What PMLN government is going to do? - Hamid Mir Told Everything

  • last week
#11thHour #HamidMir #QaziFaezIsa #WaseemBadami #FahdHusain #BreakingNews #PMShehbazSharif #AsimMunir

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia

Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial

Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv

Website: https://arynews.tv

Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv

Listen Live: http://live.arynews.tv/audio

Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews

ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Transcript
00:30har judge ki retirement ki age mein tausi kar diya hai, yeh iska toh itlaag sab par
00:33hai poori judiciary par, toh yeh file saath aapko extension thodi diya hai, yeh toh
00:37hume reforms laaye, agar number mil gaye toh aise hi koi koshish hogi na.
00:43Jakein again aapne ek wada hi jo hai, masoomana, aapne masoomana sawal kiya hai, aur kuch
00:53bahut hi masoomana hai, kyunki Azam Nazir Tarar saab jo humare Wazir-e-Qanun hua karte
00:59hain, wo kahi defa yeh firma chuke hain, ke Justice Mansoor Ali Shah saab jo hai, wo Qazi
01:06Faiz Isa ke baad sabse senior wazir, senior judge hain, aur wohi jo hai, wo ainda Chief
01:12Justice honge.
01:13Sahi hai.
01:14Accha ab wo baar baar yeh kyun baat karte hain, jab wo yeh baat karte hain na, ke Mansoor
01:17Ali Shah saab hi ainda Chief Justice honge, aur humne poocha tha Qazi Faiz Isa saab ko,
01:21toh unhone kaaya, ke mujhe extension nahi chahiye.
01:24Toh extension ka jo lafz wo istimaal karte hain, toh wo isliye istimaal karte hain, ke
01:30Qazi Faiz Isa saab ne kaaya, mujhe extension nahi chahiye.
01:33Lekin jaisa ke aapke sawal mein ek purusraar kahani maujood hai, ke agar judges ki umar
01:39jo hai, retirement ki umar badha di jaye, toh wo extension toh nahi hogi, wo toh phir
01:44khud-bhukhud unki muddat mein azaafa ho jayega, toh wo toh Qazi Faiz Isa saab kehenge, dekhi
01:48Qazi Faiz Isa saab, main toh kehta tha, main toh Azam Nazeer Tarar se kaha tha, ke mujhe
01:51extension nahi chahiye, aur main nahi li, lekin kyunke nahi legislation hogaya hai,
01:55toh uski wajah se ab meri muddat mein azaafa hogaya hai, toh yeh bhi ho sakta hai, lekin
02:00isme again reforms ki jo baat ho rahi hai, toh agar aapne reforms karna hai, toh kya
02:06reforms jo hai, wo sirf aapko Supreme Court mein chahiye, kya High Courts mein aapko reforms
02:11nahi chahiye, kya judges ke tadaad mein azaafa, aapko sirf Supreme Court mein chahiye, kya
02:15Islamabad High Court mein, Lahore High Court mein, Sindh High Court mein, Balochistan High
02:19Court mein, wahaan pe judges ke tadaad mein azaafa nahi chahiye, wahaan par bhi chahiye
02:22aapko, wahaan bhi judges ke tadaad mein azaafa aapko chahiye, aur jo judicial reforms wali
02:27jo baat hai, toh us sawalay se toh bahut si recommendations hai, wo already hukumat jo
02:34hai, uski fileon mein padi hui hai, toh agar toh aapne waqe reforms karni hai, toh uske
02:38liye aapko, jo ek reforms ka tariqa hota hai, kya aapko uspe ek debate karwani chahiye,
02:45parliament mein bahas honi chahiye, usmein phir jald bazi nahi honi chahiye, lekin yaha
02:49toh aapko aise lag raha hai, ke aapko koi jaldi padhi hui hai, aur mujhe yeh kahne mein
02:56koi baag nahi hai, ke masla sirf, aur sirf jo Supreme Court ke full bench ka faisla hai,
03:01reserve seats ke baare mein, uski review petition ka masla hai, aur us petition ke
03:06review mein, jaane se pehle pehle hukumat judges ke tadaad mein azaafa karna chahiye,
03:12toh aap jo bhi karein, numbers game poori kar lein, aap review petition jo hai, usmein
03:17us faisla ko reverse karwa dein, kamyaabi ke jhandein gaal lein, lekin Pakistan ka jo
03:23aam aadmi hain, usko yeh hi samjha rahi hai, ke hamare ghar jo bijli ke bill aa rahe hain,
03:27usmein kameen nahi ho rahi, wo badti hi jaa rahe hain, hukumat kehti hai ji, inflation
03:32kam ho rahi hai, lekin hame toh market mein koi relief nahi mil raha hai, mehngai badti
03:37hi jaa rahi hai, lekin doosri taraf judges ki tadaad mein bhi azaafa ho raha hai, aur
03:42hukumat jo hai, adliya ko fata bhi karti jaa rahi hai, lekin mehngai ko fata karne mein
03:47na kaam hai, toh aap adliya ko fata karein, zarur karein, kamyaabi ke jhandein gaal lein,
03:53lekin awaam jo hai na, unka masla yeh nahi hai, jo hukumat ne masla, aisa lag raha hai
03:57ke kuch individuals ka jo political interest hai, unka jo personal survival hai, uski
04:02wajah se Pakistan ki parliament ko aisi legislation ki taraf force kiya jaa raha hai, jiska maqsad
04:09judiciary ko neecha dikhana hai.
04:32ke maulana sahab bhi jo hai wo thodi mehrbani firmaayenge hukumat mein?
05:33aap mere kande pe rakke bandook chala rahe hain, toh zahiri baat hai phir main bhi bandook
05:38jo hai usme wo wali goli jo hai wo load kar raha hoon, jo seedhi jaa ke kahin pe lagay
05:42kisi ke maqsad, toh.
05:44aur Allah aapko save de, aapke toh jism mein abhi tak ek goli hai, toh aap toh bilkul
05:48yeh chance la le, Allah aapko lambi zindagi de.
05:51toh wo itmaad jo hai na, yeh main alfaaz ki goli ki baat kar rahe hoon, maulana sahab
05:56ko itmaad nahi hai, abhi thode din pehle jab Tehreek-e-Insaab ka ek baft unke paas
06:02gaya tha, toh maulana sahab ne ek shikwa kiya, unhone ka bhai aap roz mere paas aajaate
06:08hain, aap aayiye mere paas chai bhi phijiye, khaana bhi khaiye, lekin yeh jo ek taraf
06:13aap mere se maamlaat karte hain, doosri taraf back channel se aap establishment se muzaakraat
06:19bhi karte hain, yeh mujhe ko manasab nahi lagta, toh Tehreek-e-Insaab wale dos kahre
06:24the ji ki aap humari jo Tehreek-e-Tahfuz-e-Ain hain usme bakaida shamil ho jayein, toh unhone
06:29ka ki main shamil ho sakta hoon, lekin pehle zara aap apna shokh poora kijiye, establishment
06:35se muzaakraat kar liye, toh humari Tehreek-e-Insaab ke dost wo maante nahi tha, wo kahre the
06:39ji, maulana sahab aapko kisi ne ghalat phaimi daal di aapke dil mein, humari koi establishment
06:43se muzaakraat nahi ho rahein, uske baad phir kya hua, Ali Meen Gandapur sahab ne confirm
06:47kar diya, ki Aadam Swati aur Barista Gauhar sahab jo hain, wo subah 7.30 bje unko hum
06:52nahi bheja tha, aur establishment ke kehne pe bheja tha, Imran Khan sahab ke paas,
06:57toh jalsa mult bhi ho gaya, ab iss episode ke baad jab Tehreek-e-Insaab delegation gaya
07:02na, maulana sahab ke paas, toh humare doston ki nagrein jhuki hui thi, aur maulana sahab
07:08jo hain, wo haste hi jaare the, haste hi jaare the, haste hi jaare the, toh bas yeh dekhe
07:15nahi, toh aapne baad shuruya se ki, ki maulana sahab faste jaare, aur khatam yaagi, wo haste
07:19jaare the, fastne se haste takha jo safar hai, aur yeh Mir sahab kal toh, jee jee aakayi,
07:27dekhe na, wo ek hasne aur fasne ke dharmeyan, chand nukto ka farak hai, toh maulana sahab
07:34jo hain, wo badi ahityaad kar rahe hain, ke main haste haste kahin, fas na jao, aur
07:40nukto ka mamla bahut aahim hai, humhum dua likte rahe, wo daga padhte rahe, ek nukte
07:46ne mehram se mujrim bana diya, toh bada aam hai nukta, toh main zara, Fahad bhai mujhe
07:50ijaz jate hain, toh hum zara yeh Kamran Murshid sahab, toh maulana sahab ke bahut
07:54aahim hai, toh maulana sahab ke bahut aahim hai, toh maulana sahab ke bahut aahim hai,
07:56toh maulana sahab ke bahut aahim hai, toh maulana sahab ke bahut aahim hai, toh maulana
07:58sahab ke bahut aahim hai, toh maulana sahab ke bahut aahim hai, toh maulana sahab ke bahut
08:00aahim hai, toh maulana sahab ke bahut aahim hai, toh maulana sahab ke bahut aahim hai,
08:02toh maulana sahab ke bahut aahim hai, toh maulana sahab ke bahut aahim hai, toh maulana
08:04sahab ke bahut aahim hai, toh maulana sahab ke bahut aahim hai, toh maulana sahab ke
08:23bahut aahim hai, toh maulana sahab ke bahut aahim hai, toh maulana sahab ke bahut aahim
08:25hai, toh maulana sahab ke bahut aahim hai, toh maulana sahab ke bahut aahim hai,
08:27toh maulana sahab ke bahut aahim hai,

Recommended