लिव इन (और) चिट्ठी नहीं आयी होगी

  • 2 months ago

Please explore our channel and share our videos with others. Thank you

Transcript
00:00Livin, Uska Prashna tha, Sar, Livin ka Hindi Bhasha mein Anuvad kya ho sakta hai?
00:11Jawab aaya, ye Hindi Sahitya ke aangan me pehda hua ek aisa bacha hai,
00:17jiska abhi tak koi naam rakha hi nahi gaya.
00:20Majburi mein Livin ka hi priyog karna padhta hai.
00:24Fir usse ladki ne apni kahaani shuru kardi.
00:28Jab main Canada aayi thi, toh yahan ke mahal ne mujhe bahot dharaya tha.
00:32Main ekdum bilkul akeli thi.
00:35Kuch dino mein hi main ek ladke ki taraf aakarsit ho gayi.
00:39Hum dodon ne eki ghar me saath saath rehna shuru kar diya.
00:43Hamara kamra kisi ke ghar ke niche basement mein tha.
00:48Kiraya wo log zarur lete the lekin,
00:52kisi ne kabhi mere aur us ladke ke rishte ke baare mein nahi poocha.
00:57Apna hi toh ban gaya tha wo.
01:00Aur fir ham jis desh mein reh rahe the,
01:02us desh mein hamare is rishte ko kaanuni maanneta thi.
01:06Jindagi chalti gayi.
01:08Kayi kasme waade hua.
01:10Kabhi dhoka bhi ho sakta tha,
01:12ye sapne mein bhi nahi socha tha.
01:15Main us ladke mein apna bhavishri dekhti thi.
01:20Agli peedhi, baal bachche aur grehsti dekhti thi.
01:27Mujhe us ladke par paise kharsh karte hue kabhi hicch kichahat nahi hoti thi.
01:33Ek din us ladke ne kaha ke usko India jaana tha.
01:37Ke uske daddy bimaar the.
01:39Maine ticket kharid di.
01:41Pehle afte usse baat hoti rahi phone par.
01:44Lekin fir do din tak uska phone bandhi mila.
01:48Mujhe malum chala ke uske daddy ka nidhan ho gaya tha.
01:51Main bahot udaas ho gayi.
01:53Par maine phone par uska dhadhas bandhaya.
01:56Aur bahot himmat di.
01:58Taki kahi wo daddy ki maut ko dil se hi nahi laga le.
02:02Fir kayi din tak usse baat nahi hui.
02:05Maine socha ke shayad kisi machburi ke kaaran usne phone nahi kiya tha.
02:11Lekin fir ek din bijli si hi giri si di mere sar par.
02:15Malum chala ke uske parivaar me to kisi ki maut hui nahi thi.
02:20Haan ek baaraat jaroor nikli thi.
02:22Wo us ladke ki baaraat thi.
02:27Usne ussi shahar me kisi ladki se shadi karli thi.
02:33Mujh par toh jaisa koi bhang hi gir gaya tha.
02:36Jeevan mein tsunami aa gayi thi.
02:38Main bahot rohi aur usko bahot bura bhala kaha.
02:42Main kayi din tak kaam par bhi nahi gaya.
02:44Mera khaana pina bhi band ho gaya tha.
02:47Main ghabraane lagi thi ki mere saath kaam karne wali ladkiyaan mera mazaak udayenge.
02:56Aur na jaane kitne hi prashna poochenge.
03:02Mere sar me dard rehne laga tha.
03:07Maine ek doctor se baat ki toh usne mujhe ek mano chikitsik ke paas bhej diya.
03:13Wo mano chikitsak gori thi.
03:15Usne bahot hi tariqe se haalaat ko samahal liya.
03:19Wo mujhe se der tak baatein karte thi.
03:21Usne mujhe firse apne peharon par khada kar diya.
03:24Mera man karta tha ki main bas us gori mano chikitsak ke paas hi baithi lo.
03:29Lekin usko aur bhi kaam tha.
03:31Usne jo dawaai likhi thi usse mujhe neend bhi achche aane lagi thi.
03:36Lekin neend khulte hi firse wo yaad aajaata tha.
03:41Kahani hai toh bahot lambi.
03:45Lekin jab ek mahine ke baad jeevan ki gaari patri par aayi
03:50toh us ladke ka phone aaya.
03:53Usne kisi aur ke phone se mujhe phone kiya tha.
03:56Usne kaha, main India se wapas Canada aagey hoon.
03:59Tum se milna chahata hoon. Kuch bataana chahata hoon.
04:03Lekin mere kisi apne ne mujhe salah di
04:07ke main us ladke se ab bilkul bhi na milo.
04:10Kyuki wo ladka mere kamjor pakshon ko achche se jaanta tha.
04:14Unhone kaha ke wo ladka mere kisi dukti rag par haath rakkar
04:18mujhe bhauk kar dega.
04:20Aur main pighal jaungi.
04:26Us apne ne kaha ki agar main us ladke se mili
04:30toh main ek baad firse us bhatti mein gir jaungi.
04:33Aur is baad ek nahi, do jindagiyan jalkar rak ho jaungi.
04:37Main apna makaan, mahala, nokri, dost sabko chhod diye.
04:41Ek chote se shahar mein rehne chali gayi.
04:44Dhanya hai mere mummy daddy.
04:46Jinnone sath jaante huye bhi mujhe kuch nahi kaha.
04:50Balki mujhe dilasa hi diya.
04:52Din mein mujhe do baar phone par baat karke.
04:56Aap logon ko ant mein sirf itna kahna chahungi
05:00ki aise halat agar aapke jeevan mein bhi pehda ho jaye
05:05toh do cheezon ko kabhi bhi apne dimaag par haavi mat ho nahi diyega.
05:10Ek bhaavnaay
05:12aur doosra asmanjas.
05:16Nahi toh aap us khargosh ki tarah kuchle jayenge
05:19jo gariyon se bhari sadak par
05:21achanak aa jaane ke baad beech mein rik jaata hai.
05:24Aur yeh faisla nahi le sakta hai ke
05:26idhar jaaung yeh udhar.
05:29Dosto ho sake toh
05:31iss live-in relationship se bachiye.
05:35Kyuki agar saathi beech mein hi chhod de
05:37toh koi kaanon nahi hai
05:39us saathi ko wapis jeevan mila sake.
05:42Khaas par main un jawaan ladkiye se kahna chahati hoon
05:46jo yeh sochti hai ke unka premi unke saath rehte hue
05:50jeevan bhar unko pyaar karte rahega.
05:52Aisa hota nahi hai
05:54vaastuik jinn mein.
05:55Jara sochiyega.
05:59Chitthi nahi aayi hogi.
06:02Woh bauti pyaara samay hota tha.
06:05Un dinon mein prem
06:07chitthiyon ke madhyam se hi
06:09parwaan chadhta tha.
06:11Aur ladki-ladke ke beech
06:13baachit sagaay ke baad hi hoti thi.
06:17Un samayon ka prem
06:19kisi pahadi se nikle
06:21nirmal dharne jaisa
06:23aur khushbdaar phoolon ke jaisa hota tha.
06:27Aaj kar toh yeh smartphone ne
06:29prem ka naashi kar diya hai.
06:32Un dinon mein
06:34hamare gaon ke primary school ki
06:38aachvi kaksha ke chhatra
06:41khud ko senior maante the.
06:44Aur neeche ki kakshaon ke chhatron par
06:47apna adhikaat dhamana
06:50aur unko dabha kar rakhna
06:52apna haq samajhte the.
06:55Jab shikshak soobha
06:57school mein nahi aaye hote the
07:00toh paanchvi kaksha ke bachche hi
07:03school ke shashak hote the.
07:06Lekin paanchvi ko padhane wali
07:09madam ji ke aate hi
07:11jaise poori class ko
07:13saap soom jata tha.
07:15Aur paanchvi ke sabhi bachche
07:17masoom se bankar
07:19apni apni seaton par baith jate the.
07:21Madamji ke class mein aate hi
07:23ekdum sannata hota tha.
07:27Sarla Madam
07:29jis khatarnak dham se
07:31bachchon ki pitai karti thi
07:33usse sabhi bachche darta the.
07:35Sarla Madam ji ki
07:37un dinon sarai ho gayi the.
07:39Aur unke mangetar premi ki
07:41sundar pyaar bhari chitthi
07:43rangeen kaagaj par likhit
07:45school ke address par hi aate thi.
07:47Wo VCR ka jamana tha.
07:50Jab mangetar ki chitthi bhi
07:52ghar ke logon se
07:54chhupkar padhi jaate thi.
07:56Sarla Madam ji
07:58pars mein chhupakar lai gayi
08:00ek hi chitthi ko
08:02kayi din tak
08:04har roj hi
08:06kaksha mein baithkar
08:08baar baar padhati thi.
08:10Aur halka halka
08:12muskur aate thi.
08:14Chitthi padhte same
08:16unka chehra kai rang
08:18badal litata.
08:20Lekin unki chehre ki lali
08:22sabse prakhar hoti thi.
08:24Hum sabhi bachche
08:26apni jigyasa ko shant karne ke liye
08:28baar baar
08:30paani peene ke bahane bhaar jaate thi.
08:32Aur wapis aate hue
08:34Sarla Madam ki kursi ke peeche khade hokar
08:36unki chitthi ko
08:38padhane ki koshish karte thi.
08:40Humein bahot jigyasa hoti thi
08:42ke uss prem patr me
08:44aesa cha likha ho hota tha.
08:46Lekin
08:48doorse hume
08:50uss rangeen kagaj wali chitthi ke
08:52ek kone mein sirf
08:54double bed ki tasweer hi dikhti thi.
08:56Jis din Sarla Madam
08:58nahi aayi chitthi ko
09:00kaksha mein baithkar
09:02pehli baar padhati thi,
09:04uss din toh jaise
09:06humari Eid hi ho jaate thi.
09:08Kyuki uss din Madam
09:10gulab ki tarah
09:12poora din hi khili khili
09:14aur mehki mehki se rehti thi.
09:16Uss din bachon se wo iss tarah
09:18pyar karti thi, jaise ke wo
09:20uss ke apne hi bachon ho.
09:22Wo bachon ko chote chote biskit aur
09:24moongfali bhi khila deti thi.
09:26Hum bachay
09:28bhi ek doosre ko
09:30aankhon aankhon mein badhai deti thi
09:32ki uss din toh mauz hi ho gayi thi.
09:34Uss din huma kaksha
09:36mein khelte rehti thi, lekin
09:38Sarla Madam baar baar uss chitthi ko
09:40padhne mein hi bhyast rehti thi.
09:42Madam ko kuch bhi nahi kyahti thi.
09:44Prem patra aane wale
09:46aise khaas din
09:48Madam hume khuli choot de deti thi
09:50aur bas kabhi upar dekhkar
09:52khuch se hi baate karte thi
09:54aur muskur aate thi.
09:56Kabhi kabhi koi geet bhi gun gunaane lagti thi.
09:58Uss din wo
10:00bachon se bhi
10:02gaane gaane ko kahti thi.
10:04Bahot maje le lekar sunti thi.
10:06Wo ek ek bachay ko
10:08baari baari se khada karti thi
10:10aur
10:12gaana gaane ko kahti thi.
10:14Unke haath mein
10:16rangeen chitthi ko dekhkar
10:18hume
10:20aise lagta tha
10:22jaise ke Sarla
10:24Madam ke haath mein
10:26koi anmol khajana aa gaya tha.
10:28Chitthi padhne ke dauran
10:30Sarla Madam baar baar
10:32apne reshmi chamak rahe baalon ko sawaarti thi
10:34aur parsh me se
10:36gol aayana nikalkar
10:38chittha dekhti thi.
10:40Jab kabhi bhi ek maheen aaya
10:42usse zyada samay tak
10:44Sarla Madam ke liye
10:46chitthi nahi aati thi
10:48toh Madam ka gussa
10:50hum masoomon par nikalta tha.
10:52Humare haath gaal aur pishwade
10:54baar baar laal hote rehte tha.
10:56Unn dinon mein hume
10:58aise lagta tha jaise ke
11:00Sarla Madam ke andar
11:02kaali maa ki aatma pravesh kar gayi thi.
11:04Kabhi kabhi jab
11:06Sarla Madam aur
11:08unke premi ke beech
11:10kisi baat par
11:12chitthiyon mein hi
11:14bahas ho jaati thi
11:16toh Madam ka vyavahari badal jaata tha
11:18aur shamat hamari
11:20aa jaati thi.
11:22Hum sabhi Madam ke
11:24badalte vyavahar ko
11:26khub achi tara jaan chuke the.
11:28Aise hi ek
11:30badle vyavahar wale din
11:32mene dost Paul ki
11:34chadi se itni pitai hui
11:36ke uski cheekhe
11:38pure school ne suni.
11:40Baadme
11:42jab aadi shutti ke samay
11:44humne Paul se uski
11:46istara hui pitai ka kaaran puchha
11:48toh usne mood me aakar
11:50hume kaha
11:52yaar kaaran kya hoga
11:54koi baati nahi hui thi
11:56bas yuhi pitne lagi
11:58par mujhe lagta hai ke
12:00chitthi nahi aayi hogi
12:02kahi din ke intijaar ke baad bhi
12:04hum sabhi bachche
12:06jod jod se hasne lage
12:08bohot bohot shukriya.

Recommended