• last year
Seerat Un Nabi SAWW - Episode 9 | Rabi ul Awal Special

Topic: Nabi Kareemﷺ Ki Baisat ke Maqasid (Part 1)

Host: Maila Naseer | Guest: Dr. Imtiaz Javed Khakvi

Naat Khuwan: Shagufta Imran

#SeeratUnNabiSAWW #RabiulAwal2024 #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:30bhejo labhi par durudho sala
00:37woh jameeloh shiyam woh shafee ul umam
00:46sahib-e-jood aur baadshah-e-karam
00:53jin ka isme ghirami bhi hai shahkar
01:08daalo, daalo nabhi par durudho ke haar bhejo
01:17bhejo nabhi par durudho sala
01:24jin pe bheje huda hud durudho salaam
01:40zikr ko jin ke rab ne diya hai dawaam
01:48jo hui rahmat-e-haq ke aayin-aadaar
02:02daalo, daalo nabhi par durudho ke haar bhejo
02:10bhejo nabhi par durudho salaam
02:18Allah! Allah! tashreef laa-e-nabhi
02:32woh nabhi jin pe hai hatm-e-baighambari
02:39jin pe hai saari duniya ka daaro-madaar
02:46jin pe hai saari duniya ka daaro-madaar
02:54bhejo, bhejo nabhi par durudho salaam
03:01bhejo, bhejo nabhi par durudho salaam
03:07daalo, daalo nabhi par durudho ke haar bhejo
03:16bhejo nabhi par durudho salaam
03:46khubsurat andaaz me naat-e-rasool-e-maqbool
03:49sallallahu alayhi wa alayhi wa sallam se hua
03:52aur pesh karne ki saadat hasal kar rahi thi
03:54aap sab ki, hum sab ki
03:55bohot pyaari hartal aziz muhtarma shagufta imran sahiba
03:58assalamu alaykum
03:59khushandeez ka hongi
04:00jazakallah
04:01aur nazreen meri jo daayin jaanib jo mehman shaksiyat maujood hai
04:04jo aaj specifically baat karenge
04:06hum nabhi kareem sallallahu alayhi wa alayhi wa sallam ke baasat ke maqasid par
04:11aur uspar guftagu karne ke liye
04:13jo mehman shaksiyat tashreef farma hai
04:14unka taaruf kar baati chalain
04:15jo yaqeenan kisi bhi taaruf ki muhtaaj nahi hai
04:18hum sab ki, aap sab ki bohot pasandida
04:20hartal aziz scholar
04:22aur bohot pyaara naam
04:24professor, doctor Imtiaz Javed Khakvi sahiba
04:27assalamu alaykum
04:28walaikum assalam
04:29Imtiaz aapa khairiyat se hai aap?
04:30alhamdulillah
04:31aapa aaj hum baat karenge
04:32nabhi kareem sallallahu alayhi wa alayhi wa sallam ki
04:35baasat ke maqasid par
04:36ke jab nabhi kareem sallallahu alayhi wa alayhi wa sallam ki
04:39tashreef aabri hui
04:40aur usse qabl agar hum dekhte hain
04:44jahalat thi, gumrahi ki taraf the sab
04:47aur har taraf parashani hi, parashani thi
04:49toh aise mein jab nabhi kareem sallallahu alayhi wa alayhi wa sallam ki aamad hui
04:53aur phir surah aal-e-imran mein
04:54jin maqasid-e-baasat ka zikr kiya gaya hai
04:57agar aap humare naajeen ko usse par rehnumai farmayen
04:59kya kahengi?
05:00shukriya maaila
05:01sabse pehle toh main aapko dekhne walon ko
05:04sabko miladun nabhi ka yeh mubarak maeena
05:07barkaton wala, rahmaton wala
05:08uski mubarak baat dena chahungi
05:10Allah Rabbul Izzat iski barkatin hume sametne ki taufiq ataaf farmayen
05:15baise takhliq-e-kainat, wajh-e-taskeen-e-kainat
05:19Rasool-e-Akram sallallahu alayhi wa alayhi wa sallam ki
05:22is duniya mein aamad koi maamuli baat nahin
05:25Allah Rabbul Izzat ne yeh duniya banayi hi aapki khaatir
05:29aur Allah Rabbul Izzat ne aapko rahmat-ul-il-alameen banaya
05:33aur aapki waizzat ke maqasid teen jagah Quran-e-Majeed mein beyan farmayen
05:37Surah-e-Baqarah mein Azzat-e-Ibraheem alayhi salam ki dua
05:40ki kama arsalna feekum rasoolam minkum yatlu alaykum ayatina kahte hui
05:45Surah-e-Jumma mein huwal lazeeba safil-lummi yeena kahte hui
05:50aur Surah-e-Aal-e-Imran ka aapne hawala diya
05:52jis mein Allah Rabbul Izzat ne Ehle-Iman ko bataya
05:56laqad mannallahu halal momineena
05:58ki eh Ehle-Iman tumhare liye yeh neemat koi aam neemat nahin
06:03yeh neemat-e-uzma hai jinn ke sabab se saari neemat-e hain
06:07toh yeh Ehsaan usi ko samajh mein aata hai
06:10Nabi Karim alayhi salatu was salam ki azmat-o se wohi aagah ho sakta hai
06:14jo unhaqaaiq par banazir-e-baseer ghor fikar kare
06:18ki Huzoor tashreef laate hain toh duniya kis tarah se badalti hain
06:22zulmat-e-noor mein dhal jaati hain
06:25aur insanoon mein kis kadar tabdeeli aati hain
06:28behraan main unhaqaasid par aungi jo Allah ne beyan farmayen
06:32uz neemat-e-uzma rasul-e-akram sallallahu alayhi wa alihi wa sallam ki aamad ke
06:36ki yatlu alayhim aayati hain
06:39aayat-e-rabbaani ki tilawat
06:41Allah-e-rabbul-izzat hum kalam ho raha hai
06:43aur kamaal darje ke woh bashar hain
06:45ki jo Allah-e-rabbul-izzat ke uss kalam ko sunte hain
06:49fir usse makhlook-e-khuda tak pahuncha rahi hain
06:51yeh kitab-e-mubeen hain, quran-e-majeed hain
06:54jo Nabi Karim alayhi salatu was salam ki zabaan-e-haq se ada hua
06:58quran isliye quran hai ki Huzoor ne bataya yeh quran hai
07:01aur jo baaki guftagu aapki wo al-adhees kailayi
07:05issi tarah doosri baat aayi ki
07:06wa yuzakkeen
07:07ki wo aapka tazkiya farmate hain
07:09wo logon ko paak karte hain
07:11kufr-o-shirk ki zalalaton se
07:13un gubrahiyon se, un ghalazaton se
07:15unhe paak sutra kar dete hain
07:18wa yuallimuhumul kitaba wal hikma
07:21aur unhe kitab-o-hikmat ki taaleem dete hain
07:24aur fir farmaaya
07:25wa inqaanu min qablo laafi dalal-in-mubeen
07:28ki isse pehle wo khuli gumrahi mein the
07:31isse pehle unki haalatein ghair thi
07:33isse pehle wo kis tarah zillat-o-ruswai ki gade mein gire huye the
07:37un gunahon ki dal-dal mein dhase huye the
07:39Huzoor-e-Akram Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
07:42tahreef laaye
07:43aur har cheez badalti chali gayi
07:45aap Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
07:47ki zabane mubarak se
07:49wo tilawat-e-quran hoti hai
07:51aur roshni chha jaati hain
07:53dilon mein roshni chha jaati hain
07:55dilon ki jo andar gandhagiyan thi
07:57wo nazar aane lag jaati hain
07:59aur uske baad tabiyyat chahti hain
08:01ki un gandhagiyon ko saaf kiya jaye
08:03to mere aaka Huzoor-e-Akram Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
08:05ka agla fareeza aata hai
08:07ki aap vayuzakki
08:09unhe paak kar dete hain
08:11wo jo andar chhupi hui bhi thi
08:13gandhagiyan, wo khabasatein
08:15jo insani nafs ka shikaar hote hain
08:17insaan, kufr-o-shirk ke saath-saath
08:19un sab ka bhi safaya karte hain
08:21dilon ko istara
08:23muzakka kar dete hain
08:25ki unper ma'arif-o-maani
08:27ma'arif-o-maani
08:31unhe kitab-o-hikmat ki taaleem
08:33ata farmate hain
08:35Huzoor-e-Muallim-e-Kainat hain
08:37aap Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
08:39sahaba ki wo tarbiyyat ki
08:41wo jahanbaani ke usool seek kar
08:43duniya bhar ke rahbar-o-raanuma banein
08:45aur aap Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
08:47aaj bhi Muallim-e-Kainat hain
08:49jo udhar rajoo karta hain
08:51uske dil aur uske kulob aur azaan
08:53kul jate hain, usper ma'arif kulte hain
08:55subhan-Allah
08:57mashallah aapa, bohot pyari guftugu aaj ki rahi
08:59agar hum chahenge ki aakhir mein
09:01aap koi pegham dena chahenge
09:03humare nazareen ko aaj ke unwaan ke hisaab se
09:05dekhe Nabi Kareem-e-Alaihi-Wa-Sallam
09:07kawa yuzakki hi unka jo faiz hain
09:09wo aaj bhi jari usari hain
09:11yeh kya hain, paak karna
09:13jab aap Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam se
09:15sach-e-dil se muhabbat ki jaati hain
09:17aap se ishq-e-taaluk kaim kiya jaata hain
09:19Allah ki kasam
09:21wo ek nigaah karam ki daal dete hain
09:23aaj zarurat is baat ki hain
09:25ki aap Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam se taaluk
09:27wo nisbat muhabbat ki banai jain
09:29yeh na samjhe jaaye ki bas
09:31aqeeda ho gaya, bas kalma pad liya
09:33nahi, yeh kaafi nahi hain
09:35balke fidayaana taur par
09:37unpar jaan-o-dil qurbaan karte rehna chahiye
09:39har ghadi, har aan
09:41yeh aisaas rahe ke aap Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
09:43mujhe apni jaan, maal,
09:45aulaad, jahu, mansah, bizzat-o-naamood
09:47se badkar pyari hain
09:49aur main unpar nisaar ho jaun
09:51unpar qurbaan ho jaun
09:53unke chehre-e-anwar ki baat aaye
09:55unke zulfon ki baat aaye
09:57toh aisaas ho insaan ko
09:59ki main qurbaan jaun unzulfon ki kundal par
10:01main qurbaan jaun
10:03nigaah-e-mubaraka par
10:05main qurbaan jaun unke chehre-e-anwar par
10:07ki jo jaunpadi mein jaate hain
10:09toh roshni chha jaate hain
10:11toh aap Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam ki didaar
10:13ki arzoo rakhna
10:15aap Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam ka tasawwur rakhna
10:17beshek imaan bakhshta hain
10:19dilon ko paak karta hain
10:21laakhon, karodon, doodhon, salaam
10:23hamaare jaanon, maal sab
10:25nabi kareem Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
10:27par qurbaan
10:29bahut shukriya aapa aapka mashallah bahut hi guftugu
10:31piyari rahi aaj ki aur jistana aapne bataya
10:33ki surah-e-aal-e-imran mein Allah ta'ala ne kis tarahan
10:35farmaya aur phir aapne
10:37maqsad-e-tazkiya ko bhi bahut hi
10:39well defined kiya mashallah
10:41yakinin nazareen ko bahut acha samajh mein aaya hoga
10:43bahut piyari aaj ki guftugu rahi
10:45aur yeh hume zarurat hai ki hum
10:47nabi kareem Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
10:49ke bataye huye
10:51maqasid-e-baasat par amal kare
10:53aur taake humare jo zindagi hai
10:55hum usme in tamam
10:57roshniyon mein dhal sakein jo humare
10:59aqa-e-naamdaar Muhammad Mustafa
11:01Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
11:03ne jo hume sikhaya hai
11:05sirat-e-tayyaba hume batati hai
11:07ki hum apni zindagi mein kamiaab
11:09kis tanah ho sakte hain aur apni
11:11zindagi ko khubsurat tariqah se
11:13kaise guzar sakte hain
11:15Noor se apne
11:17Noor se apne
11:19Noor se apne
11:21Noor se apne
11:23Noor se apne
11:25Noor se apne
11:27Noor se apne
11:29Noor se apne
11:31Noor se apne
11:33Noor se apne
11:35Noor se apne
11:37Noor se apne
11:39Noor se apne
11:41Noor se apne
11:43sarvar-e-alam
11:45duniya jag bagane aaye
11:47duniya jag bagane aaye
11:49duniya jag bagane aaye
11:51duniya jag bagane aaye
11:53duniya jag bagane aaye
11:55ghamke maaro
11:57ghamke maaro
11:59ghamke maaro
12:01ghamke maaro
12:03ghamke maaro
12:05ghamke maaro
12:07ghamke maaro
12:09ghamke maaro
12:11ghamke maaro
12:13ghamke maaro
12:15ghamke maaro
12:17ghamke maaro
12:19ghamke maaro
12:21ghamke maaro
12:23ghamke maaro
12:25ghamke maaro
12:27ghamke maaro
12:29ghamke maaro
12:31ghamke maaro
12:33ghamke maaro
12:35ghamke maaro
12:37ghamke maaro
12:39huzoor aagaye
12:41huzoor aagaye
12:43shaano nishaane
12:45shaano nishaane
12:47kibariya
12:49kibariya
12:51huzoor aagaye
12:53huzoor aagaye
12:55Noor se apne
12:57Noor se apne
12:59Noor se apne
13:01sarvar-e-alam
13:03Noor se apne
13:05sarvar-e-alam
13:07duniya jag bagane aaye
13:09duniya jag bagane aaye
13:11duniya jag bagane aaye
13:13duniya jag bagane aaye
13:15ashkon se bharlo
13:17ashkon se bharlo
13:19jholiya
13:21jholiya
13:23jholiya
13:25ashkon se bharke
13:27ashkon se bharke
13:29jholiya
13:31aankhen bichhado
13:33aankhen bichhado
13:35sall-e-ala ki
13:37sall-e-ala ki
13:39do sada
13:41sall-e-ala ki
13:43sall-e-ala ki
13:45do sada
13:47do sada
13:49mere huzoor
13:51mere huzoor
13:53aagaye
13:55ghamke maaro
13:57ghamke maaro
13:59ghamke maaro
14:01ghamke maaro
14:03ghamke maaro
14:05dukhiya roko
14:07seene se
14:09lagane aaye
14:11duniya jag magane aaye
14:13duniya jag magane aaye
14:15chatki hui hain
14:17chatki hui hain
14:19chaandani
14:21phehli hui hain
14:23phehli hui hain
14:25roshni
14:27dariya rava
14:29dariya rava
14:31dariya rava
14:33dariya rava
14:35noor ka
14:37noor ka
14:39mere huzoor
14:41mere huzoor
14:43aagaye
14:45noor se apne
14:47noor se apne
14:49noor se apne
14:51sarvar aalam
14:53noor se apne
14:55sarvar aalam
14:57duniya jag magane
14:59aaye
15:01duniya jag magane
15:03aaye
15:05ghamke maaro
15:07ghamke maaro
15:09ghamke maaro
15:11dukhiya roko
15:13ghamke maaro
15:15dukhiya roko
15:17seene se lagane
15:19aaye
15:21duniya jag magane
15:23aaye
15:25duniya jag magane
15:27aaye

Recommended