• 2 days ago
सुनीति ने ध्रुव जी को विदा क्यों किया __ Pt. Shri Vishnu Kant Shastri Ji Maharaj __ Katha2024

Category

🗞
News
Transcript
00:00Kis ko sunayi, theek hai lala, tu nahi manega, tu bhakti ke marg par jayega, jao beta, mera
00:13aashirvaad theke shadha, aur premiyon, suniti ne aaj apne dhruv ko bida de di hai, mahatma
00:22banne ke liye, jo liye bhiksha chahiye, dhanya bhi kariya, theek hai, jao, jo tumhari mano
00:32kaamana hai, wo poorn ho, lekin beta, ek baat kahu, teri mousi, kaise bhi hai, beta, ek
00:41baar mousi ko bhi pranam karke jaye, dhanya hai, suniti ko, jiske putra ko doodkar diya,
00:51lekin phir bhi ussi ke paas bhi bhi aaye, theek hai, ab mousi ke paas poonch gaye, aur
01:00mousi ko jaa karke aur pranam kariye, kaha mousi, main jaa raha hai, kaha, bas, ab yaha
01:15nahi hai, main tu shant ban ho rahe ho, mahatma ban ho raha hai mousi, mujhe bida de, premiyon,
01:25suruchi rani andar se toh prashan ho rahi hai, ki ye chale jaayega, toh mera beta nishkantak
01:31raj karera, lekin baahar se, dukhi ka bahana bana rahi hai, chha tu jaayega, tu jaayega,
01:40theek hai beta tu jaata hai, toh ja tu nahi rukega, teri itsha jo, teri mano kaamana wo
01:46poorn ho, dhruvi ji ne kaha, kaise bhi bhaav se ya kubhaav se, kaise bhi kaha, lekin aasirvaad
01:54toh de diya, premiyon, aise subhaav ke liye, vidwano ne kaha hai, ki vyakti ka subhaav nahi
02:05badalta, kramelak ke panthak jaal me, kramelak kehte hai sanskrit mein oot ko, oot ka subhaav
02:18hota hai, aap chahe usko angoor ke bagiche mein chhod do, lekin wo angoor nahi khaega,
02:24wo toh jhaadiyon mein jaakar ke liye, muay de diya, sajjan vetti ki tulna kis se kiye,
02:34chandan se kiye, chandan jo hota hai, sab ko kushbu deta hai, sajjanon ko bhi deta hai,
02:41aur dushton ko bhi deta hai, kulhadi jo hoti hai, chandan ko kaatti hai, lekin chandan
02:49apne kushbu uss dusht kulhadi ko bhi deta hai, yeh sajjan ka subhaav hai, isliye premiyon,
02:56sajjan vahi hai, dusht ke prati bhi koi baat nahi, ignore kar de baat ko, vahi sajjan hai

Recommended