• last year
Seerat Un Nabi SAWW - Episode 9 | Rabi ul Awal Special

Topic: Nabi Kareemﷺ ke Khawateen Par Ahsanaat

Host: Maila Naseer | Guest: Dr. Imtiyaz Javed Khakvi

Naat Khuwan: Sehar Azam

#SeeratUnNabiSAWW #RabiulAwal2024 #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Talaal Badruwaleina, Talaal Badruwaleina, Talaal Badruwaleina, Talaal Badruwaleina,
00:20Aaye Sarkari Madina, Laaye Anwari Madina, Aaye Sarkari Madina, Laaye Anwari Madina,
00:34Hai Kadambo Se Risaalat, Gulo Gulzaari Madina,
00:41Kundani Rang Hai Gehra, Hai Libasaaj Sunehra, Kundani Rang Hai Gehra, Hai Libasaaj Sunehra,
00:55Jaad Mee Raat Mee Pehna, Talaal Badruwaleina, Talaal Badruwaleina, Talaal Badruwaleina, Talaal Badruwaleina,
01:15Logo Aawas Do Sabko, Dekh Lo Kaas De Rabko,
01:36Roshni Ghaari Hiraaki, Mil Gai Pardai Sabko,
01:49Baarshi Najmu Qamar Hai, Aaj Se Hukmi Sahar Hai, Baarshi Najmu Qamar Hai, Aaj Se Hukmi Sahar Hai,
02:02Raat Po Raat Na Kehna, Talaal Badruwaleina, Talaal Badruwaleina, Talaal Badruwaleina, Talaal Badruwaleina,
02:21Dil Ni Paayi Hai Muradi, Unki Rahon Ko Sajadi,
02:41Gul Bichhai Hai Sabani, Aau Hum Aankhi Bichhadi,
02:54Chaand Uttraa Hai Leethaat, Min Saniyaa Tilwadaat,
03:07Wajab Shukruwaleina, Talaal Badruwaleina, Talaal Badruwaleina, Talaal Badruwaleina, Talaal Badruwaleina,
03:23Talaal Badruwaleina, Talaal Badruwaleina,
03:31Mashallah, Subhanallah,
03:33A'uzu Billahi Minash Shaitanir Rajeem, Bismillahir Rahmanir Raheem,
03:37Allahumma Salli ala Sayyidina wa Mawlana Muhammadin wa ala aalihi wa ashabihi,
03:43wa barik wa sallim wa sallu alayhim.
03:45Assalamu alaikum, nazareen,
03:47aap malahiza farma rahein hain ARYQ TV ka khususi program Siratun Nabi sallallahu alaihi wa alihi wa sallam,
03:54apni mezban Maaila Naseer ke saad.
03:56Nazreen, program ka bahut hi khubsurat andaaz mein naat-e-rasool-e-maqbool sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam se aagaz hua
04:03aur pesh karne ki saadat hasal kar rahi thi hum sab ki bahut hi pyaari, muhtarma Seher Azam sahiba,
04:09Assalamu alaikum, khairiyassa hai Seher Wajib?
04:11Wa alaikumussalam, jazakallah, alhamdulillah.
04:13A'nazreen, aaj ka jo mauzoo hai jisman hum guftugu karenge,
04:15wohi khawateen par nabi kareem sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam ke ahsanaat.
04:21Aur is mauzoo par guftugu karne ke liye humare saad,
04:24jo mehman shaksiyat tashreef farma hai, unka taaruf kar baati chaloom,
04:27hum sab ki bahut pyaari, Islamic scholar, senior naam,
04:30ARYQ TV ka bahut hi pyaara, bahut hi umda naam,
04:33muhtarma Dr. Imtiaz Javed Khakvi sahiba, Assalamu alaikum, Apa.
04:37Wa alaikumussalam.
04:38Khairiyassa hai, Apa?
04:39Alhamdulillah.
04:41Nazreen, jaisa ki aap sab jaante hain ki Islam se qabal,
04:45aurat har rishte mein, maa, behan, beti, bivi,
04:49aur akar hum dekhte hain to Islam se qabal, aurat izzat o ehteram se mehroom thi.
04:57Yani ki nabi kareem sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam ki aamat se qabal,
05:01aurat ki maushrati haisyat kya thi,
05:05aur zamana-e-jahliyat mein, hum aurat ki maushrati haisyat ko kis sarhan dekhte hain,
05:10is par aaj hum guftugu karenge.
05:12Apa, main aapki jaanib aungi,
05:13aur pehla sawal aapse yehi hum jaana chahenge,
05:15ki zamana-e-jahliyat mein, khawateen ki maushrati haisyat kaisi thi,
05:20unki, jo kahte hain, hum ki khawateen ke saath haq talfiyan,
05:23jo mazalim kiye gaye the, is pehle namahi farmahiye.
05:26Shukriya maaila.
05:27Bismillah-e-Rahman-e-Rahim.
05:29Surah-e-Room mein aata hain,
05:30Zahar-ul-fasado fil-barri wal-bahri.
05:33Ki nabi kareem alaihi wa sallallahu alaihi wa sallam ki aamat se qabal,
05:35zamana-e-ka aalam yeh tha ki har taraf fitna-u-fasad baba tha.
05:39Insaan khaish parasti ki us adna satah par girkar,
05:43chopaayon aur darindon jaisa ho chuka tha.
05:45Katlo gharadgari har taraf thi,
05:47raazani lootmaar aam thi.
05:49Aurton, bachchon, yateemon, ghulamon ka koi maqam na tha.
05:53Aur inne juwabazi mein haara jaata, jeeta jaata,
05:56is tarah ka inne saath salook kiya jaata.
05:58Aapne maushrati haisyat ki baat ki,
06:00to dekhe aurat ki jitne roop hain, un par nigaar daalte hain.
06:03Aurat bibi ke roop mein us zamane mein,
06:05Nabi Kareem-ul-Islam ki aamat se qabal ki baat ho rahi hain,
06:09to ek khadima aur ek laundi kisi haisyat thi,
06:11usko na raaye dene ka had tha,
06:13na taalim hasil karne ki aazadi thi.
06:16Yaha tak ke wo maal nahi rak sakti thi,
06:18wo kisi maamle mein apna mashwara nahi de sakti thi.
06:21Aur agar ek aurat bewa ho jaati,
06:23to usse taang-o-taari kothriyon mein rakha jaata,
06:26zamane se kaat kar us par zillat aur ruswai musallat ki jaati.
06:29Ya phir us par kapda daal kar,
06:31koi bhi rishtadar us par kabza kar leta,
06:33usse maal-e-matruka samjha jaata,
06:36yaha tak ki sautela beta usse apne haram ka hissa bana leta.
06:39Aur phir aurat agar beti ke roop mein aati,
06:42to Quran-e-Majeed mein aata hai,
06:43ki jab us dafan ki gayi,
06:46aur ladki se poochha jaayega,
06:47ki tumhe kis jurm mein mara gaya,
06:50to unh betiyan paida hoti,
06:51to zillat aur ruswai se unh ke chehre siya ho jaate the,
06:55betiyon ko zinda dargol kar dete the,
06:57aur unka khayal ye tha,
06:59betiyon ko zinda dafan karne ki jo teen wajuhaat beyan ki hain muwakikeen ne,
07:03pehli wajah yeh ke unh,
07:04wo apne liye daamaat ko zillat aur ruswai ka baayaz samajh the the,
07:07isliye betiyon ko maar dete the,
07:09doosri wajah yeh thi,
07:10ke wo beton ki tarah maashi surat-e-haal mein koi baap ka sahara nahi ban sakti the,
07:15aur teesri wajah yeh thi,
07:16ke jang hoti thi,
07:17to mardon ko isaat wo ladh nahi sakti the,
07:20balke mardon ko unki ifaazat karni parti,
07:22is wajah se aurat ko koi ahsiyat nahi asil the,
07:25aur jo deekar bhi tehzeeb-e thi,
07:27unh mein bhi aurat ko yeh samjha jaata,
07:29ke yeh roohani tarakki ki raah mein rukawat hain,
07:32kahin unko maara peeta jaata,
07:34unko katl kar diya jaata,
07:35aur koi jurm nahi samjha jaata,
07:37har lihaaz se aurat zulm aur istihsaal ka shikaar thi,
07:41aur insani tamadun ka hamesha se yeh sabse pehcheeda masalah raaha hai,
07:45ke aurat ko kis maqam par rakha jaaye,
07:47aur usse kis tarah se usse treat kiya jaaye.
07:50Aaba main jaana chahungi,
07:51ki nabi kareem sallallahu alaihi wa sallam ki aamat ke baad,
07:55jo nabi kareem sallallahu alaihi wa sallam ne khawateen par jo ahsanaat kiye,
07:59jo aap sallallahu alaihi wa sallam ki azmatein thi,
08:01wo aap bayan firmahiye.
08:29Usse ibadat wo bandagi ka wo haq mila,
08:31ki wo ajar mein barabar aa gayi,
08:33inna akramakum indallahi atqaakum mein mard bhi daaqil,
08:37aurat bhi daaqil hui.
08:38Wo beti ke roop mein aayi,
08:40to mere aaka Rasool-e-Akram sallallahu alaihi wa sallam ka ishaad mubarka aaya,
08:45ki jisne do betiyon ki parwish ki,
08:47wo jannat mein mere saath aise hoga,
08:48jaise yeh do ungliyan.
08:50Aap sallallahu alaihi wa sallam ko Allah ne betiyon se nawaza,
08:53aap unke liye khud chal kar jaate,
08:55unke liye khade hote,
08:57unke liye chaadar bichaate,
08:58jisse tamam ahle imaan ko beti ko izzat wa itaraam dena aaya.
09:03Aap sallallahu alaihi wa sallam mein sirf firmaaya nahi,
09:06balke apne amal se saabit kiya.
09:07Isi tarah aurat bhiwi ke roop mein aayi,
09:09to firmaaya bhiwi se usn-e-salook se pesho.
09:12Aapne ajat-ul-widaa mein bar bar firmaaya,
09:14ki auraton ke maamre mein Allah se daro.
09:16Ek martaba auratin shikayat lekar aayi,
09:18to aap sallallahu alaihi wa sallam mein masjid-e-nabwi mein sabko jamaa kiya.
09:22Aur aapne firmaaya,
09:23ki tum mein sabse achha wo hai,
09:24jo apne bhiwi ke saath,
09:25apne ahle-u-ayal ke saath achha hai.
09:27Aur wohi aurat agar maa ke roop mein aayi,
09:30to aap gaur karein,
09:31Allah ne bhi firmaa diya,
09:32wa bil-walidein-e-iksana.
09:34Kahin firmaaya,
09:35falaa takul lahuma uffim wala tan-arooma.
09:38Ki unke saamne uff tak na kaho,
09:40na unhe jhidko,
09:41waldein se usn-e-salook se pesho.
09:43Itni zyada taaqeed aayi,
09:45itni zyada taaqeed aayi,
09:47ki aap sallallahu alaihi wa sallam ka firmaan-e-mubarak,
09:50ek shaks poochta hai,
09:51ki mere usn-e-salook ka sabse zyada haqdaar kaun hai.
09:54Aapne teen martaba jawab diya tumhari maa.
09:57Jihad pe jaane se zyada tarjeed hi,
09:59ki maa ki khidmat karo.
10:01Hajj pe jaane se zyada tarjeed hi,
10:02ki maa ki khidmat karo.
10:04Hazrat Awais-e-Qarni ka mashoor hai,
10:05ki walda zaifa hai,
10:07boodi hai.
10:08Aap sallallahu alaihi wa sallam ki didaar ka shauk hai,
10:11aashik hai.
10:11Magar walida ki khidmat ke baayaz,
10:13wo hazir nahi ho paate.
10:14Ek martaba jaate hain,
10:16to huzoor-e-akram sallallahu alaihi wa sallam
10:18wahan takreeb firmaan nahi hote.
10:20Al-mukhtasar batana hi yeh chah rahi thi,
10:22ki aap sallallahu alaihi wa sallam ka firmaan-e-mubarak,
10:24waldain ke baare mein,
10:25ki huma jannatu ka wanaaruka.
10:27Yahi tumhari jannat hai,
10:29yahi tumhari dozak hai.
10:30Wo maa usko itna ihtiram ka maqam diya,
10:33ki tumhari ibadat wo bandagi,
10:34Allah ki baargaam-e-kaboor nahi hogi,
10:36agar maa razi nahi hai.
10:38To waldain ki raza aur khushnoodi ko
10:40ba-ain-e-hi ibadat karar de diya.
10:42Even yaha tak agar gunahgaar bhi hain,
10:44khatakaar bhi hain,
10:45firbhi tumh par laazim hain,
10:47ki waldain ki khidmat karo,
10:48unse husn-e-saloog se peshao.
10:50Agar beta wazeer bhi hain,
10:52baadshah bhi hain,
10:53magar waldain ke liye wo beta hain,
10:55beti hain,
10:55unse unki khidmat karni hain.
10:57Aur khidmat ka haq to ada ho hi nahi sakta.
11:00Ho hi sakta, yaqeenan.
11:01Aur jo izzat-o-waqar
11:03nabi kareem sallallahu alaihi waalaihi wasallam
11:06ne ik aurat ko diya,
11:07jo ik misali aur muashrati haisiyat ka ba'is bana.
11:12Yani Islam hume sikhata hai,
11:14ki Islam wo roshan-mashal-e-raah hai,
11:16ki jis par hum kehta hai na,
11:18ki jis ki kirno mein,
11:19Allah tabarak-o-ta'ala
11:20ne ik muslim aurat ko
11:22maan, shaan, izzat, azmat
11:25aur waqar jaise tahafus se jaadwaan kar diya.
11:29Allah ta'ala hum sab ko
11:30nabi kareem sallallahu alaihi waalaihi wasallam
11:33ki dee hui talimat par
11:35amal pehra hone ki taufiq ata fermaye.
11:37Apa, bohot pyaari guftugu aaj ki masha'Allah rahi.
11:39Bohot shukriya aapki aamat ka bhi
11:41aur Sehar bhaji aapki aamat ka bohot shukriya.
11:43Program se ijazat ka waqt hai,
11:44nazareen hain aaj ke program se
11:46apne mezwaan Maaila Naseer ko ijazat dijiye.
11:48Insha'Allah zindagi rahi
11:49agla program mein phir hazir honge.
11:51Meri jaanib siffi amanillah
11:52aakhir mein Sehar bhaji aapki awaz mein
11:54kalam shamiz karenge.
12:25aapki aamat ka bhi
12:27aur Sehar bhaji aapki awaz mein
12:29kalam shamiz karenge.
12:55Kaaba, kaaba, sajdi mein jhuka tha kaaba.
13:01Aay aamna kaisi thiri,
13:05aay aamna kaisi thiri,
13:10kismati yeh Khuda ne banaayi
13:14Sarkaar tere aane se,
13:18Sarkaar tere aane se.
13:25Jalvon se tumhari aaka,
13:34Jalvon se tumhari aaka,
13:39phaili hain noor ki ghirne,
13:43sallallah phaili hain noor ki ghirne,
13:48kurshi do kamar ne aaka,
13:52kurshi do kamar ne aaka,
13:57tum se hi zia hai paayi,
14:01Sarkaar tere aane se,
14:05Sarkaar tere aane se,
14:09gulshan mein bahari aayi,
14:14tere noor se pyaari aaka,
14:18tere noor se pyaari aaka,
14:23aalam mein roshni chhaayi,
14:27Sarkaar tere aane se,
14:31Sarkaar tere aane se.

Recommended