• 2 months ago
गोपी किसकी प्रतीक है Dr. SwamiRadhakantacharyaJi Maharaj Katha2024

Category

🗞
News
Transcript
00:00Gopiyan apne ghar se nikal karke aur Thakur ke charanon me jane ke liye udhyat hai.
00:10Bhagwan Shukdev varanan karte hai.
00:17Jab anya Gopiyon ko pata chala,
00:20To Gopiyan apne ghar me seva kar rahe the.
00:26Koi apne bachon ko khila rahe the.
00:30Koi apne saath sasur ke seva me lagi hoi the.
00:35Sab apne apne ghar ghrishti ke kaare me lage hoi the.
00:40Bansi ja karke sab ko shuchna deti hai.
00:45Gopiyan jaise hi sun karke Thakur ke charanon me jane ke liye udhyat ho jati hai.
00:54Jab wo chalne ke liye yatna karti hai,
01:00To Bhagwan Shukdev kahte hai ki unko unke ghar ke logon ke dwara rukh diya gaya.
01:07Taah bhaariya maanaah pati bhi hi.
01:11Sabse pehle pati ne rukha.
01:14Ki nahi tumhe nahi jaana hai.
01:20Bhagwan Shukdev kahte hai ki jaise hi un logon ke dwara ush Gopi ko rukha gaya.
01:28To Gopi ne kaha ki dekho.
01:34Aapka aur mera samband jo hai na.
01:37Iss sharir ka samband hai.
01:42Mujhme pran hai.
01:45Main bol pa rahi ho.
01:49Tab tak nahi aap mujhe apne ghar mein rakhoge.
01:53Jis din mere sharir se pran nikal jaayega,
01:58To aap mere pati hi kyon na ho?
02:00Aap mere shasuri hi kyon na ho?
02:02Aap mere bhai bandhu hi kyon na ho?
02:07Aap apne ghar mein mujhe das minut se adhik nahi rakhoge.
02:12Turant aap kahoge kisse le jaa karke aur isko ghar se bahar kar.
02:16Jaade din nahi rakha na hai.
02:20To aapka jo prem hai na,
02:23Iss sharir se,
02:26Main bol pa rahi ho,
02:28Main chal pa rahi ho,
02:30Main seva kar pa rahi ho,
02:32Ataha aap prem karna hai.
02:38Gatavati vayu deha paye,
02:42Bhariya vibhyati dash min kai.
02:46Bhagwan Shankaracharya kahte hai,
02:48Ki dekho jis maanon ko,
02:50Jis vekti se atyant prem hai,
02:53Lekin vaha prem kshanik hai,
02:55Vaha dirg kaalik prem nahi hai.
03:00Us sharir se pran nikalne ke baad,
03:03Aaj tak kabhi kisi vekti ko,
03:05Us sharir se prem raha hai kya?
03:10Vaha Gopi bhi kahi koi baat hai.
03:13Aapka aur mera sambandh,
03:15Iss sharir ka hai.
03:17Isliye aapko sharir priye hai,
03:19Lekin hamare Prabhu ko,
03:21Hamare aaradhya ko,
03:23Hamara maan priye hai.
03:26Unse hamara aatma ka sambandh hai,
03:28Aur Gopi jaa karke,
03:30Apne ghar me ek kamre me bethe,
03:34Aur beth karke Gopi ne dhyan lagaya.
03:39Kehte hain ye Gopi kaun hai?
03:41To ye Gopi Rishi Gopi hai,
03:43Jisse purv janamon ka abhyas hai,
03:46Yog ka.
03:49Us Gopi ne,
03:50Yog ke madhyam se,
03:52Apne pran ka,
03:53Apne sharir se parityaag kiya,
03:56Aur sukshm roop dharan karte huge,
03:58Jaa karke Bhagwan Shyam Sundar ke charanon me,
04:01Upastit ho gayi.
04:02Boliye Vrindavan Biharilal eki.
04:05Jai.

Recommended