राम जी विभीषण को लंकेश क्यों घोषित किया _ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha

  • last month
राम जी विभीषण को लंकेश क्यों घोषित किया _ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha

Category

🗞
News
Transcript
00:00Maharaj Ji, Aakash Vani hui, baad mein pariksha lene ke liye, shabd rishiyon ko bheja, kya
00:13rakha hai Mahadev mein, lekin mann vichlit nahin hua, vishwas dhrad hai, shraddha pragaad
00:23hai, bhagwaan shaksha Shri Ramchandra padhare, aur aagrah kiya, Mahadev shri charanon mein
00:36gire gaye sarkar, aap biwaah karne ke liye keh rahe hain, haan, jis nari ne aap to pranam
00:46tak nahin kiya, haan, jino ne aapki pariksha liye, haan, unko main punah svikar duroon,
00:55aap aisa kehte hain, aisa sirf aap hi keh sakte hain, yahi Shri Thakur ji ki karna hai,
01:03haan, aap jaante hain Bhagwati, Parvati ne jab sati roop mein thi, to unhone aapko pranam
01:09tak nahin kiya, aapki katha bhi na suni, haan, Shri Thakur ji ki yahi karna hai, aap kehte
01:25Ram Ravan ka yudh chal raha tha, usi madhye mein Vibhishan padhare, Bhagwaan ne ka,
01:38aau lankesh swaagat hai tumhara, aau lankesh swaagat hai aapka, jitne bhi maha par Bhagwaan
01:47ke shney bhajan khade the, shtabd reh gaye, Ravan ka bhai Vibhishan aaya, Bhagwaan kehte
01:54aau lankesh swaagat hai tumhara, ratri kaal mein Lakshman ji charan seva kar rahe the,
02:00Lakshman ji Bhagwaan Shri Ram ki niti charan seva kar the, maharaj charan seva kar rahe
02:08the, Raghavendra Sarkar se poonsha Lakshman ji ne, bhaiya aapki baat samajh mein nahin
02:17aaya, shatru ka bhai saran mein aaya to aapne lankesh hoshid kar diya, lankesh hoshid kar
02:25diya, kadachit Ravan ki buddhi shuddh ho jaye, usko apni galti ka, bhool ka ahsansu aakar
02:34ki bhag shamaya asana kare to aap kya karege, Bhagwaan Shri Ram ne ank mein bhar liya, sabhab
02:46ho to thoda phone ko silent karke rakhenge to shubhda rahegi, Shri Ram Chandra Bhagwaan
02:55ki jaye, krpaanat, Bhagwaan ne ank mein bhar liya Lakshman, tumne mere swabhaav ko jana
03:12nahin, Vibhishan mere saran mein aaya to mene lankesh hoshid kar diya, aap tum soch re
03:23jo Ravan aayega to kya karunga, tum jaante nahin mujhe, Vibhishan mene saran mein aaya
03:28to mene jis prakaar se usko lankesh hoshid kar diya, Ravan ki buddhi shuddh ho jaye,
03:34Ravan mere saran mein aajaye, to main Ram tumhe vachan deta hoon, idhi Ravan mere saran
03:40mein aayega, to main Ram usko avdhesh hoshid kar dunga, main usse Ayodhya ka raja mara
03:46dunga, yeh Bhagwaan ka shabhaav hai, ek baar jeev Shri Thakur dike, Bhagwaan kehte,
04:00yeh sarv dharmaan parityajya maam ekam saran mein ho jaa, aham tvaam sarva moksh shishyaam
04:06yaa, ek baar mere saran mein to aavaa, Shri Nathak dwara mein, Bhagwaan Shrinath bilas
04:23te hai, yeh baar Pujya Dongri ji maharaj ki vaani mein mene shravan kiya, kisi Vaishnav
04:34ne poochha, Shrinath Bhagwaan se, Sarkaar aapka haath thakta nahi kya, haath upar uthaake
04:43khade rahate hoon, thakta nahi haan, kabhi to niche kar liya, Bhagwaan Shrinath bol
04:50uthe, mein jagat ke Vaishnav ko apne saran mein bulaata hoon, aa jaao mere saran mein,
04:56main tumhara udhaar kar hoonga, lekin yeh jagat ke jeev hain mere paas aate hi nahi.
05:09Bhagwaan ki yeh pavan katha jeev ke jeevan ki vyathaon ko nasht karane wali hai, baadmein
05:22Mahadev ke saath mein, Bhagwati Parvati ka bahot dhoom dhaam ke saath vibha hua, Mahadev
05:29ke, badi meethi katha hai, ganon ko le karke, haan, bhoot, pret, daakni, shakni, pisach,
05:36kisi ke mukh nahi hai, to kisi ke peth nahi hai, aa haan, adbhut, aisa vibhaah kya hi
05:43kehna, saari devdiv bade prashanna hua hai, Bhagwaan ka khoop dhoom dhaam se vibhaah sampanna
05:58hua hai. Shastro mein aath prakaar ki vibhaah ki charcha hai.
06:04Brahmo devas tathaachar shah, Praja patyas tatha surah, Gandharvo raap chashas shaiv,
06:16paisaachas chaasht modh sah.
06:24Shastro mein humare hain aath prakaar ki vibhaah ki charcha hai.
06:29Sabse pehla vibhaah hai, Brahma vibhaah.
06:36Brahma vibhaah mein, yogya varg ko bila karke, bhooshan vashan se susajit karke,
06:41kanya daan karne ka vidhaan hai. Isko kahte hain, Brahma vibhaah.
06:46Yogya varg ki talaas ki jaye, haan, kuleen parivaar ke purush ko dhoond karke,
06:52aur sundar bhooshan vashan aadi pradaan karke, kanya daan ki jaye, haan, Brahma vibhaah hai.
06:58Yahan, shreshkar, shreshta vibhaah hai. Isko kaah jaata hai.
07:03Doosra vibhaah hai, iska naam hai, dev vibhaah.
07:08Yagya di karne wale jo rishi muni hain, unko vasta bhooshan pradaan karke,
07:13pracheen kaal mein, poojan karke, kanya daan ki jaate thi, inko kahte hain, dev vibhaah.

Recommended