"Aj Honay Wali Mulaqat Main 2 Ahem Faislay Howay Hain..." Babar Awan's Big Revelations

  • 2 months ago
#ImranKhan #babarawan #pti #adialajail #aniqanisar #aitrazhai #APCMeeting

"Aj Honay Wali Mulaqat Main 2 Ahem Faislay Howay Hain..." Babar Awan's Big Revelations
Transcript
00:00Aapne ek important baat ke liye. Naya intikhab toh ho gaya, wo baat ho gayi. Lekin aapne
00:06kaha ki intikhabaat ke andar jo ticket hai, wo Imran Khan sahab ki marzi se nahi aaye.
00:10Kya koi aisa decision bhi? Maine jo kaha, wo lafz je hain, ke unhone aaj phir ye dhuraayi
00:16hai baat, ki ticket ki bhi mere paas jo list se nahi aane di gayi. Aur phir maine Chibli
00:21sahab wali baat bhi aapko bataya. Toh kisne ticket diya hai, kaunse ticket diya hai? Lekin
00:25kya koi aisa decision bhi hua hai, ke party ke jo uhd-e-daaraan hai, wo kaun kaun honge?
00:30Aur kaun rahega barkaraar, aur kaun barkaraar nahi rahega? Ji bilkul do bade important
00:35decision hua hai, hence a good question. Pehle toh yeh hai ke, pehle half mein main gaya.
00:41Main jab gaya toh us waqt aur koi nahi tha, sirf prosecution, jo log case chala rahein,
00:47us mein Lahore ke wikula bhi shamil the, aur prosecutor bhi shamil the. Toh wo istara
00:52ek chair pe baithe ho the, Imran Khan wo warzish wale kapde pehle, unke saath yoon karke
00:56guftu koo kar rahein. Mujhe dekh ke hum mile, us waqt wahan pe koi nahi tha. Phir baut
01:01der baad unhone ijazat di Firdaus Shameem Naqvi sahab ko. Unhone, maini bhi apni opinion
01:08unhone ko diye, Naqvi sahab ne jaake unhone se baat ki, aur unhone kaa ki, Umar Ayub
01:13Khan hi secretary general rahenge, aur wohi maumlaat ko chalaenge. Number one. Doosra
01:18unhone ne, wahan faisla yeh kiya, aur phir woh unhone bataya, us waqt Shandana bhi aage
01:23thi, aur us waqt Naqvi sahab bhi andar aage the. Unhone yeh kaha ki, kisi party ke member
01:29ko, leader ko, ijazat nahi hai, ke woh party ke androoni maumlaat, androoni taur pe,
01:34zarur apni opinion express kare. Aur mujhe bhi kehi cheezon se ikhtalaf ho sakta hai,
01:40party hai na, insano ke banaya hua ek kamah hai. Lekin, unhone kaha ki, yeh kisi
01:46imat mein bhi tolerate nahi kiya jaayega, ke log bair jaake party ke ek doosre ke
01:50upar, koi behaan baazi jo hai, woh karein. Yeh aaj unhone ne bahut seriously kaha.
01:55Tisri baat jo unhone bahut seriously kahi, woh baat yeh thi, ke Pakistan ke logon ke
02:01liye zindagi mushkil ho gayi hai. Sab ko agar sochna hai, toh woh yeh sochen, ke
02:06duniya ka model hume dekhna padega. Duniya ka democratic model kya hai? Mushkil
02:10mein jab bhi waqt aata hai, toh log nai election ki taraf chale jaate hain. Hum
02:14jo election hua, woh hi chori hogaya. Babar sahab, yeh toh shayad hota hua bhi
02:18possibility. Na na, yeh hota hua aa raha hai. Yeh aa raha hai. Lekin mujhe
02:20ek aur cheez batayein ek aur cheez. Ispe na, aap teen mehne ki tarikh rakhe, toh
02:24phir mujhe baat kijiye ke, election ki taraf. Aap keh rahe hain, teen mehne baad,
02:27naye intikhabaat ki shimd ho jaye. Naye intikhabaat ki taraf, kitna badhe hain,
02:30teen mehne baad mujhe, kitna badhe hain, baat kar liye. Achha, ek aur baat,
02:33woh Imran Khan sahab aa rahe hain, release ho rahe hain, kisi ne bola ke ji,
02:38mid of July mein Latif Khosla sahab ne mere program mein bola tha. Aap koi
02:42keh rahe hain ki Imran Khan sahab bahut jaldi wapas aa jayenge, toh hum choti
02:45eed se sund rahe hain, ki aa jayenge, aa jayenge. Aa rahe hain, bahar hai
02:48ya nahi aa rahe hain? Unke cases hain, paanch cases. Imran Banigale mein ho,
02:52ya Imran Adyalay mein ho. Pakistan ki zahasat ka naam Imran hai, number
02:57one. Doosra, Imran kaidi number 804 ho, ya wo wapas aake Prime Minister
03:04bane. Logon ki taqwaat ka markaz Imran Khan hai, ek. Jo kahne wali baat
03:09hai, aapne kahi ki, kya wo bahir aa jayenge? Aap dekhe na, duniya mein kisi
03:14cabinet ka koi member yeh kah sakta hai, when a cabinet member speaks
03:17article 1991 ke mutaabik, the federation speaks. Yani koi wafaak yeh kah sakta
03:23hai, ek aadmi ke khilaf hum case dhoond rahe hain. Nahi mile toh hum bana
03:26lenge. Aur agli din pata lage, Prime Minister ki batiji ne cabinet meeting
03:30karke wo case. Main unke liye khushqabri bhi main leke aaye hu. Wo bhi Imran
03:33Khan ne faisla kiya hai. Aaj faisla yeh hua hai, mere baad fir Ali gaye the,
03:38Ali Ameen. Main soobah mein pesh hua tha, ATC court mein, High Court ke baad.
03:43Toh wahan wo aaye mere baad, main pehle chala gaye, wo baad mein gaye. Lekin
03:46yeh faisla hua hai, ke jo KP ki cabinet hai, wo manzoori degi, in ke waziron
03:53ne, main aapko namune ke taurpe sirf teen bayanaat ki taraf haafi ki.
03:56Jo defence minister ne, jo kuch fauj ke baare mein, parliament ke andar aur baar
04:00kaha hua, wo aapke saamne hain. Jo kuch Mariam Nawaz ne kaha hua hai, wo bhi
04:06aapke saamne hain. Ayaz Sadiq sahab ne, looks very polite, unhone kaha, jab
04:13India ki baad aayi toh. I remember. Aapne, wo suna hua hain, main kena
04:16nahi chahata hua. I remember. Achha, utni sakhat baad mujhe bata de, kaunsi
04:20ne, amare kisi ne. Agar, agar case bandhan, nahi, hum objective criticism
04:24karte re, aur objective criticism jo hai, wo humne, iss, iss mulk mein objective
04:31criticism ke nitije mein, ek army chief prosecute ho gaya, baad aaz marg bhi uski
04:36saza nahi khatam ho sakhi. Hum toh, Bajwa sahab amare saab the jab, toh ek page
04:40unhone white upar rakha tha, niche wo neela print nikalta tha type ka, wo bhi
04:44rakha hua tha. Aur wo print jo hai, wo bata diya hai, ab wo, Zubair sahab ne bhi
04:49bata diya hai, defence minister ne bhi bata diya hai, ke wo kab se keh rahe the,
04:52ke mein government todh doonga. 2019 se unhone se kehna shuru kar diya tha.
04:55Toh, this is a very serious matter. Hum, aur kuch nahi, nahi chah rahe hain.
04:59Hum, hum. Unki cheezon ko continue toh nahi karna chah rahe hain?
05:01Nahi, nahi, not at all. Hum keh rahe hain, election, election, election
05:04karao Pakistan ko aage jaanein do. Iss nahi nasal ka. This is a one point
05:08agenda that PTI has. Babar Rahman sahab, thank you very much for

Recommended