• last year
Tazkira-tus-Saliheen - Shaikh Abdul Qadir Jilani RA

#aryqtv #ShaikhAbdulQadirJilaniRA #islam

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00A'udhu Billahi Minash Shaitanir Rajeem, Bismillahir Rahmanir Raheem, Allahumma Salli
00:27ala Sayyidina wa Mawlana Muhammadin wa ala aali Sayyidina wa Mawlana Muhammadin wabarik
00:34wasallim wasall wale.
00:36Tamaam tarifain us paak parwardigare aalam ke liye jo tamaam jahanu ka paalne wala hai,
00:42khaliq hai, malik hai arzo samaa ka, hum usi ki ibadat karte hain aur beshak hamara ye
00:48iman ye aqeeda hai ki hume usi ki jaanib lotkar jaana hai.
00:53Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:56Aap dekh rahein 11 Sharif ki khususi transmission, Janab Tazkir-e-Sualiheen ke unwaan se,
01:02ek martabah phir aapki khidmat mein hazir hain, ek nai episode ke saath.
01:06Aur jis tarah se aap jaante hain ki Sheikh Abdul Qadir Jilani rahmatullah ta'ala alaih,
01:11jo mehboob-e-subhani hain, Allah ke wali hain, Allah ke dost hain,
01:15aap unki ta'leemat ke ta'aluk se aaj ki is bazan mein guftagu ki ja rahi hain
01:19aur silsila ye jari hai, Inshallah ta'ala.
01:22Jari rahega 11 Sharif ki manasbah se aapki program mulahiza firma rahein hain.
01:27Aap hum ek hadith-e-mubarakah se aghaaz karte hain ki Rasool Allah sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
01:33ne ishaad firmaaya ki jab banda Allah ka mehboob banda ban jaata hai,
01:38jab banda Allah ka mehboob tareen banda ban jaata hai,
01:41toh phir maangne ke baghair hi usko bin maange sab kuch mil jaata hai.
01:46Yani usko talab karne ki zarurat aur haajat nahi hoti,
01:49wo Allah Rabbul Izzat ke qareeb ho jaata hai
01:52aur wo Parwardigar-e-Aalam ka qurb haasil kar leta hai,
01:55phir jo maangta hai, wo Parwardigar-e-Aalam ataaf firmaata hai.
01:59Lekin shart ye hai, ke wo Allah ka mehboob banda ban jaaye.
02:03Aur jo humare Auliya-e-Ikram hain, Sauleheen hain,
02:06ye Allah ke mehboob bande hi toh hain,
02:08ye Allah ke dost hi toh hain, ye Wali Allah hi toh hain,
02:11ki jin ka tazkira aaj ki bazan mein kiya jaara hai.
02:14Yani tazkira-e-Sauleheen mein.
02:16Is zikr mein humare saath maujood hain humari mehman shikhsiyat,
02:19jo ke is unwaan pe guftugu firmaayengi.
02:22Aur aap, Rahmatullah ta'ala alaihi ki taalimat ke taalluk se
02:25hume kuch taalim firma rahi hain, humare saath maujood hain.
02:28Aapki jaani pehchaani shikhsiyat,
02:30muhtarma Imtiaz Javed Qaqvi sahiba, welcome karte hain.
02:33Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
02:36Walaikum assalam warahmatullahi wabarakatuhu.
02:38Aapka tazkira-e-Sauleheen, main aapko khushaamdeed kahte hain.
02:41Aur unke saath jo Sana Khan-e-Rasool sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam,
02:45jo humari bazam ka aaj hissa hain,
02:47mashaAllah, bohot khubsurat andaz se Sana Khani karte hain.
02:50Aalam-e-Islam ki imtiaz-o-ma'roof Sana Khan,
02:52humare saath maujood hain, Sahar Azam sahiba, welcome karte hain.
02:56Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
02:58Mizaaj bakhain hai Sahar, kaise hain aapko bhi?
03:00Welcome karte hain, tazkira-e-Sauleheen mein.
03:02Aur naatiya kalam se agaaz karenge, bismillah.
03:06Aau ki kareen unne lab-o-Rukhsaar ki baatein,
03:13Aau ki kareen unne lab-o-Rukhsaar ki baatein,
03:18Sarkaar ki baatein.
03:21Aau ki kareen unne lab-o-Rukhsaar ki baatein,
03:26Sarkaar ki baatein.
03:30Jab ek nabi, ek Abu Bakr thi tanha,
03:36aaya tha kya lamha?
03:39Jab ek nabi, ek Abu Bakr thi tanha,
03:45aaya tha kya lamha?
03:47Allah ko,
03:53Allah ko maalum hain wo ghaar ki baatein,
03:58Sarkaar ki baatein.
04:01Allah ko maalum hain wo ghaar ki baatein,
04:06Sarkaar ki baatein.
04:11Deta tha Abu Jahal bhi,
04:14Bad chad ke gawaahin,
04:16Ek laaq-e-nabi ki.
04:20Deta tha Abu Jahal bhi,
04:22Bad chad ke gawaahin,
04:25Ek laaq-e-nabi ki.
04:27Hoteen thi agar seerat-o-kirdaar ki baatein,
04:32Sarkaar ki baatein.
04:35Hoteen thi agar seerat-o-kirdaar ki baatein,
04:40Sarkaar ki baatein.
04:44Sooraj kare shab-nams ke jugnu se sitara,
04:49Ya phool se titli.
04:53Sooraj kare shab-nams ke jugnu se sitara,
04:58Ya phool se titli.
05:01Us zulf-e-muhambar ke hain asraar ki baatein,
05:06Sarkaar ki baatein.
05:08Aao ke kare un lab-o-ruqsaar ki baatein,
05:14Sarkaar ki baatein.
05:17Mashallah, subhanallah.
05:20Bohot pyaara kalam mashallah aapne padha.
05:22Aapa guftagu ka agaaz karte hain.
05:24Aur humne Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed mein padha na,
05:27ke Allah se dardne walon ke saath ho jao,
05:29sachon ke saath ho jao.
05:31Aapa, Allah ke jo naik bande hote hain,
05:33jo Allah ke pasandeeda bande hain,
05:36jo Allah se muhabbat karte hain,
05:38aur jin se Allah muhabbat karte hain.
05:39Aapa, wo dardne wale hote hain.
05:41Wo Allah se dardte hain.
05:43Aur iss hawale se main chahungi,
05:45ki aap kuch farmahiye,
05:46ki ispar kuch roshni daliye,
05:48ke wo kaise Allah se dardne wale hain.
05:51Shukriya Zainab.
05:52Dekhiyein, Allah-e-Rabbul-Izzat ne
05:53imaan walon ke liye farmahiya,
05:55wal-lazeena amanoo ashaddu hubbal lillah.
05:57Be shak, be shak.
05:57Imaan wale, Allah se shadeed muhabbat karte hain.
06:01Yeh shadeed muhabbat,
06:03imaan walon ko jab Allah ke kareeb karte hain,
06:06to Allah ki marfat ata hote hain.
06:08Subhanallah.
06:09Aur Allah ki jin logon ko marfat ata hote hain,
06:12wohi Allah se dardte hain.
06:14Kya karte hain?
06:15Kyunke wohi uski azmaton se
06:16hakiki taur par aga ho jate hain.
06:19Aap dekhiyein, Azzat Ali Ibn-e-Hussain ke baare mein
06:21aata hain, ki ek baar raat ka aakhiri pehr hain,
06:25aur woh Khan-e-Kaaba mein iss andaaz se
06:27uss haram paak mein daakhil hote hain,
06:29ki chehre par naqab hain.
06:30Log pehchaante nahin hain.
06:32Ab har koi masroof hain, raat ka aakhiri pehr hain,
06:35koi ibadat mein, koi ruku mein,
06:37koi qiyam mein, koi sajde mein,
06:38koi tilawat mein.
06:39Aise aalam mein woh aayein,
06:41aur unhone Khan-e-Kaaba ka ghilaf pakda,
06:44aur Allah ki bargah mein,
06:46jo giriya shuru kiya,
06:49ki Allah, meri guna is kadar bad gaye,
06:51itne retke zarre na hunge.
06:54Itne darakton ke patte na hunge.
06:57Yaha tak itna roi, itna roi,
06:59ki log apni ibadatein bool gaye.
07:02Aur Allah ki bargah mein aakar duaayin karne lag gaye,
07:04ki, Allah, tujhe hamare tawaf ka wasta,
07:08hamari ibadaton ka wasta,
07:09iss naujawan ko maaf farma de.
07:11Ab logon ke zeen mein yeh qayal,
07:13ki patni yeh kitna gunaagaar shakti hain.
07:16Fajr kya, wo sufaydi taloo hui,
07:20to wo chaire se nakaab hata,
07:22to cheekhein nikal gayi.
07:24Ki wo to Ali Ibn-e-Hussain,
07:26Imam Zain-ul-Abideen hain,
07:27jinka din sar-e-rooza se guzartein hain,
07:30raatein sar-e-ibadat se guzartein hain,
07:33uske baa wajood khashiyat-e-Ilahi ka yeh aalam,
07:37ki haj ka mauka hain,
07:38aur unhi ki ek baat yaad aagayi,
07:40to Allahuma labbaik log kahtein hain,
07:43ki haazir hain hum,
07:44to saad khadim kahtein hain,
07:46ki yeh waqt hain labbaik kahne ka,
07:48to aap kahiye, ki labbaik,
07:50Allahuma labbaik ki sada balan kijiye,
07:53to ek baar labbaik kaha,
07:56aur uske baad ghash khaakar gir padein.
07:59Kahtein, darta hun is baat se,
08:00ki main idhar kahoon labbaik,
08:02aur udhar se aawaaz aaye,
08:03ki tumhari haaziri kabool nahin.
08:05Nahin hui, Allah-u-Akbar.
08:07To aap soche zara,
08:09ki ibadat-on ka yeh aalam,
08:12ki raat-raat bhar ibadat ka neend,
08:14saare din roze se guzarna,
08:16aur phir iske baawajood,
08:18Allah ki baargaah mein yuh jana.
08:20Subhanallah.
08:20Aur yaah ka yeh shewa raha hai amisha se.
08:23Aur aap sochein, ki yeh taqwa wale hain,
08:25yeh Allah se darne wale hain,
08:26yeh Allah ke dost hain,
08:28aur inke taqwa ka yeh aalam,
08:30yeh khauf-e-Ilahi.
08:31Main chahoongi aapa,
08:32yeh irshaad farmahiye aap,
08:34ki jistaan se hum khauf-e-Khuda ki baat kar rahein,
08:36khauf-e-Ilahi ki baat ki ja rahi hain,
08:38Allah se darne ki baat ki ja rahi hain.
08:40Sheikh Abdul Qadir Jilani,
08:42mehboob-e-Subhani,
08:43Ghus-e-Azam Dastageer ki jab hum baat karte hain,
08:46rahmatullah ta'ala alaihi ki,
08:47aapka jo khauf hai,
08:49Allah rabb-ul-izzat ka khauf aapke dil mein jo hai,
08:53uska kuch ahwaal humaari bainoon,
08:54konazereen ko bataiye.
08:56Dekhi, Zainab,
08:57ab aapki zindagi aur aapki seerat ka,
08:59hum mutaaliya karte hain,
09:00toh ek toh yeh pata chalta hai,
09:02ki aamaal aur ibadat mein,
09:04is kadar aap shiddat se aap lagay rahte the,
09:07ki raat bhar aur raat ka aakhri pehr toh giriya karte guzarta,
09:10manajat mein guzarta,
09:12Allah ki barga mein.
09:13Fir aap dekhi toh,
09:14Allah rabb-ul-izzat ne firmaaye,
09:15innama yakshallahu min ibad-e-il-ulamaa,
09:18ki jin ilm ata hota hain na,
09:20wohi Allah se darte hain.
09:22Toh ek martaba,
09:23aap yeh ilm ki bhi baat hai,
09:25aur kol-u-fail mein tazaad na hone ki bhi baat hai,
09:28toh aap ek baar,
09:30mehmbar par tashreef firmaa hain,
09:31aur waaz firmaa rahe hain,
09:33khitab firmaa rahe hain,
09:35toh aise mein ek bada saamp aaya,
09:39aur aakar aapke upar gira,
09:42toh aapne issi andaas se waaz jari rakha,
09:44uske baad wo aapki gardan ke gird lipta,
09:47aata hai aapke kurta ke andar lipat gaya,
09:49aur aapne issi andaas se,
09:51aapne zaraasi jumbish na hui,
09:53zaraasi harkat na hui,
09:54uske baad saamne aaya,
09:56aur goya aapko salaam kar raha hai,
09:57aur rukhsat ho raha hai.
09:59Toh jab baat mein logon ne poocha,
10:01toh aap yeh dekhein,
10:02jo Allah se darne wale hain,
10:04toh unhe yeh zameen ke keede dorate hain,
10:06nahin hain,
10:07nahin hain,
10:08nahin hain,
10:09nahin hain,
10:09nahin hain,
10:10nahin hain,
10:11nahin hain,
10:12nahin hain,
10:13nahin hain,
10:14nahin hain,
10:15nahin hain,
10:15nahin hain,
10:16nahin hain,
10:17nahin hain,
10:18nahin hain,
10:19nahin hain,
10:20nahin hain,
10:20nahin hain,
10:21nahin hain,
10:22nahin hain,
10:23nahin hain,
10:24nahin hain,
10:25nahin hain,
10:25nahin hain,
10:26nahin hain,
10:27nahin hain,
10:28nahin hain,
10:29nahin hain,
10:30nahin hain,
10:30nahin hain,
10:31nahin hain,
10:32nahin hain,
10:33nahin hain,
10:34nahin hain,
10:35nahin hain,
10:36nahin hain,
10:36nahin hain,
10:37nahin hain,
10:38nahin hain,
10:39nahin hain,
10:40nahin hain,
10:41nahin hain,
10:41nahin hain,
10:42nahin hain,
10:43nahin hain,
10:44nahin hain,
10:45nahin hain,
10:46nahin hain,
10:46nahin hain,
10:47nahin hain,
10:48nahin hain,
10:49nahin hain,
10:50nahin hain,
10:51nahin hain,
10:51nahin hain,
10:52nahin hain,
10:53nahin hain,
10:54nahin hain,
10:55nahin hain,
10:56kaise khawf zada ho jaaun,
10:58yeh taqwa wale hain,
10:59yeh taqwa walon ka andaaz hain,
11:02yeh Allah se muhabbat karne walon ka andaaz hain,
11:04aur jin se Allah muhabbat karta hain,
11:06aapa zara tassabur kar liye jaye ek martaba,
11:09ki yeh jo aise banday,
11:11aise log,
11:12jo har waqt Allah ki ibadat karte rayte hain,
11:15unki muhabbat ka,
11:16aur unse unko Allah ka jo khawf hain unke dil mein,
11:19is kadar rasik hain,
11:20is kadar muhabbat Allah ki,
11:22ki phir woh idhar udhar zain unka bhatakta nahin hain,
11:25toh bas aapa mujhe aap yeh bhi batayiye ga,
11:27ki khawf-e-Khudha,
11:28ek banda-e-maumin ki zindagi mein,
11:30kaise aur kya tabdili lekar aata hai,
11:32iski kya islahat hain,
11:34kya apne indar tabdili lekar aani chahiye,
11:36firmahiye ga.
11:37Yeh zainab bada aahim factor hai,
11:39khashiyat-e-ilahi,
11:41aap dekhe jo Allah se darte hain,
11:43unki tanhaiyan bhi sajhi rayte hain,
11:45Allah ki ibadat se aur unki majalis bhi,
11:48pehle toh humein yeh samajhna hai,
11:50ki yeh iman ki alamat hain,
11:52iman wale Allah ki darazgi se darte hain,
11:55unhe duniya ki cheezein khawf zada nahin karte hain,
11:57wo dar haqiqat Allah se darte hain,
12:00Allah ki azmaton se aagah hote hain,
12:02toh yeh iman ki alamat mein se hai,
12:05iman ka hisa hai,
12:06ki Allah se darte rahein.
12:08Doosri cheeze,
12:09ki jiske andar khashiyat hoti hain na,
12:12uski zubaan se hikmat ke moti jarte hain.
12:15Subhanallah,
12:15beshak bhi.
12:16Kyunki khawf-e-Khudha,
12:18ek insaan ko hikmat-o-danai aata karte hain,
12:21yeh hadith-e-mubaraka ka maqoom bhi hai.
12:24Toh hikmat-o-danai kahan milegi?
12:26Wo jo Allah se darte hain,
12:28unhe ke paas danai hai,
12:30haqiqi hikmat hai,
12:31aur jine hikmat di gayi,
12:33unhe khair-e-kaseer ata kiya gaya.
12:35Subhanallah.
12:36Pir aap dekhein,
12:36toh khashiyat-e-Ilahi zeenat-e-ibadat hai.
12:39Hmm.
12:40Ki ibadat mein husn tab aata hai,
12:43jab dil mein khashiyat ho.
12:45Ek lafz hum istamal karte hain,
12:46khushu-o-khudhu.
12:47Beshak, beshak.
12:48Namaz-o-mein khushu-o-khudhu ki khaifiyat ka aajana.
12:52Yeh kin logon ke paas yeh khaifiyat aati hai?
12:56Jinka dil Allah se darta hai.
12:58Subhanallah.
12:59Jo Allah ki bargah mein haqiqi taur par hazir hote hain,
13:02toh wo haqiqi haziri jo hai,
13:04unh par aisi khashiyat taari kar deti hai,
13:07ke aankhon se aansu baite hain.
13:09Subhanallah.
13:09Unka jismi nahi qibla ki taraf hota,
13:12balki unka dil bhi Allah ki bargah ki taraf mutabajjo ho jata hai.
13:16Bhir unhi ke sajdo mein lazzat aur halawat bhi hoti hai.
13:19Hoti hai, bhi situation.
13:20Wohi toh Iqbal kahte hain,
13:21wohi ek sajda jise tun giraan samay chahte hain.
13:24Hazar sajdo se beta hai aadmi ko najat.
13:27Yani ek sajda aap is lutf ke saath,
13:29us muhabbat ke saath,
13:31qurb-e-ilahi ke saath ada kar lein
13:33aur us khauf-e-ilahi jo aapke dil mein hai,
13:36wohi toh khashiyat-e-ilahi paida karega
13:38aur wohi ek sajda,
13:39koi ek sajda bhi aapka qabool ho gaya,
13:41toh phir Allah-ur-Rabbu-l-Izzat ki ne'mat-e-tamaam ho gayi.
13:45Hum dua karte hain Allah-u-Taala,
13:46apne jo naik bande hain,
13:48jinn ke liye aaj hum yaha jamaa hoin.
13:50Ek toh humara jamaa hona,
13:51baithna Allah ki bargah mein,
13:52qabool farmaaya Allah paak apni bargah mein
13:55aur inki taalimaat,
13:56jo auliya-e-kaamileen ki taalimaat hain,
13:58un par chalne ki,
13:59unke naqsh-e-qadam par chalne ki taufeeg qataa farmaaya
14:02Allah-ur-Rabbu-l-Izzat ki bargah mein.
14:04Hum sab milkar yeh dua karte hain.
14:11Nazrana aakhir mein aap pejh karengi
14:13Sheikh Abdul Qadir Jilani Rahmatullah Ta'ala alaihi ki huzoor
14:16aur bas mujhe apni duaon mein tamil-e-haal rakhiyega.
14:19Ijazat dijiye.
14:20Allah hani ki baan.
14:21Sarkar Ghaus-e-Azam
14:28Nazre-e-Karam Qudara
14:34Sarkar Ghaus-e-Azam
14:39Nazre-e-Karam Qudara
14:45Mera qali kaasa bhardo
14:56Main faqeer hu tumhara
15:02Sarkar Ghaus-e-Azam
15:08Nazre-e-Karam Qudara
15:16Jholi ko meri bhardo
15:21Varna kahegi duniya
15:38Aise saqeeh ka mangta
15:48Firtaahe maara maara
15:54Sarkar Ghaus-e-Azam
15:59Nazre-e-Karam Qudara
16:07Yeh ataaye dastageeri
16:12Koi mere dil se poochhi
16:18Yeh ataaye dastageeri
16:23Koi mere dil se poochhi
16:29Wahi aagaye madad ko
16:40Unhi jab jahan pukara
16:45Sarkar Ghaus-e-Azam
16:50Nazre-e-Karam Qudara
16:57Maula Ali ka sadqa
17:02Ganj-e-Shakar ka sadqa
17:18Mere laaj rakh lo yaa Ghaus
17:29Main faqeer hu tumhara
17:34Sarkar Ghaus-e-Azam
17:39Nazre-e-Karam Qudara
17:45Sarkar Ghaus-e-Azam
17:50Nazre-e-Karam Qudara

Recommended