गोपी किसकी प्रतीक है Dr. SwamiRadhakantacharyaJi Maharaj Katha2024

  • last month
गोपी किसकी प्रतीक है Dr. SwamiRadhakantacharyaJi Maharaj Katha2024

Category

🗞
News
Transcript
00:00Gopiyan apne ghar se nikal karke aur Thakur ke charanon me jane ke liye udhyat hai.
00:11Bhagwan Shukdev varnan karte hai, jab anya Gopiyon ko pata chala, to Gopiyan apne ghar
00:23me seva kar rahe the, koi apne bachon ko khila rahe the, koi apne saath sasur ke seva
00:32me lagi hoi the, sab apne apne ghar grehisti ke kaari me lage hoi the, Bansi ja karke sab
00:41ko shuchna deti hai, Gopiyan jaise hi sun karke Thakur ke charanon me jane ke liye udhyat
00:50ho jati hai.
00:54Jab wo chalne ke liye yatna karti hai, to Bhagwan Shukdev kahte hai, ki unko unke ghar
01:04ke logon ke dwara rukh diya gaya, taah baryamanaah pati bhi hi, sabse pehle pati ne rukha, ki
01:14nahi tumhe nahi jaana hai.
01:20Bhagwan Shukdev kahte hai, ki jaise hi un logon ke dwara ush Gopi ko rukha gaya, to
01:28wo Gopi ne kaha ki dekho, aapka aur mera samband jo hai na, is sareed ka samband hai, mujh
01:42mein praan hai, main bol pa rahi hai, tab tak nahi aap mujhe apne ghar mein rakhoge.
01:53Jis din mere sareed se praan nikal jaayega, to aap mere pati hi kyon na ho, aap mere
02:01sasuri hi kyon na ho, aap mere bhai bandhu hi kyon na ho, aap apne ghar mein mujhe 10
02:08minute se adhik nahi rakhoge, turant aap kahoge ki isse le jaa karke, usko ghar se bahar koi,
02:15jaade din nahi rakha na hai.
02:20To aapka jo prem hai na, is sareed se, main bol pa rahi hoon, main chal pa rahi hoon,
02:29main seva kar pa rahi hoon, ataah aap prem kar rahi hoon.
02:35Gatavati vaayu deha paaye, bhaariya vibhyati tashmin kaaye.
02:46Bhagwan Shankaracharya kahte hai, ki dekho jis maanon ko, jis vekti se atyant prem hai,
02:52lekin vaha prem kshanik hai, vaha dirg kaalik prem nahi hai.
03:01Usse sarir se pran nikalne ke baad, aaj tak kabhi kisi vekti ko usse sarir se prem raha hai kya?
03:09Vaha Gopi bhi koi baat hai.
03:13Aapka aur mera sambandh isse sarir ka hai.
03:17Isliye aapko sarir priye hai, lekin hamare Prabhu ko, hamare aaradhya ko, hamara man
03:23priye hai.
03:26Unse hamara aatma ka sambandh hai, aur Gopi ja karke apne ghar mein ek kamre mein baith ke.
03:33Aur baith karke Gopi ne dhyaan lagaya.
03:38Kehte hai, ye Gopi kaun hai?
03:40To ye Gopi Rishi Gopi hai, jisse furb janamon ka abhyas hai yog ka.
03:49Usse Gopi ne yog ke madhyam se, apne pran ka apne sarir se parityaag kiya,
03:55aur sukshm roop dharan karte huge, ja karke Bhagwan Shyam Sundar ke charanon mein upastit ho gayi.
04:02Boliye Vrindavan Bihari Lal ki Jai.

Recommended