• last year
Transcript
00:00You
00:30Oh
00:37Jabbura Baghdad gonna give it over with a tabby a concocted
00:42Her cheese tobacco ready for your concoct a foosie, but I like that I'm a foosie
00:48Japs a mario start peer use of Hamdani nasekhwaja. I'm at Nami shucks. Go. It's a dose. Okay. I'm right here. I'll be Jaya
00:55Do you have kahua?
00:57Take Rayo Mirabai oh, yeah, I can't who are
01:02Sub-tasnehs ho gaya
01:04Zabans is eager or Dilsa Sukun barbad ho chuka hai
01:08Kabhi chora jate hai
01:10Tokabee katil a jate hai
01:12Ab yaha on logon a ana jana shuru kar diya hai jinki boo bakri yo se butter hai
01:17Tum se posta hoon mere bhai yo ab
01:20Kya, hamaari khan khan a kabhi pehle itne bata reen din dekhe the ha
01:25Patao mujhe
01:28Hum nahi chahate ke wo dargah mein aaye kabhi bhi nahi hum kya kar sakte hain Marwan sahab
01:34Aap hi silse mein rehnaumai kichiye. Aap is dargah ke mauziz insaan hai. Aap hi hume bataye
01:40Yani hum kisi ko kisi ko dargah mein aane se rok rahe hain
01:44Mujhe nahi malo yeh durst bhi hai ya nahi mere bhaiyo aap sab
01:50mujh par bharosa karo
01:53Is shaitani guro se hum bahut jal Allah ke hukum se nijad hasil kar lenge
01:59Yaha ki riwayat yeh nahi ki hum kisi ko aane se mana kare lekin
02:02Jo khanka ko nuksaan pochaye unhe aane ki ijazat dena akalmandi nahi
02:07Har jagah ke apne kuch usool bhi toh hote hain
02:11Agar aaj unhe aane se hum jaise darveshon ne nahi roka
02:15Toh kya aane wali naslein hume maaf kar sakengi
02:23Chahe waha kuch bhi ho jaye, peeche bilkul mat hatna, yeh tumhare aur mere liye sirf ek hukum nahi hai
02:30Balke hum logon ka farz hai aur hamara farz har hal mein nibhayenge
02:35Hume apne wazir ke hukum ki taameel karni hai
02:43Chalain phir
02:44Apna bahut khayal rakhna
02:48Almas wale da, duaon mein yaad rakhega
02:50Itni khaterdari ki hamara khayal rakha, Allah razi ho
02:54Sharminda mat karo, asal mein toh hamari zindagi mein khushiyan tum laaye ho
02:59Allah tumhe khush rakhe
03:01Shukriya
03:20Shukriya
03:51Wahin ruk jaye, hum nahi chahate ke aap is khankah mein kadam bhi rakhe
03:57Ke apne lafzon par ghaur kar sakte ho tum Marwan
04:00Aakhir kisne tumhe yeh haq diya hai ki Allah ke ghar ke darwaze tum kisi par band kar do
04:05Had me raho
04:07Main apni had me ho
04:09Aur apni had achi tarah jaanta ho
04:13Pata hai main aur kya jaanta ho
04:16Main jaanta ho ke kin logon se taalog hai
04:18Main jaanta ho ke kin logon se taalogat hai aapke
04:21Is shahar ke katilon se, batkardar aurto se aur unse jinka deen se taalog nahi hai
04:27Aapne un logon se taalogat rakhe hai
04:30Jinse har koi darta hai, wo chor aapke dost hai
04:34Unse dosti rakhna aapko accha lagta hoga
04:38Mujhe nahi
04:40Kyuki yeh hamari khankah aur mere Peer Yusuf Hamdani ki tazleel hai
04:44Tum nahi socho is baare mein, samajh gaye Marwan
04:48Agar koi aisa insaan, unka naam le jo doosron se khud ko ala samajhta hai
04:54To apna muhaasaba kare
04:57Hamare Peer Yusuf ne farmaya
05:00Duniya sukoon ka naam hai
05:03Aur is duniya mein har kisi ko sukoon ki talaash hai
05:06Aur ham is duniya mein mazloom logon ke liye
05:09Ham sukoon ka zariya hai aur yehi hamara farz hai
05:12Iss se koi fark nahi padta ki yeh farz kahan poora karte hain ham log
05:16Aap accha bol lete hain
05:18Balke bhaitreen bol lete hain
05:20Lekin hum phir bhi aap se mutasir nahi huye
05:23Chale jaye yahan se
05:26Jis ke saath rehna chahate hain, jaakar rahein
05:30Agar aap sheikh banna chahate hain, to ban jayein
05:33Agar darvesh banna chahate hain, to wo bhi ban jayein
05:36Aap khaana badoshon ke saath reh sakte hain, jo musalman bhi nahi hai
05:40Aap un choron ke saath bhi reh sakte hain, lekin
05:44Iss khaan ka mein nahi reh sakte hain
05:48Agar muzaahmat karenge, to bura hoga
06:03Pakad lo aine
06:13Hum
06:15Hum
06:17Hum
06:19Hum
06:21Hum
06:23Kya tum log iss ki baat maankar, iss khaan ka mein
06:26Apne musalman bhaiyon ka khoon bhaawge
06:29Wazir Atif ke sakht tahkamaat hain
06:32Agar khoon bhaane ki zarurat padi to bhaayenge
06:35Hum jaan dene aur lene se peeche nahi hatenge
06:37Yeh wohi karenge jo inhe karna hai
06:40Nahi sunenge yeh hamari
06:41Lekin jab yeh hamari talwar ka maza chakhenge
06:45To phir yeh apni poori zindagi
06:48Iss lamhe ko
06:50Hamesha ke liye yaad rakhenge
06:55Baghdad chal raha hai
06:59Aur hum uska indhan hargis bhi nahi banna chahenge
07:03Balke hum uske liye
07:05Paani ki tarah banna chahenge
07:07Wo chahe katra hi kyu na ho paani ka
07:12Jine hum bhai kehte hain
07:14Unn darveshon ke saath
07:16Aur nahi khalifa ke
07:18Sipahiyon ke saath hum ladna pasand karenge
07:35Ja rahe hain
07:38Ja rahe hain hum log
07:42Ja rahe hain hum log
07:50Jee mere bhaiyon
07:52Aaj hum sab yaha saath khadein
07:55Baitul Maqdas
07:57Azim Masih ke maanne walon ne fatah kar liya hai
08:01Yaha tak ke Yoro Shillam bhi
08:04Ab salibi sipahiyon ke zir intizam hai
08:08Toh kya Baghdad me rehne wale salibi khamosh rahenge
08:13Muqaddas kitab me
08:15Yesu Masih ne hume apni bhed kaha hai
08:18Unki bhed hote hue
08:21Kya hum khamosh rahenge aur kuch nahi karenge
08:24Jab ke basaab hume ziba karne ke liye
08:26Apni churiyan tezi se tez kar rahe hain
08:29Yeh kya keh rahe hain
08:31Koi hume ziba karega
08:33Kis ke bare mein baat kar rahe hain
08:35Mere bhaiyon
08:37Mere bhaiyon
08:39Apne upar hone wale zulm ko
08:41Ab har hal mein hume rokhna hoga
08:43Lekin
08:45Amari Muqaddas kitab me toh yeh likha hua hai
08:47Agar koi bura karta bhi hai
08:49Toh uske saath achha ban kar rahe hain
08:51Aur aap jo keh rahe hain
08:53Wo bilkul iske baar aks hai
08:55Muqaddas kitab me kya yeh nahi likha
08:57Ki main tumhare liye sirf Aman nahi laaya
08:59Balke Aman ke saath saath talwaare bhi laaya hu
09:02Isi liye
09:04Hum Masih ki talwaar
09:05Muqaddas jang hai
09:08Agar isi tarah
09:10Hamoshi ki chaadar ode rakhi
09:12Hum par zulm hota rahega
09:14Aur Baghdad mein wo qasab
09:16Humare bhai bhenon ka khoon bahate rahenge
09:19Kya aapko yeh gawara hai
09:22Kya hum isi tarah
09:24Hamosh rahenge
09:26Nahi bilkul nahi
09:28Aur bhi toh nahi chahate hai
09:29Kya
09:34Baghdad ka sabse munafiq aadmi
09:40Tumhare dushman chhupe hue hain
09:42Unhi chaar deewaarun ke andar
09:53Janab aapne jo kaha tha humne wohi kya
09:55Wo khaan ka chhod kar chale gaye
09:57Allah aapse razi
09:59Aapki rehnaumai se yeh maamla
10:01Baghar kisi dushwari ke hal hoga
10:03Chalo yeh toh bahot acha hua
10:05Aham baat toh yeh hai
10:07Ke ab hume aage kya karna chahiye
10:10Janab aap jo hukum kare
10:12Hum toh aapki hukum ke tabidar hai
10:14Hum sabko milkar
10:16Ek saath muttahid hona hai
10:18Aur isi shahir ko hume
10:20Dubara se bahal karne ki
10:22Koshish karna hai
10:24Baghdad ko zara dekho
10:26Aur hume batao
10:27Ke kya yeh shahir
10:29Humare hazrat khalifa ke qabil hai
10:32Khaana badosh toh yaha
10:34Jaraasimon ke tarah phail gaye
10:36Aur unka toh koi
10:38Deen o imaan hi nahi
10:40Jo choriyan karke guzara karte
10:42Saazalik ke ghaddaar hai
10:44Aur dubais ke daaku
10:46Yaha ghoomte phirte nazar aate hai
10:48Kya yeh Baghdad hai
10:51Theek keh rahe hain janab
10:53Yaqeenan theek keh raha hu
10:55Wo
10:57Haji naami aadmi
10:59Wo bhi in pareshaniyon meise ek tha
11:04Ab wo yaha se chala gaya
11:07Aur ab dekhna
11:09Ek ek karke
11:11Baqi masanon ko bhi hal kar lenge
11:14Ab tumhe wohi karna hai
11:16Jis kaam ki hume tumse tawakko hai
11:20Janab aap sirf ek ishaara karein
11:23Mujhse
11:25Jo ho sakega main karunga
11:27Yeh hi ummeet thi mujhe
11:31Tumhe apne shagirdoon ko
11:33Dargah hi mein rakna padega
11:35Aur is wajah se poora shehar
11:37Dubara bahaal ho jayega
11:39Unhe un ghaddaaron ke khilaf
11:41Bhadkaana hoga
11:43Taake woh un logon ke khilaf
11:45Karwai kar sakein
11:47Is tarah se hum
11:49Shehar ko badnaami se bacha sakenge
11:52Yeh baat tum
11:54Apni takreeron se
11:55Aur apni sohbat ke zariye
11:57Unhe samjhaoge
11:59Aapne jo kaha
12:01Main usse farz samajh kar karunga
12:03Main apne alfas se
12:05Aisi aag lagaunga
12:07Jiski tapish se woh saare
12:09Aur saazlik jaise gande mohal leke
12:11Khana badosh bhi jal jayenge
12:13Maine jo kehna tha
12:15Keh diya Marwan
12:17Kyunke yeh jo masala hai
12:19Yeh sirf Baghdad ka nahi hai
12:21Tumhari kismat ka bhi hai
12:23Kyunke woh haji
12:25Khana badoshon ke saath
12:27Aur saazlik ke ghaddaaron ke saath
12:29Mil jayega
12:31Agar tumhne unhe khatam na kiya
12:33Toh woh log milkar tumhe
12:35Khatam kar denge
12:43Galat hai Behraam, galat hai
12:45Baadri galat kar raha hai
12:47Musalmanon ne hum par kabhi zulm nahi kya
12:49Yeh anon ke khilaf badka raha hai
12:52Ab tum hi batao
12:53Kya tumhe kabhi kisi ne nukhsan pahuchaya
12:55Ke tum masih hi ho
12:57Har koi aman se toh reh raha hai yaha
13:01Kya kabhi kisi ne
13:03Dusra ko parishan karne ki koshish ki hai
13:05Aap sahi keh rahe hain Tariq ustad
13:07Aaj tak kisi ne aisi koshish nahi ki
13:09Ki kisi ka maal cheena jaye
13:11Ya uspe zulm kiya jaye
13:13Musalman ho ya isai
13:15Apne kaam se kaam rakhte hain
13:17Koi kisi ko parishan nahi karta
13:19Yeh hi keh rahe hun main bhi
13:21Jab koi mushkil mein hota hai
13:23Yeh sab khushi aur gham mein saath rahte hai
13:26Aman kharab kyun karein hum log
13:29Badri akal khu bhehta hai shhhhh
13:31Ya hai aisi bate mat karein Tariq ustad
13:33Baghdad ki deewaron ki bhi kaan hai
13:35Wo hume barbaat karte hain
13:37Samajh gaye
13:39Bhai bhi unki baat se ittifaq nahi karta
13:41Wo jo bate karte hain
13:43Wo sun kar bahut takleef pochte hai
13:45Tariq ustad mujhe ye baat samajh nahi aari
13:47Ke humare masih bhai
13:49Is kadar shadeed ghusse mein kyun hai aakhir
13:51Sahi kaha tumne sahi kaha
13:53Lagta hai wo aam tajir nahi hai
13:55Wo baagal ho gaya hai
13:57Ghusse mein aa gaya hai
13:59Zahir si baat hai
14:01Aapne dekha nahi tha
14:03Kitna ghusse mein aa gaya tha
14:05Humare khamush rehne mein hi bhaitri hai
14:07Wo isliye ke yeh faisla Kalisa ka hai
14:09Hum barbaat bhi ho sakte hain
14:11Agar iske khalaaf gaye
14:13Hume apne aur apne bachon ki salamati ke liye
14:15Khamush rehna hoga Tariq ustad
14:17Chale zyada mat sochhe is baare mein
14:20Mehmood
14:22Suno Mehmood
14:24Mehmood rukho
14:28Dekho meri baat suno mere aaziz
14:31Ghusse mat karo
14:33Wo jo pehle hi tukdo mein pate hue hai
14:36Unhe muttahid hum log kaise karenge
14:39Is baare mein soch ho zara
14:41Pur sukoon ho jao
14:43Hum jo takleefe bardaas kar rahe hain
14:45Yeh toh kuch bhi nahi hai
14:47Tumne toh padha hai humare aaka ke baare mein
14:49Unhone jo takleefe uthai hain
14:51Wo toh tum jaante ho na
14:53Hijrat tak karna padhi thi unhe
14:55Zulm aur sitam kiya gaya
14:57Unhone kya kiya
14:59Wo apni sarzameen se hijrat kar gaye
15:01Aur jahan gaye unke jaate hi
15:03Unke noor se har jagah barkat ho gaye
15:06Unhone khajur ke darght ki sarzameen
15:08Yani Israf ko
15:10Tehzeeb ki sarzameen
15:12Madina ke shahar mein badal diya
15:14Unki zindagi se seekhna chahiye
15:18Kaise mumkin hoga yeh
15:20Jo aapne kaha yeh kaise hoga haaji
15:24Hum apne hi rehash ka se nikaal diye kahe hain
15:28Har kadam pe shikast ka saamna
15:30Jo aap keh rahe hain wo kaise mumkin banayenge hum haaji
15:32Aakhir kaise
15:34Allah paag ke zaat
15:36Jo bhi humare liye karein ussi mein balai hai
15:38Kabool karna hoga usse
15:40Agar wo humein ghalib dekhna chahata hai
15:42Toh ghalib honge
15:44Wo behdar jaanne wala hai
15:47Mansoor tum batao zara
15:49Kya zimadari hai musulman ke
15:51Koshish karte rehna
15:53Ya fatah ka sochna
15:56Koshish karte rehna haaji
16:00Fatah Allah ki taraf se hai
16:02Apne hausle buland rakho
16:04Aur taariq se seekho mehmur
16:06Ustad, tumne bahut se jange ladhi hai
16:08Bahut kuch dekha hai
16:10Batao zara
16:12Sipahi ke taur pe batao zara
16:14Karbala ke andar
16:16Hazrat Imam Hussain ne
16:17Saal pesh ke
16:21Karbala ek aisi jang thi
16:23Jisme Imam Hussain ne dikhaya
16:25Ki batil ke saamne kabhi nahi jhukna chahiye
16:28Bahut khoob ustad
16:30Arsalan Baba ki batai hui baat ko
16:32Apne dhohraya
16:34Jannat ke sardar
16:36Hazrat Hussain r.a no
16:38Zulm ke aage
16:40Jhuke the
16:42Bilkul nahi
16:44Har giz nahi
16:48To mere bhai mehmood
16:50Iska matlab sirf yeh hai
16:52Ki haq ki khaatir agar
16:54Humme
16:56Apni jaanon ka
16:58Nazrana bhi dena padey to denge
17:00Hum apni jaane
17:02Allah ki rahme kurban karne se
17:04Bilkul dreg nahi karenge
17:06Yaad hai na Pir Yusuf ne kya kaha
17:08Agar Allah ke huzoor
17:10Tum kabul kar liye jaate ho
17:12To kisi ka kabul na karna
17:14Mane nahi rakhta
17:15Aur agar Allah ke huzoor
17:17Kabul nahi kiya jaate
17:19To phir chahe koi bhi kabul kare
17:21Faida nahi
17:23Hum raah-e-haq par rahenge
17:25Zulm ka sooraj
17:27Ghroob ho kar hi rahega
17:29Samajh gaye na mehmood
17:39Yeh tum kya keh rahe ho bhai
17:41Bat kismati se Tariq ustad
17:42Wo qatil apni talware lekar unke paas chale gaye the
17:46Kuch na kuch to chal raha hai
17:48Agar koi hume bazaar me maarne ki koshish karta hai
17:50To khalifa ke muhafiz waha maujood nahi hote
17:52Lekin jab yeh sab kuch hua
17:54Tum muhafiz kyu the waha
17:56Theek keh rahe ho bhai
17:58Theek keh rahe ho
18:00Shah Sawar ko dekha
18:02Usne Baghdad ke bazaar me
18:04Bakar kisi se muzaahmat ke sab kuch le liya hai
18:07Usko kisi ne nahi ruka
18:09Usko kisi ne nahi ruka
18:10Usko kisi ne nahi ruka
18:12Jo Marwan Afandi hai
18:14Wo Wazir Atif se kayi dafar mil chuke hai ustad
18:16Yeh unka hi kiya dhara hai
18:18Mujhe nahi malum wo log kya keh rahe hai
18:20Lekin
18:22Haji ke liye parishan ho
18:24Mujhe unki kaafi fikr hai
18:26Hum chahke bhi unki liye kuch nahi kar sakte
18:28Yeh hi baat mujhe bahut taklif pauchati hai
18:30Haji ki hume kisi na kisi tarah madad karni chahiye
18:33Bhaiyon
18:35Main aapko parishan nahi karna chahata magar
18:37Kya Haji ko kuch hua hai
18:38Wo hai kahaan par
18:40Kya tum jaante ho Haji ko
18:42Haan jaante ho
18:44Wo humare kabile aate hai
18:46Wo bahut khayaal lakte hai hum sab ka
18:48Allah unhe lambi zindagi ata farma hai
18:50Tum unkhana badoshon me se ho
18:52Marwan Afandi na Khalifa ke sipahiyon ke saath milkar
18:54Haji ko darga se nikaal diya hai
18:56Kya keh rahe hai yeh
18:59Wo muhafiz kaun hai
19:01Aur wo log yeh sab kis ke kehna par kar rahe hai
19:03Aala hukkaam kya aala kaam
19:05Patani kya keh rahe hai
19:06Mukaam to aala hai
19:08Lekin unke kaam bahut ghalat hai
19:10Aise log itne aala mukaam ke kaabil nahi
19:13Behraal
19:15Haji kaise hai
19:17Wo theek to hai
19:19Shukar hai wo theek hai
19:21Hum unse hi milne jaa rahe hai
19:23Agar aap saath chalna chahate hai to chal sakte hai
19:25Nahi
19:27Mujhe kuch zaruri kaam karne hai
19:29Agar wo samjhte hai Haji aise sulukh ke kabil hai
19:31To phir hum log bhi chupchaab nahi baith sakte
19:33Humme yeh bilkul zeb nahi deta
19:34Ke hum khamuchi se baithe rahe hai
19:36Chalta hu main
19:45Un logon ko dekho jo Haji ke khalaaf hai
19:47Unke paas taaqat hai
19:49Talwaare hai
19:51Ikhtiyaaraat hai unke paas
19:53Aur Haji ke doston ko dekho
19:55Unke paas
19:57Chand kapde aur bakrio ke alawa kuch nahi hai
19:59Mera maalik to ek chooti ka bhi hisaab le leta hai
20:02Afkaan bhai
20:04Tum unse betar jaante ho
20:06Jis aag mein Ibraheem alaih salaam ko dala
20:09Wo aag unhe jala nahi sakhi
20:11Jisne aag mein bheka usse shikas
20:13Aur jisne paani dala usse fatha mili
20:15Humme usse chooti ki maanid banna hoga

Recommended