• 1 minute ago
ALIF LAILA (The Album) Track 4: Cigarette
Cigarettes Ashes and Secrets

Cigarette portrays Alif's heartbreak and escape through cigarettes, symbolizing both comfort and self-destruction. Torn between love and loss, he romanticizes his addiction as a way to cope with his inner pain.

Written, Composed & Performed by Farhan Khan
Produced By Mr. Doss
vocal mixed by Deetocks
Mixed & Mastered by Abhishek Ghatak

Executive Producer/Manager: Zain Syed (Xaen) / Obskur Talents
Business Enquiries: obskurtalents@gmail.com

Directed by Sujit Rao, Tejas Bane & Farhan Khan
Story/Concept - Farhan Khan
DOP - Hardik Ranavshe
Laila Kazmi - Pho
Alif Abbas Qadri - Farhan Khan
Hamza Yakub - Arnav Pathak
Hamza friends - Akshay, Anmol, Divyanshu Zaen
Edit - Bhavesh Thakur
DI Colour Correction - Samarth Shirke
Video EP - Pranav Lokhande
Line Producer - Ajay Gupta, Akshay Gujjar
Hair & Make Up - Mansi
Project Manager - Zain Syed
A&R - Gaurav Sharma
Production Team - Divyanshu, Maddy & Anmol
Special Thanks to Birali Heights Jodhpur

Video by What Are The Odds Production/Up In The Air

Stream Alif Laila (Part 2) on your favorite streaming platform :

♫ Spotify: https://farhankhan.bfan.link/alif-lai...

♫ Apple Music: https://farhankhan.bfan.link/alif-lai...

♫ JioSaavn: https://farhankhan.bfan.link/alif-lai...

♫ Amazon: https://farhankhan.bfan.link/alif-lai...

♫ YouTube Music: https://farhankhan.bfan.link/alif-lai...

♫ Gaana: https://farhankhan.bfan.link/alif-lai...

Lyrics:
Seene se saansein na nikle
Pahuncha de dhuan taaki nikle wo bahar
Dhuen se sab kar dete dhundhla
Hai dar, na wo padh le ye chehre ka haal
Na lagti ab bhook par kha lete khaana
Bahana hai peene ka khaane ke baad
Ham marte har waqt
Bas peene ke waqt ham thoda sa jee lete sahab
Wo kehte "Mohabbat wahi jisme aashiq bichad jaate
Rehte na saath"
Aur meri mohabbat ka haal ki hothon se choote hi ho jaati raakh
Maachis ki tili ko chu lu to jal jaati ho jaati mujhse naraaz
Phir chum ke samjhata mar jaata kab ka
Par teri talab to bacha li hai saans
Ab mujhko bas tera hai saath
Bewafa tu bhi na ban jaana yaar
Maana ki jab bhi ham milte mein choota hun tujhko
Par pakeezah hai mera pyaar
Haan tujhse hi milta sukoon
Warna khatam hoti kaise ye raat?
Kaise bhulata mein Laila ko
Jab tak bulati na tere tu mujhko yun paas
Ab mere kameezon se tere badan ki
Ye khushboo na ghar ko pasand
Par kaise bataun ki ungli ko tu na pakadti
To chal paate hargiz na ham
Haan kaise nikalte ham khud ke khayaalon se
Phas jaate mar jaate hum
Jo tu na chamakti andheron me jal ke
To khud ke hi saayon se dar jaate ham

Toh hona nai mujhse yun door
Tere liye todi hain saari hai kasmein
Maara hai Laila ne
Par le leta saans jab leta hun kash mai
Laila thi bas khaali dil me
Tu mere khoon me tu meri nass me
Kehte hain marne ke baad bhi zindagi
Hona dafan saath meri qabar me

Dhuen ke bana ke baadal
So rahe lapete baadalon ki chaadar
Jala rahe khud ko ho chuke hain paagal
Ab zindagi hai cigarette (Cigarette)
Dhuen ke bana ke baadal
So rahe l

Category

🎵
Music

Recommended