• 12 hours ago
Seerat Un Nabi (S.A.W.W)

Host: Dr. Mehmood Ghaznavi

Islamic Scholar: Shujauddin Sheikh

#DrMehmoodGhaznavi #ShujauddinSheikh #SeeratUnNabiPBUH #ARYQtv

The words of Allah Ta'ala, the standard of his character and personality is far above that of any other creation. He possessed the best and noblest qualities of the perfect man and was like a jewel illuminating the dark environment with his radiant personality, ideal example and glorious message. Now based on these facts which we wholly and solely believe we are presenting this program for our Muslim as well as non-Muslim viewers to enlighten their lives with the light of the Seerah of Prophet Hazrat Muhammad PBUH.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Bismillahir Rahmanir Raheem, Alhamdulillahi Rabbil Alameen, Wasalatu wasalamu ala Khatamun
00:13Nabeen.
00:14Nazir-e-Muhtara wasalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
00:17Programme Seerat-ul-Nabi sallallahu alaihi wa sallam ke saath aapka mezbahan Dr. Mehmood
00:25Aryq TV par Azm-e-Mahmood Seerat-ul-Nabi sallallahu alaihi wa sallam ke programme ke saath hazir
00:30hai aur mere saath tashreef farma hai hum sab ke pasandida scholar Janab-e-Shujauddin
00:35Sheikh. Har jume aur hafte ki raat 9 o'clock humare aapki mulaqat hoti hai Aryq ke studios
00:43se jo bazaahir studios hoon lekin asal mein humare aur aapke darmian jo screen ke zariye
00:48raapta hota wo bilkul ek ghar wala mahaul hai. Zahir-e-koi scripted programme toh hota
00:53nahi. Seerat ke hawale se hum programme karte hain aur har mauzoo pe guftoo karne koshree
00:58karte hain. Buniyadi maqsad humare hai ki zindagi ke tamam shobon mein hum jahan jahan
01:03bhi maujood hain. Main bhi shamil hoon usme zahir hai. Pehle main shamil hoon uske baad
01:07hum sab. Humme apne apni zindagi ke activities ka sargarmiyon ka jayaza lena chahiye ki
01:14hum Rasoolullah sallallahu alaihi wa sallam ki sunnat se kitne qareeb hain aur kitne
01:17door hain. Aur kabhi kabhi apna jayaza lene toh bohot afsoos hota hai ki hum qareeb toh
01:22hain hi nahi. Sib door se door hote chale ja rahe hain. Aur bohot se cheeze aise hain
01:26jisme hum kahili aur susti ki wajah se yeh sab kaam kar rahe hain. Toh pichli martaba
01:34jo programme ho raha tha wo isi hawale se ho raha tha jisme ilm ki baad hui thi. Phir
01:38yeh hua ki ulama-e-karam ki baad hui thi ki ulama-e-karam wo bhi hain jo deen ki talim
01:46phaila rahe hain aur bohot devotion ke saath yaani poor-e-khuloos aur akhlaas ke saath
01:51lagay hua hain. Allah ta'ala unki masaih ko qabool farmaaye. Aur ilm-e-naafiyah unke
01:57paas hain jo khud ko bhi nafaa poncha rahe hain un logon ko bhi. Phir kuch ulama-e-karam
02:01zahir hain. Har tabte mein kuch na kuch log hote hain. Kuch aise bhi ulama-e-karam hain
02:05ki jinke baare mein jo hai wo istilah istimaal thi ki ulama-e-sooh hain. Ki unka maqsad
02:11jo hai wo shif shohrat izzat hasil karna aur usse paisa kamaana. Aur paisa ko to Rasool
02:16Allah sallallahu alaihi wasallam mein iss ummat ka fitna qarar diya hai. Baaral Allah ta'ala
02:20hum sabko usse maifuz rakhe. Baaral to isper baat ho rahi thi. Asal mein hum seerat ke
02:24hawale se guftu kar rahe hain. Aaj kal chuke Rabb-ul-awwal ka maheena guzra aur seerat
02:29ke silse ke jalsa-e-taqareeb jo hain wo bohot jari-u-sari hain. Abhi bhi is program se
02:35pehle Shuja sahab jo hain wo ek university mein seerat ke hawale se guftu karke yaha
02:40studio mein pohnche hain. To jaga-jaga jehe program ho rahe hain. Rasool Allah sallallahu
02:46alaihi wasallam ke seerat ke sirf ek pahloo par hamare hain guftu guh hoti hain. Wahan
02:49Shuja sahab ko nahi keh rahe hain. Yeh to jaate hain to jo guftu karte hain wo bilkul
02:53alag hoti hain. Lekin hamare hain jo zyada guftu guh hoti hain wo daawati pahloo par
02:58hoti hain Rasool Allah ke. Sirf daawat-e-deen ka kaam jo hai wo kiya jaye. Rasool Allah
03:03ki seerat-e-tayyaba ke do pahloo hain. Ek daawat-e-deen ka pahloo hain aur ek iqamat-e-deen
03:09ka pahloo hain. Aur dono ke liye Rasool Allah sallallahu alaihi wasallam mein poori zindagi
03:14mehnet-e-shaqqa ki hain. Ham sirf daawat ki taraf to rujoo karte hain. Lekin ham iqamat
03:19ki taraf jo hai rujoo karne ko tayyar nahi hote hain. To main chahunga Shuja sahab se
03:23ke pichal program ka recap leyin. Fir aaj Inshallah is mazoo par guftu karenge aap se.
03:27Assalamu alaikum.
03:28Wa alaikumussalam wa rahmatullahi wa barakatuhu. Alhamdulillah. Aap khairis se hain?
03:32Wa alaikumussalam wa rahmatullahi wa barakatuhu. Alhamdulillah. Aap ek lambi taqreer karke
03:35aa rahein hain. Aur fir ek nahi guftubu jo hain uska aaghaz ham yahan kar rahein. To
03:41main khalayin pichal program ka recap thoda sa lelein fir aage chalain.
03:44Ji Inshallah. JazakAllah khair. Bismillahir Rahmanir Rahim. Allahumma salli wa sallim
03:49ala nabiyyina Muhammad. Rabbi ishraah li sadri wa yassir li amri. Wa ahlul ukhudatan
03:54min lisani yafqahu qawli. Wa ja'alli wazeeran min ahli. Ameen. Ya Rabbil alameen.
03:59Ab gudishta nishiston se hum Risalat Mu'af sallallahu alaihi wa sallam ki seerat ke
04:04hi taaluf se kalam karte we aaye. Albata pishir program mein Nabiya Karam sallallahu
04:08alaihi wa sallam ke adab aur ihtiram ka bhi tazkira hamare saamne aaya. Aur fir Aap
04:13alaihi wa sallam se muhabbat aur aqeedat ke taqadih ke taur par Aap alaihi wa sallam
04:18ki ittiba aur pehriwi ka zikar bhi aaya. Aur fir is zil mein 23 baras ki mehnat kis
04:23kaam ke liye thi? 23 baras ka mission kya tha? Shab o ros kis mehnat ke liye lage
04:28ki yaqeenan Imamul Anbiya Khatibul Anbiya sallallahu alaihi wa sallam ne imaniyat ki
04:33taalim bhi ata farmayi. Ibadat ki taalim bhi ata farmayi. Aur tazkiye ke umoor bhi
04:38hume sikhaye. Isi tarah mu'amlaat ka durst karna, akhlaaq ka behtar hona, huququl
04:44ibad ko ada karna, gharilu zindagi ke baare mein, rahmi rishton ke baare mein, aur
04:50karbaar e zindagi ke baare mein bohot hidayat Huzoor alaihi wa sallam ne ata farmayi.
04:54Aur hum waqtan fa waqtan kalam bhi karte aaye hain. Isi tarah Allah ke peghambar
04:58alaihi wa sallam ke baare mein ye bhi samajhne ki zuroorat hai ki 23 baras ki mehnat kya
05:03thi? 23 baras ki jidduh johut kya thi? Toh pichre program humein 2 buniyati baaton
05:07par kalam kiya tha. Ek Nabi-e-Akram alaihi wa sallam ki adab aur ihtiram ka tazkira.
05:11Jismein Surah-e-Hujurat ki ayat no. 2 ka bhi dekhar aaya. Ki ya ayyuhal ladheena
05:15aamanu laa tarfa'u aswa'atakum fawqa sautin nabi. Ey imaan walu apni awazun ko
05:20nabi alaihi wa sallam ki awaz se baland na karna. Walaa tajahru lahu bilqawlih
05:25kajahri ba'udhikum li ba'din. Aur inki rooburoo isi tarah baland awaz se kalam
05:29na karna. Jaise halki andaaz bhi ik doosa se aapas se baat karte ho. Anta ahbata
05:33aamaaluku maan tum laa tashuuroon. Kahi tumhari aamaal, tumhari neekiyan, tumhari
05:37ibadat haqt, yaani zaya na ho jayein. Is haal mein ki tumhe shuoor bhi na ho.
05:42Quran-e-Karim ka ye hassas sarin maqam Nabi-e-Mukarram alaihi wa sallam ke adab
05:46aur ihtiram ke taalukh se. Is par humne kai baatein ki. Aur uska ye bhi hasil ki
05:50jab adab hoga, ihtiram hoga, ta'zeem hogi, mahabbat hogi Nabi alaihi wa sallam ki
05:54to aamal suboodh pesh karega. Aur aamal suboodh pesh karega to Allah ke Peghammer
05:59alaihi wa sallam ki seerat ki pehravi, aapki ittiba dikhai degi. Ye ittiba zindagi
06:04ke tamaam mo'amlaat mein zururi hai. Yakeenan aaj hum aage badhkar Dawat-e-Deen
06:08par bhi kalam karenge. Aur ainda Ikamat-e-Deen ki jidd-o-juhud par bhi kalam
06:12karenge. Lekin ye baat waze rahe ki Allah ke Nabi alaihi wa sallam se nisbat
06:17pa jane wala har aamal qeemti hai. Koi sunnat chhoti nahi hoti. Baaz murtaba
06:23log jazbaat mein kaha jaate hain. Na qata'an nahi. Sunnat to sunnat hai.
06:28Sunnat to sunnat hai. Jab nisbat Imam-ul-Anbiya se hogi to wo qeemti hai.
06:31Khawon, raat ko soone ke adab hun, subah bedaar hune ke adab hun, khaane peene
06:35ke adab hun, libaas pehne aur tabdeel karne ke adab hun. Har aamal Imam-ul-Anbiya
06:40ka qeemti hai. Sallallahu alaihi wa sallam. Al-Batta, isi baat ko aage badhaatein
06:45humne ye bhi jaana aur samajhne ki koshish ki, hum Angreji mein kahtein,
06:49never settle for the less. Main arz kiya kartein, rather go for the best.
06:53Aur Urdu mein kahtein, khub se khubtar ki tarash. To bhai, khub se khubtar
06:57aur khubtareen ki bhi to talash karo. To kyu never settle for the less?
07:01Angreji mein maantein, Urdu mein kahtein, khub se khubtar ki talash. To
07:05Imam-ul-Anbiya ki zindagi mein bhi khubtareen ki talash karein na.
07:09Sallallahu alaihi wa sallam. Khubtareen se murad kya hai?
07:1123 waras ki jiddo juhud ka rukh kya tha? Tum do rukh unpar kalam karna chaharein.
07:16Pishni martaba humne isharatan kalam kiya tha. Ek 23 waras ki mainat
07:20hai daawat-e-deen ki. Daawat kahein, tabligh kahein, Allah ki taraf
07:24bulana kahein, Allah ka pegham bando tak pohchana kahein, Angreji mein
07:28preaching kahenein, propagation kahenein, jo chahein alfaad istimal karnein.
07:32Ek hai daawat-e-deen ka amal, jo 23 waras ki mustaqil sunnat hai
07:36Nabi-e-Alaihi-Salaatu-Salaam ki.
07:38Aur doosra aapka mission kya tha? Sirf daawat nahi hai, tabligh nahi hai,
07:42pohchana nahi hai, batana nahi hai, sikhana nahi hai.
07:44Balke isse aage badhkar Allah Taala ki ataakarda Quran-e-Karim ki
07:49ahkaamat ka nifas aur Allah Subhan-u-Taala ki ataakarda deen,
07:53deen-e-Islam ko ghalib karne ki jiddo juhud karna.
07:56Yeh do rukh aur jude huye aapas mein, yeh 23 waras ki mustaqil sunnat
08:01hai Nabi-e-Mukarram Sallallahu-Alaihi-Sallam ki.
08:03Aur main chahunga ki hum daawat-e-deen ke hawaale se kuch pehloon par kalam karein
08:07aur phir ikhaamat-e-deen inshaAllah aindas par bhi kalam rahega.
08:10Yeh abhi Shumail sahab ne guftu khurmaayein,
08:12yeh se Surah-e-Hujraat ka hawaala diya gaya, ayat number 2 ka,
08:16jisme Rasulullah Sallallahu-Alaihi-Sallam ki taazim, tauqeer,
08:19izzat ke baarein main Allah Taala ne badhi tambeek hi hai,
08:22bahut sakt tambeek hi hai.
08:24Aur Rasulullah Sallallahu-Alaihi-Sallam ka adab mein agar thodi si kami aajaaye,
08:29kisi hawaale se bhi,
08:31toh aamaal zaye hone ka bada khatra hota hai,
08:33yeh bahut sensitive, bahut hassas maamla hai.
08:36Shukriya sahab har saal jaate hain,
08:39aapme se bhi kuch hazraat ko jaana hua hoga,
08:41aapne dekha hoga, khud Masjid-e-Nabwi mein yeh haal hai,
08:45ke bahut dheemi aawaz mein guftu gu ki jaate hai,
08:49shor ki gunjaish nahi hoti,
08:52bahut adab se,
08:53aur agar zarasa bhi koi unchi aawaz mein guftu gu kare,
08:55toh log ek doosre se keh rahe hoti hain,
08:57wahaan ki log,
08:59Rasulullah Sallallahu-Alaihi-Sallam wa Raham farmaha hain.
09:02Yeh adab,
09:03ab bhi adab ka yeh haal hai.
09:05Masjid mein jab kaam ho raha tha,
09:07masjid ki tausi hoti hai,
09:08toh wahaan,
09:09auzaar istimaal nahi kiye jaate,
09:12balke wahaan jo patthar bhi laaka rakhe jaate hain,
09:15toh wo kapdo mein lapet ke itni ayista se rakhe jaate hain,
09:18ki unki aawaz sunai na de,
09:21wahaan se leh jaake,
09:23masjid-e-nabwi se bahut door jaake,
09:25wo cheeze banai jaate hain,
09:26laake bahut saliqe se lagai jaate hain.
09:28Toh yeh hai Rasulullah Sallallahu-Alaihi-Sallam ka adab,
09:30jo jari-o sari-o,
09:31qayamat tak jari rahega.
09:33Hum wo badnaseeb hain,
09:34jo Rasulullah ka adab karte waqt,
09:36tamam hudud ko phalang jaate hain,
09:39aur Huzoor Sallallahu-Alaihi-Sallam ka naam-e-naami jo hai,
09:42istara le rahe hote hain,
09:44ki Allah Ta'ala hume maaf kare,
09:45humare gunahon ko maaf kare,
09:47sahib aur ghalateon ko maaf kare.
09:49Rok-tok hum uchi aawaz mein naam le rahe hote hain,
09:53durood bhi nahi padh rahe hote hain,
09:54jab ki Rasulullah Sallallahu-Alaihi-Sallam ka haq hai,
09:56ki jab aapka naam liya jaaye,
09:58toh pehle aapke naam-e-naami par durood padha jaaye.
10:01Aapki aawaz,
10:03balki aapki aawaz toh paunch rahi hai,
10:04aapki baat ko balan Allah Ta'ala firmaaye.
10:07Main isme kuch baaton ko phir dahuraai deta hain,
10:09jo pichli program mein bhi,
10:10aur usse pichli nishiston mein bhi zikr aaya tha.
10:13Jab Risalat-e-Maaf Sallallahu-Alaihi-Sallam ka zikr-e-khair aaye,
10:16toh Sallallahu-Alaihi-Sallam,
10:18yeh kamas-kam durood hain na,
10:19kam se kam hain.
10:20Kamas-kam durood hain.
10:21Isko toh achhi andaas ikhtiyaar karein.
10:23Shahid humne pichli program se bhi baat ki hai,
10:25ki aaj hum dekhte hain,
10:26ki log apne badon ke baare mein,
10:28chahe wo deeni itibaar se bade ho,
10:29ya siyasi itibaar se bade ho,
10:31ya aur deekar itibaara se,
10:33itne lambe chaude alqabaat ka istihbaar karte hain.
10:36Hazrat Qibla, Damat-e-Barkat-ul-Ali,
10:41falan, falan, falan,
10:43Sheikh-ul-Ajam, Sheikh-ul-Arab,
10:45Mufti-e-Azam,
10:46Bande-e-Muhakighe,
10:47Asre-e-Doran,
10:48pata nahi kya kya.
10:50Balke aap mai arz karta hu,
10:52chhoti umar ki baat hain,
10:53school life se ki khitam ki baat hain.
10:56Toh ek kitab chahat aaya,
10:58jisme kisi mautaram ka naam,
11:00paanch lines mein likha ho ba tha.
11:02Alqabaat.
11:03Alqabaat.
11:05Toh maine,
11:06Mufti sahab bade,
11:07Allah ta'ala unki maghfarat farmaya,
11:08shaheed bhi kar diya gaye the.
11:09Maine ka,
11:10hazrat yeh mujhe samajh nahi aari,
11:11ke yeh mautaram ka,
11:12isme naam kidar hai.
11:14Toh ne bahut piyaari baat gayi.
11:16Ka, beta baat yeh hai,
11:17ke pehle aamaal bahut the,
11:21naam chhote chhote the.
11:23Ab beta aamaal toh hain nahi,
11:25toh kuch na kuch nazar toh aana chahiye,
11:27toh yeh baqaab itne bade bade ho.
11:29Baat kya ho rahi thi,
11:30yeh mukarram alaihi salam ka dhikr-e-khair,
11:32toh aapka jab naam-e-mubarak aaye,
11:34toh sallallahu alaihi wasallam ke alfas sahi thara adda karein.
11:38Kahan kahan hamari zuban,
11:40kitne minutes kya,
11:41ghanto issamal ho jatiin.
11:42Beshak.
11:43Toh yeh adab ka taqaada.
11:44Pir hamne yeh bhi jaana,
11:45ke roza-e-rasool sallallahu alaihi wasallam par haziri ho,
11:48Allah ham sabko ata farmaye,
11:50abhi aapne mazdeen-e-nabawi ka tazkira farmaya,
11:52wahan bhi ayat-e-karima,
11:53roza-e-mubarak-e-kumar,
11:54likhi ho.
11:55Yeh hi likhi ho yeh.
11:56Aur abhi jo aapne zikr farmaye na,
11:57ke woh,
11:58wahan pe koi awaz,
11:59kisi,
12:00construction ke hawale se,
12:01qataan uska mamla nahi hota,
12:03yeh Syedna Umar ke daur se,
12:05radhiyallahu anhu.
12:06Lohar ka koi kaam karne laga,
12:08toh usko Syedna Umar ne,
12:09mazdeen-e-nabawi se door kaha,
12:10ke door jaake apni dukaan ta karna,
12:12awaz idhar nahi aani chahiye.
12:14Aur,
12:15mazdeen-e-nabawi ki jo taameer,
12:17sabiqa daur me,
12:24kai kilometre daur le jaake banate the.
12:26Doctor sahab,
12:27hufaz-e-karam,
12:28kaam karte the.
12:29Kaam karte the.
12:30Aur,
12:31dhoon ke woh,
12:32mistri mazdoor laaya jate the,
12:33jo hufaz hoon,
12:34us zamane mein.
12:35Ji,
12:36aur woh,
12:37durood padhte padhte,
12:38kaam karte the.
12:39Ji,
12:40construction me,
12:41jo kuch bhi isteemaal hona hai,
12:42woh tayyaar,
12:43door hoga,
12:44door hoga,
12:45thok thok ke awaz,
12:46lagaya jaata hai.
12:47Yeh laga ke,
12:48pasting uski hogi bas.
12:49Toh bharat,
12:50yeh bhi,
12:51taazim ikhtiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
12:52kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
12:53kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
12:54kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
12:55kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
12:56kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
13:03kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
13:12kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
13:19kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
13:26kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
13:33kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
13:40kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
13:47kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
13:54kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
14:01kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
14:08kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar kiyaar
14:15Ishara se zyada
14:16Ishara se ishara karte hain
14:17aayistha guftugun karna Rasool Allah maujood hain
14:21Sallallahu alaihi wasallam
14:22Sallallahu alaihi wasallam
14:23Waha jab rauz-e-rasool alaihi salatu wassalam par hadhri ho toh bhi adab
14:27isi tarah is ayat-e-karima ke zil mein yeh zikr bhi kiya gaya hai mufassireen ke haan
14:31jab nabiye-e-mukarram alaihi wasallam ki ahadith-e-mubaraka bayan ki ja rahi hun
14:35toh hum khamush ikhtyaar karein
14:37isi tariqah par aapka mera discussion hogaya, debate hogaya, koi nizaah ka maamla hogaya
14:42aapne ek daleel hadith-e-rasool alaihi wasallam se pesh kar di
14:46ab mujhe khamush ho jana chahiye, kyun?
14:48hadith-e-rasool sallallahu alaihi wasallam ke aane ke baad
14:51main uspar kuch kahun, toh awaz-awaz se baland ho jayegi
14:55isi tarah nabiye-mukarram alaihi wasallam ke zikr-e-khayam bhi baat
14:57humne kayi martaba pehle bhi ki hai
14:59naat-e-rasool-e-maqbool sallallahu alaihi wasallam ka pesh kiya jaana
15:03adab ke saath
15:04adab ke saath
15:05itraam ke saath
15:06alfas ka chunao bhi
15:07jee jee jee
15:08kalam ka chunao
15:09haan
15:10behtreen ho, adab wala ho, itraam wala ho
15:14aur Allah hum sabki faidat rakhe
15:16bazaari qasam ki alfas na ho
15:18ishq-o-muhabbat-o-layla-majnoon ki daastanon ke andaaz na ho
15:22yeh bhi be-adbi hai
15:23be-adbi hai
15:24phir mauseeqi ka istimal
15:27band-bajo ka istimal
15:28yeh toh gunah-dar-gunah wali
15:30gunah-dar-gunah Allah ke peghambar a.s. ke waad-e-irshadat ke khilaf yeh baat hai
15:35khawateen bait-kar
15:36mardon ke darmian bait-kar
15:38tarannum ke saath
15:40ulamaan iski gunjaeesh nahi bayan farmahi
15:42iski ijazat nahi di hai
15:43khawateen khawateen ke darmian mein bait-kar kuch padhne
15:46bohot achi baat hai
15:47takin na mehram mardon ke saamne
15:49aur phir alfas ki
15:51awas ki kashish ka maamla
15:53yeh wo pailu hai
15:54ke jiski hawalis se ulama-e-kalam mana farmate
15:56in pailu pe bhi adab
15:58tamaam masalik ke ulama mana farmate
16:00jee jee iska masalik se koi taallik ho
16:02bilkul nahi
16:03ulamaan muttafiq hai is baat par
16:05yaani alaat-e-mausiqi ka istimaal
16:07ghalat baat hai
16:09na mehram mardon ke saamne
16:10tarannum ke saath
16:11khawateen kuch baatein karein
16:12iski gunjaeesh nahi di gayi
16:14toh bharat is itibaar se
16:16humein bohot zyada
16:17is muaamne mein hassas hona chahiye
16:19yeh baat hai humein pishay program mein bhi zikr ki thi
16:22ab aage chaltein
16:23nabi-e-mukarram sallallahu alayhi wa sallam
16:25ka adab hai
16:26ihtiraam hai
16:27taazim hai
16:28mahabbat hai
16:29aqeedat hai
16:30wada taqaada kya hai
16:31aapki itibaa ka maamla
16:33ek hadith-e-mubarak baar-baar humne peshki hai
16:35jaam-e-tirmidhi ki riwayat hai
16:37man ahabba sunnati faqat ahabbani
16:39wa man ahabbani kaana ma'iya fil jannah
16:41jisse mere sunnat se mere tariqah se mere raaste se mere amal se mahabbat ki
16:46yaqeenan usne musne mahabbat ki
16:48aur jisse musne mahabbat ki
16:49wo mere saath jannat mein hoga
16:51Allah humein Huzoor alayhi salatu was salam ki sachi mahabbat bhi ata kare
16:55wa imaan ka taqaada
16:56aapki itibaar aur pairvi ki bhi taufiq ata farmay
16:59aur aapka saath humein Allah jannat-ul-firdaus mein ata farmay
17:03ab baat ko hum aur aagey baratein
17:05issi mahabbat, aqeedat, adab aur ihtiraam ka taqaada
17:08Huzoor ki itibaah hai
17:09sallallahu alaihi wa sallam
17:11aur ye itibaah ka daira poori zindagi par moheet hai
17:14irfaraadi maamlaat se leke ishtimaai maamlaat
17:16zindagi mein ibaadaat ho
17:18khushi ghamee ke mawaqein ho
17:20muaamlaat ho
17:21akhlaaqiyat ho
17:22rawayye ho
17:23ghar ho
17:24kaarobar ho
17:25in sab mein itibaai rasool laazim hai
17:27sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam
17:29yehi barso se jari iss program ka title hai
17:32laqad kaana lakum fee rasoolillahi uswatun
17:35hasana yakeenan tumare liye
17:37rasoolullah sallallahu alaihi wa sallam ki zindagi mein
17:39behitri namuna maujood hai
17:41ab aayiye agla sawale hai
17:42jisko humne pichle program mein touch kiya tha
17:45intro mein aapne zikar bhi farmaya
17:47ki itibaah har har goshe mein
17:49aur har har amal nabi alaihi sallat wa sallam ka
17:52har har sunnat aap alaihi sallat wa sallam ki qeemti hai
17:56tareen kya hai?
17:57qeemti tareen kya hai?
17:59usko bhi samajhne ki
18:00aur tawajood karne ki zuroorat
18:01hai jiske khub se hai khubtar kahan
18:03rukti hai aaj dekhiye jaakar nazar kahan
18:07toh nazar kahan jaake rukni chahiye
18:09yeh depend karta hai
18:10ki humare andar akhlaas-e-niyat kitna hai
18:12bilkul
18:13aur iss ikhlaas ke saath huzoor ki mahabbat
18:15jitni hogi sallallahu alaihi wa sallam
18:17utla hum aapki sunnat mein
18:19aage se aage barne ki koshish karenge
18:21jaise hum duniya mein
18:22ek jagah rukte toh nahi hai na
18:24agar aaj kisi ki salary pachar zaar hai
18:26woh koshish karenge
18:27sattar zaar ho jaye lakh ho jaye
18:28aaj koi kiraye ke makaan mein chahega
18:30mera apna flat ho jaye
18:31aaj koi chhote flat mein chahega
18:32mera bada flat ho jaye
18:33aaj jo hai mere bache ne
18:35matric kar diya
18:36toh chahenge intermediate kar le
18:37graduation ki taraf chahenge
18:38master's ki taraf chahenge
18:39PhD bhi kar le
18:40aur aur skills bhi seek le
18:42khub se khubtar ki koshish hai
18:44toh khub tareen ki koshish toh
18:45idhar karni chahiye na
18:46ab aayiye hum us nukte ko shuru karenge
18:48ki 23 baras
18:50ki mustaqil sunnat kya hai
18:52aur dilchis baat kya hai
18:54nazi na agar dil wasi karke sunne
18:56hum jaante hain ki
18:57imam abu hanifa rahmatullah alaih ki rai ke muttabik
18:59ahadith ki roshni mein
19:01aur sahab-e-ikram ke tarz-e-amal ki roshni mein
19:03haath naaf ki neeche banne chahiye
19:05jabki imam shafi rahmatullah alaih ki rai ke muttabik
19:07haath seeneh par banne chahiye
19:09aur imam malik rahmatullah alaih ki rai ke muttabik
19:11haath chhod ke namaz ne
19:13banne nahi chahiye
19:14haan, theek hai
19:15teeno hamare baday hain, buzurg hain
19:17aur ummat mein koi inkar to nahi karta
19:19teeno ke paath dalayil quran-o-hadith se hain
19:21haan, kitab-o-sunnat se
19:23aur nabi alaihissalam ke sahab-e-ikram ke
19:25tarz-e-amal se
19:26aur huzoor ne firmaya
19:27sallallahu alaihi wasallam alaikum-e-sunnati
19:29wa sunnatil khulafa-e-rashideen-al-mahdiyeen
19:31abu dawood sharif ki riwayat hai
19:33tum par meri sunnat par amal karna
19:35aur meri khulafa-e-rashideen
19:37jo mahdiyeen hidayat yaafta hai
19:39unki sunnat par amal karna laazim hai
19:41to kitab-o-sunnat aur
19:43sahab-e-ikram ke amal ke dalayil unke paas maujood hain
19:45hum sabka itiram karte hain
19:47imam abunifah rahmatullah alaih hu
19:49imam shafi rahmatullah alaih hu
19:51imam malik rahmatullah alaih hu
19:53imam ahmad bin hamal rahmatullah alaih hu
19:55imam ibn taimiyah rahmatullah alaih hu
19:57imam ibn qayyam rahmatullah alaih hu
19:59sab is ummat ke muhsineen aur buzurg hain
20:01yeh maine kyo hawala diya hai
20:03humayi ikhtalaaf to milta hai na ilmi andaaz se
20:05sab ke paas dalayil hain
20:07aur sab jis andaaz se namaz zada kar rahein
20:09inshaallah wallah kiya makbool hogi
20:13support maujood hain
20:15achha
20:17baad main har se yeh karna chahara tha
20:19haath neeche banna
20:21haath seeneh par banna
20:23aur haath chhod kar qayyam karna namaz mein
20:25yeh teeno baatein mil jayenge
20:27ikhtalaaf to hai na
20:29ilm ki buniyat par hai
20:31ikhlaas ke saate koi maslaah nahi
20:33ab jo hum 23 waras ki sunnat ki baat karne lage
20:35usmein kisi ka koi ikhtalaaf hai hi nahi
20:37kisi maslaah ka ikhtalaaf nahi
20:39yeh aham tareen baat hai
20:41yeh mustaqeel tareen sunnat hai
20:43nabiye karam a.s ki
20:45aur muttafiqat tareen sunnat hai
20:47jis mein sab ka ittifaq hai
20:49aur aaj abhi hum baat kar rahein daawat-e-deen ki sunnat par
20:51kisi maktab-e-fiqar ka
20:53kisi maslaah ka
20:55aima-e-mujtahideen ka
20:57kisi ka ikhtalaaf nahi
20:59ki 23 waras ki mustaqeel sunnat
21:0123 waras ka mustaqeel kaam
21:0323 waras ki mustaqeel zimmedaari
21:05risalat Muhafiz s.a.w ki thi
21:07daawat-e-deen ki
21:09nabuwat ke baad hamare zimmed
21:11abhi hum aage baat karna chahenge
21:13ab yeh 23 waras ki sunnat
21:15bada pyaara maqam-e-Quran-e-Paak ka
21:17naazin note bhi karein khutmatala bhi karein
21:19sur-yusuf hai
21:21ayat no.108
21:23sur-yusuf ki ayat no.108 mein
21:25nabiye mukarram a.s se kahlwaya gaya
21:27qul-e-nabiye a.s
21:29haad-hi sabeeli
21:31sabeel raas-e ko kahte hain
21:33yeh mere sabeel, yeh mere raas-ta, yeh mere tariqah
21:35haad-hi sabeel, yeh mera raas-ta
21:37yeh mera tariqah hain kya?
21:39ad'u ila Allahi ala basiratin
21:41mein Allah ki taraf daawat deta hoon
21:43Allah ki taraf bulaat hoon
21:45Allah ki taraf invite karta hoon
21:47poori basirat ke saath
21:49yaqeen, conviction, dalail ke saath
21:51ana, main bhi yeh kaam kar raha hoon
21:53wa man itthaba'ani
21:55itthaba ka lafz aaya
21:57aur meri itthaba karne wale bhi yeh kaam kar raha hain
21:59toh kya hai huzoor ka raas-ta
22:01kya hai huzoor ka tariqah
22:03kya hai huzoor ki mustakhir sunnat
22:05main taraf daawat dena
22:07poori yaqeen ke saath, basirat ke saath, conviction ke saath
22:09aap bhi yeh kaam kar raha hain
22:11aur aap ki itthaba karne wale bhi yeh kaam kar raha hain
22:13goya yeh 23 waras ki sunnat ka amal bayan ho raha hai
22:15jiski itthaba karna
22:17aaj hum musulmano par khatm-e-nabuwat ke baad
22:19laazim hain
22:21aur yeh wo daawat ka kaam hain
22:23jo jaise ki huzoor sahab ne yeh firmaaya hain
22:25ki khatm-e-nabuwat ke baad
22:27chunki Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne
22:29jiska mauqeh par jo wasiyat firmaayi thi ummat ko
22:31uspe aakhir jumla yehi the
22:33ke
22:35jisko paas ek aayat bhi hai
22:37balighu anni walaw aaya
22:39jiska baad ek aayat bhi hai
22:41wo un logon tak pahun
22:43wo haazir log jo mere saabne mawjood hain
22:45meri guftu guft sun raha hain
22:47wo un logon tak pahun cha de
22:49jo ghaib hi hain wa mawjood nahi hain
22:51aur yeh Rasulullah
22:53ka hukm hai, wasiyat hai
22:55ke yeh kaam karna hain
22:57yeh imaan par yeh farz hai
22:59ke agar usko baas ek aayat bhi hai
23:01wo aagey badha de usse
23:03ek hadees bhi hai wo usse aagey badha de
23:05yeh humara mustaqil kaam hain
23:07ki kaar-e-nabuwat hai
23:09bilkul, balki bada ek dilchast jumla hai
23:11khatm-e-nabuwat ho gayi
23:13kaar-e-risalat
23:15baqi hai
23:17ab iska farg bhi samajh lein
23:19nabuwat, nabaun kahte hain khabar ko
23:21aur wo khabar jo wahi ke zariye aati thi
23:23wo aana band ho gayi
23:25nabi-e-mukarram sallallahu alaihi wa aalihi wa sallam par
23:27magar
23:29risalat hai, pohchane wala amal
23:31khabar-e-aane ka sisla ban
23:33wahi ka darwaza ban
23:35pohchane wala amal jari
23:37zimmedaari hamari
23:39jumla bhi qafiya ban gaya
23:41aaj kisi bacche se bhi pooche
23:43kalme ka tarjama karo, to kya tarjama hum karte hain
23:45la ilaha illallah
23:47Allah ke siwah koi ma'bood nahi
23:49Muhammadur Rasulullah
23:51Muhammad sallallahu alaihi wa sallam
23:53Rasul hain
23:55ta qayamat
23:57haan
23:59duniya se parda firma gaye
24:01duniya se parda firma gaye
24:03rasul aap hi hain, qayamat tak risalat
24:05aapki chari rahegi, albatta
24:07aapki khatm-e-nabuwat ki behaaf bar
24:09ye pohchane wala amal
24:11ummat ne anjaam dena hai
24:13aur aapne do ahadith beyan firmai
24:15hajjat-e-widah ke mauke par kya hua
24:17Allah ke piyaar-e-peghambar sallallahu alaihi wa sallam
24:19ne, Allah ke bando se
24:21sahab-e-karam sallallahu alaihi wa sallam
24:23gawahi li, ala halbal lakhtu
24:25tabligh kar di
24:27Allah ka peghamb pohcha di
24:29sab ne arz ki, ya Rasulullah
24:31sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam
24:33aapne haq-e-wasiyat, haq-e-nasiyat
24:35haq-e-amanat ada, firma diya
24:37tab aap sallallahu alaihi wa sallam
24:39ne, apne daai haath ki
24:41mubarak ungli, shahadat wali
24:43asman ki tarah baland firmai
24:45arz ki, ya Allah, ey Allah tu gawar hai
24:47ye gawahi dere, maine pohcha di
24:49qal Allah taala Rasool-o-se bhi poochhega
24:51pohchaaya ke nahi?
24:53Quran-e-paq mein hai, surah Araf
24:55ki ayat no. 7 mein
24:57Allah alim-o-khabir hai
24:59Allah taala ka ye ek tariqah hai
25:01wo har cheez ki jawab
25:03talabi karega
25:05fala nas'alanna allazeena urusina elehim
25:07wala nas'alanna al-mursaleen
25:09surah Araf ki ayat no. 7 hai, hum zurur poochhenge unse
25:11jin ki taraf Rasool-o-ko bhejhenge
25:13ummat-o-se bhi poochha jayega
25:15wala nas'alanna al-mursaleen, hum Rasool-o-se bhi poochhenge
25:17to Rasool-o-se bhi sawal hona hai
25:19ummat-o-se bhi
25:21to huzoor alaihissalam ne sahaba se gawahi leli
25:23Allah taala ko gawah bana liye
25:25phir wo farmaaya jo aapne ishaat farmaaya
25:27fal yuballighi shahidul
25:29ghaib, jo aaj tummise yaha par
25:31mawjood hai, usko pohcha de, jo yaha par
25:33mawjood nahi
25:35nazeena ek aqfa lelein, phir aake baat kartein inshaAllah
25:37assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuh
25:39welcome back, nazeen, waqf-e-i-kabad program
25:41seerat-ul-nabi sallallahu alaihi waalaihi wa sallam
25:43maqdam-e-hajjat-ul-wida
25:45ke mauqe par nabi-e-karim sallallahu alaihi wa sallam
25:47ki wasiyyat par guftugu ho rahi thi
25:49jo aapne ishaat farmaaya tha
25:51shuja sahab ne bahut tafseel se
25:53wa sari cheezein aapke saam rakheen ke
25:55huzoor sallallahu alaihi wa sallam ne farmaaya ke
25:57wo log jo yaha hazir hain, un logon tak bhi peghaam pocha de
25:59jo yaha hazir nahi hain
26:01goya yek rasool-Allah ki amanat
26:03ho gayi hai ummat par
26:05aapki ummat par, kalmaq-o-musalmanon pe
26:07rasool-Allah ki amanat hai, jise
26:09mustahiqeen tak pochaana
26:11mustahiq mein isni karoon ka haq hai un logon ka
26:13ki jine hidayat darkaar hai
26:15to mustahiqeen tak
26:17hi amanat pochaana bohoz zaroori hai
26:19jazakallah khair
26:21bilkul aise hi jise virasat pochaana zaroori hai
26:23ji bilkul bilkul, Allah aapko jizai khair de
26:25isse kuch aur baate bhi yaad aagi, nars karenge aagi
26:27inshaAllah, to hajjat-ul-wida ka mauqa
26:29nabi-e-Ali sallallahu alaihi wa sallam ne gawahi
26:31de di
26:33gawahi le li, gawahi de di se murad
26:35aapne peghaam pocha di hai na
26:37gawahi le li, sabne ka aapne pocha di hai
26:39aur Allah ta'ala ko gawah bana liya
26:41document mukammal
26:43mukammal ho gayi baat, ab gawahi dene ki
26:45zimmedaari ummat ke kaandon par hai
26:47fal yuballighi shahid-ul-gha'ib
26:49to joh yaha shahid hai, maujood hai
26:51gha'ib tak pocha de, ye muslim sharif ki
26:53riwayat hai, aur ek sawal
26:55aata hai bhai, kya sabne karna hai
26:57o bhai, sabne karna to hai hi hai
26:59uski dalil abhi aa rahi hai
27:01nabi-e-Ali sallallahu alaihi wa sallam ne kisi ko
27:03baqi nahi chhoda, jo doose
27:05aayat sahab ne beyaan farmahi, wo hai Bukhari sharif me
27:07ballighu anni walau aayatan
27:09pocha do meri jaane se chahe
27:11eki aayat tumhe aati ho
27:13aayat ka tarjama baat kabhi kiya jaa satha hai
27:15ek baat tumhe deen ki ma'alum hui, tum usko
27:17pocha do, koi muslimaan
27:19ye na soche, ke main to aalim faadil nahi hoon
27:21main to padha likha nahi hoon, mujhe to zyada deen nahi aata
27:23mujhe deen ka ilm zyada nahi, to seekho bhai
27:25pehdi baat to ye, lekin agar ek
27:27aayat, ek baat bhi aati hai
27:29to ye tum qualified ho chuke ho
27:31pochane ke liye, pashirti ke wo mustanad ho
27:33haan, bilkul mustanad
27:35ye bahut aaham baat hai
27:37matlab ye nahi ke idhar se suni udhar
27:39pochadi, udhar se suni udhar pochadi
27:41isme to pakada jaane ka khatara
27:43bahut zyada hai, pehle mustanad
27:45ye tasteye kar liya jaye
27:47ki ye sanad yaafta baat hai, jo
27:49pochani hai, aur phir usse aage pochadi
27:51to yoon har ummat is kaam mein shamil ho gaya
27:53ab aayiye iski jo farziyat
27:55hai, farziyat
27:57main kis maana mein keh rahe hoon, koi
27:59hai ji wo janaab qtv pe program chalna hai na
28:01masjid mein imam sahab gufton ko kar raha hai na
28:03fala aalim-e-deen baat kar raha hai na
28:05fala deeni jamaat kaam kar raha hai na
28:07ye bahut achi baat hai, lekin ye
28:09kaafi baat nahi hai
28:11ye har musalmaan ki
28:13uski isteedaat
28:15aur istitaat
28:17aur daire kaar
28:19ke itibaar se zimmedaari hai
28:21accha, ummat hi to wohi keh rahega
28:23jo ye kaam karega, kyun
28:25ummat isi kaam ke liye to khadi ki gayi hai
28:27isi kaam ke liye to paida ki gayi
28:29barpa ki gayi
28:31barpa ki gayi ka lafz istimaal hua
28:33surah aal-e-imran ki aayat no 110
28:35bahut mashoor hai
28:37kuntum khair-e-ummatin
28:39ukhrijat-lim-naasi
28:41ta'muruna bil-ma'roofi
28:43wa tanhawna alil-munkari
28:45wa tu'minuna billah
28:47tum behitreen ummat ho
28:49doktor sahab, itna hisa poori ummat ko yaad hai
28:51hum behitreen ummat hai, bhai kyun behitreen ho
28:53kyun behitreen ho
28:55ukhrijat-lim-naasi, tumhe doosron ke liye
28:57barpa kiya gaya
28:59doosron ke liye barpa kiya gaya
29:01humare saab, doktor sahab farbate the
29:03alaih-ur-rahman, ki bhai
29:05duniya apne liye jeeti hai
29:07tumne doosron ke liye bhi jeena hai
29:09doosron ki bhi fikar karni hai
29:11doosron te ponchaane ki zimmedaadi tum par
29:13hum par daali gayi, tum aal-e-imran
29:15aayat no 110, kuntum khair-e-ummatin
29:17tum behitreen ummat ho
29:19ukhrijat-lim-naasi, tumhe logon ke liye barpa kiya gaya
29:21ta'muruna bil-ma'roof
29:23ta'muruna bil-ma'roof
29:25ta'muruna bil-ma'roof
29:27ta'muruna bil-ma'roof
29:29ta'muruna bil-ma'roof
29:31ta'muruna bil-ma'roof
29:33ta'muruna bil-ma'roof
29:35ta'muruna bil-ma'roof
29:37ta'muruna bil-ma'roof
29:39ta'muruna bil-ma'roof
29:41ta'muruna bil-ma'roof
29:43ta'muruna bil-ma'roof
29:45ta'muruna bil-ma'roof
29:47ta'muruna bil-ma'roof
29:49ta'muruna bil-ma'roof
29:51ta'muruna bil-ma'roof
29:53ta'muruna bil-ma'roof
29:55ta'muruna bil-ma'roof
29:57ta'muruna bil-ma'roof
29:59ta'muruna bil-ma'roof
30:01ta'muruna bil-ma'roof
30:03ta'muruna bil-ma'roof
30:05ta'muruna bil-ma'roof
30:07ta'muruna bil-ma'roof
30:09ta'muruna bil-ma'roof
30:11ta'muruna bil-ma'roof
30:13ta'muruna bil-ma'roof
30:15ta'muruna bil-ma'roof
30:17ta'muruna bil-ma'roof
30:19ta'muruna bil-ma'roof
30:21ta'muruna bil-ma'roof
30:23ta'muruna bil-ma'roof
30:25ta'muruna bil-ma'roof
30:27ta'muruna bil-ma'roof
30:29ta'muruna bil-ma'roof
30:31ta'muruna bil-ma'roof
30:33ta'muruna bil-ma'roof
30:35ta'muruna bil-ma'roof
30:37ta'muruna bil-ma'roof
30:39ta'muruna bil-ma'roof
30:41ta'muruna bil-ma'roof
30:43ta'muruna bil-ma'roof
30:45ta'muruna bil-ma'roof
30:47ta'muruna bil-ma'roof
30:49ta'muruna bil-ma'roof
30:51ta'muruna bil-ma'roof
30:53ta'muruna bil-ma'roof
30:55ta'muruna bil-ma'roof
30:57ta'muruna bil-ma'roof
30:59ta'muruna bil-ma'roof
31:01ta'muruna bil-ma'roof
31:03ta'muruna bil-ma'roof
31:05ta'muruna bil-ma'roof
31:07ta'muruna bil-ma'roof
31:09ta'muruna bil-ma'roof
31:11ta'muruna bil-ma'roof
31:13ta'muruna bil-ma'roof
31:15It's been a year since Palestine
31:19The war in Lebanon has intensified
31:21by the Zionist tyrants
31:23There have been hundreds of thousands of martyrs in Syria and Syria
31:27We don't even talk about Myanmar and Burma
31:31Who has the cheapest blood on the ground today?
31:33Muslims
31:35Our Muslim brothers, sisters, children and the elderly
31:39Are we a good Ummah today?
31:41The current situation in the world
31:43The cheapest blood of Muslims
31:45The Prophet's hadith
31:47Muslims are like a body
31:49If one person is hurt
31:51The whole body is hurt
31:55Why is this humiliation with us today?
31:57Why is this humiliation with us?
31:59Why are these conditions imposed on us?
32:01At least we should think about it
32:03You will be a good Ummah
32:05When you fulfill the responsibility of the Ummah
32:07If you are not fulfilling it today
32:09Then we have to tolerate all this
32:11May Allah have mercy on us
32:13May Allah protect our brothers, sisters, children, the elderly
32:15May Allah protect our daughters
32:17May Allah destroy the tyrants
32:19But today the Ummah is in a state of humiliation
32:21The Ummah has left the work of the Ummah
32:23Aslaf wrote
32:25Imam Qurtubi wrote
32:27Other commentators wrote
32:29A person will be called an Ummah when he fulfills the work of the Ummah
32:35I had added
32:37My ability
32:39My ability
32:41My readiness
32:43And my work
32:45A religious scholar has more knowledge
32:47More understanding
32:49More responsibility
32:51More reward
32:53A teacher
32:55He has the ability and knowledge
32:57He will be more responsible
32:59He will be the Imam of the mosque
33:01He will be a speaker
33:03He has more knowledge
33:05He is not responsible
33:07A worker
33:09He earns halal
33:11He breaks stones
33:13And earns
33:15He will not have much knowledge
33:17But he will be responsible
33:19A religious scholar
33:21According to his ability and readiness
33:23Why did I say circle of work
33:25A ruler has a circle of work
33:27I am a father
33:29I have a circle of work
33:31And a woman
33:33Whose responsibility is
33:35As a father and a wife
33:37That is why I said
33:39Ability and capacity
33:41And knowledge
33:43And circle of work
33:45There will be a difference in responsibilities
33:47But
33:49The whole Ummah is responsible
33:51And the whole Ummah is responsible
33:53That after the end of prophethood
33:55It is the Ummah who has to contribute
33:57In conveying this message to all people
33:59And the same thing is not happening to us
34:01We are failing
34:03We don't know
34:05What we are thinking
34:07In front of the prophet
34:09How will I behave
34:11And how will I behave
34:13And the reason for the
34:15Collapse of the Ummah
34:17Is that we left our
34:19Real mission
34:21Religion is the name of a mission
34:23Religion is not a
34:25Complex of worship
34:27It is a mobilized religion
34:29Which will be mobilized till the day of judgement
34:31In this
34:33Just like this universe
34:35Is spreading day by day
34:37And Iqbal said
34:39That this universe
34:41Is not complete yet
34:43That it is coming
34:45And nowadays
34:47We have such a situation
34:49That there is no chance of survival
34:51Earlier we used to say
34:53How would I go there
34:55I was an old man
34:57I could not walk
34:59How would I climb a tree
35:01Now there is no need to go anywhere
35:03Now
35:05Allah has given us a means
35:07With whom we have to apologize
35:09Allah has finished that apology
35:11Now there will be more
35:13Arrests
35:15So be positive
35:17That we accept our honor
35:19That we are the best of the Ummah
35:21Allah has given us honor
35:23That we are part of the Ummah
35:25Of the prophet
35:27This is Allah's grace
35:29Allah's favor
35:31But this grace
35:33What is its demand
35:35That you do your part
35:37In Dawah
35:39Which was the hard work of
35:41Allah's prophet
35:43I call to Allah
35:45This is my way
35:47Surah Yusuf
35:49I am doing this
35:51And my followers are doing this
35:53And I am repeating again
35:55In the true sense
35:57The Ummah will be called
35:59The one who does his part
36:01In the work of the Ummah
36:03We will talk about this later
36:05What are the ways to do this
36:07What are the means
36:09What are the avenues
36:11We will talk about this in detail
36:13Allah has done a great favor
36:15On his people
36:17And has shown this favor in the Quran
36:19That Allah has done a great favor
36:21On you
36:23Allah has sent a messenger
36:25Who recites the verses of Allah
36:27And purifies your souls
36:29So Allah's favor
36:31Allah's favor
36:33Is given by Allah's favor
36:35Allah has done a favor on us
36:37Of course we cannot do a favor on Allah
36:39We will do a favor on ourselves
36:41But Allah's favor is that we do the work
36:43Which he has commanded us to do
36:45Allah's grace is also thankful
36:47That others are also
36:49Tried to participate in that grace
36:51In the Quran
36:53Surah Al-Qasas
36:55Verse number 8
36:57Allah has given him a lot of wealth
36:59And then he disobeyed
37:01Allah said to him
37:03Allah has done a favor on you
37:05Treat people with kindness
37:07He got wealth
37:09We got faith
37:11And this is more precious than wealth
37:13This is the most precious thing
37:15Allah has given him wealth of faith
37:17Wealth of the Holy Quran
37:19Allah has done a favor on us
37:21What is thankful for this?
37:23Learn it, do it
37:25And spread it to others
37:27And this is not a trivial matter
37:29This is a duty
37:31This is a responsibility
37:33According to our ability
37:35It is necessary
37:37We cannot be called a nation
37:39Without doing this
37:41Dear viewers
37:43This is a time to think
37:45Of course
37:47Our time has come to an end
37:49We will continue this discussion
37:51In the next program
37:53Before taking permission
37:55For the next program
37:57I would like to request Shuja
37:59To present today's Hadith
38:01And then we will leave
38:03We have already presented
38:05Hadith
38:07And Huzoor has given
38:09A very beautiful prayer
38:11For the Ummah
38:13He has prayed for the Ummah
38:15And spread it to others
38:17According to Jam-e-Tirmidhi
38:19We say that
38:21A mother's prayer is like
38:23The air of heaven
38:25This is the prayer of Imam-ul-Anbiya
38:27On whom thousands of mothers
38:29Have sacrificed
38:31May Allah keep that person
38:33Who listens to me
38:35And spread it to others
38:37This is an expression of the
38:39Excellency of Dawah-e-Deen
38:41Dear viewers
38:43I would like to take permission
38:45From Dr.Mahmood Ghaznavi
38:47For the next program
38:49Goodbye

Recommended