• 3 months ago
Dailymotion video
Dailymotion Islamic topic video
Dailymotion movies
Dailymotion new movie
Subscribe my channel
Transcript
00:00Allah ke Rasool, Hazrat Muhammad Mustafa Sallallahu alayhi wa alihi wasallam
00:07Baar baar Imam Hussain ko buland karki duniya ko yeh batate the
00:12Ki yeh Hussain mujhse hai aur mai is Hussain se
00:17Ae logo, agar is Hussain pe koi mushkil waqt a jaye
00:21Aur yeh tumse madad talab kare, to iska saad dena
00:24Kyunke yeh jannat ke jamanon ka sardar hai
00:28Mera khoon hai, meri ulad hai
00:31Lekin afsoos, abhi Rasool Allah ke rehlat ko thora waqt hi guzra tha
00:36Ke Karbala ke maidaan mein, ek taraf, ek taraf, no laak ka majma tha
00:41To dusri taraf wo Hussain, jisko Allah ke Rasool apne kandhon pe sabaar karte thi
00:48Imam Hussain alayhi salam, apne nana ki ummat se baar baar kehte rahi
00:53Ki kyun mera rasta roka hai?
00:55Ae logo, pehchano, main tumhare nabi ka nawasa hun
00:59Kyun teen din se mere bachon ko pyaasa rakha hai?
01:02Kyun mere azeez wa aqarib ko shaheed kiya hai?
01:05Kya maine Rasool Allah ki shariat mein tarameen kiya hai?
01:09Kisi insaan ka haq khaya hai?
01:11Kisi insaan pe zulm kiya hai?
01:13Itne mein fooje Yazeed, ek aawaz mein kehne lagi
01:16Ae Hussain, hum sab, tujhe tere baba Ali ke books mein katil kar rahein
01:22Taake Yazeed hamari jholiyan dolas se bharte
01:25Imam Hussain ne firmaya
01:27Ae logo, aaj jis Islam ka alam, tumhare haathon mein buland hai
01:32Yeh alam mere baba Ali ne buland kiya
01:35Khaybar o khandak mein, agar Ali na hote
01:39To Islam ki fateh na mumkin thi
01:41Wo Ali, jisne poori zindagi Islam ki tablih ki
01:45Haq ko buland kiya, Rasool Allah ki hifadat ki
01:48Aaj us Ali ko yeh ajar de rahe ho
01:52Allah ke Rasool ne, baar baar mere baba Ali ka haath buland kar ke firmaya tha
01:58Ki jahan haq hoga, wahan Ali hoga
02:00Jahan Ali hoga, wahan haq hoga
02:03Aur aaj us Ali aur ulad-e-Rasool ko yeh ajar de rahe ho
02:07Itne mein Yazeed ki fooje ke sipe salaro ne dekha
02:09Ki kahin fooje mein bhagawat na ho jaye
02:11Ae shimr, kya dekh rahe ho?
02:13Hamla karo
02:14Bas lakhon ki fooje ne, jab Rasool Allah ke nawase pe hamla kiya
02:18Imam Hussain A.S. ne Allah ka naam liya
02:22Aur zulfiqar ko niyaam se nikaala
02:24Tarikh gawaaha hai
02:26Ek taraf, lakhon ka majma
02:28Aur ek taraf, teen din ka bukha, pyaasa
02:31Hussain Ibn Ali
02:33Zameen pe istarahan ki jang
02:35Pehle kabhi nahi dekhi thi
02:37Ki ek tanha insan, lakhon ke majma ko istarahan se finnaar kar raha hai
02:41Ki fooje ashkiya, wapas palad ke bhaagne lagi
02:44Imam Hussain, fooje Yazeed se mukhatib hoke
02:47Firmate hai, aao
02:49Teen din ke bukha ki jang dekho
02:51Teen din ke pyaasa ki jang dekho
02:53Rasool ke is nawase ki jang dekho
02:56Uski jang dekho, jiska jawan bhai mara gaya
03:00Jiski jawan beti ko, nazron ke saamne katil kiya gaya
03:04Jisne apne hi haathon se, apne bacche ki kabr barai
03:07Imam Hussain, sheer ki tarha
03:10Fooje Yazeed se lidh rahe hai
03:12Itni mein awaze ghaib aati hai
03:14Hussain, tera Allah, tujh se razi hua
03:18Bas is sada ka sunna tha
03:20Imam Hussain alaihis salaam ne apne zulfiqar ko thaam liya
03:23Itni mubar bin saad kehta hai
03:25Shimri kya dekh rahe ho?
03:27Ye Ali ka sheer hai
03:28Isko maat dena na mumkin hai
03:30Jao, khaimon ko aag laga do
03:32Bas kuch zalibon ne, bibiyon ke khaimon ko aag laga di
03:35Aur kuch Imam Hussain ko toor se peer maane lage
03:38Imam Hussain, kabhi bibiyon ke khaimon ki taraf badte hai
03:42Kabhi fooj ki taraf jaate hai
03:44Umar bin Saad aur Shimri ne
03:46Fooj ko chaar hisoon mein takseem kar diya
03:48Aur ye kaha, ke koi bhi Hussain ke karib na jaaye
03:51Jiske paas jo jo cheez hai
03:53Wo toor se Hussain ko maare
03:55Jiske paas naiza tha, usne naiza maara
03:58Jiske paas teer tha, wo teer maarta raha
04:01Jiske paas barchiyan tha, wo barchiyan maarte laga
04:04Tarikh ne likha, jiske paas maarne ke liye kuch na tha
04:08Wo Karbala ki karam zameen se batti utha ke
04:11Imam Hussain ki tarah paith tha raha
04:14Imam Hussain ke jisim mubarak pe
04:16Hazaro zakhm lagte rahe
04:18Aapke jisim mubarak par itni teer the
04:21Ki aapka jisim mubarak nazar tak nahi aa raha tha
04:25Bas jaise hi nawasa-e-rasool
04:27Khode kisi se zameen pe aate hai
04:30Fooj-e-yazeed dhoom na shuru kar deti hai
04:32Lekin itni mein, wo khoda jispe aap sawari kiya karte the
04:37Wo Imam Hussain ki chaaron taraf dhoom na shuru kar deta hai
04:41Tha ke in teeron se, main apni Aaka Hussain ko bachalo
04:45Wo khoda doodh hi raha tha
04:46Itni mein, Umar bin Saad de kaha
04:48Hai logon
04:49Rukoo
04:50Main apni aankhon se dekha tha
04:52Is ghode pe Allah ke rasool sawari karte the
04:55Kahin teer is ghode ko na lage
04:57Aur yoon teeron ko chalana band kiya gaya
05:00Afsoos hai, un logon ko us ghode ka to ehdram malum tha
05:05Jispe rasool Allah sawari kiya karte the
05:08Lekin us Hussain ka ehdram bhool chuke
05:11Jinko apne kandhon pe sawar karke
05:14Ummat ko dikhaya karte the
05:16Bas, Imam Hussain alaih salam
05:18Zameen-e-Karbala pe apna sar rakke
05:21Allah ka shukr kar rahe hain
05:24Aur wahan, Fooj-e-yazeed ke mukhtalif zipahi
05:27Imam Hussain ka sar kaatne ke liye karib aate hain
05:30Jo bhi karib aake Imam Hussain ke sar ko dikhi
05:33Toh se Imam Hussain ke chehre mein
05:35Rasool Allah ka chehra nazar aaye
05:37Aur wo jeek ke door chala jaye
05:39Itne bhi Shimr kehne laga
05:41Yeh kaam mujhse hi hona hai
05:43Jaise hi Shimr ne khanjar Imam Hussain ke gale pe rakha
05:46Toh wo dekhi, Imam Hussain ke labh hil rahe hain
05:49Usne socha, humne Hussain ka poora khandaan katl kar diya
05:53Teen din tak Hussain ke bachon ko pyaasa rakha
05:56Shahid Hussain hume bad dua de rahe honge
05:59Sunne ke liye kaan karib kare
06:01Toh kya sunne, Imam Hussain alaihis salaam
06:04Allah ki darbaar mein
06:06Allah ki ni'maton ka shukr kar rahe hain
06:09Ke aaye Allah, tera shukr hai
06:11Ke is azim imtihaan ke liye
06:14Tuhne is Hussain ko chuna
06:16Itne mein Imam Hussain ne aankhen kholi
06:18Aur Shimr se kaha
06:20Aaye Shimr, kya tu nahi jaanta
06:22Mein Rasool Allah ka nawasa hun
06:24Jannat ka sardaar hun
06:26Haq pe hun, be jurm hun
06:28Shimr ne kaha, haan mujhe malum hai
06:31Phir aap ne firmaya, tu kyu katil kar rahe ho
06:33Shimr ne kaha, ta ke Yazid meri jholi
06:36Duniyawi taulat se bhar di
06:38Bas yeh kehte kehte, Shimr Imam Hussain ka gala karte raha
06:42Aur Fauji Yazid musalsal jhumti rahi
06:44Imam Hussain ke sar kalam hone ke baad
06:47Saadat ko loota gaya
06:49Imam Hussain ke sar Mubarak ko
06:51Noh ke sina pe bulat kar diya
06:53Bibi Sakina ko tamache maane lage
06:56Rasool Allah ki nawasiyon ke saron se chaadur ko loot liya
07:00Aur Imam Hussain ke jism Mubarak ki tauheed karne lage
07:03Tarikh ne likha
07:05Imam Hussain ke jism par jo jo cheezein thi
07:07Hum ko lootne lage
07:09Itni mein ek shaks
07:11Imam Hussain ke jism ke kareeb aaya
07:13Imam Hussain ke haath me
07:15Ek anguthi pehni thi
07:17Utaarne ki kaushish ki na udri
07:19Wo unghli kaat ke anguthi le gaya
07:21Aapke jism Mubarak ko rasiyon se baand ke
07:23Karbala ki garam zameen pe
07:25Idhar se udhar piraya gaya
07:27Itni mein Umar bin Saad ne kaha
07:29Aish shimr Hussain aur iski saathiyon ki laash ka wo hashr karte hain
07:33Ke rehti duniya tak koi bhi
07:35Yazeed ke khilaf awas na uthai
07:37Sabke jism se saron ko kaat lo
07:39Aur sabki laashon ko paamaal kar do
07:41Zameen-e-Karbala gawaha hai
07:43Kahin se koi kabila utke aata hai
07:45Aur kehta hai
07:47Ke hum hor ki laash ko paamaal hone nahi dengi
07:49Kahin bibi Umme Laila ka kabila aake kehta hai
07:53Ke hum Ali Akbar ka laasha paamaal hone nahi denge
07:55Kahin bibi Rubab ke kabail ke log kehta hai
07:57Hum Ali Asghar ka laasha paamaal hone nahi denge
07:59Ek-ek shaheed ki laasha paamaal hone wali jagaate hatai gayi
08:01Tarikh gawaha hai
08:03Sif Rasool Allah ka akela nawaza
08:05Karbala ki garam zameen pe padha raha
08:07Aur maghrib ke ghode maghrib ki taraf
08:09Maghrib ke ghode maghrib ki taraf
08:11Todte rahi
08:13Imaam Hussain ka jism paamaal hota raha
08:15Imaam Jafar-e-Sadiq-al-Hassalam
08:17Farbat-e-Hussain
08:19Imaam Jafar-e-Sadiq-al-Hassalam
08:21Farbat-e-Hussain
08:23Imaam Jafar-e-Sadiq-al-Hassalam
08:25Farbat-e-Hussain
08:27Mera salaam ho mere us ghareeb dada par
08:29Jiski laash ko istara se paamaal kiya gaya
08:31Ke unki daai pasliya
08:33Baai pasliyo ki taraf chali gayi
08:35Aur baai pasliya
08:37Daai pasliyo ki taraf chali gayi
08:39Jinka seena aur pusht
08:41Ek saath ho gaya
08:43Salaam ho mere us
08:45Bewatan dada Hussain par
08:47Jinke jism mubarak ke
08:49Tukdon ko zameen-e-karbala pe
08:51Pikhera gaya
08:53Salaam ho
08:55Salaam ho
08:57Salaam ho
08:59Salaam ho
09:01Salaam ho

Recommended