"Watch Shan e Ramazan Special Transmission with Waseem Badami. Do Subscribe!"
➡️ https://bit.ly/arydigitalyt
#dastanemuhammadsaww #shaneiftar #WarafanaLakaZikrak
Qaseeda Aaqa e Do Jahan SAWW | Waseem Badami | 27 March 2025 | #ShaneIftar #shaneramazan
This daily segment addresses our daily problems with an educational aspect based on the teachings and practices of the Holy Prophet (S.A.W.W)
#WaseemBadami #Ramazan2025 #RamazanMubarak #ShaneRamazan #Shaneiftaar
➡️ https://bit.ly/arydigitalyt
#dastanemuhammadsaww #shaneiftar #WarafanaLakaZikrak
Qaseeda Aaqa e Do Jahan SAWW | Waseem Badami | 27 March 2025 | #ShaneIftar #shaneramazan
This daily segment addresses our daily problems with an educational aspect based on the teachings and practices of the Holy Prophet (S.A.W.W)
#WaseemBadami #Ramazan2025 #RamazanMubarak #ShaneRamazan #Shaneiftaar
Category
😹
FunTranscript
00:00Noori, Baya unke Noori, Dahan unka Noori, Badan unka Noori, Yeh khaaki banaye, ki kya
00:24Noori, Baya unke khaaki, Mohammad hawaare, badi shaanwaale, Mohammad hawaare, badi shaanwaale,
00:44Hun nabiyon mein rahmat, hun nabiyon mein rahmat, laqab baane waale, aaka hamaare, badi shaanwaale, aaka hamaare, badi shaanwaale,
01:10lagate ghnaara ye imaan waale, lagate ghnaara ye imaan waale, Mohammad hawaare, badi shaanwaale,
01:40siyaahiyaan mujh mein, daag mujh mein, siyaahiyaan mujh mein, daag mujh mein, jale usi ke chaaraag mujh mein, siyaahiyaan mujh mein, daag mujh mein, jale usi ke chaaraag mujh mein,
01:56Asasa e qalb o jaan wohi hai, mera toh sab kuch mera nabi hai, mere gunahon pe uska parda,
02:06mere gunahon pe uska parda, woh mera imroz, mera farda, aaj, kal, sab, sarkara toh aalam
02:13hi hai, mere gunahon pe uska parda, woh mera imroz, woh mera farda, zameer par haashiye
02:20usi ke, shaoor bhi uska waza karda, woh mera ima, mera tayakun, woh mera pehman e tamadun,
02:30woh mera meyaar e zindagi hai, mera toh sab kuch mera nabi hai.
02:35Amal ki mere asaas kya hai, bajuz nadam ke paas kya hai,
02:49rahe salamat tuhari nizabat, mera toh ik aasraan hai,
03:11ya Rasulullah, woh meri manzil bhi, hamsafar bhi, woh saamne bhi, pase nazar bhi, wohi mujhe
03:22door se fukare, usi ki parchhain, usi ki parchhain, rooh par bhi, woh rang mera, woh meri khushbu,
03:32main uski muthi ka ek jugnu, woh mere andar ki roshni hai, mera toh sab kuch mera nabi hai.
03:41aur usi ki kadamon mein raah meri, usi ki pyaasi hai jaah meri, usi ki mujrim meri khatain,
03:52usi ki rahmat gawah meri, usi ka gham mujhko saath rakhe, wohi mere dil pe haath rakhe,
04:06areh woh dard bhi hai, sukoon bhi hai, mera toh sab kuch mera nabi hai.
04:37toh girte girte, sabhal gaya, azal ke chehre pe noor uska, azal ke chehre pe noor uska,
04:50zahoor e aalam, zahoor uska, khud uski awas, gufta e haq, khud uski tanhai, toor uska,
05:00bahot se aali maqam aaye, bahot se aali maqam aaye, par khuda ke baad, bas uska naam aaye,
05:09woh awali hai, woh aakhari hai, mera toh sab kuch mera nabi hai.
05:14Muhammad hai, Muhammad hai, wohi khatme rusul hai,
05:19makhtoom aur murabi hai, wohi wali e kul hai,
05:25Ahmed hai, Muhammad hai, wohi khatme rusul hai,
05:31makhtoom aur murabi hai, wohi wali e kul hai,
05:36us par ki nazar, us par ki nazar, saare zamane ki lagi hai,
05:47woh mera nabi, mera nabi, mera nabi hai.
05:50Ya Rasulullah, na mujse baare amal uthega, na uz bhi koi saath dega,
05:56na mujse baare amal uthega, na uz bhi koi saath dega,
06:01agar kahega toh rooz-e-mahshar, khuda se mera nabi kahega,
06:06siyahiyan daag saaf kar de, isse bhi maula muaaf kar de,
06:12siyahiyan daag saaf kar de, isse bhi maula muaaf kar de,
06:16aray yeh mera aashikh hai, warisi hai, mera toh sab kuch mera nabi hai.
06:22yaaseen-u-muzamil-u-mudasit-u-itaagha,
06:27kya kya na-e-alqaab se maula ne fukara,
06:33yaaseen-u-muzamil-u-mudasit-u-itaagha,
06:38kya kya na-e-alqaab se maula ne fukara,
06:44kya shaan hai, kya shaan hai uski jo ummi laqabi hai,
06:55wo mera nabi hai, wo mera nabi hai,
07:00wo mera nabi hai, wo mera nabi hai,
07:08mujhse aasi pe hai, jiska itna karam,
07:11wo rasool-e-khuda, wo shafi-e-umam,
07:15kisne khoon ke pyaason ki jaan bakhsh di,
07:21apne dushman ko ghar me ama bakhsh di,
07:25kaat di, kisne zanjeer-e-zulm-o-sitam,
07:29wo rasool-e-khuda, wo shafi-e-umam,
07:32koi aajaay talab se bhi siwa dete hai,
07:43aaye beemaar toh har dukh ki dawa dete hai,
07:54sang maare jo koi usko dua dete hai,
08:05dushman aajaay toh chaadar bhi bicha dete hai,
08:10aise hai sarkaar mere,
08:13wo rasool-e-khuda, wo shafi-e-umam,
08:16khulk kiska pasand aaya aghyaar ko,
08:23khul kisne banaya,
08:25harik khaar ko budh qado se nikaale hai,
08:29kisne sanam, wo rasool-e-khuda, wo shafi-e-umam,
08:33kisne saail ko daste mukhayyar kiya,
08:36maangne walo ko kisne saail ko daste mukhayyar kiya,
08:40kisne zulmat qado ko munawar kiya,
08:43kiska mehshar me hai, kiska mehshar me,
08:46saaya hai abre karam, wo rasool-e-khuda,
08:50wo shafi-e-umam.
09:21kiske pohche hai arsh-e-bari pe qadam,
09:24wo rasool-e-khuda, wo shafi-e-umam,
09:27kiske dar par gada jaa ke sultan bane,
09:30budh banate the jo ehle ima bane,
09:33kiske aage do aalam ki gardan hai kham,
09:37wo rasool-e-khuda, wo shafi-e-umam.
09:50wo shafi-e-umam.
10:20apne jaan par masae uthate rahein,
10:28ummati ko ghazab se bachate rahein,
10:31aise lutfo ataab, aisa jood-o-karam,
10:34wo rasool-e-khuda, wo shafi-e-umam,
10:37sarnigu ko kiya, iskadar sarbulan,
10:41sarnigu ko kiya, iskadar sarbulan,
10:44daalte hai, wo ab aasma par kaman,
10:47kiske sakke mein hai, ummati muhtaram,
10:51wo rasool-e-khuda, wo shafi-e-umam.
10:55wo hamare nabi, unke hum ummati,
11:03wo hamare nabi, unke hum ummati,
11:10ummati teri qismat pe laakon salaam,
11:17ummati teri qismat pe laakon salaam,
11:23iszato ihtaram-e-jahan ki qaba,
11:26jahil ko ilm ka kisne baksha walam,
11:29wo rasool-e-khuda, wo shafi-e-umam,
11:32khoon aasham talwar ke wo dhani,
11:35daulat-e-ishq se ho gaye sab ghani,
11:39qalb ko soz baksha, toh aankhon ko nam,
11:43wo rasool-e-khuda, wo shafi-e-umam.
11:46dil kisko dikhae cheer ke hum,
11:51isiya ka matawa koon kare,
11:57dil kisko dikhae cheer ke hum,
12:02isiya ka matawa koon kare,
12:08isiya ka matawa koon kare,
12:13hai rahmat-e-aalam tere sewa,
12:19hai rahmat-e-aalam tere sewa,
12:24dukhiyon ka maseeha koi nahi,
12:31khoon aasham talwar ke wo dhani,
12:34daulat-e-ishq se ho gaye sab ghani,
12:37qalb ko soz baksha, toh aankhon ko nam,
12:41wo rasool-e-khuda, wo shafi-e-umam.
12:44unki rahmat ki yeh intihaa ho gayi,
12:47ek mujrim tha jo, aur gunahgaar bhi,
12:51aakhri shehr, unki rahmat ki yeh intihaa ho gayi,
12:54ek mujrim tha jo, aur gunahgaar bhi,
12:57is adeeb-e-sukhanwar ka rakhaa bharam,
13:01wo rasool-e-khuda,
13:04salamun alaik ya nabi-al-huda,
13:10salamun alaik ya shafi-al-wara,
13:16salamun alaik ya nabi-al-huda,
13:22salamun alaik atam-al-anbiya,
13:29salamun alaik sayyid-al-hasbiya,
13:35salamun alaik.