• 2 months ago
नई दिल्ली: दिल्ली के विज्ञान भवन में अंतरराष्ट्रीय अभिधम्म दिवस को संबोधित करते हुए प्रधानमंत्री नररेंद्र मोदी ने कहा, "एक बार फिर, मुझे आज अंतरराष्ट्रीय अभिधम्म दिवस कार्यक्रम में भाग लेने का सौभाग्य मिला है। अभिधम्म दिवस हमें याद दिलाता है कि करुणा और सद्भावना से ही हम दुनिया को और बेहतर बना सकते हैं। इससे पहले 2021 में कुशीनगर में ऐसा ही आयोजन हुआ था, ये मेरा सौभाग्य है कि वहां उस आयोजन में भी मैं शामिल हुआ था। ये मेरा सौभाग्य है कि भगवान बुद्ध के साथ जुड़ाव की जो यात्रा मेरे जन्म के साथ शुरू हुई है, वो अनवरत जारी है। मेरा जन्म गुजरात के उस वड़नगर में हुआ, जो एक समय बौद्ध धर्म का महान केंद्र हुआ करता था।

#PMModi #AbhidhammaDaycelebrations #NarendraModi ##Delhi #AbhidhammaDivas

Category

🗞
News
Transcript
00:00Jai Jaindra Shri Sekhawatji, Minority F.S. Minister Shri Kiran Drijulji,
00:12Bhante Bhadant Rahul Bodhi Mahathiroji, Venerable Changchoop Chaudharyji,
00:23Mahasangh ke sabhi ganamanya sadashya, excellencies, diplomatic community ke sadashya,
00:39buddhist scholars, dhamma ke anvyayi.
00:46Devi aur Sajano,
00:50aaj ek baar phir mujhe antarastriya abhidhamma diwas ke karkam mein shamil hone ka saubhagya mila hai.
01:04Abhidhamma diwas hume yaad dilata hai ki karuna aur sadbhaavna se hi hum duniya ko aur bahatar
01:20bana sakte hai. Isse pehle 2021 mein Kushinagar mein aisa hi ayojan hua tha.
01:36Wahan us ayojan mein bhi mujhe shamil hone ka saubhagya mila tha. Aur yeh mera saubhagya hai
01:46ki bhagwan buddha ke saath judhav ki jo yatra mere janm ke saath hi shuru hui hai wo anavrat jari hai.
02:02Mera janm Gujarat ke us varnagar mein hua jo ek samay bauddha dharm ka mahaan kendra hua karta tha.
02:17Unhi prenaon ko jeete jeete mujhe buddha ke dhamma aur shikshaon ke prasar ke itne saabhagya hai.
02:31Saare anubhav mil rahe hai.

Recommended