Bair Se Surate Anzal Ka Ilaj

  • 8 years ago
Bair Se Surate Anzal Ka Ilaj
Bair mein aesi khasiyat mojood hai ke ye surate anzal or riqate mani ko door kar ke mada munawia ko garha karti ha. Bair ki ghutli ki meng or gur hum wazan mila kar rakh lein or 1 1 masha subah nihar moo or sham ko hamra doodh lein. Jald hi is beemari se nijat hogi.