• 2 months ago
Transcript
00:00You
00:30You
00:45Mujahidana Chahiya, Jazada
00:48Kanada rickshaw come corrupt. No, they're a bit buggy. I should be up
00:52May I pull over cover say I need it. I thought I would you have challenge. I
00:56I'm bored
00:59They call me about so no
01:01I'm just a boy. Okay. Yeah, I'm a pass on a buddhist Kabila
01:06Baghdad Kichar Diwari Shibhar
01:09I'm waiting on a cotton hand. We are on Karte
01:12Chalo, I'm a tattoo
01:15Sad Chalo, I'm a suffragette athi Banjao. I'm a both who she hoagie
01:19I
01:22Know I'm a broken egg. I'm gonna take on a
01:26girl kiss your share Mita, or I'll talk to you. I'm a rapper
01:31No, Johnny, we're gonna come here. I said, hey, you're leach. I
01:35Would you tell the Chahiya?
01:39What I'm case risk could do not get there
01:42Amari, Koshish Hoti a do so called us yet Karna
01:46Agar to make a Chahiya hotel. Yeah, I don't know but I could so J
02:05Najee
02:07Yeah, I'm John to you. I'll be gone. I don't know
02:11Is
02:13Kabab Adam or my Hawaii
02:16you built such a
02:19Lincoln
02:20Yeah, I've jumped in give a hack. Oh
02:22What can I say? I don't know
02:26Adam alias slum, Kailasa
02:30Haji
02:32Pavanostas, I care
02:34Well, it was Nabi Ami
02:37Yeah, Amari Dukan
02:39Yanni
02:40Amari Jaga
02:42We'll have to rub a bunch of that. I have a really
02:46cute kid
02:48Amari, Rasta may cut an arc of a day
02:50both cut right
02:53Marwan Nabi, I say good Scott. I'm a moochin
02:56Hmm, just a slick. I'll make a green borough bar. You're gonna kill a gay man by to push the door was a parade
03:02Get to me yadda
03:05Hancock a bender was okay, Peachie. What the vegetable nipper guru got there?
03:10Come on, Jason
03:12Haji Tarasul
03:14Mujahid, Janki, if I said keep hopper, why?
03:18Or cushion
03:22Adam give it to me. Hey, Khabil. Hey, Khabil
03:27Hey, Katil. Hey
03:29Doesn't look cool. Hey, honey, sir
03:32Yeah, Adam's odd kushmi Hosaka
03:35Kya, muscular body logon ki madad nakid. Jai. Ji. Bilkul modesty. I need Jai
03:40Lakin, I got a muscle out of a pattern. I tell you how many of me I can call you. Okay, Jai
03:47Samastham Samastham
03:50Agar kushkana had to cast a tagar. Kui Baat Parashan Karee
03:55Kado, Joe, Dilma had a kid with Sukuna
03:58Sunnaya ji
04:00Maya, aka, aapka doska mazi batata hoon uski baata faisal karna
04:05namare
04:07Turk Aman a lakhon mein
04:09Ek growth hajj noore waha tabahi machaye rakhi thi unhe hatai ka jaata hai
04:13Aur yeh shaks, Akboor, usk growth ka sabse khatanaak aur bahut mashur jangju tha
04:20Uska bahut naam tha
04:22Jaha kadam rakhta tha, sab kuch barbaat kar ditha tha
04:26Itne bade jangju ki yeh haalat kaise ho gayi samajh nahi aara
04:30Woh istara galion mein kyon gum raha hai? Samajh se baayar hai
04:34Yeh itna khatanaak tha, ki ek lamay mein banda maar deta tha. Yeh ek zehrila katil tha
04:41Main isse bahut achitara
04:44jaanta hoon
04:45Kya zaati taur par tumne uska mushahada kiya?
04:49Kya tumne uske baare mein sirf suna hi hai?
04:52Maine khud kabhi dekha nahi, lekin iske baare mein suna bahut hai
04:59Agar kisi ko toote hua dil ke saath dekho, tum marham bano
05:03Jab kisi mazloom ko dekho, uska saath do
05:07Kya humne kabhi apne dilon mein maujood hikmat ka izhaar nahi kiya?
05:11Yeh hi wajah hai maine Akbar-u-ka saath diya
05:14Usne jo zulm kiya, kya pata?
05:17Sirf ek avwaah ho, woh kal zalim tha toh koi
05:21Toh kya, aaj bhi zalim hai?
05:24Kya pata dil shikasta ho, ek mazloom insaan ho?
05:28Jaanenge usse, uske baad faisla karenge, ki madad karni chahiye ya nahi karni chahiye
05:34Bas itna yaad rakho, ki sirf ek avwaah par kisi se moonmord lena, hamare riwayaat mein nahi hai
05:39Shahsabar! Shahsabar! Shahsabar!
05:43Haan!
05:47Chalein bakriya aagein, leke chaltein, aajein
05:51Tum bhi har waqt tang karte rehte ho moshi
05:56Suno, yeh bakriya chura kar toh nahi laaye tum?
05:59Haan?
06:01Tum bhi har waqt tang karte rehte ho moshi
06:04Suno, yeh bakriya chura kar toh nahi laaye tum?
06:07Haan?
06:09Hum logon ko unki cheezein de kar unse maafi maang rahe hain
06:11Shahsabar, har jagah aisa hi hota hai
06:14Hamare kaam mein yeh sab chalta hai
06:16Ek se chura kar, doosre ko wapis karna
06:18Lekin isbaar aisa nahi kiya
06:20Tumne jo paise diye the, yeh usse se kharid ke laaya ho
06:23Theek hai? Waah aaji waah!
06:25Tumne toh saazlik ke logon ko badal hi diya
06:28Bahut nek kaam kiya hai
06:30Arey Najeeb!
06:32Waise mujhe bhi iski aadat ho gayi hai
06:34Tum paise dete ho aur saamaan lete ho
06:35Paise do, saamaan lo
06:37Ab yeh zimmedaari tumhari hai
06:40Jao aur is zimmedaari ko poora kar ke aao
06:42Main kaise kar skta ho?
06:44Main kaise le jaa skta ho inhe?
06:46Kya kaha?
06:48Aap dekh rahe hain na inhe?
06:50Yeh mujhe bahut badhi hain
06:52Main inhe kaise sambhal skta ho?
06:54Main nahi le jaa skta hain ne
06:56Dekho zara dekho, iski baate suno zara
06:58Kitni achi baate karte hain hamare chote ustad
07:00Bakriya le jaane ko kaha hain inse
07:02Toh inse sabhal hi nahi jaayengi
07:03Sabhalo jitni karwa skte ho
07:05Kabhi kaha leke jaa rahe ho, kabhi kaha leke jaa rahe ho
07:07Kabhi yeh kharid lo, kabhi wo kharid lo
07:09Main kuch kaha hai tumhe, patao?
07:12Khair chhodo
07:14Kya toh sahi raha hai yeh
07:17Jao tum log, inhe mujhe dito
07:20Chalo inko inki jagah par le jaye
07:22Chalo aao, tum bhi chaloge mere saath
07:24Bakriyon ko kaise lekar jaate hain, seekh lo
07:26Chalo aajao
07:28Arey, aaraam se, aaraam se
07:30Ab Shah Sawaar yeh kaam karega, wah
07:31Ab is ladke ki wajah se mujhe charwaha bhi banna pad raha hai
07:34Chalo ab
07:36Jaanwaron par gussa nahi karte, pyaar se pesh aate hai inse
07:39Toh ab tum mujhe sikhaoge ha
07:42Chalo, aajao
07:45Chalo, chalo, chalo
07:48Ya Allah, raham kar mush par
07:52Kya kya karna pad raha hai
07:54Chalo
08:01Mariam
08:03Tum kyu udaas ho
08:05Meri pyari Mariam, udaas mat ho
08:09Baghdad se achi khamar aa gayi hai
08:11Pehlwan aur Haji salamat hai
08:13Kya ab sach keh rahi hai
08:15Haan, bilkul sach hai yeh
08:17Allah ne dua kabool kar liye
08:19Aur karam par maya
08:21Toh yeh batayein, molog yaha kab aayenge
08:23Pehlwan ustaad se mujhe ghor sawaari seekhni hai
08:25Achha, toh tum ghor sawaari seekhna chahati ho
08:28Yeh toh mai bhi tumhe sikha sakti ho
08:29Mujhe aati hai, mai tumhe bhi sikha dungi
08:31Kya ab sach keh rahi hai
08:33Haan, bilkul sach
08:36Pyari Mariam
08:44Kaala
08:47Idha udhar mat dekho
08:49Kaala
08:51Waha nahi likha hai
08:53Yaha likha hai, yaha dekh kar padho
08:55Mujhe gussa nahi aana chahiye
08:57Ke tum yaha dekh kar nahi padho
08:59Kaala
09:01Kaala
09:03Kaaba
09:05Kaadir
09:07Yaha par Kaala likha hai
09:09Yaha par Kaaba
09:11Yeh batayein, Kaadir kahaan likha hai
09:14Agar iski takbeer mein padhna likha hai
09:16Toh yeh bahut jalt seekh jayega
09:18Ummeed hai, ke hum bhi dekh sakenge
09:20Inshallah, inshallah
09:22Tch tch tch tch
09:24Tch tch tch
09:26Tch tch tch
09:27Tch tch tch
09:30Ab tawajjo se yaha dekho
09:32Mariam, Ayatolloh
09:34Tum log kaha jaa rahe ho
09:36Mariam ko ghursawari sikha rahi ho, Valeda
09:38Theek hai, jao
09:40Mashallah, kabila ek madarsa ban chuka hai
09:43Har koi kuch na kuch seekh raha hai
09:45Chalo, chalo
09:47Ha
09:48Ha
09:56Mehmood
09:58Mehmood
10:00Tum itne arsi se haji ki saath yeh kaam kar rahe ho
10:02Abhi bhi yeh kaam seekh nahi sake
10:05Tum gharhat tharash rahe ho se
10:07Dekho, agar yeh chamcha kisi ne kharida
10:10Toh wo shorba peene ke baje
10:12Apne kapde gande karega
10:14Phir wo iske banane wale ke khilaf
10:16Shikayat karega
10:19Aisa nahi kaho pehlwan ustad
10:21Mero aur mehmood ke darmayan
10:23Barso se zimmedaari ki takseem aisi hi hai
10:25Yeh lakdi ko mamooli se shakal deta hai
10:28Aur phir mai usse chamcha banata ho
10:30Idhar dekhen pehlwan ustad
10:33Mai saalon se kaam kar raha ho ispar
10:37Bohot mushkil hai inko tharashna
10:40Mai inhe tharashta ho
10:42Aur haji, inhe mukammal karte hain
10:45Haa, ek din mai bhi seekh jaunga
10:49Hai
10:51Tum tab kya kahoge jab hum lakdi ki talwari tharashenge
10:54Aur meydan-e-jang mein jayenge
10:56Phir bhi yehi kahoge ki haji ko aata hai mujh nahi
10:59Pehle us din ka intazaar karte hain
11:01Haji lakdi ko tharash kar uski talwar banayenge
11:04Phir us talwar se hum dushmanon par waar karenge
11:07Har koi apna kaam achi tara chanta hai
11:10Toh kisi ko fikar nahi karni chahiye
11:12Khasdoor par aapko
11:14Acha acha, main apne kaam se kaam rakhunga
11:19Assalam-o-Alaikum
11:21Waalaikum-Assalam
11:23Bhai bhi ussi waqt aata hoon jab aap kaam kar rahe hote
11:26Aur pareshan kar deta hoon
11:28Nahi nahi, yeh toh bahut achi baat hai
11:30Baitho, baitho, baitho
11:39Haji, hum darasal aap se yahan dua lene ke liya hain
11:45Meri duaye toh hamesha saath hain aap logon ke
11:48Lekin khair toh hai, kya hua?
11:51Kis cheez ke liye dua chahiye, tajassus hai mujhe
11:54Darasal hum log Marwan ke behkaave mein aa gaye
11:57Usne hame aapke khilaf bhadkaaya
11:59Hame maaf karteejiye
12:02Ek aadmi aaya usne tumhari aankhon par patti baan di
12:05Aur wo patti aap logon ne khud apne haathon se hata di
12:10Toh meri maafi ki zaroot nahi iss maamle mein
12:13Jeete raho, magar phir bhi dua hai aap logon ke liye
12:16Allah hafiz
12:18Shukriya
12:20Haji, aapne hame apne azmat ke baare mein batana theek na samjha
12:24Lekin hame sab malum hai
12:27Usraat khaan ka mein jo kuch hua mein sab jaanta hu haji
12:30Achha sabak sikhaya aapne Marwan ko
12:33Jab dekho logon mein intishaar phailata rehta hai
12:35Bahot ghusah aata hai mujhe
12:37Hame kya karna chahiye?
12:39Haan, bataye kya karna chahiye?
12:41Aap jo kahenge, hum wohi karenge
12:43Kuch bhi karne ki zaroot nahi
12:44Unhone jo kuch humare bhai Afkaan ke saath kiya hai
12:49Mujhe bhi uspar ghusah hai
12:52Lekin mera maqsad kuch aur hai
12:54Hum sab ke liye behtar yehi hoga ke ghusah par kaabu rakhe
13:01Agar wo issi tarah baatein karta raha
13:03Hum par kichad ushalta raha
13:05Toh kya hum khamoshi se bardaash karte rahenge?
13:12Dekho dost,
13:15Malik bin Dinar ka
13:17Ek bahoti zalim hamsaya tha
13:20Ghair Muslim tha
13:22Lekin Malik bin Dinar ne
13:24Mazhab ki wajah se usse koi bogaz nahi rakha
13:27Aur uska acha hamsaya ban kar raha
13:30Magar wo aadmi
13:32Malik bin Dinar ko apna dushmant samajhta tha
13:35Wo apne ghar ka saara kachran nikal kar
13:37Malik bin Dinar ke baag aur uske ghar ke bahar bhenk diya karta tha
13:42Malik bin Dinar
13:44Malik bin Dinar se amal se naraaz bhi nahi hota tha
13:46Har roz wo uthkar bahar aata aur apne ghar ke bahar se gandagi saaf karta
13:49Malik bin Dinar jitna sabir tha
13:51Utni hi usse admi ko usse nafrat ho rahi tha
13:53Usse bardaash na hua, usne usse pucha
13:55Tum kis kisam ke aadmi ho?
13:57Kya tum mere iss kachra phenkne ke amal se tang nahi aate?
13:59Malik bin Dinar ne kaha,
14:01Main tang toh hota hun
14:03Isi liye toh rozana tumhare phenke huye kachre ko saaf karta hun
14:06Wo aadmi ghusah mein aakar bola
14:08Ki tum mere paas aakar mujse jagda kyu nahi karte?
14:09Tum mujhe har roz iss kadar bardaasht kyu kar rahe ho?
14:11Malik bin Dinar ne usse kaha
14:13Allah ki raza ki khadar chuk ho
14:15Kyunki Allah sabar karne walon ko pasand karta hai
14:18Innallaha ma sabireen
14:20Uske baad uska rawayya theek ho gaya
14:22Usne kaha,
14:24Jis khuda par tum yaqeen rakte ho, wo toh bahot achcha hai
14:26Wo toh dushman ke saath bhi sabar karne ka hukm deta hai
14:28Yaa,
14:30Usne kaha,
14:32Jis khuda par tum yaqeen rakte ho, wo toh bahot achcha hai
14:34Wo toh dushman ke saath bhi sabar karne ka hukm deta hai
14:36Yaa,
14:37Jis khuda par tum yaqeen rakte ho, wo toh bahot achcha hai
14:39Yeh sab kuch hua toh
14:41Us gher muslim ne
14:43Hak ki rah par chalne ka faisla kar liya
14:45Toh phir,
14:47Hame Marwan jaise logon ke saath aise hi karna chahiye?
14:49Marwan toh kuch bhi nahi
14:51Hame Abu Jahl jaise logon ke saath bhi yeh hi karna chahiye
14:53Abu Jahl naam ka matlab hi jahalat ka baap hai
14:55Aur isse isi naam se pukara jaata tha
14:57Muhammad Mustafa salallahu alaihi wa sallam
14:59Uske ghar bhi
15:01Aba Jahl naam ka matlab hi jahalat ka baap hai
15:03Aur isse isi naam se pukara jaata tha
15:04Muhammad Mustafa salallahu alaihi wa sallam
15:06Uske ghar bhi
15:08Kayi baar tasheef lekar gaye
15:10Unhone usse haq ki daawat di
15:12Aap dekho ke jab maamlaat
15:14Had se bahot aage nikal jaye
15:16Aur saath isaath yeh ke zulm
15:18Had se badh jaye
15:20Toh phir, ikhtitam jo hai
15:22Wo Abu Jahl jaisa hi hota hai
15:24Wo taariq gadhon mein honge
15:26Qayamat ke mantazir honge
15:35Tum un logon ko
15:37Sanjeedgi se mere hikamat bataoge
15:39Agar koi mazaahe mat kare
15:41Bilkul un par rahim nahi karna
15:43Khalifa ke, wazir ke hukum ki
15:46Naafarmani ka nateeja kya hota hai
15:49Yeh har koi dekhega
15:51Samajh gaye
15:53Ji mere huzoor
15:56Ab jao
15:59Tum un logon ko
16:01Sanjeedgi se mere hikamat bataoge
16:02Ab jao
16:15Oh Mariam
16:18Pyari Mariam
16:20Meri jaan
16:22Khaish puri ho gayi na tumhari
16:24Khush hona meri jaan
16:26Ji haan khaala
16:28Aayi Tilu aapa ne kaha ke pehlwan ka intizaar mat karo tum
16:30Main tumhe ghor zawari sikha dungi
16:32Bahot achha
16:34Ek achhi khabar hai
16:36Haan ji bilkul khairiyat se hain
16:38Khuda ka laak laak shukr hai
16:40Aapke liye bhi achhi khabar hai yeh
16:43Kya yeh pehlwan ka ghoda hai
16:45Nahi to, baba ka hai yeh
16:47Sabse sharif ghoda hai yeh
16:49Pehlwan ka ghoda thoda ghuse wala hai khaala
16:52Haan haan, bilkul sahi kaha tumne
16:57Pehlwan ke ghode ke baare mein jaana hai
17:00Wo raha
17:02Apne maalik ka besabri se intizaar kar raha hai
17:05Uske maathe pe wo phool utara nahi unhone
17:15Bahadur, jaldi karo
17:17Taaki hum jaakar din ka khaana kha sakein
17:19Bahot bhook lagi hai
17:23Arey, pehlwan ustad
17:25Haan
17:27Maine aapka peht kabhi bhi bharawa nahi dekha
17:29Aapko lagta hai ke almas ammi hume khaana nahi dengi
17:33Aapko aakhir itni jaldi kya hai
17:36Dekho, dekho, dekho, dekho
17:38Iske alfas dekho
17:40Main jo kuch khaata hunse jaldi hazam kar leta hu
17:42Aur phir wo meri taqat ban jata hai
17:44Isi liye main apne dushmanon ko zambin par gira deta hu
17:47Haan, jo khaatein wo jeet jaatein
17:50Aur jo nahi khaatein wo haar jaatein
17:52Almas waleda ko Allah sehat de
17:55Un rehendil logon ne kabhi hume tanha nahi chhoda
17:59Humara khaandaan ban gaye wo log
18:01Dekho, hum jab bhi waha jaatein, wo poochti nahi hai
18:04Khaana laakar humare saamne rak deti hai
18:06Bahut hi naik dil hai
18:08Wo saaf dil log apna dastarkhaan baanthne ke liye
18:12Har dum tayyaar rehte hai
18:14Un khaana badosh kabile walon ko Allah aur zyada khushaali ata kare
18:19Aameen, aameen
18:21Wo humara khayaal rakte hai, hume khaana dete hai
18:23Aur hume sohne ke liye bistar dete hai
18:25Unhe toh daulat ki koi parwaan nahi hai
18:27Yeh batao, mehmood
18:29Kya haqiqat mein daulat yeh hi nahi hai?
18:32Allah, Allah
18:34Aap log baatein karna ban karo
18:36Kya aapko samajh nahi aari ki mujhe bhook lagi hai
18:38Main akela chala jaanga, kair aap log ne baatein ban nahi ki
18:41Theek hai, theek hai ustaad
18:43Aajo mehmood, ustaad ko mazeed parashaan mat karo
18:46Theek keh rahe haaji
18:48Nahi toh yeh hume apna dushman samajhne lagenge
18:50Aisa na ho, uthaakar zameen par de maare
18:53La hawla wa la quwwata
18:55Main jaa raho
18:57Sach mein bhot bhook lagi hai aine
19:04Ab mujhe jaana hoga meri jaan
19:06Phir milne aonge aap se, theek hai
19:10Almas Falida
19:13Ayatolloh
19:15Aap sabka bohot bohot shukriya
19:17Ke aap Maryam ka itna khayal rakh rahe hain
19:19Aur Maryam ko bhi yeh jagah bhot achi lagi
19:21Mahal ke mahafiz yahan aa rahe hain
19:24Mujhe unke iraade nek nahi lagi hai
19:26Zaroor koi khaas baat hogi
19:28Aurangu sharbat le aao
19:36Khairiyat toh hai
19:38Hum se koi ghalati ho gayi hai kya beta
19:40Nahi ghalati toh koi nahi
19:42Hume hukm mila hai
19:44Wazir Atif ki taraf se
19:46Aap log kaafi arse se yahan muqeem hai
19:48Aur iski aapko keemat aada karni hai
19:50Ab se aap log in bhed bakriyon ka paachwa hissa riyasat ko aada karoge
19:52Chahe dood ho ya makhan
19:54Uska paachwa hissa riyasat ko milna chahiye
19:56Chamde se bane joote
19:58Unse bane kapde
20:00Unka ek tahai hissa
20:02Yeh hukm hai unka
20:04Yeh hum tumhe kaise de sakte hai
20:06Isse toh humari guzara mushkil se hota hai
20:08Kya tumhe malum hai tum kya keh rahe ho
20:13Agar hum yeh sab tumhe dede toh hum kya khaenge
20:16Yeh aap hume nahi dengi khatun
20:18Riyasat ko dengi
20:20Aap logon ne socha Baghdad hijrat kar loge
20:22Aur aaram se reh loge
20:24Koi kuch nahi kahega
20:26Aap logon ko dena hoga
20:28Yeh jagah woh nahi jahan se aap log aaye hai
20:30Yaha ka ek nizam hai
20:32Aap log iss riyasat ke makrooz ho
20:34Agar abhi tak unhone aapse kuch nahi maanga
20:36Toh isse ghanimat samjhen
20:56Subscribe For The Best Sinhala Songs

Recommended