• 3 months ago
जीवन को सर्वपर्थम कैसे बनाये _ __ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha2024

Category

🗞
News
Transcript
00:00Shri Ram Chandra Bhagwan ki Jai, Harveli Sarkar ki Jai, Adhamo ke Kharidar ki Jai.
00:18Adhamo ke Kharidar to humari Bihari ji hai, Thakur ji hai, humari Kishori ji hai.
00:27Zagat mein koi Adham ko dekhna nahi chahata aur humari Shri Kishori ji hai jo Adhamo ko Kharid leti hai.
00:38Sanatana Goswami paad, Kolkata ek baar gaye, Ek Brahman ko seva, Shri Damodar Lal ki seva de karke,
00:47Lot karke jab Shramad Vrindavan aaye, To dekha Damodar ji bahot sukh hai.
00:53Raat, Brahman devta se poocha, Sarkar aap bhog nahi lagate, Bhole maharaj bhog to bade bhaav se lagata,
00:59Bhole phir Damodar ji sukh kaise gaye?
01:03Raat ko so rahe the, To shwapra mein Damodar Lal prakat hue, Bhole bahot chaur se bhog lagi hai.
01:11Kyon? Devta, Brahman devta ne bhog nahi lagaye, Bhole woh to bahot tum se bhi accha bhog bana bana ki lagate the,
01:17Bade bhaav se pavate the, Bhole phir sukh kyu gaye?
01:21To, Shri Damodar Lal ne kaha,
01:26Jo bhaav, jo swaad aapke bhog mein hota tha, Wo pandit ji ke bhog mein nahi hota, Isliye sukh gaya,
01:34Raat mein jag karke khichdi banayi, bhog lagaya, Shri Damodar Lal ko pavaya,
01:39Wo Damodar Lal purvant ho gaye,
01:42Bhaav mein kshanti devta,
01:45Sab bhaav ka khil hai,
01:47To,
01:49Yeh pavan katha,
01:50Naasti Ganga swam teertham,
01:52Naasti Madhvi shamo guru,
01:54Naasti Vishnu shamo devu,
01:56Naasti Ramayana raat param,
01:58Ganga ke saman koi teerth nahi,
02:01Dev nadi nahi,
02:02Mata ki saman koi guru nahi,
02:05Bhagwan Vishnu ke saman koi devta nahi,
02:08Par Ramayana se badh karke koi uttam vastu kranth nahi,
02:12Naasti Vedasam saastam,
02:15Valmiki Ramayana ke mahatme,
02:17Yeh shlok likhi gayi hai,
02:19Bhagwan,
02:22Valmiki likhe dwara,
02:24Ramayana ke mahatme,
02:26Shri Valmiki Rishi kahte hai,
02:28Valmiki Ramayana mein,
02:30Naasti Vedasam saastam,
02:32Naasti shanti samam sukham,
02:34Naasti shanti param jyotr,
02:36Naasti Ramayana raat param,
02:38Ved ke saman koi saastam nahi,
02:40Saanti ke saman koi shukh nahi,
02:46Bhagwan Geeta ji mein kahte hai,
02:48Asaantasya kutha shukham,
02:50Jiska mann ashaant hai, usko shukh kahan se mil sakta hai,
02:54Asaantasya kutha shukham,
02:57Saanti se badh karke koi jyoti nahi,
03:00Aur Ramayana se badh karke,
03:02Iss se bada koi utkrishta kaam bhi nahi,
03:05Shri Ram anant hai,
03:07Unke gun anant hai,
03:09Unki kathaun ka vistaat asheem hai,
03:13Nirmal vichar wale prani,
03:15Jab iss kathaun ko shravan karte hai,
03:17Toh unka jeevan shato pradhan ho jata hai,
03:21Adhyatma ke maarg mein uddheshe kya hai,
03:24Hamara jeevan kisi prakaar se shato pradhan ho jaye,
03:30Shato gun ki abhivrati jeevan mein hoti chali jaye,
03:34Bhagwan Shri Krishna jab iss dharadham ko chod karke,
03:37Panch bhotik sarv se jaane lage,
03:39Toh uttav ne poocha,
03:42Police sarkar,
03:44Yeh mann aapki charanon mein lage kaise?
03:51Toh Bhagwan ne kaha,
03:53Uddhav, mann ko vash mein,
03:55Mann ko meri charanon mein lagana hai,
03:57Toh jeevan ko shato pradhan banao,
03:59Raj aur tam ko se door ho jao,
04:02Toh uddhav jee ne kaha,
04:04Sarkar yeh raj tam nasht kaise ho?
04:06Jeevan mein,
04:08Raj aur tam nasht kaise ho?
04:10Chuki jeevan raj aur tam pradhan nahi hai,
04:13Bhagwan ne kaha,
04:15Uddhav, raj aur tam ko nasht nahi kiya jaa sakta,
04:20Jaise Rama avatar mein,
04:22Shri Hanuman ji,
04:23Bhagwan Shri Ram ko atishik priya hai,
04:25Aise Krishna avatar mein,
04:27Uddhav Bhagwan ki atyant sanlikat hai,
04:29Shri Uddhav jee,
04:32Bhagwan ne kaha,
04:33Uddhav,
04:34Raj aur tam ko kabhi nasht nahi kiya jaa sakta,
04:37Toh,
04:38Kya karein?
04:39Bole,
04:40Jeevan mein shatva ko badhao,
04:42Jab shatva badhega,
04:44Toh raj aur tam swatah hi,
04:46Sham toh hota chala jaayega,
04:48Isko mataya nahi jaa sakta,
04:49Sanasht nahi kiya jaa sakta,
04:51Shatva ki jaise jaise abhivratti hogi,
04:54Kisi ka jeevan shatva pradhan hai,
04:56Kisi ka raj pradhan hai,
04:58Kisi ka tam pradhan hai,
05:00Koi kitna bhi bala shatvik jeev kyun na ho,
05:03Lekin fir bhi,
05:04Chauvis gante ke intral mein,
05:05Uske jeevan mein,
05:06Kshan bhar ki liye sahi,
05:07Raj aur tam ka pravesh,
05:09Havasya hota tha,
05:10Lekin jo mahajan hote hain,
05:12Voh raj aur tam ko bhaam lete hain,
05:15Aur,
05:16Jab aise yavasth aati hai,
05:18Toh kehte,
05:19Hey naad,
05:20Hey mere naad,
05:21Main aapka hoon,
05:22Aap mere hoon,
05:30Kripa rana,
05:37Kripa rana,
05:39Shri uddhav ji ne,
05:41Sarkar, yeh shatvo bade kaise hai?
05:44Toh,
05:45Das upaye bataye,
05:46Jeevan mein shatvo bade hai,
05:48Iske sath das upaye bataye,
05:51Usmein samse pehla upaye hai,
05:54Shri Thakur ji ki katha ka aashay leta rahe,
05:59Aise toh,
06:00Das upaye bataye,
06:01Lekin pratham upaye,
06:03Shri Thakur ji ki katha ka aashay leta rahe,
06:09Shatvasang,
06:10Is sankraman kaal mein,
06:11Shatvasang hi ek aisa upaye hai,
06:14Jisse saadhak,
06:15Pushna ho sakta hai,
06:18Saadhak,
06:19Saadhana ki gehraiyon mein,
06:20Pravesh kar sakta hai,
06:22Shatvasang ki alaga,
06:23Aur,
06:24Koi upaye nahi,
06:25Kali kaal se bachne ka,
06:29Shri Goswami ji ne,
06:33Bhagwan ki shri sharanon mein,
06:35Apne,
06:37Mastak ko chhuka karke,
06:39Pranam kiya hai,
06:40Aur,
06:41Ye Ramcharitmanas,
06:43Sambat 1601 teesa,
06:46Mein,
06:47Divya Ramcharitmanas ko,
06:49Pranam kiya,

Recommended