भगवान अपने भक्तों की मनोरथ को कैसे पूर्ण करते है Dr. SwamiRadhakantacharyaJi Maharaj Katha
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Shri Shukadeva ji, Bhagwan Shukadeva jo hai, Raja Parikshit ko kehte hai ki Raja, ab jo
00:15main prasang sunane ja rahe hain, yaha koi prasang jo hai saamanya prasang nahi hai.
00:24Us prasang ko, Thakur ke is leela ko samajhne ke liye, Bhagwan me naishthik mati ki aavashakta
00:35hai.
00:36Bhagwan Yogeshwar hai, Bhagwan ananta shakti sampanna hai, Bhagwan ka yaha paripoorna avataar
00:49hai.
00:50Bhagwan apne samast bhaktoon ke pratek kaamana ko poorna karne ke liye aaya, is liye Bhagwan
00:58poorna kaam hai, jisne jis roop mein Bhagwan ko yaad kiya, Bhagwan achahti hai ki uski
01:06wo sari manorat ko main poorna kar doon, kisi ka koi manorat shesh nahi rahe jaye.
01:12Jitne bhakt mere paas aa gaye hain, un sab ka main manorat poorna kar doon, koi baaki
01:18nahi rahne jaye.
01:19Rajan, main usse prasang ki main vyakhya main karne jaa rahe hain.
01:28Aaj Bhagwan, samast braj baamaayen, jo ved mantra hain, jo rishi mahatma hain, jo varshon
01:40toh tak jangalon mein rah karke tapasya kiye hain, un sab ki eki hi kaamana thi, ki main
01:49ek baar Shri Thakur ke madhur yeh ras ka paan kar, main Thakur ke priyatama ban jaaun Thakur
02:04Aise un tamaam kaamanaon ko leh karke, rishi mahatma gopi ban karke aaye braj mandal mein.
02:15Un hi kaamanaon ko leh karke, ved mantra jo hai, gopi ban karke aaye.
02:23Bhagwan toh sab ke man ki iksha jaante hain, aur uchit samay aane par Bhagwan apne bhakto ko abhisht phal pradana karte hain.
02:37Bhagwan Shukdev varnan karte huye kehte hain ki Rajan,
02:42Bhagwan pitah ratri, shardot phul mallika, viksharantum manas chakre, yoga maya upasita.
03:04Aaj bhagwan yoga maya ko adhesh dete hain.
03:12Yoga maya se kehte hain ki dekho, aaj ki jo ratri hai na,
03:17wo achyant divya ratri hain, koi shamanye ratri nahin hain.
03:23Wo ratri kaunsi hai?
03:27Toh wo sharad ki ratri hai,
03:30sharad poornamasi ki ratri hai,
03:34aur sharad ki poornamasi kab aati hain?
03:40Ashvin shukla pakshi ki poornamasi ko, sharad ki poornamasi kehte hain.
03:48Ashvin shukla pakshi ki poornamasi kehte hain.
03:54Bhagwan ne yoga maya ko adhesh diya.
03:59Kaha ki ye ratri kuch divya huni chahiye, kuch anupam huni chahiye, kuch adhbhut huni chahiye,
04:06ane ratriyon ki apeksha kuch visheshta hain.
04:10Yeh ratri, chha mahine ki ek ratri hai.
04:14Yeh koi shamanye ratri nahin hain.
04:18Bhagwan pitaha ratri,
04:22sharadodh phulla mallikaan,
04:26viksharantum manas chakre,
04:30yoga maya mupasritaan.
04:33viksharantum manas chakre,
04:36yoga maya mupasritaan.
04:41Ish sharad ki ratri mein,
04:44Bhagwan madhoj mein baithe hain,
04:48shant ekant mein baithe hain.
04:52Prayah,
04:54pushpa,
04:56prathah kaal mein khilte hain.
04:58Lekin jab pushpo ne dekha,
05:01ki mere aaradh,
05:03ish ratri mein,
05:05ish madhvan mein biraj maan hain,
05:07toh Bhagwan ko dekh kar ki yeh pushpa bhi khil gaye.
05:12Pushpo ne socha,
05:14ki aaj yeh di hum nahin khile,
05:16toh humara khilna gharth ho jayega,
05:19kyunki mere shaamne mere aaradh, mere isht mere baithe hain.
05:23Aaj mere andar jitni ache sugandh ho,
05:26aaj mere apne aaradh, mere apne isht ko samarpit karo.
05:31Bhagwan pitah ratri,
05:35shardo thul mallika,
05:40viksharantum manas chakre,
05:45yoga maya mupasritaan.
05:50Aaj Bhagwan ke mann mein kaamana jatke,
05:53iksha utpanna ho,
05:56kya iksha utpanna ho,
05:58sirf ek matra iksha hai,
06:01ki jo mere bhakte anant varshon se tapasya karke,
06:05apne mann mein kaamanaon ko leh karke baithe hain,
06:08aaj main usse poora kar raha ho.
06:11viksharantum manas chakre,
06:14yoga maya mupasritaan.
06:16Viksharantum manas chakre,
06:19yoga maya mupasritaan.
06:22Bhagwan ne jangal mein sundar pushmon ko chaaro traf dekha.
06:26Ish ratri mein,
06:30jo aashman mein jo chandrama nikla hai,
06:34aaj ish poornamashi ke chaand mein bhi,
06:38adbhut visheshta hai.
06:41Tado durajah,
06:45kakubha garer mukha,
06:48prachya bilimpan na rune,
06:52na shantamai,
06:55sacchar shani na,
06:58mudega chichobhrajan,
07:01priyah priyayah,
07:04ivadhir khadarshan.
07:08Bhagwan Shukadev kehte hai ki,
07:11Rajan, main aise prashang ko suna raha hoon,
07:14ki tum nirvishay ho karke isse prashang ko shraman karna.
07:18Sansaar ke vishayon ki kalpana nahi karna isse mein.
07:24Aaj bhakta ananta varshon tak apni tapasya karke,
07:29Bhagwan ki sannidhi ko praabd kar raha hai,
07:32ye aise pavanmangal mein katha hai.