Correctness of Intention by Syed Amjad Ali Shah Sahib - Tu Hi Tu(360P)

  • last month
THIS LECTURE IS ABOUT CORRECTIONS OF INTENTION.
BY
KASHIF MAG

Category

📚
Learning
Transcript
00:00A'udhu Billahi Minash Shaitanir Rajeem. Bismillahir Rahmanir Raheem.
00:05N'ahmadu wa n'salli wa n'a rasoolil kareem.
00:09Intihai qaafil-e-itaram-e-saameen-e-azreem.
00:14Mujtse achche logon. Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:21Dhruv Pak.
00:39Aaj ka jo mauzoo hai, wo hai niyyat ki darustagi.
00:47Wahi wo jo hadees paak hai,
00:51Imam Bukhari ne jo hadees likhi,
00:57wo sabse pehle is hadees ko likar aaye,
01:01jo niyyat ke baare mein.
01:04Hala ki yeh doosri kitabon mein aur jagah pak hai.
01:09Innabal amaloo binniyat.
01:16Ki amal ka jo daramidar hai, wo niyyaton par hai.
01:22Namaz hum padhte hai, roza rakhte hai,
01:30jo bhi naik kaam karte hai,
01:33jisko amal-e-saleha ka jata hai,
01:38uske liye niyyat-e-saleha bhi zaruri hai.
01:44Kyunki agar niyyat sahi nahi hogi,
01:47to amal jo hai, wo khatam ho jayega.
01:51Uske hasiyat kuch nahi rahegi.
01:54Jaisa yeh hai ki yeh Muslim ki hadees hai,
02:07yeh Mishkat ki jiddhabul mein 194 iska number hai,
02:17kitab-ul-ilm mein.
02:20To isme yeh kaha gaya hai,
02:25ki jab yeh ishaab-kitab khatam hoke shuru hoga,
02:30kaam sara hashar ka maidaan,
02:32to wahan sabse pehle,
02:36jo jahannum mein daala jayega,
02:40wo shaheed hoga.
02:42Phir uske baad alim,
02:46phir uske baad sakhi,
02:49ab shahadat ka to bada maqam hai,
02:54Quran ne kaha hai ki yeh log zinda hai,
02:57inhe murda na kaun.
03:00Lekin jab wo Allah usse poochega,
03:04ki bhaiya aapne kya kaam kiya,
03:07to kehega ji maine to aapke liye shaheed hogaya.
03:10To Allah ta'ala firmaaye ki nahi,
03:13tum jhoot bood rahe ho,
03:15mere liye nahi,
03:16tum isliye shaheed hogaya,
03:18ki tumhe log bahadur kahen,
03:20bahadur samjhen,
03:22lehata tumhara thikana jahannum hai.
03:25Shahadat se bada koi inaam nahi hai,
03:28nek niyati ki saabt,
03:30agar wahan bhi bad niyati saabit ho jayegi,
03:33to wo bhi khatam ho jayegi.
03:37Uske baad phir ek alim jo hai,
03:41unse poocha jayega,
03:43to kehenge ji maine to bada ilam pada,
03:47phalaya,
03:48logon tak paunchaya,
03:50badi khidmat ki,
03:53to Allah ta'ala kahenge,
03:55tum jhoot bolte ho.
03:57Tumne sab kuch isliye kiya,
03:59ki log tumhari wawa karen,
04:02log tumhe achha kahen,
04:03bada alim samjhen,
04:06isliye isko bhi jahannum mein nahi jayega.
04:12Teesra jo shaksh pesh hoga,
04:17usse saab poocha jayega,
04:19ki aapne kya kiya apni zindagi mein,
04:21kehenge ji maine to badi sikhawat karta tha,
04:23sadqa, khairat,
04:28aur badi dege baatta tha,
04:30saare kaam karta tha,
04:33to Allah ta'ala kahenge,
04:34tum jhoot bolte ho.
04:36Tumne jo kuch kiya hai,
04:39wo apne nafs ke liye kiya hai,
04:41ki log mujhe sakhi kahen,
04:43log mujhe bahut achha samjhen,
04:45mere liye nahi kiya,
04:46isliye yeh sakhi ko bhi jahannum mein pheng di.
04:51Din ashqas.
04:56To yeh kya kehne ka maqsud ji hai,
04:58ki shahadat sabse bada maqam hai,
05:01alim hona bahut bada maqam hai,
05:04aur ulama ke bahut zyada waha,
05:07darahe jo ki jannat mein,
05:09shaheedon ke bade darje honge,
05:11sakhiyon ke bade darje honge,
05:13lekin naik niyati ke saath,
05:18bad niyati ke saath,
05:20koi ala se ala amal bhi,
05:22kabool nahi kiya jaayega.
05:26Isliye Imam Bukhari rahmatullahil alaih,
05:28ne is hadees ko,
05:30ahadees shuru karne se pehle,
05:32is hadees ko rakha,
05:34jo is baap ki hadees nahi thi,
05:36jisme unhone isko biyaan kiya,
05:38iske ahmiyat wazir ho jaye,
05:40ki jab tak niyati darust nahi hogi,
05:42to amal kya karenge.
05:46To niyat ko darust karna,
05:48aur ikhlas peyda karna,
05:50jo kaam bhi main ya aap karun,
05:53wo khalistan Allah ke liye,
05:56tab uska sawab ho.
05:59Agar namaz bhi logon ko dikhane ke liye padhi jaayegi,
06:02ki log mujhe namaz hi padhe,
06:04to surah-e-mahoon mein,
06:06to surah-e-mahoon mein,
06:08uska bhi dekhne nadi jaa,
06:10kya hai.
06:12Tehza isliye ame,
06:14jo bhi kaam karna,
06:16ikhlas.
06:18Ikhlas khalis se nikla hai.
06:20Ab ye alayda baat hai,
06:22ki aaj kal dood bhi khalis nahi milta,
06:24dood ek masalah alayda hai.
06:26Aur ye masalah bade arse se jala aa raha hai.
06:28Hazrat Umar ka daur,
06:32ki waha bhi,
06:34to ek buri aurat,
06:36aur ek jawan aurat,
06:38baatein kar rahi thi,
06:40to jawan aurat,
06:42aur buri aurat kahi rahi thi,
06:44ke is dood mein paani mila doon.
06:46Hazrat Umar ka daur ki baat hai.
06:48To usne kaha nahi,
06:50paani nahi milana.
06:52Kyun?
06:54Ke khalifa waqt jo hai,
06:56unhone mana farbaya hai,
06:58aur ye haram hai.
07:00To us badi aurat de kaha,
07:02to usne bada khusur jawab diya,
07:08ki Allah to dekh raha hai.
07:10Ab ye niyat ka khalis hona,
07:14to jab Hazrat Umar r.a.w. waha se guzar rahi thi,
07:18unhone sari baatein suni,
07:20to subah unhone is makaan pe peghaam bheja,
07:22aur us ladki kithaat apne bete ki shadi karti.
07:26To amal acha bahut zaruri hai,
07:32isme shakko shube ki gunjaish nahi,
07:34nekin niyat hume zarur drust karni chahiye,
07:38sabse pehle mujhe.
07:40Kya hum apni niyatein drust karein?
07:44Agar niyatein drust nahi hogi,
07:46kisi amal ka koi fayda nahi hoga.
07:50Ab dekhe,
07:52ab dekhe,
07:54ek waqia hai ki,
07:56ek sahabi,
07:58masjid-e-nabwi mein namaz padhne aaye,
08:00to,
08:02wo ootni par aaye the,
08:04to unhone ootni bandne ke liye jaga dhi ki,
08:08koi killa waqara nahi mina,
08:10unhone ek cheez dhundi,
08:12killa shilla baraake waha nagaya,
08:14aur ootni ko band ke namaz padne ke liye chale gaye.
08:18Chale gaye.
08:22Ab shaam ke waqt,
08:24ek toosre sahabi namaz padhne aaye,
08:26nazar bhi kabzoor thi,
08:28to wo usse thokar lagi,
08:30to gir padhe.
08:34Ab pehle sahabi ni jab killa lagaya tha,
08:36to unhone killa isliye firni
08:38waha se ukhara,
08:40ke doosra bhi koi aayega,
08:42to yaha apni sawari ko band dega.
08:44To killa wahi lagara,
08:46shaam ko unko thokar lagi,
08:48to unhone kaha yaha kisne rasne mein yeh laga diya hai,
08:51to unhone killa ukhara ke phek diya,
08:53ke mai gira hu, doosra bhi girega.
08:56Unka khayal tha,
08:57maine yaha ootni bandhi,
08:58doosra bhi band dega.
09:00Usko itni takleef nahi karni padhegi.
09:02Unhone kaha, mai gira hu,
09:03doosra bhi girega.
09:04Doosron ka soch rahe hain.
09:07Dono.
09:09To doosre din yeh maawla,
09:11darbaar-e-risalat mein pesh ho gaya.
09:14Ab amal mukhtalif hai.
09:17Ek killa lagara hai,
09:19ek killa ukhara raha hai.
09:21Matazaat cheezein hain,
09:23matazaat amal hain.
09:25Lekin,
09:26Hussain sahab ne sun ke firmaaya,
09:28dono ke niyyat theek thi,
09:30isliye dono ke amal darust hain.
09:34Jaisa,
09:35amal ka jo buniyadi taur par
09:37daar-o-minaar hain,
09:39wo niyyat obar hain.
09:40Hame niyyat apni darust karni.
09:43Namaaz padhne ke liye,
09:45am jaate hain,
09:46toh agar kisi ko ghar mein kahe de,
09:48ya raaste mein kisi ko,
09:50ke mai zor ki,
09:51ya asr ki namaaz padhne jaa rahe hoon,
09:53yeh bhi niyyat ho jaate hain.
09:55Agar dil mein hi kahe de,
09:57ke mai namaaz padh rahe hoon,
09:58farz namaaz yeh,
09:59toh bhi niyyat ho jaate hain.
10:00Alfaad se kahna achi baat hain,
10:02kahna chahiye.
10:03Lekin, alfaad se na bhi kah jaa jaa hain,
10:05niyyat iraade ka naam hain.
10:07Andar ki kaifiyat ka naam hain.
10:09Yeh dil ka naam hain.
10:10Niyyat roohaniyat ka naam hain.
10:13Roohaniyat,
10:15yaani rooh ki niyyat.
10:20Nihaza,
10:21shariyat jo hain,
10:22wo apni jagah hain.
10:24Lekin, niyyat apni jagah hain.
10:26Jismani ibadat ke saath,
10:28humein roohaniyat aur phir bhi,
10:30ibadat mein isi tarah aana chahiye,
10:32ke humaari niyyat-e-darust ho.
10:34Niyyat-e-darust ho jaayenge,
10:36toh har amal jo hain,
10:38wo apni uss beiraaj bhi hoga,
10:40jaha uska sabab hoga.
10:43Toh islihi Allah ta'ala se dua karein,
10:45ki Allah ta'ala mujhe aur aapka taufeeq de,
10:47ki maine jo baatein kiyein,
10:49hum in pe amal kar sakein.
10:51Sallallahu ta'ala ala khalifatul qiyyih,
10:53Muhammadin wa aalih,
10:54wa ashrafihi ajma'in,
10:55bi rahmatihi jaad.

Recommended