استغفار کرو

  • 2 months ago
استغفار کرو

Transcript
00:00Hazrat Hassan Basri Rehmatullah se kisi ne qahd sali ki shikayat ki.
00:05Farmaya, nistaghfar karo.
00:08Doosre ne tandasti ki shikayat ki.
00:11Farmaya, nistaghfar karo.
00:14Teesre aadmi ne aulad na hone ki shikayat ki.
00:18Farmaya, nistaghfar karo.
00:21Chauthay ne shikayat ki ke pawan zameen me kami hai.
00:25Farmaya, nistaghfar karo.
00:28Pucha gaya ki apne har shikayat ka ek hi ilaj kaise tajweez farmaya.
00:33To unho ye aayat tilawat farmai.
00:36Surat Noon, aayat 10, 11, 12.
00:39Mafhoon wo tarjama.
00:42Istaghfar karo apne Rab se beshak wo hai.
00:45Bakhshne wala, wo kasrat se tum par barish bhejega.
00:48Aur tumhare maal aur aulada me taraki dega.
00:51Aur tumhare liye baghat bana dega.
00:53Aur tumhare liye nehren jari farmad dega.
00:56Waze hai ki istaghfar par Allah ta'ala ne jin jin inamat ka is aayat me ailan farmaya hai,
01:02to uncharon ko unhi ki hajaat darpeshthi,
01:05lehaza Hazrat Hassan Basri Rahma Allah ne sab ko istaghfar hi ki talqeen farmai.