• 2 months ago
#qazifaezisa #cjp #supremecourt #constitutionalamendment #nationalassembly

"Justice Faiz Isa should not be in Pakistan on the evening of October 25 " Hassan Ayub's Reveals

Transcript
00:00Kufr toota khuda khuda karke 26 vi ayni tarmeem paas ho gayi hai, achand ek haqaik jo is
00:0826 vi ayni tarmeem paas hone ke baad waze ho gaye hain, number one, Qazi Faiz Issa sahab,
00:16justice, Qazi Faiz Issa sahab, mujooda chief justice sahab, 25 tarikh ko retire ho jayenge,
00:21na unko extension mil rahi hai, aur na hi wo constitutional bench ka hisa ban sakenge,
00:26kyun ke unki age 65 year ho gayi hai, nazareen, jo 26 vi ayni tarmeem paas ho gayi hai, uske
00:34ek sabse badi haqiqat, senate ke andar haqommat, haqommati ittihad ne apne 64 log saabd ki
00:41hai, senators, 65 total taadaat unhone baah pe saabd kar di, aur national assembly ke
00:46andar 224 ki zurat thi, aur waha pe bhi matluba taadaat unhone apni puri kar di, iske saath
00:53jo ek aur badi haqiqat is 26 vi ayni tarmeem ke baad waze ho gayi hai, ki ab judges ki
01:00tayinati ke hawale se, jo asr aur sookh istamaal ho ga, wo haqommate waqt ka ho ga, majority
01:07party, wo kisi bhi haqommat ki jab ho gayi, to wo judges ko, khaas aur par supreme court
01:13ke chief justice ko, aur jo constitutional bench banna hai, uske upar uska jo hai asar
01:19ho ga, wo apni marzi se yeh saara kaam karegi, yeh saari tafsilat program mein ab aisa aisa
01:24jo aage badenge, to wo rakhenge, ek aur jo badi haqiqat hai, unprecedented hai 26 vi ayni
01:31tarmeem ke hawale se, nazareen, isse pehle ayne Pakistan, 1973 ka jo ayin hai, usme 25
01:38tarameem hui hai, wo tamaam ki tamaam tarameem, it is part of the record, Pakistan ki, jo
01:45hai parliamani taarikh ka, ke saari mutafakka taur par paas hui hai, 26 vi ayni tarmeem,
01:51ek taraf, jo adliya ki azadi ke hawale se, kaafi zyada iske upar criticism ho raha hai,
01:57iske saas saath yeh, ayin-e-pakistan ki, mutnaza, taareen, jo hai, tarameen ke taur par jaani
02:04jaayegi, uski wajah, aapne dekha, kis andaaz se, jo hai, yeh paas hui, kis andaaz se,
02:10yeh logon ka vote liya gaya, it is all part of the record, wo aapne over the weekend,
02:15yeh saare ka saara, jo hai, mahaul, jo ke National Assembly ke andar, parliament ke andar,
02:20jo waqiat hui, wo aapke saamne hain, program shuru karte hain, nazareen, iske upar, tarameem
02:26hone ke baad, mukhthalif tabsere, tajziye aa rahe hain, uske upar jaate hain, lekin
02:31sabse pehle, main, Hassan Ayub sahab se ijaz liya, aaj ka program karne ka, kyonke 26
02:36ayani tarameem ke hawale se, unhone chand ek stories bataayi thi, nazareen, zahira,
02:42zahira, jiska creditor usko dena chahiye, unhone yeh kahta hai, ki Justice Qazi Faiz
02:46Issa, jo hai, wo extension nahin denge, naahin unke koi sawale se irada hai, nazareen, yeh
02:52saabat ho gaya, Hassan Ayub ka yeh bhi khayal tha, khayal nahin, unhone kahta hai, I doubt,
02:58mujhe achi tarah yaad hai, ek se zeda program mein, chunke, maine inse baad poochi, ki
03:03aayinda, jo Chief Justice banenge, farz karein, ban bhi jaate hain, Chief Justice Mansoor Ali
03:09Shah saab, jo mujhuda Senior Penal Judge hain, wo teen, jo top three judges mein aate hain,
03:14toh agar wo ban bhi jaate hain, toh wo utne baag tyaar hunge, jitne mujhuda Chief Justice
03:19hain, yeh bhi haqiqat, jo hai, wo humare saamne aagayi hai, because of this 26 mi ayani tarameem,
03:26aur iske saath-saath unhone yeh bhi firmaaya tha, ke belakhir, aap dekhenge, ke Maulana
03:31Fazl-ur-Rehman saab, jo hai, ek bade siyasatdaan ke taur par, saamne aayenge, aur wo haqommat
03:37ka saath nahin chhodenge, unke daayen-baayen, unhone yeh bhi firmaaya tha, ek taraf Shahbaz
03:42Sharif hunge, aur ek taraf Bilawal Bhutto Zardari saab hunge, yeh bhi unki, jo hai,
03:46peshgoi, theek saabat ho gayi, doosri taraf, zahir hai, Chaudhry Ghulam Hussain saab ki
03:52apne rai, rai thi, abhi bhi wo apni rai ke upar qaim hai, ki yeh jo saara mahal banaya
03:57gaya hai, yeh saara house of cards banani ki koshish ki jaari hai, yeh iss andaas se
04:04banaya gaya hai, ki yeh saara house of cards gir jayega kisi din.
04:08Hassan Yu, pehle main aapke paas aata hu, aisa-aisa aagey badhte hain, iske upar tankeed
04:12ho, jee joi saab, please go ahead, yeh constitutional code banni thi, unhone bata diya tha, koi
04:18in-between hai, toh wo bhi bilkul, yeh aap, achha ki aapne, aapne iske correction kar di,
04:23achha Hassan Yu, saabse pehle aapka reaction, yeh usse din, bala, kaafi zor lagaya gaya,
04:31kya zor lagaya gaya, nahi, badhi smooth sitting thi jee, kisi kisam ki, yaani, aap dekhne ke,
04:37smooth as silk, smooth as silk, as smooth as velvet, I must say, achha, haan, it was
04:43as smooth, velvet, silk zyada, as soft as velvet kar de, soft, thek hai, velvet, winters
04:50aa rahi hain, toh silk, silk, toh aapka, velvet, juhuan phaziyon nahi hain, achha,
04:53anyways, aagay pehle, achha, pata nahi, sir, juhuan ko pata nahi, pata nahi, itne, koi
04:55zyada, usse baare mein nahi hain, aagay pehle, dekhe, baat jee hai, ke, haqoomat ne, yaani,
05:01floor-crossing nahi kar bhai, floor-crossing, yaani ki, ek siyasi jamaat ka, agar aap baat
05:05kar rahe hain, toh jo independent hai, woh toh independent hai, jinn ke baare mein,
05:09ke log National Assembly ke baat karene, toh Senate of Pakistan ki baat karene, toh BNP
05:14ke doh Senators hain, woh doh hi poori parlimani party hai, yaani, Qasim Ranjot sahab aur woh
05:19jo khatoon mein naam unka, mein zain mein nahi hain, unnase leader kaun hai parlimani party?
05:22Qasim Ranjot sahab jee hai, achha, toh woh apna, unka apna faisla hai, toh ab, akhtar
05:27Mengal sahab ne, badi, jo hai, woh kaafi duaiyein dete rahein, juhudar takreer karte
05:30gaye, woh baithe, pata nahi, unke, guest, guest gallery ke andar maujood hai, woh wahan
05:34se bhi unko, woh bata rahein, mujhe nikaal diya hai, aaj aap baraat ke nahi hain, nahi,
05:37woh guest gallery ke andar jab aap baithe hote hain, toh jab unhone kaha jee, ke aap tamam
05:42galleries ko aur lobbies ko clear karein, toh usmein phir aap stuck ho jate hain, yaani,
05:47jo log, hum, even ke press gallery bhi lock hogi thi, kahl hum press gallery se, bohut
05:51se journalist ne baaye nikalne kushki, Senate of Pakistan se, toh they were not allowed,
05:55toh yeh, ussi ki gharbaat, Senate ki baat kar rahein hain, toh wahan par yeh cheez hui,
05:58lekin, dekhein, ab aane wala jo, waqt hai, usmein main samjhta hu, ke Pakistan mein,
06:04haqqi ki taur par, jo ke judicial activism ka daur tha, wo khatam ho chuke hai, 2013
06:07se start hua hai, aur yeh Iqtikhar Mohammad Chaudhry sahab ne iska aghaaz kiya tha, aur
06:11iktaam iska Qazi Faiz Ishaq sahab ne, jaane se bhale kar diya, toh yeh toh credit jata
06:17hai, Chief Justice Qazi Faiz Ishaq ko, and, iske upar program, phir bhi baat kar rahein
06:20hain, accha, dosi ek baat pata do, woh 25 ki shaam ko hi, unhone Pakistan mein nahi
06:26maujood hona, woh raat ko unki travelling hai, woh chaar mulko mein jaa rahein hain,
06:30aur apni zindagi retirement enjoy karenge, aur yeh unka yeh maukaf hai, aur shayad umrah
06:35karne ka bhi unka iraad hai.

Recommended