• 2 weeks ago
default

Category

🗞
News
Transcript
00:00There can be no future for the nation.
00:04Prime Minister Modi says that the future will be ours.
00:10C. R. Rahman has become a major influence on Delhi.
00:16And it has become an important factor in relation to better health.
00:21Welcome to Delhi.
00:24There has been a Delhi Aam Aadmi Party since the time it was established.
00:26Since then, the people of Delhi have supported the Aam Aadmi Party,
00:35donated to Aam Aadmi Party,
00:39Aam Aadmi Party ko chunav ladne ke paise diya.
00:44Mujhe yaad hai jab 2013 mein hum pehla chunag lade the,
00:48toh Delhi mein jab hum ghar ghar jaate the,
00:50koi humein 10 rupay deta tha, 50 rupay deta tha,
00:53100 rupay deta tha, 500 rupay deta tha,
00:56aur logon ke iss chote chote donation se
01:00Aam Aadmi Party ne chunav lada
01:03aur Aam Aadmi Party ne chunav jeeta.
01:06Mujhe yaad hai, ki jab hum nukkad sabha karte the,
01:09uske baad ek chadar phailate the,
01:12aur Delhi ke anekon log,
01:15jo gareeb se gareeb ghar se ho,
01:18wo iss imaandaar raajneeti ko support karne ke liye,
01:23samarthan karne ke liye,
01:25koi 10 rupay, 50 rupay, 100 rupay,
01:29uss chaddar mein daal tha.
01:32Sirf 2013 mein nahi,
01:34chahe 2015 ka chunav ho,
01:36chahe 2020 ka chunav ho,
01:39Delhi ke aam logon ne,
01:41desh bhar se aam logon ne,
01:45Aam Aadmi Party ko donate kiya,
01:48imaandaar raajneeti karne ke liye.
01:51Aur Aam Aadmi Party ki imaandaar raajneeti,
01:55Aam Aadmi Party ki kaam ki raajneeti,
01:59Isi liye sambhav ho payi hai,
02:02ki hum chunav ladni ke liye chanda,
02:05bade bade apne businessmen doston se nahi lete hain.
02:09Aaj humare desh ke loktantra ki,
02:12aaj humare desh ki politics ki,
02:15yeh sabse badi samasya hai,
02:18ke political parties, candidates,
02:21chunav ladne ke liye,
02:23bade bade udhyog patiyon se,
02:25businesswalon se,
02:26contractor se paise lete hain.
02:28Uske baad sakta mein aate hain.
02:30Toh khud toh apne liye paise,
02:32bhrashtachar ke tariqe se kamate hi hain,
02:35par unki saari energy,
02:38unka saara samay,
02:40apne in udhyog pati doston ko,
02:43bade bade contract dilwane mein jata hai.
02:46Toh jis paise se partyon ne chunav lada,
02:50jin businessmen se,
02:52udhyog patiyon se paisa liya,
02:54phir unki sarkare unke liye kaam karte hain.
02:57Aam Aadmi Party ki sarkar,
03:00Delhi sarkar,
03:01Arvind Kejriwal ji ki sarkar,
03:04aam logon ke liye kaam karte hai,
03:07kyunki aam log hame chunav ladwate hain.
03:10Agar humne,
03:12bade bade private schoolon se paisa liya hota,
03:15chunav ladne ke liye,
03:17toh hum private school ki fees control nahin kar pate hain.
03:21Agar humne unse paisa liya hota,
03:23hum sarkari schoolon ko theek nahin kar pate hain.
03:26Agar humne,
03:27bade bade private hospitalon se paisa liya hota,
03:30toh hum sarkari hospital theek nahin kar pate hain.
03:33Agar humne,
03:34bade bade dawai companyon se paisa liya hota,
03:37toh hum muhalla clinic mein,
03:38hospitalon mein,
03:39free dawai,
03:40free ilaj nahin de pate hain.
03:42Lekin,
03:43humne chunav lada,
03:45Delhi ke logon ke,
03:47Delhi ke aam logon ke,
03:49chote chote donation se.
03:51Aaj mujhe khushi hai,
03:53ki aaj main apne chunav ke liye,
03:56jo main Kaalkaji Vidhan Sabha se lad rahi hu,
03:59ek crowdfunding campaign ki shuruaat kar rahi hu.
04:03Is crowdfunding campaign ka maqsad hai,
04:06ki jo 40 lakh rupe mujhe chahiye,
04:10apni Vidhan Sabha shetra mein chunav ladne ke liye,
04:14meri aaj Delhi ke logon se,
04:16deshbhar ke logon se appeal hai,
04:18ki wo saamne aaye,
04:20aur is crowdfunding campaign mein mujhe support karein.
04:28Is crowdfunding campaign ka link hai,
04:34Is crowdfunding campaign ka link hai,
04:36atishi.aamagniparty.org
04:40Aap debit card se, credit card se, UPI se,
04:44is pe donate kar sakte hain.
04:46Aap chahe toh 100 rupee donate kariye,
04:49aap chahe toh 1000 rupee donate kariye,
04:51aap chahe toh se zyada paise donate kariye,
04:53par aapke isi support se,
04:56main Kaalkaji Vidhan Sabha mein apna chunav ladunge.

Recommended