#imrankhan #fawadchaudhry #pti #aleemakhan #adialajail #aniqanisar #Aitrazhai
Imran Khan Kay Bayan Fawad Chaudhry ki PTI Main Jagah Ban Payegi???Fawad Chaudhry's Statement
Imran Khan Kay Bayan Fawad Chaudhry ki PTI Main Jagah Ban Payegi???Fawad Chaudhry's Statement
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Khan saab ki ek baat aayi hai saamne, wo kehte hain ki jinn logon ne mushkil time par saath
00:04diya, jinn logon ne baqaida tohar par mushakate kaati, wo fikar na karein, lekin jo bhaag
00:11gaye, jinnon ne party chhod di, jinnon ne mushkil time par saath chhod diya, unki koi
00:16jagah nahi hai.
00:17Fawad Shahbaz Ali sahab yeh batayiyega, ki aap kis category mein?
00:20Dekhi hai nikabh, mera nahi khaal Khan sahab ne pehle se mukhtalif baat ki hai, wo masalsal
00:26yeh baat keh rahe hain, ki do categories hain logon ki, ek category logon ki hai, jo
00:31ke deal karke jo hai, wo chale gaye, jaise parliamentarian ban gayi, ya IPP ban gayi
00:39aur uske wo chale gaye, aur doosre log hain, jinnon ne qaido ban ki sohbatein bardaash
00:45ki, jinnon ne tishaddud bardaash kiya, aur zabardasti unse jo hai, wo party chhudwaayi
00:51gayi.
00:52To unhone kaha hai, ki yeh do different category hain, aur main case to case jo hai, wo isko
00:56dekhunga, aur aaj bhi unhone wohi baat ki hai, to mera nahi, mujhe lagta hai, pehle se
01:01mukhtalif statement to hai nahi, unki continuous position hai, wo usme aa rahe hain.
01:06Aur doosri baat, jahan tak mera taaluk hai, dekhi mein aapke pehle bhi aap se mene baat
01:10kahi thi, ki masla yeh nahi hai, ki Imran Khan ki aapne ko oday lehna hai, dekhi wazir
01:17to main aap bhi wazir ho sakta tha, main 2011 mein bhi wazir tha, aur ministry ya koi oday
01:23ka problem nahi hai, problem is waqat yeh hai, ki aap Pakistan ke awaam ke saath hain,
01:29ya Pakistan ke awaam ke saath nahi hain, aur agar aap Pakistan ke awaam ke saath hain,
01:35to Pakistan ke awaam ka is waqat jo istara hai, jo symbol hai, wo Imran Khan hai, to
01:39isbhi aapne unka saath dena hai, baaki to dekhi na, itna jo politics hai Pakistan ki,
01:45to kitni yeh jo phase hai, yeh agli 6 mahine, saal, 2 saal ki phase hai, to isse kya kisi
01:51ne koi, isme kya lehna hai, agli 6 mahine, saal, 2 saal me kya hone wala hai, Fawad Chaudhary
01:55sahab, aap agar isko phase hi keh rahe hain, if this is actually a phase, to phir is phase
01:59ke baad kya hai, dekhi na politics badal gayi hai Pakistan ki, Pakistan ki politics jo
02:05hai, wo ek kinship se individualism ki taraf chali gayi hai, aur yeh politics Pakistan
02:12ke andar, ab yeh jo interregnum ka period hai, yeh phase pehli dafaan ke sirf Pakistan
02:16me nahi aayi hai, industrial revolution ke baad, humne France me dekha, humne London
02:21me dekha, humne England me dekha, humne aur mulko me dekha, jahan par baadshahon ne, ya
02:26jo taakatwar tabqaat the, unhone rokhne ki koshish ki, dekin wo rukha nahi, so yeh jo
02:31phase hai, yeh to pass ho jaa nahi hai, ko lamba arsa to nahi chal sakti, iske baad jo
02:35agli phase shuru hogi politics ki, wo uss phase me, hum to chaate hain, ki history hume dekhe,
02:41we were standing on the right side of the history, so humara to yeh matloh yeh nazar
02:45hai, wo ek idea ke saath hai, I understand what you are saying, lekin masalah yeh hai
02:50ke aapke matter me bil khusus, aapne kaha rahe hain case to case dekhenge Khan sahab,
02:54bilkul theek, unhone aaj Amjad Niazi sahab ka naam liya, lekin aapke matter me badi confusing
02:59situation isliye hai, kyunki pehle IPP gaye, aur phir aapne qaido band ki sohbate bhi dekhi
03:04aur unfortunately aapki family ke saath bhi, unhone mushkilat dekhi, jab aap jail me the,
03:09so that was also there, to aap dono categories mein aa jaate hain, aapki koi Khan sahab se
03:14baat hui, koi mulaqaat hui, koi unhone bataya ki aap kis category mein aate hain, koi is
03:18tarah ke koi message hi pauncha, kisi doosre ke through hi, nahi nahi bilkul, meri to
03:23Khan sahab se do teen baar mulaqaate ho chuki, jail me bhi mulaqaat ho chuki hai, aur unke
03:28saath election commission ke case me bhi mai jo hai, wo appear ho chuka hu, but dekhe,
03:33main aapse dubara yeh hazir karna chahara ho ki, it's not about Imran Khan, it's about
03:37the idea jiske upar aap believe karte hain, and idea is that people of Pakistan should
03:42have the right to take sovereign decisions of Pakistan, aur isliye aap to us idea ke
03:48saath khade hain, baaki Imran Khan sahab jo hai, wo is waqat Pakistan ke awam ke leader
03:53hai, so yeh toh zaruri toh rahi hai, ke aapko support ke liye zaruri hai, ke wo de de,
03:57kya yeh bhi koi zaruri nahi hai, ke aapne usme jo hai, wo aapne dubara koi wazir banna
04:03hai, main jis saath se uskar raha hoon, main toh ek idea ke wajah se Imran Khan ke saath
04:07khada hoon, so it's not an issue, ke wo koi odhe denge, ya kya karenge.