• 2 months ago
Kurulus Osman Season 05 Episode 135 - Urdu Dubbed Sun Digital HD Channel

Category

📺
TV
Transcript
00:00Baba mujhe pooche bagar yeh kaise kar sakte hain, haan? Bataye kaise kar sakte hain?
00:11Ab kya tumse ejazat leenge haan? Baba aur waleda muttafak hain. Aur yehi unka faisla hain.
00:18Waleda aur baba ne nahi, shaadi maine karni hain, maine!
00:21Hum faisla kar chuke hain jo nahi patla jayega.
00:26Aur agar ab tumhari zabaan par Alauddin ka naam aaya, toh main uski jaan le lunga.
00:32Aur peeche nahi hatunga ab. Achhi tara samajh lo Gonja tum.
00:37Kya main andar aa sakti hoon, Gonja Khatun?
00:40Aa jao Fatima.
00:45Bala Waleda aapko bula rahi hain. Ayesha Khatun ke ilaaj ke liye aapki zarurat hai.
00:52Jao Gonja.
00:55Haan, jaoongi main.
01:11Alauddin?
01:18Akar bhai ne dekh liya toh...
01:19Mujhe kisi ki parwa nahi Gonja. Yeh shaadi kab teh hui?
01:23Jab se maine yeh baat suni hain, badi mushkil se khud ko rok rakha hai.
01:27Tumhe maloom tha na?
01:29Nahi, mujhe maloom nahi tha.
01:33Mera dimaag bahot ilaj kiya hai.
01:37Baba mere saath aisa... Baba aisa mere saath kaise kar sikte hain, samajh nahi aara.
01:43Zyada parishan mat ho Gonja. Main jaanta ho hume kya karna hai.
01:47Kya karna hai?
01:51Hum nikah kar lenge.
01:54Yeh aap kya keh rahe hain, aapko pata bhi hai?
01:59Is baat ka matlab jaanta hai na, Alauddin? Matlab, jang hai.
02:03Jang sirf Kayo aur Garimaan mein nahi, balke Jaandar ke saath bhi hoga.
02:07Agar yeh jang hai, toh main yeh jang laadunga Gonja.
02:11Hargis tumhe kisi aur ka nahi hone dunga main. Kabhi nahi hone dunga.
02:15Apni maupat ke liye, kisi bhi hattak jaunga.
02:17Hargis tumhe kisi aur ka nahi hone dunga main. Kabhi nahi hone dunga.
02:21Apni maupat ke liye, kisi bhi hattak jaunga.
02:24Alauddin, isme tumhari jaan bhi jaa sakti hai.
02:29Main aisa nahi hone dungi. Tumhe khud ke liye aag mein nahi jog sakti main.
02:34Gonja, tumhare saath, main bhi aag mein kuch jaunga.
02:41Chalo mere saath, Baba ke baas chalte hain.
02:43Wo zaroor huma aasaad denge.
02:52Nahi, nahi. Sab maang lo mujhse. Meri jaan bhi maang lo mujhse.
03:01Lekin main tumhe khud ko aag mein nahi jog ke dungi. Sun liya madrasi wale.
03:05Madrasi wale, kya tum mujhe aisa hi pukara karoge, chaal baas khatun?
03:15Maan jao.
03:20Meri baat maan lo, taake aazmaish khatm ho.
03:23Kaash ke main inke liye kuch kar paata. Bohot bura hua yeh.
03:28Afsoos ho raha hai.
03:31Kayo Maas.
03:32Jee janaab.
03:33Kal hum saradi bazaar jaayenge. Tamaam tayyaariya ho jaani chahiye.
03:37Jo hukum Shehzade.
03:43Arey, yeh kahan se aagya?
03:46Gonja.
03:48Mehmat inko maar daalega. Kya kaafi hai?
03:51Kya kaafi hai?
03:52Arey, yeh kahan se aagya?
03:54Gonja.
03:56Mehmat inko maar daalega. Kya kaafi hai?
04:03Yeh hi waqt hai Ghazi. Yeh hi waqt hai.
04:07Aisa nahi hoga.
04:08Yeh sirf tumhari liye Gonja khatun.
04:11Mehmat Sardar, apni talwar nikalo aur mukabla karo mera.
04:16Abhi toh bohot se hisaab lene hai tum se jaante ho.
04:19Oh, toh Ghazi mere saath maksh karna chahata hai.
04:24Toh aajao phir.
04:30Mera sheher Ghazi hai. Aajao mere paas.
04:35Tum jaise bahadur ki humein bahut zaroorat hai.
04:38Toh phir batao mujhe chhote sepahi, kab jang pe chaloge humare saath?
04:44Mujhe mushkil mein mat daalo Alakdin.
04:49Main tumhara intazaar karunga Gonja khatun.
04:54Ghor karna is baare mein.
05:08Main tumhare baghar nahi reh sakta Gonja khatun.
05:12Main tumhare baghar nahi reh sakta Gonja khatun.
05:19Holofera toh kuch bhi nahi bata rahi janaab.
05:22Woh sirf Yunus Emre se milna chahati hai.
05:26Uski fikar mat karo. Hargis fikar mat karo.
05:29Yunus Emre uski zaroor rahanmai karenge Inshallah.
05:33Aur kaun hai iske peeche jaan jayenge. Tum parishan mat ho.
05:36Inshallah janaab. Inshallah.
05:39Kya mein andar aa sakta hoon Usman Sardar?
05:42Aajaiye Kunduz Sardar.
05:49Kunduz sahab bataiye. Ayesha khatun kaise hai?
05:57Ayesha peeti. Meri aankhon ke saamne maudh se ladh rahi hai.
06:03Kaun jaanta hai. Jisne bhi yeh kiya. Woh kis aaal mein hai?
06:09Hum is maamli ki tahteek kar rahe hain Kunduz sahab.
06:12Inshallah jal pata chal jayega ki yeh kisne kiya tha.
06:15Toh kya yeh holo phira khatunne nahi kiya?
06:20Bataaye mujhe malhoon khatun.
06:25Haan.
06:28Ya phir aap kisi se khauf zada hai.
06:31Rukiye. Rukiye Kunduz Sardar.
06:34Aaj tak hum kis se khauf zada huye?
06:37Haan. Agar koi hai toh bataiye mujhe.
06:39Is haqiqat ko aashqaar karne ke liye insaaf ke taqazi poore kiye jaayenge.
06:46Sahi. Usman Sardar. Aapki adalat par barusa hai mujhe.
06:53Sardaraan aur mera kabila aapke faisle ke muntazir rahenge.
06:57Magar jo kuch bhi iske baraqs hua aur insaaf ka hasool na hua toh?
07:07Hmm. Kahiye Kunduz Sardar.
07:11Haan. Apni baat mukhamal kishe.
07:15Toh phir main.
07:18Ittihad aur barusa nahi karunga.
07:20Agar Sardaraan aur kabila ka mujh par aitmaat khatam ho jaye.
07:24Toh main chala jaunga Usman Sardar.
07:28Usman sahab ke insaaf ke tarazu mein adham toh wazun nahi ho sakta.
07:32Aap bilkul fikir na kije.
07:35Holo firah par muqaddaba chalega. Aur kal hi adalat lagegi.
07:40Usman sahab ke insaaf ke tarazu mein adham toh wazun nahi ho sakta.
07:44Aap bilkul fikir na kije.
07:46Holo firah par muqaddaba chalega. Aur kal hi adalat lagegi.
07:51Agar...
07:53Agar wo kosoor waar hai toh usse saza di jayegi.
07:57Har giz iski fikr mat kije.
07:59Theek hai.
08:01Malhoon.
08:04Kal tak ka waqt hai.
08:06Jo aapka hukum.
08:12Chalo khatun jaldi karo.
08:14Agar zaitoon aur roti rag di hai toh le jao.
08:16Roti thandi ho jayegi warna. Chaldi karo.
08:18Jaldi jao jaldi.
08:23Shukar hai sab theek hai.
08:35Toh aa gaya hai maahe ramzan.
08:38Aay mere aakhon ke noor.
08:41Ab ise bachane ka waqt aa gaya hai.
08:54Maine aapki adab maujood ki mein bohot duaayin ki aapke liye.
08:58Shukar hai us rabb-e-karim ka.
09:00Ki hum ye ramzan ek saath guzarenge.
09:11Mushkil waqt guzar gaya hai.
09:13Aur khushi ke din wapas aa gaye hai.
09:20Mere saamne muskurati raho Algin.
09:23Jab tak hamari khushi poori na ho jaye.
09:30Mujhe sharbanda mat kare.
09:32Acha nahi laga ki?
09:34Oho! Toh ye dhol aap baja rahe hain Jair Kota hai.
09:37Haan.
09:39Baba, mujhe har Jangju ne ek hi baat kahi.
09:42Ke Ghazi, bade ho jao phir bajaana.
09:45Aur ab toh mein bada bhi ho gaya hoon.
09:47Mere bete, ye dhol tumhare baba nahi.
09:50Apne haathon se banaya tha.
09:55Aur ise bajaana koi aasaan kaam nahi hai.
09:58Mere bete, ye dhol tumhare baba nahi.
10:01Apne haathon se banaya tha.
10:03Main har mushkil se lath sakta hoon.
10:06Haan.
10:08Isko dekhe.
10:10Zara de ise phir dekhte hai ye kya karta hai.
10:13Haan, ek mauka toh dije.
10:15Hamara Ghazi kisi kaam mein beeche nahi raha hai kabhi.
10:24Toh ye baja sakta hai ise?
10:27Chalo toh phir baja kar dikha hoon.
10:36Karibhaon mere.
10:42Yeh lo.
10:44Aur yeh bhi lo.
10:48Ab ise, sohr se baja hoon.
10:57Mere bete, sirf dhol ke awaaz kaafi nahi hoti.
11:02Iske saath achche alfas ki zarurat bhi padti hai.
11:05Aise alfas jisko sunte hi log neen se jaag jaye.
11:08Kyu maalkar?
11:10Mujhe malum hai ki mujhe kya kehna hai baba.
11:12Achcho.
11:20Humme bohot shur sunne ko milega.
11:27Alauddin.
11:31Kya kar rahe hoon?
11:36Orhan bhai, agar mein Gonja ko aqua kar loon,
11:40toh Turkman Sardar aapas mein ladenge.
11:43Aur haan,
11:45Aur haan,
11:47Aur haan,
11:49Aur haan,
11:51Aur haan,
11:53Aur haan,
11:54Aur haan,
11:56Kayamat par baah hoge.
11:58Aur uska aasar tum par bhi hoga.
12:01Toh aisa sochna bhi nahi alauddin.
12:04Main pehle baba se baat karunga.
12:07Lekin mujhe nahi malum ke,
12:10Agar unhone inkaar kiya toh kya hoga.
12:17Yeh humare saath kya ho raha hai?
12:20Dada kaha karte the,
12:21Aashiq ka imtehan kaafi mushkil hota hai.
12:25Kya humari mahabat badhne se,
12:27Humara imtehan bhi badh jayega?
12:30Yakeen jaano hum dono ka haal.
12:33Mere bhai ek doosre se alag nahi hai.
12:37Lekin nahi jaanta ki kya karna chahiye humein.
12:42Ek taraf hai riyasat.
12:46Aur doosri taraf hai holo phira.
12:48Aur ab toh wo zindaan mein hai.
12:50Nahi samajhne ke,
12:52Aur nahi sochhne ke kaabil bichaun.
12:56Yeh wujood bejaan lagta hai.
13:00Kyunke mera dil aur dimaag toh zindaan mein hai.
13:04Aur main?
13:06Main kya karun?
13:08Wo waha rahdaari mein khadi hai.
13:11Agar main bahar jata hu,
13:13Toh uski saanse sun sakta hu.
13:14Lekin usse hasal nahi kar sakta.
13:18Uske kareeb nahi jaa sakta.
13:23Aur ab,
13:26Aur ab yeh shaadi ka masala bhi hai.
13:31Alauddin,
13:33Aisa karo ke pehle baba se baat karo.
13:35Aur agar uske bawajood koi raasta nahi milta,
13:37Toh uske liye toh bhi bhiyaan nahi hai.
13:39Aalauddin,
13:41Aisa karo ke pehle baba se baat karo.
13:42Aur agar uske bawajood koi raasta nahi milta,
13:44Toh uske liye toh bhiyaan nahi hai.
13:48Toh mukhtasir baat karte hain.
13:50Ek shahzada lamba hai bahot,
13:52Magar uski akal,
13:54Ghutno mein hai.
13:56Main tumhe gaunja kisi haal nahi doonga.
13:58Ab shabash, sehri ke liye uth jao.
14:04Agwa shuda ladki,
14:06Main tumhaye saath khada hu.
14:08Chalo jao yaha se.
14:10Tum se zyada poor ehtimaat toh yeh hai.
14:12Dekh liya?
14:14Aalauddin,
14:16Mere pyare bhai,
14:18Kuch ho jaye, main tumhare saath hu.
14:20Khud ko aqeela nahi samajhna.
14:23Orhan bhai,
14:25Agar main charwahe Usman ka beta hota toh,
14:28Bilkul bhi nahi heech ke chahata.
14:30Hum Usman Sardar ke bete hai, Orhan bhai.
14:33Aisa hi hai.
14:35Lekin is waqt,
14:37Usman Sardar humare muntazir hai.
14:39Chalo.
14:42Chalo.
15:1311 mahino ka Sultan Mahe Ramzan,
15:16Aur Sultana Gonja mere dil ki Sultana hai.
15:19Ghazi sipahe ka,
15:21Pehgaam hai Gonja ke liye.
15:23Ramzan Mubarak iktidam mein,
15:25Do eede hongi.
15:35Ghazi,
15:37Ghazi,
15:42Chalo aajho, aajho mere saath.
15:44Aajho, abhi tak koi nahi utha.
15:46Yaad rakhna ki yeh Shehzada,
15:48Mujhe tumse door nahi kar sakega.
16:06Hume yeh Mubarak Mahe Ramzan phir dekhna naseeb hua mere Rab ka laak laak shukr hai.
16:10Inshallah,
16:12Is Mahe Ramzan,
16:14Apne logon ke liye aur hasaniya karenge.
16:16Inshallah Sardar.
16:18Hatta ki,
16:20Yeh bhi socha hai maine,
16:22Ke Orhan ki shaadi ka ihtimam kiya jaye.
16:25Yeh munasib rahega.
16:31Hume yeh Mubarak Mahe Ramzan phir dekhna nasib hua mere Rab ka laak laak shukr hai.
16:35Aur,
16:38Hum par jo aafate musibate aayi hai, hum sabko maloom hai.
16:41Mera Rab hume is Mubarak Mahe na ki barkat se,
16:44Kuffaar aur zalimon ko tabahu barbaat karne ki kuwat ada karega.
16:47Inshallah.
16:49Aur saath hi,
16:51Hum apne logon aur tamam musalmanon ko muttahid karne ke liye,
16:53Jo zaruri hua wo bhi karenge.
16:56Kafiron ko,
16:58Kabhi bhi apni sarzabeenon mein daakhil hone ki,
17:00Hargiz ajazat nahi denge.
17:02Lekin,
17:04Kul liye,
17:06Yeh sab karne ke liye,
17:08Pehle hume muttahid rehna hai.
17:18Sahi kaha na, Gundoo Sardar?
17:20Bilkul, aisa hi hai, Usman Sardar.
17:28Kya kahte hain, Mehmed Sardar,
17:31Jab kafir hum par waar karne ko tayyar hai,
17:34Toh humein apni safon ko muttahid rakhna zaruri hai,
17:38Taake jab wo humaari taraf padhne ki koshish karein,
17:41Toh hum mukabla kar sakein uska.
17:44Bilkul, Usman Sardar.
17:46Jo humaari zimmedaariya hai, hum poori karenge.
17:51Haan, shukriya, shukriya.
17:53Konur,
17:55Atranus Qala ke ird gird maujood sipahiyon ko,
17:57Sahari ke liye kuch khaane ko bijwa diya tumne?
17:59Ji, bijwa diya hai, Sardar.
18:01Achha kiya, bahot achha kiya, mashallah.
18:02Humne, Yeni shahar ke logon mein,
18:04Sahar aur iftaar ka samaan bhi takseem kiya.
18:07Gundu Sardar ke khaandaan ki,
18:09Tamaam zaruriyaat puri kar di gayi hai.
18:11Mashallah, mashallah, bahot achha kiya, mashallah.
18:13Aur haan, apne padosiyon ka bhi khyaal rakhna chahiye.
18:16Yehi taalimat hai, Rasoolullah Sallallahu alaihi wa sallam.
18:19Sallallahu alaihi wa sallam.
18:21Waise ye, humare padosi nahi,
18:23Balke humare khaandaan hai.
18:25Aur haan,
18:27Kisi unchi choti par maujood,
18:29Bhooke parinde ka khyaal rakhna bhi,
18:30Hamara farz hai.
18:32Agar hume,
18:34Roti ka ek lukma bhi naseeb hota hai,
18:36Toh hume usse bhi abas mein,
18:38Ek doosre se baatna chahiye.
18:40Shukar hai Rab ka,
18:42Ki hum uski deewi nimato se,
18:44Lutfandoz ho rahe hain.
18:46Chaliye, chaliye shuru kijiye,
18:48Bismillahirrahmanirrahim.
18:50Aap sabhi ko sahari mubarak ho.
18:54Lejiye, shuru kijiye, shuru kijiye.
18:57Bismillahirrahmanirrahim.
18:58Bismillahirrahmanirrahim.
19:01Bismillahirrahmanirrahim.
19:12Yeh bojh mere liye kuch bhi nahi hai.
19:14Main yeh takleev bardaash kar loonga.
19:16Khao beta, khaat huve baatein nahi karte.
19:23Yeh le Usman.
19:28Hum.
19:59Imran Teghin,
20:02Dafan kar diye jaoge,
20:04Taranoos kale ke andar hi.
20:06Tumne jahan bana liye hai,
20:09Allah haq ke saath hai.
20:11Allah hamaare saath hai.
20:14Tum dekhoge Imran Teghin.
20:18Ki hume andar aane ki ijazat hai?
20:20Haan, haan chahiye.
20:26Janab,
20:28aapne hume bulaya?
20:30Khush hamdeed.
20:32Aaiye, aaiye.
20:34Khush hamdeed.
20:36Ab mere baat suniye ghor se.
20:53Bismillahirrahmanirrahim.
20:58Bismillahirrahmanirrahim.
21:07Agar iss se unko shifa nahi hui,
21:09toh Ayesha Khatun ka maud se bachna mushkil ho jayega.
21:28Bismillahirrahmanirrahim.
21:59Bismillahirrahmanirrahim.
22:01Ae Allah meri madad farma.
22:10Mujhe mil gaya.
22:12Ya Allah tera shukr hai.
22:14Mujhe mil gaya.
22:16Allah tera shukr hai.
22:24Mujhe mil gaya.
22:29Baisangur.
22:31Usman sahab, yek intihai khatanak mansooba hai.
22:34Humare baas koi aur rasta nahi hai Bala Khatun.
22:36Allah na kare hum na kaam ho gaye,
22:38toh sab humare dushman ban jayenge.
22:40Har cheez khatre mein daalenge Malhoon Khatun.
22:43Har cheez khatre mein daalenge.
22:45Yeh sirf humari sarzameen ke baare mein nahi hai.
22:47Balke tamam Turkon ki sarzameenon ke baare mein hai.
22:50Yakub Sardar ki sarzameen ki,
22:52ya Turkon ki mustaqeel ki,
22:54hum isi tarah hifazat kar sakte hai.
22:55Toh isliye,
22:57Konur,
22:59kisi ka bhi khoon bahaye bagayar,
23:01garmian ki jagjoon ko ekatha karo.
23:03Aur unhe,
23:05Kizil jaa mein jama karo, jitni jaldi ho sake.
23:07Jo aapka hukum.
23:09Achha, aur Mehmed aur Gonja?
23:11Unhe mahal ke kisi kamra mein hi qaid rakha jaye.
23:13Aur wo har kis baar nahi nikalne paye.
23:15Aur is doraan,
23:17us sarhadi bazaar ka mahasra kar lenge.
23:20Theek hai magar,
23:22Yakub Sardar,
23:23Yakub Sardar,
23:24wo is baare mein kya kahenge?
23:26Mushkil waqt mein,
23:27mushkil faisle kiye jaate hain.
23:28Yeh waqt,
23:29kisi ko samjhane ka nahi hai.
23:31Yeh bataaye ki,
23:32Adalat tayyar hai?
23:34Tayyar hai, janaab.
23:36Achha hai, achha hai.
23:37Agar aaj,
23:38hume Adalat se inzaaf nahi milta,
23:41toh Turkon ke mustaqeel ke liye
23:42achha nahi hoga.
23:45Hullo Fira nahi,
23:48agar Ayesha Khadun ko
23:49maarne ki koshish ki thi,
23:51toh zarur saza ki haqdaar hai.
23:54Agar usne aisa nahi kiya hua,
23:55toh kya hoga?
23:56Toh uswarat gundu sardar ko
23:57hum qahil karenge,
23:59jo humar liye aasa nahi hoga.
24:01Lekin ab agar kuch bhi ho jaye,
24:03inzaaf ho kar hi rehega.
24:06Kya main andar aasakta hu janaab?
24:08Aajao.
24:17Sardar,
24:18janaab alauddin sahab ne
24:19bhecha hai.
24:27Yeh toh Olivia ki anguthi hai janaab.
24:29Olivia?
24:32Isme zahir tha sardar,
24:34jisse istaimaal kiya gaya hai.
24:36Olivia ki hai yeh.
24:38Boran.
24:39Janaab.
24:40Isse sabud ke taur pe
24:41Adalat na peshke rehega.
24:43Jo aapka hukum sardar.
24:45Ab Badranoj ki taarf jayenge,
24:47uske baad hi Adalat lagayenge.
24:50Abhi Imran tak bhojne ke waqt hai.
24:53Boran,
24:54sawari tayya karo.
24:56Jo aapka hukum.
24:57Inzaaf,
24:58ho kar rehega.
25:00Mahal ho ya kafir ka khala,
25:02inzaaf ho kar rehega.

Recommended