सनातन धर्म का सबसे प्रामाणिक ग्रंथ कौनसा है _ __ Acharya Narottam Shastri Ji Maharaj __ Katha2024
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Bhagwat Mahapurana hai.
00:10Ek nivedan aur karna chahunga.
00:14Hum sab Vaishnav hai, hum sab Sanatani hai.
00:18Batao hum Vaishnav logon ka, Sanatan Dharmiyon ka,
00:21Sabse Prachin, Sabse Pramane Granth kaun hai?
00:26Kya hai?
00:28Kya hum aatao?
00:31Humara Sabse Prachin Granth,
00:34Jaanteyo?
00:36Ramayana? Bhagwat?
00:39Humara Prachin Granth hai, Ved.
00:44Ved se Prachin kuch nahi hai.
00:48Aur ab jara bahut vichar karna hai is baat par.
00:51Bhagwat Mahapurana kya hai?
00:54Ved se alag nahi hai.
00:56Ved pehle ek hi tha,
00:59Uska naam tha Rig Ved.
01:03Choki humari maata bhene purane jamaane me itni majboot hoti thi,
01:08Ek hi maiya ghar ke saare kaam kar neti thi.
01:12Wo matha bhi banati thi, jhaadu bhi lagati thi,
01:15Baal bachon ka laalan paalan karti thi,
01:17Bhojan bhi banati thi.
01:19Ab nahi, ab to kat gaye.
01:21Ab to jitne ghar mein kaam,
01:23Utne kaam karne wale, utne bhai hai.
01:26Pehle ek hi naukar hota tha,
01:28Ghar mein sab kaam wohi kar leta tha,
01:30Ab to kapda wala alag,
01:32Jhaadu wala alag,
01:33Bartan wala alag,
01:34Pooja karne wala alag,
01:35Bachcha ka laalan paalan karne wala alag.
01:38Iska matlab kya hai?
01:40Pehle ek hi vikti saare kaam karta tha,
01:42Aaj ghar mein sabko alag alag bhibhaag de diye,
01:45Iska matlab yeh hai,
01:46Ke saare ek bal aur medha,
01:48Yeh dono kam ho gaye.
01:51Pehle maharaj ji,
01:52Bedh kitna tha?
01:53Ek.
01:54To itni medha baan log hote the,
01:56Ke ek hi vikti poore bedh aarth ko padh leta tha,
01:59Samajh jata tha.
02:01To bedh avyaz ji maharaj ne mann mein vichar kiya,
02:04Ke log kamjor hote ja rahe hai,
02:06Medha kamjor hote ja rahe hai,
02:08Isliye bedh ko samajh nahi pa rahe hai,
02:11Isliye bedh ka bhibhaajan hona chahiye,
02:14Isliye rik, yaju, saam aur atharv,
02:17Ke chaar bedhon ke bhibhaag kar diye.
02:21Kaam baat diya,
02:22Isko tum padho,
02:23Isko tum padho,
02:24Isko tum padho,
02:25Isko tum padho.
02:26To bedh avyaz ji ne,
02:27Apne hi chaar sishyon ko,
02:29Chaar bedh padha diye.
02:32Acha ek practical abhi yeh hi kar lete hain,
02:35Toda haath utha karke batao,
02:37Ke bedh kisne dekha hai,
02:38Kisne darshan kiya,
02:39Batao ja rahe itni logon mein.
02:42Kuch humare jo brahman hain,
02:44Jo pooja karate hain,
02:45Paath karte hain,
02:47Inke gharon mein hi,
02:48Kewal ab bedh rahe gaye hain,
02:51Baaki bedh to ab chale gaye,
02:54Bedh kahan hai kisi ke,
02:56Aur jab satsang hota hai,
02:57Charcha hoti hai,
02:58Toh log bedh ki duai dete hain,
02:59Saab bedh mein aisa likha hai,
03:01Lekin haqeekat baat to yeh hai,
03:02Jo kah raha hai,
03:03Bedh mein aisa likha hai,
03:04Usne darshan bhi bedh ka nahi kiya,
03:07Teen peedi ka toh humein pata hai,
03:10Kyunki yeh dadaji ke paas mein bedh hote,
03:13Toh humare ghar mein bhi toh,
03:14Woh pustak rakhi hoti hai,
03:16Unke haath ki Ramayan hain,
03:18Unke haath ki Bhagwat hai,
03:20Unke haath ki Bhagwat Geeta hai,
03:21Par bedh nahi hai,
03:24Toh isliye kehne ka matlab yeh hai,
03:26Ki yeh chaar shishyon ko,
03:27Chaar bedh padha diye,
03:30Lekin samasya itne mein bhi,
03:31Samadhan nahi hua,
03:34Aur dhere dhere maharaj,
03:35Aur medha kam hoti gayi,
03:37Log alpag hote chale gayi,
03:40Aur yadi bedh padh rahe hain,
03:41Toh uska bedh aarth nahi,
03:43Samajh pa rahe hain,
03:45Toh pranam antato gattwa yeh hua,
03:47Ke bedh ab Vyas ji ne socha,
03:49Toh iska aur bebhajan hona chahiye,
03:51Toh bebhajan karte karte,
03:531180 saakhaon mein bedh ka bebhajan kar diya,
03:57Kitni saakhain hogi maiyya,
03:591180,
04:02Aur 1180 saakhaon mein bedh ka bebhajan karke,
04:05Alag lag logon ko,
04:06Par ek ek singhita de di,
04:08Ek ek saakha de di,
04:11Isliye jab amare brahmano se gotra poocha jaata hai,
04:14Toh unse yeh bhi poocha jaata hai,
04:16Ke tumhara bedh kaunsa hai,
04:18Toh unse yeh bhi poocha jaata hai,
04:19Ke tumhari saakha kaunsi hai,
04:22Toh alag alag saakhaon ko pradaan kar diya,
04:26Lekin ek bahut gambir baat kehne jaara hain,
04:28Us par jara chintan karein,
04:301180 saakhaon mein bedh ka bebhajan karne ke baad mein bhi,
04:33Bedh surakshit nahi hua,
04:35Aur bedh ab Vyas ji ko chinta hui,
04:37Ke abhi bhi bedh padh toh rahe hain log,
04:39Lekin bedh ke arat ko nahi samajh pa rahe hain,
04:42Toh satraya puranon ke maadyam se bhi,
04:45Bedh ke arat ko kahe diya gaya,
04:49Satraya puranon likh diya,
04:51Aur yahan tak ki maa bharat ki rachana kar di,
04:54Brahma sutra ki rachana kar di,
04:56Aur maa bharat ke baare mein kehte hain,
04:58Yan bharate, tan bharate,
05:02Ek baat batao na aap logon ko,
05:04Ek aisa grant ghar mein rakh le na,
05:07Yeti wo tumne rakh liya toh usme sab kuch hai,
05:11Bhagwat Geeta ko laoge toh bhagwat usme nahi hai,
05:14Raman ghar mein hogi toh bhagwat se bin hai,
05:18Yeti bhagwat hai toh usme ramayan nahi hai,
05:20Hai toh bahut kam sankship mein hai,
05:23Lekin yeti kahi tumne maa bharat ko ghar mein rakh liya,
05:26Toh vedavyas ji kehte hain,
05:28Jo maa bharat mein nahi hai,
05:30Wo bharat mein ghatna ghatit nahi hai,
05:33Yani jo maa bharat mein hai,
05:35Yani sampurna ved ke kalevar ko,
05:38Sampurna shastron ke rahish ko,
05:40Maa bharat mein rakh diya gaya,
05:45Lekin itne ke baad mein bhi,
05:47Vedavyas ji ko chinta lagi rahi,
05:49Ke Ram Ram ved kaise surakshit ho,
05:52Ved ke arth ko log kaise samjhen,
05:55Toh is par koi chintan hona chahiye,
05:58Tab hamare vedavyas ji ne,
06:00Maharaj Shrimad Bhagwat Mahapurana ki rachna ki,
06:03Aur Bhagwat Mahapurana ke madhyam se,
06:06Poore vedarth ko hi ispasht roop se varnan kar diya,
06:10Isliye hamare mahapurush kehte hain,
06:13Bhagwat koi granth nahi hain,
06:15Bhagwat koi saadharan pustak nahi hain,
06:18Shrimad Bhagwat toh pancham ved ke roop mein hain,
06:21Arthaat yeh hai ved ka paripak phal hai,
06:24Yehi Bhagwat hai,
06:26Yeh Bhagwat Mahapurana hai,
06:29Ab aap logon ke mann mein ek baat aur aa rahi hogi,
06:33Maharaj ji ek hamare mann mein sankha hai,
06:36Ke purana kitne hai,
06:39Baraha purana,
06:40Baman purana,
06:41Purma purana,
06:42Matsya purana,
06:43Narad purana,
06:44Bhavishya purana,
06:45Bahut purana hai,
06:46Lekin Bhagwat ji ki katha humne pehle bhi suni thi,
06:50Aur bhi gaon mein suni hai,
06:52Aur phir mann hoga Seetaram ji ki kripa se,
06:55Toh phir Bhagwat sun rahe hain,
06:57Aur phir mann hoga,
06:58Toh phir bhi Bhagwat hi sunenge,
07:00Toh iska matlab yeh bata Maharaj,
07:02Ann toh sab purane hi hain,
07:04Par yeh Mahapurana kyon hai?