Nawaz Sharif or Yasmin Rashid - Who won in NA-130 Lahore? - Shocking Revelations

  • 3 months ago
#OffTheRecord #NawazSharif #YasmeenRashid #KashifAbbasi #ImranKhan #PTI #SarwarBari #PTILeader

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia

Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial

Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv

Website: https://arynews.tv

Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv

Listen Live: http://live.arynews.tv/audio

Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews

ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Transcript
00:00Aaj Patan ek report press release diya hai, report aayi hai unki.
00:04Sir, bhai sahab aapki report kehti hai,
00:06kaumi assembly ka election hua hai ye 8 February ke,
00:09N.A. 130, yahi jo Mian Nawaz Sharif sahab ka halka hai,
00:14tarikh ki sabse badi dhandli se halke mein hui hai,
00:18ever happened in electoral history of Punjab.
00:21Yahi Punjab ki intakhabi tarikh ki sabse zyada dhandli hui.
00:25Sir, isko zyada batayenge kaunsi dhandli, kis tarah hui ye sare N.A. 130 mein?
00:32Dekhi ek toh buniyali baat ye hai ki
00:36humare haan swahe Islamabad ke jo bhi har voter ko do ballot paper milte hain.
00:42Punjab aur kaumi aur swahika.
00:44Swahi assembly ka, lekin
00:46aam taur par jo turnout hota hai,
00:48swahi assembly ka aur kaumi assembly ka jo hai,
00:50wo ek jaisa hota hai.
00:52Kyunki sab log takreeman vote daalte hain.
00:55Aur ye wahad halka hai Pakistan Punjab ka,
00:58jahaan par na kabhi maazi mein,
01:01na kabhi is election mein,
01:03itna bada farq jo hai.
01:05Jani ki turnout ka farq hai,
01:07jo kaumi assembly mein vote pade hain,
01:09wo 3,19,043 vote pade hain.
01:12Aur jabki swahi assembly mein
01:142,40,918 vote pade hain.
01:1678,000 se zyada vote ka farq hai.
01:19Jani ki 12% vote ka farq hai.
01:21Ek toh itna zyada farq nahi kabhi hua.
01:23Doosri baat yeh hai,
01:25ki jo turnout hai,
01:27wo turnout takreeman
01:2969 polling stations ke upar,
01:31jo turnout hai,
01:33wo 80% se lekar 102% tak hai.
01:36Aur 100 aur 102 wale jo hain,
01:39wo 3 polling station hain,
01:41aur 60 polling stations aise hain,
01:43jahaan par turnout 80 aur 99% ke dalek hai.
01:46Sir, 102 polling station ka matlab yeh hai,
01:48ki jahaan 100 vote thein,
01:49wahaan bhi 102 vote pade gaye hain.
01:51Ji jahaan 100 vote hain,
01:52wahaan 102 hain,
01:53jahaan 100 ke 100 pade gaye hain,
01:55yeh duniya mein mumkin nahi hai.
01:56Jinn wo malak mein turnout bahut zyada hota hai,
01:59wo bhi 90 se kabhi crash nahi karta hai.
02:01Toh ek toh yeh baat.
02:02Doosri baat yeh hai,
02:04ki 166 polling stations hain,
02:08wahaan par Mia Nawaz Sharif sahib jeeti.
02:10Aur 208 polling stations thein,
02:13wahaan par Dr. Yasmeen Rashid sahiba jeeti thi.
02:16Aur in mein agar aap dekhen,
02:18toh jo Mia sahib ke jahaan par unhone jeeta hai,
02:21wahaan par unka votes hai,
02:24wo zyada hai.
02:25Yeh jitra bhi polling station hain,
02:27jahaan par exceptionally high turnout hai,
02:29un sab mein sirf Mia Nawaz Sharif sahib jeeti hain.
02:33Aur jiski wajah se unko fatah hasal hui hai.
02:37Hosakta un polling stations mein,
02:40logon ko zyada muhabbat ho Mia sahib se.
02:42Lekin wahaan par jo turnout hai,
02:45toh usmein 40% ka fark hai.
02:47Sir tabhi 102, logon kisi ho sakta hai na,
02:49yeh mumkin hai,
02:50do bachein jo pehda hua hai,
02:51ya unhe walein unko bhi leke jaake vote daal diya hoke,
02:53sir humein bahut muhabbat hai Mia sahib.
02:55Bilkul mumkin nahin hai,
02:56ki 40%, 45% ka farak ho,
02:59jahaan par Mia Nawaz Sharif sahib jeet rahein,
03:02wahaan par zyada thar halkon mein toh,
03:05Dr. Yasmeen Rashid sahiba jeeti hain.
03:07Toh lekin wajh yeh hai,
03:09ki jin polling stations par,
03:10Mia Nawaz Sharif sahib jeeti hain,
03:12wahaan par wo tamaan wo polling station hain,
03:15toh exceptionally high turnout hai.
03:18Aur doosri baat jo difference hai,
03:21wo bahut zyada hai,
03:23qaumi aur swahi samri ke turnout mein.
03:26Aur iske alaawal agar aap dekhen toh,
03:28majmui taur par humein lagta hai,
03:30ki jo farm 47 ki upar,
03:34Mia Nawaz Sharif sahib ke total vote hai,
03:37aur wo jo aur farm 45 ke total aap nikalte hain,
03:41toh usmein bhi takreeban jo hai,
03:43wo 12,000 se zyada vote,
03:45Mia Nawaz Sharif sahib ke mile hain,
03:47farm 47 ke upar.
03:48Aur jo farm...
03:49Toh aap yeh keh rahe hain,
03:50agar farm 45,
03:51jo bunyadi document hai,
03:52jiski bunyad pe 47 bante hain,
03:53usmein vote kam hai Mia sahib ke,
03:55aur jo 47 banaya gaya usmein,
03:57kisi Hatim tai ne vote badha diye Mia sahib ke.
03:59Si, usmein 12,000 se zyada vote,
04:01Mia Nawaz Sharif ke badhe hain,
04:03aur jo Dr. Yasmeen Rashid sahib ke vote,
04:0547 par,
04:0645 ki nism jo hain,
04:08wo 3,000 ke lagbat kam hua hain.
04:10Toh istara aap dekhen,
04:11takreebar 15,000 ka fark pehda kiya gaya hai.
04:14Lekin majbui taur par hum samayti hain,
04:16ke yeh jo trend,
04:18wo humne poore data table hai,
04:20wo bhi aapko bheji hain,
04:21poore media ko.
04:22Aur agar aap check karna chahein,
04:24ke kaunse polling station pe
04:26humne likha hai,
04:27aur kya wo
04:28election commission ki website par majood hain,
04:30jo usko aap jaake cross check kar sakte hain.
04:32Lekin kal tak,
04:33yeh tamam farms,
04:35election commission ki website par majood the,
04:37aaj hoon ya na hoon,
04:39mujhe nahi malu,
04:40pichal tafa jab humne 3 July ko,
04:42yeh report...
04:44Website bhi honge,
04:45shayad access na ho paye.
04:47Website hang bhi ho sakte hain,
04:48koi maat...
04:49Bahut shukriya meri sir,
04:50hum bhai sahab guftu karne ka.
04:52Ali sahab ne yeh report di thi,
04:53Patan ne,
04:54elections ko monitor bhi karte hain,
04:56aur uske upar apni reports bhi dete rahete hain.
04:58Bahut shukriya sir,
04:59aur bhai sahab...

Recommended