Kurulus Osman Season 05 Episode 138 - Urdu Dubbed Sun Digital HD Channel

  • 2 days ago
Kurulus Osman Season 05 Episode 138 - Urdu Dubbed Sun Digital HD Channel

Category

📺
TV
Transcript
00:00As-salamu alaikum.
00:18Madrasah Yusufiyah ki ziyarat ka zariyah bani aap.
00:29Shukriya hulufira khatun.
00:31Asal main aapki shukr guzaar hoon main.
00:35Lekin madrasah ka zikr kaisa?
00:40Yahan par kya sikhaya jaa rahe hain?
00:45Yusuf alaihissalam na yahan saza paane walon me se
00:48bahot se logon ko haq aur batil ki talim di.
00:51Aur ba khabar kiya unko.
00:54Tab se iss jagah ko log
00:57Yusuf madrasah kahte hain.
01:00Yahan jo sikhaya jaata hai wo yeh ki
01:04Zindagi cheene walon ko zindagi ki qadar.
01:08Khayanat karne walon ko amanat ka darz.
01:11Haram ki taraf badne walon ko halal ki qadar malum hoti hai.
01:18Theek hai lekin agar jaante hoon wo bekusur hai
01:23Uske baawajood uspe alzaam lagaya gaya aur zindan mein phek diya
01:29Toh phir wo kya kare?
01:32Humne isse Yusuf madrasah kaha hai.
01:36Yusuf alaihissalam ko bhi taumat ki wajah se jail mein daal diya gaya.
01:40Wo bekusur the.
01:43Lekin phir bhi unhe kuch cheeze malum karna aur seekhna thi.
01:48Sabr aur Allah par tawakkal karna.
01:52Lekin agar insaan Allah par bharosa karna jaata hai
01:57Toh usse pehle khud ko jaana hoga.
02:00Khud ko paane ke liye khud ko chhodna hoga.
02:04Haqiqat tak pahoshne ka raasta khud ko bhulane se aasil hoga.
02:09Khud ko bhula diya jaaye toh kya reh jaata hai?
02:15Hu, kya uske sewa koi cheeze baqi reh sakti hai?
02:25Aur azeem Eesa, unhone bhi toh apni qurbani di thi.
02:29Aap waqif hai kya?
02:31Waqif hoon mein.
02:33Unhone bhi doosre nabiye ki tarah apni ummat ke saamne khud ko pesh kiya.
02:37Haala ki unki ummat ne unke saath khayanat ki phir bhi
02:41unhone ne Allah par kaamil bharosa rakha.
02:44Aur ab aap agar is zindaan mein khud ko talaash karna chahti hain
02:50aur apne Rab ko paana chahti hain toh
02:54nabiyon wala raasta ikhtyaar karein.
02:57Ki uz raasta par kabhi koi nukhsaan nahi hota.
03:04Allah ki aman mein rahein.
03:11Allah ki aman mein rahein.
03:31Jald,
03:33bhalke bahut jald
03:36Qatlaan ke saqt aur mahir jamjoo qaraar gah tayyaar kar linge.
03:41Wo kaha hai? Tum mahal mein kyun nahi laate unhe?
03:44Kyunki unko abhi frank nahi pahunch hai.
03:49Benjamin.
03:50Hukum karein Imran Taqi.
03:53Wo log Saud bhi ke sahil par utar gaye hunge.
03:56Pur josh istaqbaal karo.
03:58Wo Qatlaan ke saath ittehaat karenge.
04:02Maine unhe meydan e jang mein dekha hai.
04:05Unha qaabil ish shikast hain.
04:08Jab Frank aur Qatlaan ek ho jayenge
04:11toh ek azeem fauj ka aghaz hoga.
04:16Phir unhe koi nahi rukh sakega.
04:19Usman aur sab hamare saamne khudne dekhenge.
04:25Khatun.
04:27Holo phira aur Olivia khatun ko le jaao.
04:31Jaldi.
04:46Orhan.
04:47Main aur meri bhanji dono be kasoor hai.
04:50Orhan.
04:51Main aur meri bhanji dono be kasoor hai.
04:58Hi Kurt.
05:00Hum darwaze par aapke muntazir hain.
05:03Hum darwaze par aapke muntazir hain.
05:17Mujhe bhaagne ki wajah kya hai?
05:22Tum matat nahi kar sakte meri.
05:25Aur nahi mujhe tum se koi matat chahiye.
05:29Tum hi ne mujhe se kaha tha
05:31sharai qanoon ke taheb kisi par kabhi zulm nahi hota.
05:35Kis tarah ki baatein kar rahi ho Holo phira?
05:37Aaj adalat mein insaaf hoga.
05:40Hamari takdeen mein jo hoga,
05:42wahi milega.
05:45Rukh ho meri baat suno.
05:47Dekho meri taraf.
05:49Meri baat yaad rakhna.
05:52Mera mukaddar tum hi ho Holo phira.
05:55Parishan nahi hona hai.
05:57Tumhari beguna hi jalt sabit kar dunga.
06:01Ek waqt tha.
06:04Main bhi tumhari tarah hi sochti thi.
06:10Tum mere dil ki khushi tha.
06:17Lekin wo khwab toot chuka hai.
06:20Tum bhi jaag jao.
06:23Main tumhi dubhara kabhi nahi ho.
06:26Aur haan.
06:30Bhool jao mujhe.
06:55Bhool jao mujhe.
07:20Bhooshiyan.
07:22Usman sahib.
07:26Bhooshiyan.
07:40Olivia.
07:41Holo phira.
07:43Aap dono aa gaya chahiye.
07:55Olivia.
07:57Alchim khatun ki jaan lene ki koshish mein
08:01Ayesha khatun ko zehr de di aapne.
08:03Yeh sach hai.
08:05Yehi sawalat malhoon khatun ne bhi ki hai.
08:08Maine zehr nahi diya Usman sahib.
08:11Goran.
08:13Janab.
08:15Janab.
08:23Yeh angooti kisi ki hai?
08:26Meri hai yeh angooti.
08:29Lekin angooti se kya saabit hota hai?
08:34Iske andar ka zehr kai cheezon ko zahir kara hai.
08:38Bataiye.
08:42Yeh zehr kahan se aaya?
08:46Yeh hi wo zehr hai.
08:49Jo bhi
08:51Ayesha khatun ki ragon mein daud raha hai.
08:55Wo zindagi aur maud se lad rahi hai.
09:01Aap dono mein se kisi ne
09:05Yeh zehr paani mein milaya tha.
09:07Usman sahib.
09:09Jis din se aapke mahal mein aayi ho.
09:11Ek kaidi ki tana reh rahi ho.
09:13Main aapki mahal ki khawateen aur jangjoon ke bagayar kamre se bahar bhi nahi nikhli.
09:15Aur us kamre mein bhi nahi gayi.
09:17Chahe toh malhoon khatun se pooch hai.
09:19Yeh durust keh rahi hai Usman sahib.
09:21Khawateen har waqt pehre par hoti thi.
09:23Aisa kuch hota toh yeh log bata deti.
09:29Usman sahib.
09:31Usman sahib.
09:33Usman sahib.
09:35Usman sahib.
09:37Usman sahib.
09:39Hello Fira.
09:43Aap tum bata ho zara.
09:49Jab maine suna inki shaadi ho rahi hai.
09:53Usse pe qaboo nahi rak sakhi main.
09:59Elcham khatun ko zehr dene ke bajay
10:01Aisha khatun ko de diya.
10:05Pashiman hoon.
10:07Kash kaisa nahi karti.
10:15Katil.
10:17Katil hoon tum.
10:19Elcham khamos raho.
10:21Pur sukoon ho jayiye.
10:23Yeh gussa aur shiddat dikhane ki jagah nahi hai.
10:29Hello Fira.
10:31Kaisa kiya yeh bata hoon.
10:33Khala ki angooti mein
10:35zehr hota hai jaante thi main.
10:37Wo sote waqt nahi pehne thi.
10:41Maine le li.
10:43Kisi ko malum nahi hua.
10:45Elcham khatun ke kamre mein
10:47jaakar
10:49paani mein zehr mila diya.
10:57Yeh hi ilzam tha.
10:59Yeh hi ilzam tha
11:03jo itaraf kar rahi hoon.
11:17Kya kuch aur kehna hai tumhe?
11:25Hello Fira ne.
11:27Khatun ki jaan lene ki koshish mein
11:29Ayesha khatun ko zehr de diya.
11:37Kahiye Elcham khatun.
11:39Kya kuch kehna chahti hain
11:41is mauka par?
11:45Aapki adalat ke insaaf par maine shak kiya
11:47uske liye maafi chahti hain Usman Sardar.
11:49Mujhe jo kehna tha
11:53wo Hollow Fira ke bayan se waze ho gaya hai.
11:55Aur shukar hai bhabhi ko kuch nahi ho.
11:57Kasas ke taur par
12:07maud to nahi chahti.
12:09Lekin mein chahti hoon
12:11ke yeh dubara iss sarzameen par apne kadam na rakhe.
12:21Jeh Gunduz Sardar.
12:23Kuch kehna chahenge aap yahaan?
12:25Jo meri beti ne kaha
12:27main uski raay se raza mando.
12:37Toh theek hai.
12:39Rukh jayiye.
12:41Main bhi kuch kehna chahti hoon.
12:43Ayesha?
12:45Bhabhi?
12:47Moazat chahti hoon main aapse.
12:49Aapko rukhne ke liye.
12:51Magar main badla ka haq rakhti hoon Sardar.
12:59Main iss Theek 4 ki beti ko hargis maaf nahi karungi.
13:05Badla chahiye mujhe.
13:17Badla chahiye mujhe.
13:43Ayesha Khatun
13:45yeh hi faisla hai aapka.
13:47Insaaf ka takaza bhi toh yeh hi hai.
13:49Jo rahim na kare
13:51uswar bhi rahim na kiya jaye.
13:57Main bhi yeh hi chahti hoon janaab.
14:15Aapne faisle ka ailaan karta hoon main.
14:25Aloha Firaah ne
14:27Aljim Khadoon ko zehr dene ki koshish mein
14:29Ayesha Khadun ko zehr diya.
14:31Pashamani ka izhaar toh kiya gaya.
14:33Ehtaraaf bhi kiya gaya.
15:05Ayesha Khatun is being punished for poisoning Ayesha Khatun.
15:14Ayesha Khatun is being punished for poisoning Ayesha Khatun.
15:33This is what justice demands.
15:40May God forgive your sins.
15:44May God forgive your sins.
16:14May God forgive your sins.
16:22Forgive me.
16:44Dear.
17:14May God forgive your sins.
17:44Hello, Farah.
18:14May God forgive your sins.
18:44May God forgive your sins.
18:59Finally, I got justice.
19:03Thank God.
19:06She got the punishment for her sins.
19:09If she hadn't done this, she would have been alive today.
19:12This was a difficult decision, Usman Sardar.
19:19Gunduz Sardar.
19:22The most important thing is to keep an eye on her.
19:29May God protect us.
19:42Sir.
19:44We have received news that the Crusaders are approaching the Harmans.
19:47And they are moving towards Saudi Arabia.

Recommended