PTI Postpones Islamabad Jalsa - What is the Inside Story? - Zain Breaks Big News

  • last month
Transcript
00:00Raat gaye. Pichle baara gante mein hi hua hai na jo kuch hua. Kal raat 9 baje tak toh
00:04main jaanata hoon yahan pe baith ke aapki MNA, Zartaj Gulbhai. Har jagah mein yeh baat
00:13ho rahi thi. Mar jayenge, luth jayenge, kat jayenge, jalsa hoke rahega agar kisi ne
00:17rukhne hi koi. So whatever happened, happened last night. What happened?
00:22Bismillahir Rahmanir Rahim. Kashif bhai, sabse pehle toh shukriya. Programme daavad
00:26nahi ki. Dekhein jalsa karne ka hamara bilkul irada tha. Jalsa karne ki hamari poori tyari
00:30thi. Aur yaqeen karein ki Ali Ameen ko credit jata hai aaj cheez ka. Ke wo agar aa rahe
00:35tha, toh poori tyari ke saath aa rahe tha. Aur ek bahot bada kafra leke aa rahe tha.
00:39Ab mazardar baat yeh hai, Pakistan Tariq-e-Insaaf ke upar agar Noon League ka biyaaniya sun le,
00:44toh unka toh ek ghisi phiti line hai, yeh jalao ghalao karte hain, yeh sarkari implaat
00:47ko. Main usta toh jayi nahi raha. Main toh sirf aap se pooch raha hoon, 12 gante mein
00:50aap se sirf yeh keh raha hoon, Pakistan Tariq-e-Insaaf ne. Sir, Azam Sawati se raabta kisne kiye,
00:55mujhe sirf yeh bataan. Arz toh sunne na, sir, let me complete maha ki matlab.
00:58Wo 25 May. Yahaan par Deputy Superintendent jail uthaye jaa rahe hain ke Imran Khan ke
01:02bihaaf par usne peghaam paunchaya. Bandiyon kiye gaye hain waha par kitne. Arz toh sunne
01:06na. Aur yeh raat ko 12 baje peghaam rasa nahi ho rahe hain. 25 May ko bhi Pakistan Tariq-e-Insaaf
01:10ne responsibility ka, matlab hai, muzaahara kiya. Aur ka aaj bhi humne responsibility
01:16ka muzaahara kiya, uski bhaja. Agale 8 September zamadaari ka muzaahara aap nahi karenge.
01:21Bilkul karenge. Kyun? Kyun ka hum chahate hain ke hume is mulk ke andar, hume is mulk
01:26ke shehri hain, humara ayni kanuni haq hain, right to assembly hain, agar Jamaat-e-Islami
01:31kar sakti hain, agar JUIF kar sakti hain, toh hum kyun nahi jalsa kar sakte hain? Humne
01:34Swabi mein jalsa kiya, bharpoor jalsa kiya. Toh hum chahate hain ke jo ki jalsa Punjab
01:39mein ho. Sir, aap politically balat side par hain, is wajah se aapko nahi karne diya
01:41jaa raha hain? Iska tayun, kanoon, aapki right se toh taluk hi nahi hain. Iska tayun
01:44kisne karna hain? Juno ne karna hain, wo faisla karne hain aur aapko nahi jalsa karne de
01:48rahe hain. Toh bas phir yehi masala hain, na? Toh yehi toh masala hain, iska iski kya
01:50shakshak ke baad? Hum kya chahate hain? Hum chahate hain ke Punjab mein, aur yeh
01:53explicitly Bani Chairman Rana Khan sahab ki instructions se, ki aapne jab bhi Punjab
01:58mein jalsa karna hain, aapne NOC ki saath karna hain, uski wajah hain. Ke hum yeh
02:02ek aur 9th main part 2 karne ka mauka mile. Aur aaj ke jalsa ko. Aapko karne ka mauka
02:07mile hain unko? Unko. Hum toh pehle bhi kehte hain, humne nahi kiya na. Hum toh pehle
02:10bhi kehte hain, musallat kiya gaya hain. Ab humaar pe phir se musallat na ho. Isliye
02:14mere samajhne mein, jo log Pakistan Tariq-e-Insaaf pe yeh tankeed karte the, ke yeh irresponsible
02:18hain, yeh Sarkari Imla ko aag haraate hain. Aur aaj, aaj, 8 September ko aap, aap gayar
02:21zamandaar ho jayenge? Nahi honge sir. Agar NOC na mila toh kya karenge? Dekhe aaj bhi
02:26humara irada aayi hai. 8 September ko RNAC nahi milta, phir kya karenge? Nahi, kyu
02:29nahi milega? Hum court ka darwada. Hum court ka darwada. Court se faisle de chunki aap
02:33gyaak mein? Hum aaj bhi. 6, 6. Se faisle de chunki. Toh phir content of court hai yeh.
02:38Kar ke dekh le. Nahi, bilkul karenge, hum unka saab proceeding. Aek humaar pe karte
02:42hai, aap bhi karke dekh lo. Pata nahi, logon ko pata hai ya nahi, hum aaj bhi court
02:45gaye the. Wo toh obviously chairman saab... Sir, aap rosh, raat, raat aur subah court
02:49jaye na, hona kuch nahi. Jalsa hona. Sahiya ne kahne, tahi jalsa hona. Sir, phir ki kariye?
02:53Karo toh bhi maro, na karo toh bhi maro, phir daso se jayiye, te kitte jayiye? Nahi, waat
02:57theek hai, pichare aap masoomne, phas gaye. Lekin, kal raat ko kyu? Main yeh pootsin ho,
03:01inko toh pata nahi, shayad ke Azam Swati ko peghaam kisne diya. Aapko pata hai ke deputy,
03:04superintendent, pata nahi, kaun kaun banda utha liya gaya, ke Imran Khan ke peghaamaat
03:08baayar jaa rahe hain. Yeh raat ko baara paje peghaam baayar kaise nikla hai? Pehle meri
03:12yeh mystery hal kar de. Mera khaal mein, it's a tough day for PTI. Zain bhai is here
03:21because I think he has the courage to go out on a difficult day like this. Mera khaal mein,
03:26aaj yeh bada, ek ajeeb si decision making ho hui hai. Kaise ho hui hai, obviously we
03:31don't know. Humein yeh bhi nahi pata, ke Khan saab ko jaa ke kya dalilein diyon. Sir,
03:35mera masla yeh ke Khan saab ke paat jab wo pohnch gaye, phir toh dalail alayda hai. Usse
03:39pehle kya hua hoga? Kya Khan saab ko pehle peghaam pohn chuka tha? Kyon ke jo baat Azam
03:44Swati ne kiye, unhe kaat, aadi raat ke baad Peshawar mein tha, pehgaam diya gaya mujhe
03:48aur Baisar Gauhar saab ko, ke Imran Khan saab ne yaad firmaaya. Iska matlab Khan saab se
03:52baat ho chuki hogi. Yeh toh, frankly speaking, mujhe toh nahi samjhati kaise ho sakta hai.
03:56Yeh raat ko, baara baje, jail se ko kaise ho sakta hai? Yeh dekhe, yeh jaati meri baat.
04:01Bata toh hamsaaron ko hai, ke kaise ho sakta hai? Matlab, aapka khayal hai, Khan saab
04:04se pehle baat hui hai, ya Khan saab ko inhone manaya jaake?
04:07Nahi, mere khaal mein, dekhi...
04:08Aap yeh tajriya kar raha hai, na hamsaar?
04:09Mere, mai agar dekho na, jis tariqe se Khan saab ke decision making chal rahi hai, is
04:14time pe, unhe bhi yeh pata hai, ke jill se ko kitna hype kiya jaara tha. Aur iske upar
04:18kya kya bank kar raha tha. Mere khaal mein, yeh PTI ke liye important tha. Unhone demonstrate
04:22karna tha, apni power, apni effectiveness, apni presence, zaruri tha, PTI defensive
04:28pe gayi hai. Mere khaal mein, mai jis tariqe se Khan saab ke approach dekhta hoon, mujhe
04:33nahi lagta ke wo, on his own he would say, ke nahi, ekdum last minute pe cancel kar toh.
04:37So, kuch toh hua hai, koi dalil toh ko di gayi hai, something that we don't know. Kyunke
04:42mere khaal mein, PTI ko yeh achi tarah pata tha, ke jab hi cancel hoga jalsa, uska impact
04:46kitna hoga. Yeh ko dhaki chuki baat ho.
04:47Sir, ek event se Fahad sahab 12 baje se pehle ke, Azam Swati ko phone gaya, usse pehle
04:52ke events honge. Ek honge 12 baje ke baad, ke zahir hai baaki saare gaye. Toh Khan saab
04:57mera khayal hai, ke jis tarah ki guftu ko Azam Swati sahab mein firmahi hai, Khan saab
05:00ko pehle hi bata diya gaya hoga, sir yeh hai, toh unhe kaha hai, mai kaise peghaam bajaun.
05:04Zahir aap yeh toh nahi ho sakta tha, ke jis tarah aaj kal General Faiz ki khabrein zarai
05:08se chal rahi hai, ke unhone yeh bhi maan liya, toh yeh bhi kai diya, yeh toh nahi ho sakta
05:11tha. So, somebody from the party had to go. Ab chairman kaafi tha, chairman maujood
05:17persona non-greta. He was also asked ke Peshawar se aaye, yeh mujhe Girdhar Singh yeh suljhaye
05:23toh say ke aakhir, what was somebody thinking, kya ho raha tha? Yeh toh koi badi mystery
05:28nahi hai, ke wo mulaqat kaise hoi hai. Mulaqat coordinate hui, facilitate hui, toh wo toh
05:35koi mystery nahi hai. Mystery jo mere khal mein yeh hai, ke wo kya cheez thi jiski buniyat
05:40pe Khan saab ne khud kaha, ke nahi yeh kar. My next question. Now tell me. Uska jawab
05:45bada aasaan hai. Main batata hoon, main Waqat saab se puchlo, ek tajjia hai na, aapka jawab
05:49toh aap tajjia karenge, aap bhi tajjai karenge, Khan saab ne bataya kuch nahi. Kya sirf yeh
05:53arrangement kaafi hai, ke ji agla jalsaab karlein, koi masal nahi, hum aapko nahi roonge.
05:56Is that good enough for him, ke aaj aaj september ko karne, uske baad nahi khalo? Not at this
06:00time. Dekhe na, ya toh aaj dooteen din pehle hi ho gaya hota. Toh phir toh tha, jab aapne
06:04apni mobilization ko bilkul peak pe kiya waa hai, jab aapke chief minister jo hai, wo
06:09bahar nikal ke aa raha hoon, jab aapki cranes aur machinery move ho gayi hai, school baad
06:15kar diye, container khade kar diye. Yeh argument wo last minute mein nahi chalta. Main isko
06:20maanne ko tiyar nahi hoon. Something else.

Recommended