Kya aapko pata hai Princess Diana ka Attallah Cross necklace aur Marie Antoinette ke dazzling diamonds ka raaz? 💍 Necklace sirf fashion nahi, inme kaafi kuch aur bhi chhupa hai! Purani aur modern history mein chhupi interesting kahaniyan jaanne ke liye poora video dekhein.
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Princess Diana ke famous cross necklace ko abhi haali me auction me 1.5 crore me Kim
00:16Kardashian ne kharida hai.
00:21Lekin ye sirf ek fashion statement nahi hai.
00:25Maria Antoinette ka necklace jo killer pink aur yellow diamond se bhara hai unki execution
00:30ka kaaran bana.
00:31Aur kya aapko yeh pata hai ki kabhi kabhi yeh paalo se bhi banaya jaate the?
00:35Aaj hum first day fashion me jaanenge necklaces ki epic history, kaise yeh sirf jewellery
00:40nahi balki emotions aur stories ko chhapate hai.
00:50Necklaces ki shurbaat hazaaro lakho saal pehle hui hai, jab logon ne stones ya shells ko
00:54flag string par thread bana ke pehna.
00:5750,000 BCE se log natural materials jaise feathers, bones aur shells se necklaces banate
01:02hai, jo artistic expression ka naya trend bana.
01:06Bronze age me ancient cultures jaise Babylon, Egypt aur Sumer ne metal ka istawal karna
01:11shuru kiya.
01:12Iss dauran log gold, lapis lazuli aur agate se necklaces banate the, jo jewellery making
01:18techniques me nai advancements dikhate hai.
01:21Ancient Egypt me royal log usse collars ko kaafi pasand karte the, jo coloured stone
01:25beads aur pure gold se bante the.
01:28Cleopatra ko bhi emeralds ka bada shop tha, aur unka ek bada collection tha, jisse unhone
01:33sirf jewellery nahi balki cosmetics me bhi use kiya.
01:37Unke poori collections me sapphires, garnets, rubies aur pearls bhi the, aur unka ek pearl
01:42necklace itna bada tha ki uske value kingdoms ki equal thi.
01:461st century CE me Roman Empire me jewellery ka mass production shuru hua.
01:50Coloured gemstones aur glass ko necklaces me use kiya jaane laga, jo social status ko
01:55dikhata tha.
01:56Middle ages me bhi log necklaces aur ornate pendants pahente the, jo religious motives
02:01dikhate the, taaki apni devotion aur status dikha paye.
02:0418th century me chokers, European royalty ke beech kaafi popular ho gaye, khaas karke
02:10Queen Alexandra ki wajah se.
02:12Victorian era me sentimental lockets trend me aate hai, jo nature inspired motives ke
02:17saath intricate designs dikhate hai.
02:1919th century CE period me log apne loved ones ke hair ikhata karke intricate designs jaisa
02:24lockets aur necklaces banate the, taaki deceased loved ones ki yaad humesha unke saath hai
02:29seke.
02:30Bada ajeeb tha.
02:31Lekin Art Nouveau period me organic shapes aur silver lines ko necklace designs me shamil
02:36kiya gaya.
02:37Jabki Art Deco movement me statement necklaces bold aur geometric ban gaye, jo moderni thi
02:42aur luxury ko nikhate hai.
02:44Industrial revolution ne necklaces ki mass production ko possible banaya, jisse ye middle
02:49class ke liye accessible ban gaye.
02:55India ka jewellery making tradition 5000 saalon ka hai, ye alag-alag rulers aur cultures
03:00se inspired hai.
03:01Indus valley ke artisans ne gold aur beads se necklaces, bandles aur earrings banana
03:05shuru kiya.
03:06Vedic age ke dauran gold ko immortality se chhoda gaya aur navratna stones, wealth aur
03:11prosperity ke symbols bane.
03:13India ne 296 BCE se diamonds mine karna shuru kiya aur ye duniya ke liye 2000 saalon tak
03:19primary gem store supplier raha.
03:21Mughal kaal me intricate jewellery designs hai, jissme floral motifs aur engraved pieces
03:26shamil the.
03:27Jaisi ki the mashhoor Taj Mahal Emerald.
03:2919th aur 20th centuries me colonial influences ke wajah se jewellery styles me miln shuru
03:35hua.
03:36Aur Indian jewellery duniya bar me Paris se leke Americas tak mashhoor ho gayi.
03:41Jewellery identity aur status ka symbol tha aur rajwade statement pieces ko gold aur precious
03:46stones se adorn karte the.
03:481727 me Maharaja Jai Singh II ne Jaipur ko ek commercial hub ke roop me stapit kya.
03:54Jaha unhone Delhi, Agra aur Varanasi ke jewellers aur artisans ko bilaya, jisse ye jewellery
03:59craftsmanship ka centre bana.
04:02Aaj Jaipur me hazaaro jewellers hai aur unme se kai shops historical Johri bazaar ke aas
04:07paas hai.
04:09Iske alawa Asia apne filigree necklaces ke liye jaano jata hai, jo Cuttack region se aate
04:14hai.
04:15Jaha skilled artisans find gold ya silver threads ka use karke intricate lace like designs
04:19banate hain.
04:20Aur apna kaam globally export karte hain.
04:26Aaj kal ke statement necklaces me bhi kaafi variety hain.
04:29Jaise chokers jo neck ko hug karte hain aur gems ya intricate designs ke saath aate hain.
04:35Boho necklaces, jo stones aur beads se free spirited look dete hain.
04:39Aur minimalist pieces, jo simple hote hua bhi unke shapes aur unique colours se bold
04:44impact create karte hain.
04:46Mixed media necklaces bhi trend me hain, jisme designers fabric, leather aur recycled materials
04:51ka use karte hain for a modern touch.
04:54Necklaces say a thousand words without saying anything.
04:57Jaisi Titanic me Rose ka heart shaped sapphire necklace, jo diamond se gira hua hai.
05:04Shunnu me uske fiancee ke control ko darshaata hain, jab wo ocean me apna ye necklace dekh
05:08deti hain, ye Jack aur unke deep love aur liberation ki kahaani ko darshaata hain.
05:17Sif movies me hi nahi, necklaces globally significant symbols hain.
05:21Christian cultures me crucifix, pyaar aur sacrifice ka pratik hain.
05:25African tribes me bead necklaces beauty, strength aur status ko signify karte hain.
05:30Diwali par bhi nahi jewellery pehna auspicious mana jata hai, jo aane wale saal ke liye blessings
05:35lata hai.
05:36Isiliye dhante rasne log jewellery lete hain.
05:39Akshata Moorthy ne bhi UK me iss tradition ko showcase kiya, jab unhone ganda virunda
05:44necklace pehna, jo Karnataka ka state emblem hai aur Vishnu ji ka pratik hai.
05:49Ke aapke paas bhi koi aesa necklace hai?
05:51Hume comments me bataya.
05:52Aur agar aapko video acchi lagi ho, to like aur subscribe zarur kare.
05:55See you soon.
06:00Bye.