Sharif ko
05:59uthana chahe, mujboori hai, wudhu kar bhi nahi sakte, toh dupatta ke saath uthana chahe,
06:03toh utha sakte hai, jabki dupatta sar pe liya hua na ho, odha hua na ho.
06:06Agar dupatta odha hua ho, toh iss surat mein, wo dupatta uske taabe hai.
06:10Toh Quran ko be wudhu ussi waqt choo sakte hain, jabki aisi cheez ke zariye chua jaa raho,
06:15bilahail na ho, aisi cheez ke zariye chua jaa raho,
06:17ke jo na banday ke taabe ho, na mushaf ke taabe ho.
06:20Banday ke taabe hona toh seeda, ke usne, agar banday ne pehn rakha hai,
06:24toh banday ke taabe hai.
06:25Dupatta odha hua hai, toh taabe hai.
06:27Chaadar jo hai, wo odhi hui hai, aur us chaadar ke kone se, kinari se pakad rahe hain,
06:32toh ye chaadar banday ke taabe hai.
06:33Iss tarah nahi kar sakte hain.
06:34Pakadna hai, chhoona hai, uthaana hai, chaadar uthaar lein,
06:37ya dupatta uthaar lein, aur usse pakad kar, ab iss tarah rakh dein.
06:40Toh ab ye bilahail chhoona nahi paaya jaa raha hai,
06:42aur banday ke taabe bhi nahi kailaayega, dupatta ya chaadar,
06:45kyunki ab ye pehna hua nahi hai, odha hua nahi hai.
06:48Toh iss surat mein toh ijaadat hai, gunjaish hai.
06:50Apar ek caller hai, shamil karte hain.
06:52Assalamualaikum.
06:54Waalaikumussalam.
06:56Ji, firmahiye.
06:58Mujhe yeh poochna hai ki main namaz mein raktein bhool jaatein.
07:01Toh padhein ke teen padhein.
07:03Toh main jaa namaz pe koi chhote chhote daanein,
07:05koi iss tarah ki koi cheez rakloon,
07:07ek rakat padh ke aur halsein se.
07:09Namaz ke dauraan daanein aap rakhna chahti hain?
07:11Haan, alak kar diya samein daanein.
07:13Theek hai, batata hu aur.
07:19Ji, nazirin tumhain gudarish kar raha tha,
07:21yeh Quran-e-Majeed, Furqan-e-Ameed ko
07:23kisi aisi bilahail touch nahi kar sakte,
07:25yaani barah-e-raas touch nahi kar sakte,
07:27be-wudhu halat mein.
07:29Be-wudhu halat mein Quran ko touch karna ho,
07:31toh kisi cheez ke zariye tawassud se,
07:33waste se toh utha sakte hain,
07:35lekin wo wasta aisa hona chahiye,
07:37jo na bande ke taabe ho,
07:39na Quran-e-Majeed ke taabe ho.
07:41Bande ka taabe hona toh samajh liya,
07:43Quran ke taabe hona ka madlab yeh hai,
07:45ki Quran-e-Sharif ke saath wo mas hai,
07:47aisa ghilaf hai jo Quran pe chada hua hai,
07:49jo usme siya hua hai,
07:51jaisa yeh gatta hai,
07:53yeh toh baat hogayi Quran-e-Majeed,
07:55Furqan-e-Ameed ko chhune ke wale se.
07:57Zabani Quran-e-Majeed,
07:59Furqan-e-Ameed padhne ke wale se bhi,
08:01ek wadahat yeh bhi zaruri hai,
08:03ki Zabani Quran-e-Majeed padha jaa sakta hai,
08:05be-wudhu halat mein,
08:07lekin be-ghusl halat mein,
08:09Zabani bhi Quran-e-Majeed ki tilawat nahi ki jaa sakti.
08:11Zabani Quran-e-Majeed ki tilawat karne ke liye,
08:13wudhu toh shart nahi hai,
08:15lekin ghusl bhaar hain.
08:17Zabani Quran-e-Majeed,
08:19Zabani Quran-e-Majeed ki tilawat karne ke liye,
08:21wudhu toh shart nahi hai,
08:23lekin ghusl bhaar hal shart hai.
08:25Ghusl ki halat mein,
08:27wo aadmi paak ho,
08:29mard ho, aur aurat ho,
08:31paak halat mein,
08:33Quran-e-Majeed,
08:35Furqan-e-Ameed ko zabani padh sakta hai,
08:37otherwise Quran ko zabani bhi nahi padh sakte.
08:39Wudhu ke maamle mein,
08:41relaxation hai,
08:43relief diya hai shariat ne,
08:45ki zabani padhne ke liye,
08:47Quran ke liye taharat-e-kubra hai,
08:49badi taharat, yeh bhaar hal zaroori hai.
08:51Zabani padh na ho, chhooke padhne ke liye bhi zaroori hai,
08:53aur zabani padhne ke liye bhi,
08:55taharat-e-kubra, yaani ghusl zaroori hai.
08:57Wudhu bhaar hal, sirf touch karne ke liye zaroori hai.
08:59Noosi baat, agar koi beghusl halat mein hai,
09:01ya jaise behne hoti hain,
09:03unke maqsoosa yaam hoti hain,
09:05toh iss surat mein Quran-e-Majeed ki tilawat ke baare mein,
09:07aksar curie hoti hai, wo puchti hain,
09:09toh iss baare mein yeh baat peshe nadar hai,
09:11ki Quran-e-Majeed ki tilawat karne ki ijazat toh nahi hai,
09:13lekin Quran-e-Majeed ki wo ayaat,
09:15ya wo suratin,
09:17jinmein dua ka mafoom ho,
09:19ya sana ka mafoom ho,
09:21un ayaton, ya un suraton ko,
09:23zikr-e-ilahi ki niyat se,
09:25ya dua ki niyat se,
09:27padha jaa sakta hai,
09:29Quran ki tilawat ki niyat se,
09:31nahi padh sakte.
09:33Toh agar wo sana ki niyat se padhengi,
09:35dua ki niyat se padhengi,
09:37sana ki niyat se padhengi,
09:39bhaine ho, ya bhai ho,
09:41agar koi behusal halat mein,
09:43Quran-e-Majeed, Furqan-e-Ameed ki,
09:45koi ayatin, ya suratin padhta hai,
09:47un ayaton, ya suraton mein,
09:49uski niyat sirf zikr-e-ilahi ki hai,
09:51ya dua ki niyat se,
09:53Quran ki tilawat ki niyat nahi hai,
09:55toh yeh kiya jaa sakta hai,
09:57iski ijazat hai.
09:59Lekin ismein bharal yeh khayal lakhna hai,
10:01agar chaaron kul istara padhne hain,
10:03sana ki niyat se,
10:05Quran-iyat mutayyan ho jati hai,
10:07unka Quran hona,
10:09mutayyan ho jati hai,
10:11kyunki uske andar yeh firmaa jaa raha hai,
10:13kul ka mana kya hai,
10:15mahabub tum firmao,
10:17toh iska matlab yeh hai,
10:19kya ab Quran ki surat,
10:21ya Quran ki ayat,
10:23Quran ki surat,
10:25ya ayat ki niyat hi se padh rahein,
10:27toh isliye ab agar isse sana ki niyat se padhna hai,
10:29toh lafze kul hata ke padha jaayega,
10:31lafze kul hata kar agar padhenge,
10:33dua ki niyat hai, wazifa ki niyat hai,
10:35iski gunjaish hai,
10:37aur ismein maana mafhum mein,
10:39koi khalal nahi aata,
10:41koi agar kisi confusion ho ke,
10:43maana mafhum fasid ho jaayega,
10:45maana mafhum isse fasid nahi hota,
10:47agar chaaron kul ke shuru se lafze kul hata diya jaaye,
10:49toh maana mafhum fasid nahi hota,
10:51Quran ki niyat se jab bhi aap padhenge,
10:53toh lafze kul ke saath hi padhna hoga,
10:55lafze kul hatane ki ijaadat nahi,
10:57lekin waise zikr-e-ilahi ki niyat se padhna hai,
10:59sana ya wazifa ki niyat se padhna hai,
11:01dua ki niyat se padhna hai,
11:03toh lafze kul hata ke padhne ki ijaadat hai,
11:05yahan par ek caller humare saath shamil karte hain,
11:07Assalam-o-Alaikum,
11:09Wa-alaikum-assalam,
11:11Mere teen sawal hain,
11:13mere waaldein bhi faut ho gaye,
11:15aur mere bachchi bhi faut ho gaye,
11:17toh main unke liye raat ko,
11:19kabhi bait ke dhroor shree padhun,
11:21wazifa karun, unko bakhshun,
11:23toh guna toh nahi hoyega,
11:25aur ek ye hai,
11:27ek ye hai,
11:29ke main 30 saal se bimaar ho,
11:31aur mere mazoor ho gaye,
11:33aur jala hua bhi hai,
11:35toh mera pishyab nahi rukta,
11:37nikalta hi rehta hai,
11:39toh kya mere isme bhi wazifa kar sakti hoon,
11:41seko?
11:45Ek aur caller hain,
11:47Assalam-o-Alaikum,
11:49Assalam-o-Alaikum,
11:51Wa-alaikum-assalam,
11:53jee boliye,
11:55koi masal hai aap bata hai,
11:57jee,
11:59wohi jo mobile ke Quran-e-Majeed save hai,
12:01boliye,
12:03toh usko talaat laga ke padh sakte hain,
12:05mobile mein Quran shree padhna jee,
12:07aur?
12:13jee naazneen, yahan par mukhtasar se
12:15break ka waqt hua chahata hai,
12:17umeed karte hain aap amare saath rahenge,
12:19naazneen, welcome back,
12:21break pe jaane se pehle hum ye guftagu kar rahe the,
12:23toh Quran-e-Majeed Furqan-e-Hameed ki tilawat ke liye
12:25wudhu zaruri hai ya nahi,
12:27toh humne aapko bataya ki Quran-e-Majeed Furqan-e-Hameed ki
12:29tilawat ke liye taharat-e-kubra,
12:31yaani ghusl hona toh baharaal zaruri hai,
12:33chahay zabani padha jaara ho ya dekh kar padha jaara ho,
12:35jahan tak wudhu ki baat hai,
12:37taharat-e-sughra ki,
12:39toh Quran-e-Majeed Furqan-e-Hameed ko chhune ke liye,
12:41touch karne ke liye, mas karne ke liye,
12:43toh wudhu zaruri hai, lekin sirf zabani
12:45tilawat ke liye wudhu karna zaruri nahi hai,
12:47lekin betar ye, afzal aula ye,
12:49ki banda zabani bhi,
12:51agar ba wudhu halat me Quran-e-Sharif padhe,
12:53toh achha hai, noorun ala noor hai.
12:55ab ek curie aur hoti hai,
12:57aksar sual jo hai, wo loon ke zihin me gardish karte hai,
12:59ki kya Quran-e-Majeed Furqan-e-Hameed
13:01Burhan-e-Rasheed ko,
13:03hum let kar padh sakte hain ya nahi padh sakte hain,
13:05dekhin pehle toh ek baat ye samjhen,
13:07ki jab aap Musaf-e-Sharif ko utha kar padh rahe ho,
13:09Musaf-e-Sharif aapne utha hai,
13:11toh betar ye hai,
13:13Quran-e-Majeed Furqan-e-Hameed ke protocol ka taqada ye hai,
13:15uske adab ka, tazeem takreem ka taqada ye hai,
13:17ki aap Quran-e-Majeed ko padhein,
13:19jab utha kar,
13:21toh bait kar padhein,
13:23ya khade ho kar padhein,
13:25ihtimaam ke saath padhein,
13:27istara padhein, ki aap khud bhi muattar ho,
13:29khushbu lagai hui ho,
13:31paak saaf ho,
13:33kapde bhi saaf ho,
13:35badan bhi aapka saaf ho,
13:37agar aap lehte hain,
13:39soh rahein,
13:41soh tu hui aap zabaani Quran-e-Majeed Furqan-e-Hameed
13:43padhna chahatein, tilawat karna chahatein,
13:45toh iski bhi shariat aapko ijaadat deti hai,
13:47bas ye khayal kar lein,
13:49ki zora paun samet lein,
13:51aur aap zabaani Quran-e-Majeed Furqan-e-Hameed
13:53ki tilawat karna chahatein,
13:55karen bohot achi baat hai,
13:57aur ye ahadith se bhi sabit hota hai,
13:59bhalke Hadith-e-Sharif ke andar toh bagada yeh
14:01iski fazilat beyan ki gayi,
14:03ma min muslimin ya khudu madjahu
14:05yaqra'u suratam min kitabillahi
14:07illa waqalallahu bhi malakan
14:09koi bhi musliman jab
14:11sote hui Quran ki
14:13koi surat padhta hai,
14:15Quran-e-Majeed ki tilawat karta hai,
14:17kya hota hai,
14:19Allah tawaraq wa ta'ala uske saath
14:21ek farishta muqarar firma deta hai,
14:23jo uske kareeb kisi aisi cheez ko nahi aane deta,
14:25ki jo usse eezab paunchaye,
14:27takleef de cheez se usse farishta uske ifadat karta hai,
14:29yaha tak ki banda bedar ho jaye,
14:31jab bhi bedar ho,
14:33sone se pehle agar banda Quran ki tilawat karta hai,
14:35lete hua,
14:37apne bistar par,
14:39apne pehloo par,
14:41iss surat mein farishta muqarar hota hai,
14:43yaha khudu madjahu ke lafz hain,
14:45ki lete hua,
14:47toh iss se padha chalta hai,
14:49ki let kar Quran-e-Majeed,
14:51Furqan-e-Hameed padha jaa sakta hai,
14:53bas yeh ke paun samit liye jaye,
14:55aur dusri aityaad yeh ki jaye,
14:57ki jab bhot zyada need ka galaba ho,
14:59toh bhi betar yeh ke aap phir khamosh ho jaye,
15:01baaz logon ko aadat hoti hai,
15:03ki wo kuch padh rahe hote hain,
15:05zikr kar rahe hain,
15:07ya duroo shreef kar rahe hain,
15:09lete lete,
15:11aur jab need ka galaba ho jaye,
15:13toh bhi usse jari rakhte hain,
15:15rokhte nahi hai,
15:17toh aisa nahi karna chahiye,
15:19kyunki hadith shreef ke andar,
15:21iski muanat ki gayi hai,
15:23ki banda par agar need ka galaba ho,
15:25bhot zyada,
15:27bahut achi baat hai, lete lete,
15:29agar aap quran shreef padh rahe hain,
15:31agar need ka galaba ho jaye,
15:33toh aap quran shreef,
15:35ya duroo shreef,
15:37ya zikr,
15:39ya dua jo bhi hai,
15:41usse rok de,
15:43taan ke aisa nahi ho,
15:45need ka galaba mein,
15:47zabaan se koi aur aisa kalima nikal jaye,
15:49jo durst na ho,
15:51jo khilaf-e-shara ho,
15:53ya aap ki haq me acha na ho,
15:55walaikum-us-salam
15:59walaikum-us-salam
16:03salam-o-alaikum
16:09aapki abaaz mein aa rahi hai
16:17mobile mein same ho
16:19salam-o-alaikum
16:21walaikum-us-salam
16:23yadak quran-e-majeed jo hai,
16:25wo wudhu ke bagayar padhe,
16:27lekin wo mobile mein same
16:29toh padh sakte hain
16:31quran-e-majeed wudhu ke bagayar?
16:33padhein, lekin mobile mein same ho
16:35thik hai, arz karta ho
16:37aur
16:41yeh nazir mein guzarish kar raha tha
16:43let ke quran shreef padhna jo hai
16:45yeh mobile ke baare mein baar baar baat aar rahi hai
16:47iske inshaAllah jawab deta ho,
16:49jab mein callers ke jawabat doonga
16:51do alag alag callers mein poocha
16:53main inshaAllah iske jawab arz karta ho
16:55jab sawalat ke jawab doonga
16:57tarteeb se toh uswaqat iska bhi jawab inshaAllah arz karunga
16:59toh let kar quran-e-majeed furqan-e-meed padhne ki
17:01jahan tak baat thi toh batara tha
17:03ki let ke quran-e-majeed furqan-e-meed padhne ki
17:05bhi ijayat hai, bas yeh hai
17:07ki aap paun samayt lein, aur dusar yeh hai
17:09ki jab neend ka ghalaba ho, toh uswaqat
17:11quran ki tilawat mauqoof kardein aur aap aaram lein
17:13yeh ho gayi baat
17:15let kar quran-e-majeed furqan-e-meed padhne ke wale se
17:17ab yeh hai ki khade khade
17:19quran-e-majeed ki tilawat ki jah sakti hai, ki jah sakti hai
17:21chalte hue quran ki tilawat
17:23ki jah sakti hai, yeh nahi ki jah sakti
17:25toh chalte chalte bhi quran-e-majeed
17:27furqan-e-meed ki tilawat ki jah sakti hai
17:29bas isme yeh ihtiyat malooz rai
17:31ki jis jagah aap chal rahein
17:33wo jagah kaisi hai, wo jagah
17:35paak honi chahiye, paak saaf jagah
17:37par agar aap chal rahein, aur quran-e-majeed
17:39quran-e-majeed furqan-e-meed aap sirf itni awaaz mein padh rahein
17:41ki aapke apne kaanon ko sunayi dera hai
17:43baland awaaz se bahut zyada nahi padh rahein
17:45ki jis se log parishaan hon
17:47logon koi kaam mein khalal aaye
17:49koi quran sunay nahi aur aap uncha uncha padhe jah rahein
17:51isme quran ki bi hurmati ka koi pehlo nikalta ho
17:53is tarah ki koi fada nahi hai
17:55aisi koi surrounding nahi hai
17:57bas sirf aap chal rahein, aur chalte paak saaf jagah pe chal rahein
17:59aur chalte chalte aap chah rahein
18:01isme koi haraj nahi hai
18:03toh chalte chalte bhi ki jaa sakti hai
18:05lekin jagah paak saaf ho
18:07agar koi aisi jagah hai
18:09koi badbu waqara hai
18:11ya gandagi hai
18:13phir aisi surat mein
18:15yeh quran ki adab ke khilaf hai
18:17uss jagah par quran-e-majeed furqan-e-meed ki tilawat naa ki jai
18:19ab reh gai yeh baat ki
18:21yeh bhi curey hoti hai
18:23aksar ke dil hi dil mein
18:25quran sharif padh sakte hai
18:27aur aapne kaanon ko
18:29yeh dil hi dil mein quran sharif padh sakte hai
18:31ya zabaan hi se padhna zaroori hai
18:33dekhen yeh baat yeh samjhen
18:35ki jahan jahan is baat ka
18:37hukum aaya hai quran
18:39padhne ka, tilawat karne ka
18:41ya uske sawab ka dikar aaya hai
18:43uske baare mein bisharat aayi hai
18:45ya uska hukum aaya hai
18:47ya jaise namaz mein qiraat karni hai
18:49toh har aisi jagah par tilawat se murad yeh hota hai
18:51ke kamaz kam itni aawaz ho
18:53ke banday ke
18:55apne kaanon ko sunai de
18:57toh kehlaegi yeh tilawat
18:59yeh shari tilawat hai
19:01is par jo ahkaam hain unka tarattub hota hai
19:03is se agar wo
19:05namaz mein jo qiraat farz hai wo bhi isi se ada hogi
19:07ki kamaz kam itni aawaz ho
19:09ke aapke kaanon ko sunai de
19:11isi tarah sawab ke jo baat aayi hai
19:13jo fadaail hain, wo fadaail bhi usi surat mein
19:15ke jab kamaz kam itni aawaz ho
19:17ke aapke kaanon ko sunai de
19:19baaki yeh alag baat hai ki in cheezon se hatkar
19:21waise koi banda dil hi dil mein
19:23quran sharif agar dohra raha hai
19:25toh dil hi dil mein quran sharif
19:27dohraane ka, toh use chunke quran
19:29se wo mutaalik hai
19:31toh quran se link up hone ka jo sawab hai
19:33wo use milega, wo apni jagah par
19:35lekin usse agar
19:37koi farz ya wajib thi wo tilawat karna
19:39toh wo tilawat sirf dil hi dil mein karne se
19:41adaa nahi hogi, aur jis tilawat ke baare mein
19:43jo fadaail aayi hain, jinka hukum
19:45aayi hain, aur jo sawab beyan hua hai, wo usi
19:47tilawat ke liyein, ke jis par tilawat ka laf
19:49saadiq aaye, qiraat ka laf
19:51saadiq aaye, padhne ka laf saadiq aaye
19:53aur padhne ka matlab yeh hota hai, ke kamaz kam
19:55itni awaaz ho, ke banday ke apne kaano ko
19:57sunai de, jab ke koi shoro ghul
19:59waqaira na ho, haan, banda padh raha hai
20:01aur koi shoro ghul ho raha hai, uski wajah se apne kaano
20:03ko sunai nahi de raha hai, toh isme haraj nahi
20:05ke koi maane na ho, aur banday ke kaano
20:07ko sunai de, yeh zaruri hai
20:09itni awaaz ho, toh hi quran-e-majeed
20:11furqan-e-meed ki tilawat ke jo
20:13ahkaam hain, unper amal hoga, ya jo
20:15fadaail hain, unka mustaq banda tabhi hoga
20:17salam o alaikum
20:19salam o alaikum mufti sahab
20:21wa alaikumussalam wa rahmatullah
20:23mufti sahab kaise hain, khariyat hain
20:25alhamdulillahi rabbil alameen, aap theek hain
20:27toh yeh suwail hai ki
20:29humarein yeh nikah hua hai Pakistan
20:31ke indar, toh dola jo tha yeh
20:33bairuni mulk ke indar, bairubai ke indar
20:35toh online nikah hua hai
20:37toh ab isme maanoon nahi karne tha, ki jab
20:39hijab-o-kabool ka waqt ha hai, toh
20:41direct online karao sakte hain, ya waqeel
20:43ka banana zaruri hoga
20:45karte hoon
20:47ek aur caller hain
20:49salam o alaikum
20:51salam o alaikum
20:53salam o alaikum
20:55salam o alaikum
20:57salam o alaikum
20:59salam o alaikum
21:01wa alaikumussalam, jee firmahiye
21:03jee zorge
21:07firmahiye
21:09jee zorge sunte hain
21:11azaan o wahiye o, usbakat masjid
21:13jalme padh sakte hain, ya usse pahle padh sakte hain
21:15main arz karta hoon aur
21:21jee naajme toh main guzarish kar raha tha
21:23Quran-e-Majeed, Furqan-e-Ameed, dil hi dil me
21:25padhna kaafi hai, kifayat karta hai
21:27ya zabaan se padhna zaruri hai
21:29toh main arz kiya, ki Quran-e-Majeed, Furqan-e-Ameed
21:31ki tilawat ke jo ahkaam hain
21:33jahan jahan tilawat karne ka hukum hai
21:35farz hai, ya wajib hai, ya jahan par
21:37mustahab hai, ya jahan par sawab ki baat aayi hai
21:39ke yeh fazilat hasil hogi
21:41yeh sawab milega, toh har aisi jagah par
21:43murad yeh hai, ke kamaz kam
21:45itni awaz ho, ke koi maane
21:47na ho, toh banda khud sun sakay
21:49uske apne kaanon ko sunayi de
21:51sirf dil hi dil me padhna jo hai
21:53iss se na farz ada hoga, na wajib ada
21:55hoga, aur nai un fazail
21:57ka banda mustahik banega, jo Quran ki
21:59tilawat ke liye, qiraat ke liye hain, kyunki
22:01wo padhne kya hain, aur padhna isi ko kehte hain
22:03ki apne kaanon ko sunayi de, kamaz kam
22:05baaki waise dil hi dil me padhne se
22:07banda Quran se link up ho raha hai
22:09yeh in cheezon se hatkar, waise hi banda
22:11betha hua hai, letha hua hai
22:13aur zabaan se kuch padhne ka dil nahi kar raha
22:15ya tabiat aisi ho raha hai, bojal ho raha hai
22:17aur wo dil hi dil me Quran-e-Majeed-Furqan-e-Meed
22:19ko padh raha hai, ya Quran-e-Majeed-Furqan-e-Meed
22:21me ghor-o-khaus kar raha hai, toh theek hai
22:23Quran se link up jo yeh ho raha hai
22:25toh yeh bhi khair ka kaam hai, iss link up
22:27hone ka usse ajar baharal, milega indallah
22:29jab ki wo Allah ki riza ke liye aisa kar raha hoga
22:31yeh baat ho gayi Quran-e-Majeed-Furqan-e-Meed
22:33ke dil me padhne ke wale se
22:35ab rehgi baat yeh bhi sual kyu ri hoti hai
22:37baaz okaat, ki yeh jab
22:39dulhan rukhsat hoti hai
22:41toh rukhsat hote waqt uske sar pe
22:43Quran-e-Majeed-Furqan-e-Meed ko rakha jaata hai
22:45toh yeh uske sar par rukhsati ke waqt
22:47rakhna jais hai ya nahi
22:49baaz log bade shaddo mat se iska
22:51inkaar karte hain, ke janab aisa nahi karna chahiye
22:53durust nahi hai, dekhi ifrat-o-tafreet
22:55buri baat hoti hai, aapne koi islaa
22:57karni hai toh achi baat hai, islaa karein
22:59aap yeh targheeb dilana chahate hain, ke bhai
23:01aap Quran-e-Majeed-Furqan-e-Meed ko khol ke bhi padha karein
23:03Quran-e-Majeed-Furqan-e-Meed pe amal bhi
23:05kiya karein, aur Quran-e-Majeed ki bachi
23:07ko taaleem bhi deyen, sirf uske
23:09sar pe naa rakhein, itni baat aap
23:11karein toh theek hai, samajh mein aati hai, valid
23:13point hai, bilkul bolna chahiye, lekin
23:15yeh kis sirah se iskaam ki nafi
23:17kar dena, aur isko najaiz karar de dena
23:19ya yeh kena ki iski koi hasiyat nai
23:21toh yeh bhi durst nai hai, koi agar
23:23shadi mein, rukhsati ke waqt, apni
23:25bachi ke sar per Quran-e-Majeed-Furqan-e-Meed
23:27ko rakhta hai, barkat ki niya se
23:29ki Quran ka saya hai, toh yeh rakhna bhi
23:31jaiz hai, yeh bhi guna
23:33ya najaiz nahi hai, lekin
23:35sirf isi par iktifa naa kiya jaye,
23:37walke Quran ki tilawat bhi ki jaye,
23:39Quran ko seekha bhi jaye, khud bhi
23:41aur bachi ko bhi sikhayen, ghar
23:43bhi sikhayen, aur Quran se mahabbat
23:45ka maahol bhi hona chahiye,
23:47Quran ki tilawat ka shauk bhi hona chahiye,
23:49aur Quran ko samajhne ka zauk bhi
23:51hona chahiye, us par amal karne ka
23:53jazba bhi hona chahiye. Ek caller
23:55hai, shamil karte hain, Assalam-o-Alaikum
23:59Mere khadar mein line drop ho gayi
24:03Ji, toh yeh, isliye
24:05yeh aap targheeb zarur dilayen, lekin
24:07sirah se isko najaiz ya guna bhi
24:09nahi kena chahiye, aur waise bhi kisi cheez
24:11guna karar dene ke liye
24:13ya najaiz karar dene ke liye
24:15baharhaal daleel darkaar hoti hai
24:17waise qaida bhi shariyat ka yeh hai
24:19ala sulufil ashiya'i al-ibahat
24:21cheezon mein asal ibahat hoti hai
24:23kisi cheez ko najaiz
24:25kahne ke liye daleel darkaar hoti hai
24:27toh daleel ho aapke paas, kisi cheez
24:29ke guna hone ki, najaiz hone ki
24:31toh theek hai phir toh aap usse guna ya najaiz
24:33kahen, lekin jab tak uske baare mein
24:35koi sharii daleel muhtabar
24:37aapke paas na ho, toh usse apni
24:39mehz apni atkal se najaiz
24:41ya guna karar nahi diya jaa sakta
24:43bhalka yeh khud guna hai, ki aap
24:45ek kaam guna nahi hai, ek kaam jaaiz
24:47hai, usse mehz apni atkal se najaiz
24:49keh dene, mehz apni atkal se usse
24:51aap guna karar dene
24:53yeh najaiz hai, yeh guna hai
24:55is par bande se muakhada hoga
24:57indallah, toh isse darna chahiye, baghair
24:59ilm ke, durst ilm ke
25:01baghair istara ke fatwa sadir
25:03nahi karne chahiye, aur yeh
25:05fatwa dena waise bhi
25:07fana ulama ka kaam hai
25:09muftiyan-e-kiram ka kaam hai, jinnone
25:11baghaida is fana me jinne
25:13maharat haasil ho, aur proper unne na ilm
25:15haasil kiyo, aur proper go through ho
25:17baghaida ilm haasil kiyo, aur fatwa dena
25:19bharal ussi ka kaam hai, har air-e-gaire
25:21ka kaam nahi hai, ki woh istara apni
25:23taraf se fatwa sadir karna shuru karde
25:25toh iss cheez ka bhi bharal khayal lakhna chahiye
25:27ab ek aur query hai, Quran-e-Muhjid
25:29Furqan-e-Muhjid ki tilawat ke waale se, uss query se
25:31ab aale call shamil karte hain, phir Inshallah us pe guftagu karte hain
25:33Assalam-o-Alaikum
25:35Wa-Alaikum-Salaam
25:37Wa-Alaikum-Salaam
25:39yeh buchhna tha ke
25:41namaz bachtat ho karte hain
25:43saad bhi topi rakhna
25:45na farz hai, na baachal
25:47topi-ein masjid mein rakhna
25:49rakhna bhi toh sawab milega, koi ke nahi
25:51namaz bachtat ho karte hain
25:53masjid mein topi-ein rakhna toh sawab
25:55arz karte hain
25:57ek aur caller hain
25:59Assalam-o-Alaikum
26:01Assalam-o-Alaikum
26:03Wa-Alaikum-Salaam
26:05yeh bholein
26:07yeh bholein
26:09soal yeh tha
26:11baitullah-e-sharif mein
26:13umrah kar rahe hain na aaj kaal
26:15toh uske baad umrah ke baad
26:17dabara unko aam kapdo mein
26:19wahan amdir jaane ki jaazat di
26:21itni dete ho log
26:23mutawaaf baar se karna partha hai
26:25baar se door hai
26:27toh wahan log jate hain
26:29aaraam daal ke
26:31wahan kar ke aate hain
26:33ab wo kuchna ki wo jaaz hai
26:35ya najaaz hai
26:37aur
26:39khutisar se break ka waqt hua chahate hain
26:41umeed karte hain aap amare saath rahein ke
26:43nazim welcome back
26:45hum tilawat-e-quran ke aadaab
26:47aur ahkaam aur masayil ke hawalay se
26:49guftu kar rahe the
26:51ek theory aksar yeh aati hain
26:53khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
26:55khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
26:57khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
26:59khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:01khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:03khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:05khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:07khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:09khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:11khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:13khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:15khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:25khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:27khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:29khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:31khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:33khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:35khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:37khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:39khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:41khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:43khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:45khawateen ghar mein sabah kaam kaach karte hain
27:55recording
27:57recording
27:59recording
28:01recording
28:03recording
28:05recording
28:07recording
28:09recording
28:11recording
28:13recording
28:15recording
28:17recording
28:19recording
28:21recording
28:23recording
28:25recording
28:27recording
28:29recording
28:31recording
28:33recording
28:35recording
28:37recording
28:39recording
28:41recording
28:43recording
28:45recording
28:47recording
28:49recording
28:51recording
28:53recording
28:55recording
28:57recording
28:59recording
29:01recording
29:03recording
29:05recording
29:07recording
29:09recording
29:11recording
29:13recording
29:15recording
29:17recording
29:19recording
29:21recording
29:23recording
29:25recording
29:27recording
29:29recording
29:31recording
29:33recording
29:35recording
29:37recording
29:39recording
29:41recording
29:43recording
29:45recording
29:47recording
29:49recording
29:51recording
29:53recording
29:55recording
29:57recording
29:59recording
30:01recording
30:03recording
30:05recording
30:07recording
30:09recording
30:11recording
30:13recording
30:15recording
30:17recording
30:19recording
30:21recording
30:23recording
30:25recording
30:27recording
30:29recording
30:31recording
30:33recording
30:35recording
30:37recording
30:39recording
30:41recording
30:43recording
30:45recording
30:47recording
30:49recording
30:51recording
30:53recording
30:55recording
30:57recording
30:59recording
31:01recording
31:03recording
31:05recording
31:07recording
31:09recording
31:11recording
31:13recording
31:15recording
31:17recording
31:19recording
31:21recording
31:23recording
31:25recording
31:27recording
31:29recording
31:31recording
31:33recording
31:35recording
31:37recording
31:39recording
31:41recording
31:43recording
31:45recording
31:47recording
31:49recording
31:51recording
31:53recording
31:55recording
31:57recording
31:59recording
32:01recording
32:03recording
32:05recording
32:07recording
32:09recording
32:11recording
32:13recording
32:15recording
32:17recording
32:19recording
32:21recording
32:23recording
32:25recording
32:27recording
32:29recording
32:31recording
32:33recording
32:35recording
32:37recording
32:39recording
32:41recording
32:43recording
32:45recording
32:47recording
32:49recording
32:51recording
32:53recording
32:55recording
32:57recording
32:59recording
33:01recording
33:03recording
33:05recording
33:07recording
33:09recording
33:11recording
33:13recording
33:15recording
33:17recording
33:19recording
33:21recording
33:23recording
33:25recording
33:27recording
33:29recording
33:31recording
33:33recording
33:35recording
33:37recording
33:39recording
33:41recording
33:43recording
33:45recording
33:47recording
33:49recording
33:51recording
33:53recording
33:55recording
33:57recording
33:59You have to be blessed and you have to be rewarded, but it is better to be sincere in worship.
34:06So you should worship for the sake of Allah's will.
34:09After that, Allah has given you the right to pray.
34:13In your prayers, you should reward him.
34:15Reward the whole world, reward all Muslims, it is a good thing.
34:19Then a brother asked a question that there is Nikah in Pakistan,
34:22there is Nikah online, so does Nikah happen online like this or is it necessary to be a lawyer?
34:27For Nikah, it is necessary to have a single gathering, it is necessary to have a united gathering.
34:32Most of the scholars think that in this case, it should be done through a lawyer,
34:38otherwise the gathering should be one, it does not happen like this.
34:41This is the opinion of most of the scholars, but the opinion of some great scholars is that
34:45the purpose of the united gathering is that there is no fraud,
34:48so there is no fraud like this online.
34:51According to them, Nikah happens like this, Nikah on the phone, Nikah online,
34:56this is the opinion of some scholars.
34:58So if someone follows the opinion of those scholars, then we do not make any strict command on it,
35:01but the opinion of the majority is that Nikah online does not happen like this,
35:06to accept, to accept, it should be done through a lawyer like this,
35:11it should be done through a lawyer, there is a condition that there should be a single gathering.
35:15So the opinion of the majority should be respected and their opinion should be followed,
35:20so it is better to be careful in this regard.
35:22But if someone follows the opinion of those great scholars,
35:25who consider Nikah online to be permissible,
35:26then no strict command can be placed on it, or no taan and tashneen can be done on it.
35:31Then a brother asked a question that you can read the Sunnah of Zuhr during the Adhan,
35:36you can read it, it is not a sin, but it is better that you read the Sunnah after the Adhan,
35:41it is better to respect the Adhan, but if you read the Sunnah of Zuhr during the Adhan, then you can read it.
35:46Then a brother asked a question that we keep caps in the mosque while praying,
35:51is there any reason to keep caps?
35:53Look, the kind of caps that people keep in the mosque,
35:56seeing such caps, it does not seem that you are giving it any respect,
36:02because such dirty caps are kept,
36:05they look like the hypocrites of Allah's sanctity.
36:09When you go in front of the respected people,
36:11then you should go in a good form, in a good cap, or in a good imam.
36:15Such dirty caps are such that you cannot go in that form in front of the respected people,
36:20you cannot go in that form, then you should not go in that form in front of Allah either.
36:24So instead of keeping caps like this, if you have to keep a good cap,
36:27which can be worn in front of the respected people,
36:31then you keep it, it is a good thing and you will also get reward for it,
36:34but we do not support such caps as they are kept in the mosques.
36:41Yes, the time for the program has come to an end.
36:42May Allah Almighty be with us and all of you.
36:45And finally, we say, all praise is due to Allah, Lord of the worlds.
37:11Al-Fatiha.