• 8 months ago
Baghpat's Political Battleground: Regional Forces Clash in High-Stakes Triangular Contest. Baghpat Lok Sabha Constituency is a significant political region in Uttar Pradesh. Baghpat is one of the 80 Lok Sabha constituencies in Uttar Pradesh and voting will take place in the second phase on April 26.
In Baghpat Lok Sabha constituency, a three-way contest is shaping up between RLD's Raj Kumar Sagwan, SP's Amarpal Sharma and BSP's Praveen Bansal. The constituency, comprising Siwalkhas, Chhaprauli, Baraut, Baghpat, and Modi Nagar Assembly segments, witnesses a clash of regional parties vying for electoral supremacy.
Sagwan is known for his connect with grassroots politics and was involved in student and farmer politics. He was associated with several agitations. He claims to have joined politics after being “inspired by Chaudhary Charan Singh”. Oneindia's Pankaj Mishra sits down with the lawyers at the Baghpat District And Sessions court and brings this report.


#LokSabhaElections #LokSabhaElections2024 #ElectionswithOneindia #GeneralElections2024 #LSElections24 #IndianGeneralElection #ElectionPhase1 #BJPvsCongress #INDIAlliance #NarendraModi #RahulGandhi #ModivsRahul #Oneindia
~HT.97~PR.282~ED.155~

Category

🗞
News
Transcript
00:00Hello there, you're watching this special broadcast of Elections With One India. My name is
00:04Pankaj Mishra. You saw us in Meerut and now we are in Baghpat. Although the city Meerut and
00:09Baghpat not very far away and both of them still qualify as national capital region.
00:14Delhi se doori inki zarur doodh nahi hai lekin jo issues hai, jo mudde hai. 26 April ko yahan par
00:18chunabh hone wale hai. Lok Sabha chunabh hai. Saath hi saath Noida, Ghaziabad, Meerut, Baghpat
00:23aur aaj paas ke Western UP belt mein bhi chunabh honge. Keeping that in mind, we are crisscrossing
00:28this part of Uttar Pradesh and trying to gauge the mood of the people right now. We are in the
00:33court area of Baghpat where the lawyers chambers are there. We spoke to the president of the Bar
00:39Association here also in Baghpat and now we have an eminent panel of young lawyers, first-time
00:46voters, law students and also experts who have been in this industry for long long time. How
00:52does this city of Baghpat, jisse kaha jaata hai ki yeh kisanon ka bhi shahar hai, toh phir
00:57modernity bhi yahan saath saath chalti hai. Aaye unse jaante hain kya rukh hai isbaar ke chunabh
01:02ka aur kya aise mudde rahenge jisper Baghpat ke aam aadmi, aam log vote karenge. Sir, bahut
01:07bahut swagat hai aapka One India samachar mein. Aap apne naam aur parichre ke saath hume
01:12bataiye, Baghpat isbaar kis tarah ki tayyari mein hai chunabh ke liye? Main Bijinder Singh
01:17Tomar Advocate from Barod. Main district Bar Association ka do baar president hai chuka.
01:26Jahaan tak Baghpat nirvachan kshetra ki baat hai, yahaan pe toh Rajkumar Sangwan jo hai,
01:32wo badi achche mato se jeetne jaa rahe hain. RLD ke? Haan, RLD ke. Waise toh India Ghatbandhan
01:40ke hain mein, lekin basically wo RLD ke hi karyakarta bhi rahe hai aur wo RLD se hi
01:46jude rahe hai, toh he is the candidate only RLD. Right, okay. In my opinion. In your opinion,
01:53you think he is going to win. Any reason for this? Aapko lagta hai koi vishesh kaaran isko
01:57leke? Vishesh kaaran toh yeh hai ki Rajkumar Sangwan jo hai, wo bahut hi jujharu kisam ke
02:04neta hai aur wo Choudhary Chand Singh ke jawaane se Lokdal ke karyakarta hai.
02:10Aur jo chitra ki janta hai, unko har varg ka pyaar Rajkumar Sangwan ko mil raha hai.
02:17Choudhary Charan Singh ji ko isbaar, main aapse jaanna chahunga, Bharat Ratnam ke baadi se
02:21samaale diya gaya aur isko lekar bhi bahut hoon hai, samaale uthaya, kahi chunami move toh nahi
02:27hai. Is alaakhe mein, Choudhary Charan Singh ji ko Bharat Ratnam dena, ya phir RLD mein jis
02:33tarah se phir badal hua hai, BJP ke saath unke Ghatbandhan hai. Yahaan ke log isko kaise
02:38dekhta hai? Aur aapko lagta hai ki chunami mudde kahin na kahin is baat par bhi aligned
02:42hai ki Modi Sarkar hai toh sab kuch mungkin hai?
02:44Mera naam Ajit Singh Advocate, mein Baghpatkar rehne wala hu. Aur jo Bharat Sarkar duara Choudhary
02:50Charan Singh ji ko Bharat Ratnam purushkar diya gaya hai, wo bahut pehle mil jana chahiye
02:54tha. Aur wo bahut accha saraniya karya Sarkar kar raha hai.
02:58Rahi baat, doosri chunav ki. Chunav ki sthiti aisi nahi hai, jo NDA ke paksme leher hai,
03:02NDA ke paksme hawa hai. Aisa nahi hai bilkul. Jo janta hai, yaha ke jo rasthaniya mudde
03:08hai. Wo jo awara sandh fasalo fasalo ko nuksan nahi kar raha hai. Wo logon ki hathya bhi
03:13kar raha hai. Mar raha hai sadko par. Yeh toh awara sandh ki sthiti hai. Rahi baat crime
03:19control ki. Crime control bilkul bhi nahi hai. Aap yaha pe advocate hai, aur humare
03:26paas me log aate hai. Ghatnaye kuch hoti hai, thano me ho kya raha hai? Crime ko kam karne
03:31ke liye, aankhda kam karne ke liye, logon ki FIR darj nahi ki jari. Agar FIR darj ki
03:37jari, toh uchi dhaaraon me mukadme kayam nahi ho rahe hoon. Agar loot hoti hai bike ki,
03:40toh chori me mukadme hota hai. Chori hoti hai bike ki, toh gum ho jati hai. Toh is tarah
03:45ke, yeh jaanbooz kar manage kiya jaa raha hai. Na crime control hai, aur rasthaniya
03:50mudde pe nahi awara sandh ki samasya hai. Koi rakarakhaav nahi. Jo sarkaar duara,
03:54jo gaunsala ke naam pe, jo paisa khaya jaa raha hai, jo budget jari kiya jaa raha hai,
03:58us pe kitna bada ghaal mail hai. Aap ground level pe, kisi gaunsala me, jo sarkaar duara
04:03sanchaalit gaunsala hai, aap unko jaa ke dekho, unki haalat, unki stati. Pasu mar rahe hain.
04:09Ghaas ke bagayr, khaane ke bagayr, paani ke bagayr, mar rahe hain. Ki yeh haalat hai sarkaar ki.
04:14Aur logon me gussa hai, aur NDA ke khilaf mathdaan hoga, aur NDA ka
04:20virodh me yaha ka jo pradeshi hai, wo winner hoga.
04:23Aapko lehe, ek shucha-pashucha jo yeh moda hai, mujhe bahut hi distinctly aad hai,
04:27jab 2025 mein Uttar Pradesh mein chunam ho rahe the, assembly elections ho rahe the,
04:302025 mein, tabhi yeh modde saamne aate the. Aapke lihaat se ma'am, agar hum
04:35Lok Sabha chunam ki baat karein, kya aise modde hain, kya aapko lagta hai,
04:38uske sarkaar ne jo thi yahaan par abhi tak, yeh BJP ki jo sarkaar thi,
04:42unho ne apna kaam poora kiya hai, logon ke umeedon par tharag ho?
04:48Dekho, jo government ne, jo bhi unho ne apne ghoshna patr me,
04:55jo bhi apne waide kiye the unho ne, BJP government ne, unho ne 100% saare moddo ko,
05:03unho ne poora kiya hai. Chahe woh Jammu Kashmir se article 370 ho,
05:10chahe aatankwaad ka modda ho, aatankwaad ko bilkul khatam kiya hai, Pakistan mein ghuske
05:16maara hai, surgical strike kiya hai, teen talaq ko khatam kiya hai, har aadmi khushaal hai,
05:23surakshit hai, jahaan tak UP mein, UP mein jo crime rate ki baat hai,
05:28samajwaadi party mein yahaan pe gunda raaj tha, aur yahaan yogi ji ke aane se sab kuch
05:36poori tarah se change hua hai, sab log surakshit hai, mailaein bahut surakshit hai,
05:41ladkiyaan school, college jaane mein bilkul surakshit hai, aur jo ye loot ki,
05:46decoity ki, murder ki ghatnaaye hain, yeh bahut, inka ristar bahut neeche hua hai,
05:51main ye toh nahi kahungi ki bilkul bhi nahi hoti hai, chhutput ghatnaaye hoti hai abhi bhi,
05:57hum advocates hain, humare paas kuch cases aate hain, lekin usme bahut badi girawat aayi hai,
06:04aur har koi UP mein ab surakshit hai, jo interior ke gaon hain, jo raaste mein unke saath
06:10loot paath hua karti thi, shaam hote hi unke saath loot paath hoti thi, ab wo apne gaon mein
06:18kisi bhi time aaye jaaye, sab kuch surakshit hai, aur koi ghatna nahi hoti hain is tarah ki,
06:26chahe koi kahin bhi hain, rural areaaj mein hain, shairon mein hain, kahin bhi hain,
06:30everybody is safe here, yogi ji bahut acha kar rahe hain, har kshetra mein bahut acha kar rahe
06:35hain, Modi ji, Modi ji, 80 crore logon ko, Pakistan ko dekho kya haal ho raha hai,
06:40jo humare saath, humare saath swatantr hua tha jo desh, wo ek katora leke, saari duniya mein woh
06:48bheek maangta hai, wahan pe abhi Karachi mein kya tha, unka kaun saar din tha, woh Eid pe,
06:53Eid pe wahan pe 4-5 lakh bhikaari wahan pe aa gaye, Karachi mein ekhatte ho gaye,
06:59Bharat ko dekho, yaha pe Modi ji, 80 crore logon ko free rashan de rahe hain,
07:0425 crore log gareebi rekha se upar utke aaye hain,
07:29Crime ki baat ki, they critique aisa kehte hain, yaha bhi jo maujood sadasya bhi kehte hain,
07:34ki bhai aankhdo me saath privaat kiya jara hai, aapko lagta hai,
07:36iske beech bhi kahin na kahin ek ummeet ki kiran banti hai, ki log phir se ek baar bharosa dikhayenge
07:41BJP se karam hai? Bilkul bharosa dikhayenge, kyunki unhone apne saare vaade pure kiye hain,
07:48yogi ji ne apne vaado se bhi badh ke, saare gunda, maafiyaan sab khatam kiye hain UP mein,
07:54jo baade baade maafiyaan the sab ko khatam kiye hain UP mein,
07:58yaha pe isliye mai pura guarantee se keh sakte hu, aur aap agar kisi bhi mahilaay se baat karenge,
08:04saari mahilaay aap bolenge ki wo har jagah surakshit hain aap,
08:08Bahut badi baat hai, UP ke liye aur sirf yaha nahi, UP ki yogi ji ka to saari duniya mein charcha hai,
08:16in cheezon ki saam, jo humare, wo hai na khilaf desh hain, even Pakistan aur neighbor countries hain,
08:24saam mein yogi ji ki the, wo log yogi ji ki itni tarif karte hain,
08:28pehle baat Maharashtra model ke hoti thi, Gujarat model ke hoti thi,
08:30hum log UP model ka bhi zikhar karne laga hai, to yeh bhi ek dikhaas na model aata hai,
08:34aapke paas pe hi baithi hain, do young voters main aap se, aap apna naam ek baat pe se?
08:39haan, mein advocate Vijayshree, Baghpat Bar Association mein advocate hoon, criminal lawyer hoon,
08:45hum aap kaas wapas aate hain, aapke bhai naath par first time voters hain,
08:49jo law students bhi hain, hum unse channa chahenge, ki chunao ke liye kar aap pehle baat vote denge,
08:56kis tarah ka mahal aapko lagta hai, kya, kaise chutte hain, aap log youngsters hain,
08:59Gen Z hain aap, Instagram ko bhi follow karte ho, aap Twitter pr bhi uttayi active ho,
09:03Facebook kahte hain, purane zamane ki cheez ho gayi hain aap,
09:06kya cheez hain, kya factors hain jo decide karte hain, what is it that decides,
09:11how and whom you are going to vote, kaise decide karte hain?
09:14Mera naam visual dhama hai, main law student hoon,
09:17aur sabse badi baat mere liye yeh hai ki main pehli baar vote deri hoon,
09:21main khush bhi bahut zyada hoon, aur main chahati hi hoon ki mera vote se pehla vote hai,
09:26wo us party ko jaye, jaise ki humare jo India hai,
09:29wo developing nat, wo developed India ho jaye, viksit ho jaye, har cheez mein,
09:34aur jaise ki main ladki hoon, aap jaise main aati hoon, raste mein akele,
09:38mujhe safety feel hoti hain, mujhe kisi cheez ka dar nahi hain,
09:41aur sabse badi baat main advocate ke liye kar rahi hoon,
09:43toh yeh cheez mein toh dur na bhi nahi chahiye, har cheez ke liye, support hona hai chahiye,
09:48aur sir, mera jo vote hai, wo jayega BJP ko,
09:51kyunki sir, jo BJP kaam kar rahi hai, wo aaj tak main ne kisi ko dekha nahi hai, karte hui,
09:57jaise ma'am ne bataya abhi, ki rashan free mein diya jaa raha hai, gareebo ko,
10:02bhai agar ek baat bata ho, jab gareebo nahi kar paayenge,
10:05wo unki jo soch hai, wo itni nahi ho paati, wo kar nahi paati, wo darte hain,
10:09toh unhe agar free mein rashan der rahe hain, toh unke bhale ke liye toh der rahe hoon,
10:13wo apne liye toh nahi der rahe hain, sarkar apna hi toh kharcha kar rahe hain iss se,
10:16kisi aurko toh nahi kar rahe hain, ab sawal yeh bhi aata hai bahut se,
10:19ki G20 mein itne paise kyu lagaye Modi ji ne,
10:22accha ek baat bata ho, Modi ji ne agar G20 mein 20 crore rupee lagaye,
10:27toh wo apne bhale ke nahi lagaye hunge, wo apne desh ke naam banane ke nahi lagaye hunge,
10:31ki yah bhai, India mein hum gaye the, humara itna achit rahe se, swagat kara.
10:34So, aapko bahut acha laga hai ki Bharat Diksha bhi, bahar ke desh mein bhi,
10:38jee sir,
11:02I am Megha aur main Khegda Baghpat se belong karte hoon.
11:05Main yaha pe pehli first trust lawyer,
11:10first voter hoon, aur main yeh chahate hoon, jo meri vote hai, iss baar waste na jaye,
11:16jisko bhi do, jaise bhi do, jo bhi hai, sahi jaye aur jahan pe bhi jaye, sahi hoon.
11:22Thank you.
11:53Young lawyers, practicing lawyers, first time voters bhi hai,
11:57aur saath hi saath hum logon bhi karte hoon hai, Baghpat ke, Baghdowsi ke chambers pe,
12:02humar saath, yaha par kuch members hai, aur please apne naam ki saath...
12:05Rajiv Tomar Advocate.
12:07Rajiv Tomar sir, bahut bahut swagat hai aapko one India mein,
12:10elections hone wale hain, hawa mein kehte hain, toh bhi jo badlaav aati hain,
12:13bahut saari mudha hai, kisaad ka mudha tha, law and order ka mudha yaha par aisa raha tha,
12:17advocate hai aap, kis kaise badlaav abhi tak 10 saal mein aapne dekha hai aapne,
12:21ke kuch gunjais hai toh bhi nahi chahiye.
12:22Sir, kisaanon ke mudd me mein yeh kehna chahata hoon ki,
12:24jaise chhutta saand waghara ke jo baare mein abhi baate ho rahi thi,
12:28toh yeh cheeje main pata raha hoon ki main ne khud bhi face ki hai,
12:30aur yeh samishya hai bahut pehle se hai, yeh main apne bachpan se dekhta raha hoon,
12:36abhi main 42 ka hoon, toh main apne bachpan se, main ne face bhi ki hai khud,
12:41balki thoda sudhaari hua hai, main yeh kehna hoon ki yeh jo samishya hai,
12:45ki aaj hi pehda nahi hua hai, yeh toh chalti aa rahi hai,
12:48thoda sudhaari hai, gaun sala waghara ban gayi hai, aur...
12:52Usse aapko fayda lagta hai?
12:54Haan, fayda hai.
12:54Hummein jab aapne merat se yahan pehta rahe the,
12:58ish time mein bahut bhi bebaat tariqa se bahut toh,
13:00hummein bhi sadak par wo maanjara nazar aaya,
13:03jab jahan dokaanon ki sankhya aur rehaishri sankhya zara thi,
13:07wahan saand bhoom rahe the, abhi aaj bhi hai,
13:11toh yeh mudda mujhe, jais main pehle kehna tha,
13:13ki pehle bai sarkaar usse chalta aa rahe hai,
13:16ish par bahut baddar kyaan dekhne hoon the.
13:18Please sir, aap apne karche ek saath mein pata hai.
13:20Mera naam Ram Kishan Sehrawat hai, advocate hui haan,
13:24aur yeh sarkaar jo hai, kul milaag hai,
13:30kul milaag hai, 80% sahi hai, 20% abhi bhi khamiya hai,
13:37kyunki, ek toh machinery par yeh sarkaar utna control nahi kar payi,
13:43machinery swachhand hai, jo chahe, jee jo chahe kar rahi hai,
13:48khule aam rishwat letti hai,
13:51phar kitna hua, ki hamaare jo neta log hain,
13:54unka dakhal band ho gaya,
13:56varna toh machinery khule aam rishwat leri,
13:59ish mein koi dorai nahi,
14:01control nahi kiya jaara, yaa honi paara,
14:05yeh alag baat hai.
14:08Doosre, theek kaha hai mere ek laag dost ne,
14:11ki jo crime hote hain, unko thoda sa ghata kar dikhaaya jaata hai,
14:15kyunki report dakehti ki ho, toh chori mein darj ho jaa,
14:19chori ki ho, toh woh rafa tafa kar di jaa,
14:22aur balaatkaar ke jo case hain, weh chhed chaad mein kar diya jaa,
14:26aur main yeh nahi kehata ki,
14:29pharji bhi case hote hain, aisa nahi hai ki nahi hote,
14:34lekin, un pharji ki aad mein, jo sahi hain,
14:38unko bhi pharji karar de diya jaa,
14:40toh yeh jo peedit hain, peedit lo log bichare abhi bhi,
14:44wohi sthiti jo pehle thi, wohi sthiti abh hai,
14:48jo peedit kamjor hai, jo dabha kuchla hai,
14:52woh kisi bhi community ka hai,
14:55woh yeh nahi ki dalit hai, yaa koi hai,
14:58kisi bhi community ka hai,
15:00gareeb toh, brahman, jaat, gujar, sabhi ho sakta hai,
15:04koi bhi ho sakta hai,
15:05jo kamjor aur gareeb hai, uski koi jaati nahi hoti,
15:08uski toh jaati gareeb aur kamjor hai,
15:11bas, toh yeh, ish sarkar ko sudhaar ki,
15:16bohot jaroorat hain unmein,
15:18inkario mein,
15:20baaki, agar quality ke isaap se dekhen,
15:23quantity ke isaap se dekhen,
15:25toh, pichli sarkaron ke mukaable,
15:29yeh sarkar, 80%i sahi hain,
15:33aur abhi, abhi bohot hi jaroorat hain,
15:36ish sarkar ki jaunta ho.
15:41Mera naam Sanjay Singh Pawar,
15:44main advocate bakwal.
15:59Dekhiye, kuch nitiya hoti hain,
16:00har aadmi ki apna apna vichar,
16:02apna apna dang karye karne ka hota hai,
16:04kuch faisle, government ke jo rahe hain,
16:07sab faisle sab poorn nahi hote,
16:09kuch faislo mein kamiya rahe jaate hain,
16:11unhe bhi party hain sudhaar kar rahe hain,
16:12aur aage se unmein kuch tarak ki,
16:14koi aisi gharfna nahi hogi.
16:17Baghpat mein, NDA se itna achcha pratashi aaya hai,
16:21pehli baar.
16:22Dekhiye, Chaudhary Charan Singh ki karam bhoomi,
16:25unke bete ki karam bhoomi,
16:26Chaudhary Jain Chaudhary ji ki yaha raha hai,
16:29unhone pehli baar,
16:30ish seat ko,
16:31poore pradesh mein,
16:32poore Hindustan mein dekha jaata hai,
16:34ki Baghpat hot seat hai.
16:35Unhone ek aisi pratashi ko,
16:38yaha se utaara hai,
16:39wo party ka manoval badha raha hai,
16:41har aadmi ko lag raha hai,
16:42ki kahein main bhi saagwan ho sakta hoon.
16:45Main ek chota sa Rashtra Lok Dala kare karta hoon,
16:47mujhe bhi umed lagti hai,
16:49ki Annamalai sahib mein,
16:50kya pata mujhe bhi sansidhi ka ticket,
16:51vidayak ka ticket mil jaye.
17:02Saamne aa rahi hai,
17:02wo khark ho ke,
17:03wo hai BJP ki washing machine ki charcha koti hai.
17:07Log keh rahe hain,
17:08jaise aapne abhi Jain Chaudhary ji ka uthaaya,
17:11abhi BJP ke saath,
17:12abhi abhi unka ghatbandhan hua hai,
17:13isse pehle wo bishi aur party ke saath hai.
17:15Yeh jo partyon mein,
17:16jo phir badal chal raha hai,
17:18usko Baghpat ke log kya dhyan mein rakhenge,
17:22ki jaise Ajit Pawar ho gaye,
17:24jaise Praful Patel ho gaye,
17:26unko BJP apne main shamil kar deti hai,
17:28to unke jo tathakate,
17:30jo ghotale hote hain,
17:31wo saaf ho jayate hain,
17:32wahin doosri taraf,
17:33Arvind Kejriwal,
17:34Hemant Soreng jo hai,
17:34wo jail mein hai,
17:35jabki maamla abhi poora to poora,
17:37swashth karike se saamne nahi aa raha hai.
17:39Aapko lagta hai,
17:40Baghpat ki janta,
17:41apne muddo ke alawa,
17:42inn muddo par bhi dhyan deti hai,
17:44ke Sardar kya kar rahe hai?
17:45Mera naam Tejpal Singh,
17:46Dedha Advocate,
17:47Jila Barishwar Singh,
17:49Baghpat se.
17:51Jo yeh aapne bataya sir,
17:55ki Kejriwal,
17:57anya,
17:59Hemant Soreng,
17:59aan jo bhi hai,
18:00jitne bhi neta hain,
18:02aur yeh jo crime ki baat hain,
18:05ghotale ho ki baat hain,
18:07yeh toh aksar chalta rehta hain.
18:09Lekin,
18:11yeh jo BJP sarkar hain,
18:13vratmaan mein,
18:14yeh sabka parda phaas karte ja rahi hain,
18:17aur Baghpat ke log,
18:20ek jujharu log hain,
18:23aur jo aaj ki ghadi mein,
18:25yeh sochne samjhne lage,
18:26ki yahan ka development kaise hoga.
18:30Theek hai ki,
18:32Baghpat kshetra ko,
18:34Chaudhary Charan Singh ki karam bhoomi kaha jaata hai.
18:37Lekin, uske saath saath,
18:39har nagarik ka yeh daayit hai,
18:43ki hamare kshetra ka vikas,
18:46din parti din hota chala jaye.
18:48Isliye,
18:50jo ab ki baar,
18:51hamare haan pe,
18:54Ummi Dwar hain,
18:54Saagwan ji,
18:56wo itne achche aaye hain,
18:57ki jo,
18:58haan haan haan,
18:59jo ek,
19:02normal parivaar se hain,
19:04aur gareeb,
19:05kisaan,
19:06mazdoor,
19:08aur har work ke saath baithne uthne wale wahti hain,
19:12aur main toh chahata hoon ki,
19:14isse achche neta ab ki baar,
19:16kya usse pehle bhi koi nahi aaya,
19:17chunnao mein badhi aaya.
19:18Achcha, chaliye,
19:19bahut hoon.
19:20Cheeke sir.
19:20Bahut hoon.
19:21Aayiye,
19:22aap se jaate hain aapka shubh naam.
19:23Jee, Vikas Pawar Advocate.
19:24Vikas Pawar Advocate.
19:26Vikas Pawar Advocate.
19:27Vikas ji,
19:28aapke naam ki bahut charcha hai,
19:29mein kahunga,
19:30vikas aur virasat,
19:31hum log jab aar rahe the,
19:32tab hum ne dekha har jagar,
19:34aur yeh,
19:34lagta hai,
19:35poore pashumi,
19:36Uttar Pradesh ke liye,
19:37Modi ji ne,
19:38ek tarika se yehi,
19:40war cry diya hai.
19:42Aap jab vote karne jaate hain,
19:43kya kya mudde hote hain,
19:44aapke dimaag mein aate hain,
19:45jis party ko aap vote denge,
19:47wo aapke parivaar ke liye,
19:48aapke bachon ke liye,
19:49aapke mata-peta ke liye,
19:50ek suneri bhavishye ke liye,
19:52kuch sunishit karein,
19:53kuch uspe sochte hain.
19:55Jab voter vote daalne jaata hai,
19:56toh subse pehle dekhta hai,
19:57shiksa,
19:58raaste,
19:58jo main mudde hote hain,
19:59sadke hoti hain,
20:00shiksa hoti hain,
20:02aur,
20:03ki unko kaun solve karega.
20:05Jaise,
20:06sabhi ne dekha hai,
20:06bhajpa,
20:07yaha pe jab aane se pehle,
20:08poore mein,
20:09sadko mein gadde the,
20:11yeh kaha jaata tha ki,
20:12gaddo mein hi sadak thi.
20:13Khud hum ne dekha hai,
20:14yeh jo road hai,
20:15badod se jaara Samli,
20:16Baghpat ka,
20:17isme itna,
20:17iska itna bura haal tha,
20:18gadde the.
20:19Lekin,
20:20jaise hi bhajpa sarkar aayi,
20:21pehle toh gadde bhare gayi,
20:23uske baad yeh road double kiya gaya.
20:25Jitne iss sarkar mein,
20:27raaste bane,
20:28main ne ab tak nahi dekha ki,
20:29itne raaste,
20:30itne road,
20:30itne highway,
20:31kisi sarkar mein bane hain.
20:34Jab sadke banegi,
20:34toh vikas bhi hoga,
20:35rojgaar bhi milega,
20:37connectivity judegi,
20:38sehro toh sehro ki,
20:40toh usse vyaapar bhi badega,
20:41vyaapar badega toh phir,
20:43kaam bhi milega,
20:48hoga toh desh ka naam bhi hoga.
20:49Highways of progress,
20:51aisa kehte hain usko.
20:52Aayi pehle inse zarur,
20:53hum log jaan lete hain,
20:54Mr. Bhagwat ji.
20:56Aise kayi mudde hain,
20:57jaise main sir se bhi keh raha tha ki,
21:00sarkar ko kahin na kahin,
21:01ya toh uspa dhyan aur bhi dene ki zarurat hain.
21:04Kayi aise infrastructure project hain,
21:06jinki aadhar shila bhi rakhi gayi hain,
21:08rakhi jaani hain,
21:09sadke aur railways par toh,
21:10BJP ne kaam kiya hi hain.
21:12Aapke lihaat se,
21:13agar hum poore desh ki baat karein,
21:14Bhagwat ke baare mein humne suna.
21:16Aapko kya lagte hain,
21:16aise kaun se aise mudde hunge,
21:18jis par sarkar ko aur dhyan dene ki zarurat thi?
21:20Mudde toh,
21:21dekhe mera naam Kapil Pumar Advocate hain,
21:23Jiraj Dex,
21:24Vidhan Sabha Chapuroli,
21:25Rashtriya Lok Dal se.
21:27Mudde toh saab bahut hain abhi,
21:29jin mein sarkaro kaam karna baaki hain.
21:31Jaise ki ab,
21:33jaise hum aawagaman hote hain,
21:34transport koi kahin saahar hain,
21:35adivakta hain,
21:35kacheri pohoshne ke liye koi
21:36petri madhyam saahar hain.
21:38Jaise ki adivakta ho,
21:39ya koi aam insaan ho,
21:40koi vaan kharitta hain,
21:42road tax vaan kharitta hai,
21:43same daak hai.
21:45Uske baad toll tax aur sarkar jodh jodh thi hain.
21:47Agar hum kahin sadak se gujar rahe hain,
21:48raste mein toll laga diya,
21:50ki toll diya ke jayiye bhaiya.
21:52Sarkar ko isme bhi kaam karne ki zarurat hain.
21:54Ki koi bhi aam insaan ho,
21:57vahan ka road tax ek baar jamaa kar diya,
21:59uske baad toll tax aur.
22:00Aur sabse badi baat yeh,
22:01ki uski koi miyad nahi hain,
22:03uski koi timing fix nahi hain,
22:04ki toll tax aapka agar poora ho gaya,
22:07uska kya timing rahegi,
22:08aur kitne saan baad aapko toll free kar diya jaaga.
22:11Yeh jo awaid basooli chal rahi hain,
22:12sarkar ko uspe dhyan dene ki bahut jurod hain.
22:14Rahi baat awara pasuvon ki,
22:16main bhi kishan parivaar se belong karta hun,
22:18mere pitaji bhi kishani karte hain,
22:20main bhi karta hun free time mein.
22:22Awara pasuvon ki jo samajhya hain,
22:23isme sarkar ka kahin na kahin haath hain.
22:25Kyunki sarkar ne jo bhavasthai banai hain,
22:28unka socharu roop se kriyaan mein nahi karam kara pari sarkar.
22:31Ab unme jo loge mehbastit kar gaye,
22:33jo loge unki dekha rekh mehbastit kiya gaye,
22:35waha sab yeh hai ki paisa kaisa kamaya jaa.
22:38Agar chaara aa raha,
22:38chaar saar rupi quintal aa raha,
22:39aur saar saar rupi quintal chadaya jaa raha,
22:41government se paisa chadaya jaa raha,
22:43awaid basooli kari jaa rahi,
22:44government bhi isse cheez pe dhyan nahi deri.
22:46Ab dood ke pasuv hain,
22:47maaliye gaun saada hain,
22:48dood ke pasuv hain,
22:48unko toh aap rakh lenge,
22:58ab saand gaun dikhat nahi kardi ki kishan ke khet mein,
23:00saand dikhat karde hain,
23:02kyunki saand se chot ka bhi pheh hain,
23:04gaun waha toh rukhsaan nahi ponchate kishan ko.
23:07Ab cheez pe isse bhi sarkar ko dhyan dene ki,
23:09visej roop se,
23:10kyunki abhi zikr aaya tha,
23:12mere saath yeh devakta na kishan se zikr kiya tha,
23:13ki hamaare hi doora chode jaate hain,
23:16nahi,
23:16sirf kishan ke doora chode jaate hain,
23:1836 biradri hoti hain,
23:19kishan bhi 36 biradri ki hoti hain,
23:21aur pashu palana ka sabhi jatiya kaam karte hain,
23:24sabhi log,
23:25aur sabhi log abhara pashu,
23:26yeh doodharu pashu nahi hain,
23:28ek vastah yeh aisi kar di gayi ki,
23:30inka lend-lend band ho gaya,
23:31pehle bhuggiyon mein bhi istimaar karte hain pehlo ko,
23:34lekin abhara vastah yeh sab dhwast ho gayi hain,
23:36aur sarkar ko isse bhi dhyan dene ki jaute hain,
23:38abhara pashu hain,
23:39aur jo paisa government de rahi hain,
23:41logon se hi jaana hota hain government ko bhi,
23:43toh hamara paisa government yeh,
23:44iss visa pe toh distance hain lagaye,
23:46aur rahi baat hamara pratyashi sangwan ji ke,
23:49sangwan ji ke baare mein jaha tak mujhe pata hain,
23:51mere senior advocate baithe hain,
23:52inni logon se suna hain,
23:53humne jaat zanakari mujhe nahi hain,
23:54lekin jab humne unka jeevan parichar,
23:55jeevan sehli ke baare mein jaana,
23:57toh humein laga,
23:58ki jayant choudhary ka yeh karam bhoomi hain,
24:00unke babaji charan singh je hain,
24:02unke aadarshon ke hi hum log hai,
24:03rashtra lokdar party ko support karte hain,
24:05ab cheezein yeh aa rahi hain ki sangwan ji,
24:08sangwan ji jab se main third ya second ya third baar vote kar raha hoon,
24:12uske baad jab jayant ji ko vote karte hain,
24:14hum tak yaha jyoti ajit sahab ko vote ki hain,
24:16uske baad ek saamaniya vyakti humse bhi nishe,
24:20kyuki mere paas 10-12 bigha jameen hain,
24:216 bigha jameen unke paas hain,
24:23aur 6 bigha jameen bhi unhone apne bhaiye ko donate kar rakhiye,
24:25ki aap kariye aur khaiye,
24:26mujhe nahi zarurat hain,
24:28uske baad jab yaha phone barne aaya,
24:29adivakta sathi ne madad ki,
24:31toh unke accounto matra 400 rupaiye gaye,
24:33aur wohi baad baar baar dorahi jaa rahi hain,
24:35ki ek dari hain, ek takat hain,
24:37abhi phone bare gaya,
24:38toh pucha ki kya aapke qualification,
24:40waqera waqera jo ki blanks hote hain,
24:42bare gayi,
24:43toh usme hunne kaha ki,
24:44mere paas takat aur ek dari hain,
24:45jahaan barna hoon,
24:46bharlo phone me se,
24:47toh iste is kadar,
24:48isse saamaniya vaibhaar ke partyaasi hain,
24:51aur sabse badi baat yeh ki,
24:52Lokdal aur NDK katmandans hain,
24:55usme unse alag bhi jo rohganiya partyo ke hain,
24:58weh bhi unko andar khaane support kar rahe hain,
25:00kyuki koi bhi aisa vaiktit ho gaya,
25:02koi aisa kaam unke dwara aam janmaaj tak nahi karega,
25:05ki jin se kisi ko aagat khonche,
25:07toh mera math hain ki,
25:10Sangwan ji bahut achche math se vijayi hoon,
25:12aur Chaudhary Charnasingh ki kaare se liye,
25:15unke naqse kadam pe kaam karge hain,
25:16yaani image factor jo hai,
25:18bahut bada role play karti hain,
25:20unka ek seedha sadha image hain,
25:21saadgi bari image hain,
25:22toh iske wajah se,
25:23aapka shubh naam sir,
25:24Arun Chauhan Advocate hoon,
25:26Arun Chauhan ji,
25:27atpati aandhaaz mein hum log baithe hoon hain,
25:28bahut jaldi aap hume bata hain,
25:29Baghpat mein chunab hone wale hain,
25:31aur generally aap isko kis saar se dekhte hain?
25:34Hum toh yeh dekhte hain ki,
25:35jise bhajpa ko,
25:37ek toh kisanon ke liye,
25:38MSP pe kaam karna chahiye,
25:39ki unka mulna hai,
25:40nidharan ho,
25:40hasal ka,
25:41kam se kam,
25:42uspe koi bhi koi karvai nahi ho rahi hain,
25:44koi industry lagni chahiye hain haan pe,
25:46aur ek jo naam maat ka pradhikaran board bana rakha hain,
25:48private property dealer kya karte hain,
25:51jameen kharete hain,
25:512 bighay plot kaat diye,
25:53kar diye,
25:54log ek,
25:54jise Meerut mein MDA ban rahi hain,
25:56wo authorise kaatte hain,
25:58wo is tarah se kuch vikas hona chahiye,
25:59jo rojgaar bhi mile,
26:01industry lage,
26:01kuch toh kaare ho hai,
26:02is tarah ka,
26:02kisanon ke liye,
26:03aur ek petrol diesel wala,
26:04yeh high chalte aa raha hai,
26:06iske wajah se mehngayi badh rahi hain,
26:07toh thoda control karna chahiye,
26:08mehngayi?
26:10haan,
26:10aur Sangwan ji bahut achche candidate hain,
26:12hunse aap eksa karte hain,
26:14diya jaye,
26:14aur adhivaktaon ke liye bhi,
26:16jo junior adhivaktaar hain,
26:17unke liye kuch yojana laaye,
26:18ki wo pichare kaam karne,
26:19ek saal toh kamse kaam,
26:20unke liye kuch yojana aisi honi chahiye,
26:22ki unhe bhi kuch,
26:242,000,
26:253,000,
26:255,000,
26:26kuch aise milne chahiye,
26:27jo unhe bhi kuch thoda benefit ho,
26:28chali,
26:29inhi sabhi cheebe bhi dhyan de,
26:30usse aap aksa karte hain,
26:32Sangwan ji se bhi hain,
26:33aur kyuki wo joint candidate hain,
26:34hum bhi R&D se belong karte hain,
26:36aur chahate hain,
26:37ki wo ispe dhyan de,
26:38chali,
26:39isbaar toh satha road party bhi R&D ke sath hain,
26:42toh aaye dekhte hain,
26:43usse par kis raas hota hain,
26:44Sir,
26:45kayi mudde aise hain,
26:46isme koi dorai nahi hain,
26:47inhone mehgai ki baat ki,
26:49main usme unemployment,
26:51job,
26:51naukriya jo roon,
26:53yeh kuch aise mudde hain,
26:54jo toh sarkar ko aksar khera gaya hain,
26:56aur jaisa unhe bataya ki,
26:58Sangwan ji khud bahut hi,
26:59simple background se aate hain,
27:00aisa Bajpai ji ke baare mein kaha jaata tha,
27:02ki he is the right man,
27:03in the wrong title,
27:05unka BJP se juraab aksar aisa dekha jaata tha,
27:07ki walak kisam ke aamne hai,
27:09isbaar bhi Dr. Kundan ki sarkar hain,
27:11dekhe jahan tak Bajpai ji ki baat hain,
27:14he was the extraordinary person,
27:16he was extraordinary,
27:17yes,
27:17aur jahan tak Dr. Sangwan sahab ki baat hain,
27:21yeh character ke maamle mein bahut ache aamne hain,
27:24jahan tak samshayon ki baat hain,
27:26isthaniye jo samshayon hain,
27:28isthaniye samshayon hain,
27:29toh kishanon ka koi development kisi kisi sakta hain,
27:32kishanon ka jo payment hua hai,
27:35ab chunav ke time pe ish saal bahut jabardast karne ke baad,
27:39pressure aane ke baad,
27:40chunav ka pressure tha,
27:42is wajah se kishanon ka pichle saal ka payment hua hai,
27:45ab ka koi surwaat nahi hai,
27:47is wars ke payment ki koi surwaat nahi hai,
27:50jahan tak awara pason ki sumshah hai,
27:52yeh keval BJP ki government ki problem hai,
27:55jab se BJP yogi sarkar aayi hai,
27:57BJP government aayi hai,
27:59yeh tab se hi auran hai,
28:02usse pehle nahi thi,
28:03usse pehle agar thi toh bahut kam thi,
28:06unka solution tha unke paas,
28:10wo kisi bhi tarike se hua,
28:11main us detail mein nahi jaana chahata,
28:12ke unka kya solution tha,
28:14lekin BJP government ka awara pason ki sumshah ke liye,
28:18koi solution nahi hai,
28:19kisi bhi tarike se hua,
28:21kuch nahi hai,
28:21koi nahi hai,
28:22sab paisa government,
28:23jahan tak corruption ki baat hai,
28:25corruption be hisaab bada hai,
28:29aur corruption bhi BJP government ki den hai,
28:35kyonke nara dete hain,
28:37Amit Shah ji ya Modi ji,
28:39ke hum brashtachar ko khatam kar denge,
28:42vastu mein yeh unki guarantee sahi hai,
28:44weh bilkul sahi der rahe hain guarantee,
28:46kyonke jo aadmi corrupt hai,
28:48wo unko adopt kar lete hain,
28:50apni jo washing machine hai,
28:51usme ko do lete hain,
28:52aur weh phir sood ho jate hain,
28:54ek naam sindhe hain,
28:55aso chamhan hain,
28:56aur doosar Ajit Pawar ji hain,
28:59ek nahi shankro hain,
29:01abhi aapne baat kari uski judiciary wali baat jo hain,
29:06judiciary bhi kahin ne kahin judiciary ko bhi approach karte hain,
29:09yeh BJP ke leader,
29:10yeh government judiciary ko bhi approach karte hain,
29:14inhone jo supreme court ke justice the unko raaj sabha ka member banaaya,
29:17raham mandir ke faisal ke baad,
29:20to usse inki niyat jahir hoti hain,
29:23chaliye aisa aap ishaara karte hain,
29:24aisa aap maante hain,
29:25chaliye aisa aap ishaara karte hain,
29:25aisa aap maante hain,
29:25chaliye aisa aap ishaara karte hain,
29:25aur nahi main ek baat aur kehna chahunga,
29:28ke jo Lok Sabha ka chunab hai,
29:30wo basically raascha muddo pe prabhavat hota hain,
29:32raascha muddo par hue,
29:34yaha pe isthaaniye mudde jo hain,
29:35weh hain jo ke tu hain,
29:36mehengai bhi hai,
29:37corruption bhi hai,
29:38bhrashtachar bhi hai,
29:39pehrojgari bhi hai,
29:40raascha mudda ban gaye,
29:42kishanon ka raascha mudda pehle se hi hain,
29:46is raascha,
29:46kishanon ki samshah ko soljane ka,
29:48jo jabratasht paryaaz kiya tha,
29:50wo choudhicharan singh ji ne kiya tha,
29:52uske baad main swaminathan ji ne bhi kiya tha,
29:54uska toh unhone report bhi di,
29:57lekin nahi,
29:58apni government se pehle,
30:00BJP ye kehti thi,
30:01ke swaminathan ki report,
30:03operation honi chahiye,
30:04operate honi chahiye,
30:05lekin kyun 10 saal ke baad,
30:06unhe swaminathan ji ki report,
30:08lagu karne ki jarut mehsoos nahi hui,
30:10swaminathan ko,
30:12aap bharat ratan dete hain,
30:14lekin nahi,
30:14unke kriya kalab unpe chalne ki jarut nahi hai,
30:18unko operate karne ki jarut nahi hai,
30:20choudhicharan singh ko aap election ke time pe bharat ratan dete hain,
30:25sodhe bhaji karte hain,
30:27kyun agar aap choudhicharan singh ko bharat ratan ke liye kabir samanthate the,
30:31toh aap pehle de dete hain,
30:33karpuri thakur toh choudhicharan singh ke shishya the,
30:36karpuri thakur ji ko pehle de gaya,
30:37choudhicharan singh ji ko baad uda,
30:40toh yeh dogla charitra hai BJP ka,
30:43log isko dekh paayenge ki nahi,
30:45is charitra ko?
30:46bilkul dekh paayenge sir,
30:47aur yeh yuva kya dekh raha hai,
30:50jab desh ko kamjor batate hain yeh log,
30:52ki hamare satta mein aane se pehle desh kamjor tha,
30:54uss samay retirement ke samay pension milti thi,
30:58aaj jeevan,
31:00army ki service 15 saal thi,
31:02retire mein agni veer bana diye gaye,
31:054 saal ki nokri kar diye gaye,
31:06retirement ke baad mein pension milti thi,
31:08parivaar ko sari facilities,
31:10sukh suheed hain,
31:11medical suheed hain sabhi milti thi,
31:12is jahaan ab yeh kehte hain ki,
31:15duniya ki number one artu yavasta banne jaa rahi hain Bharat,
31:18aaj retirement ko pension nahi,
31:21yuva ko rojgaar nahi,
31:22UP police ki vacancy aayi thi Uttar Pradesh mein,
31:2560,000 vacancy thi,
31:27exam mein 50,00,000 ki yuva bethe hain,
31:30maane var?
31:3150,00,000,
31:33be rojgaarik aalam hi hai,
31:35yuva dekh raha hai,
31:36kisan dekh raha hai,
31:37kisan ko laab ki to baad,
31:38door ki baad,
31:38mul ki,
31:40uski fasal ke daam ki to baad ki baad hain,
31:43laabkaari daam nahi mil pa raha hain,
31:45uski lagat aur uski mainat usse nahi mil pa raha hain kisan ko,
31:48jahaan pata hai se samay par bhi nahi mil raha hain,
31:49samay par nahi mil raha hain sir,
31:50chunaav aayenge,
31:51chunaav cylinder 1200 rupay pahunch gaya tha,
31:53800 rupay kaise aagaya sir,
31:55kya hai yeh,
31:56yeh chunaavi low lift ho phir,
31:57isse des ki janta bilkul prabhavit nahi hogi,
32:00iss sarkaar main apne sansad ki haisiyat kya hai sir,
32:02main aapko bataao ki des mein sarkaar hai,
32:04kewal cabinet mein,
32:06Pradhan Mantri aur Grahe Mantri se alawa,
32:09koi bhi,
32:09hamara ek saathi yeh bataa do ki,
32:11des ke 6 minister jo cabinet mein,
32:13unke naam bataao,
32:14nahi bataa sakte,
32:14aap mere haan saathiyon se,
32:15kisi se pooch lo,
32:17hamare MP Lok Sabha Saadesh ki kya haisiyat hai,
32:19wo bol jaye unke khilab,
32:21apne chhetri ki kya samajhya rak deen,
32:22aap ek party ki line hai sir,
32:23uske khilab jo bol raha hai,
32:24uska haal bura hoga,
32:27aap kitni bhi achhahi se,
32:28apne kitni achhi candidate ko,
32:30aap chunkar bhej lo,
32:30waha unka employee hoga,
32:32nahi ki chhetri ka sansad,
32:34yeh haal hai,
32:35nahi rak paayenge sir,
32:36wo bilkul,
32:36waha wajood khatam hai,
32:37waha kewal 2 logon ki chalti hain,
32:39Amit Shah aur Pradhan Mantri ji,
32:42aur wo kya kar rahe hain,
32:43wo uss des mein ughai,
32:44ab Electrol Bond kya tha,
32:46Electrol Bond ko kya maante hain sir aap,
32:48Electrol Bond tha kewal ughai,
32:50je se rangdaari kaha jaate hain,
32:52pehle din red,
32:53agle din chanda,
32:55wo list aap calculation kar ke do dekhen sir,
32:588000 Pradhan Mantri ji ki,
33:00Grahe Mantri ji ki jo rally hain ho rahi hain,
33:02maangiye aap hisaab unka,
33:03us rally ka paisa kaun se aara hai,
33:0510-10 crore rupee mein,
33:06ek rally ho rahi hain,
33:07wo helicopter,
33:08kaun se aara hai,
33:08wo saadan wa sansaadan,
33:09wo sarkari gadi hain,
33:11Chaudhary Chand Singh ji ne,
33:12Lucknow me jab Pradhan Mantri path chala gaya tha,
33:14sarkari gadi chod di thi,
33:16ki main sarkari wahan ko istimal nahi karunga,
33:18aur aaj sarkari busse,
33:20roadways ki,
33:20jo Uttar Pradesh sarkari ki busse hain,
33:22wo rally ho mein logon ko,
33:23bhar bhar ke lane ke liye lagaayi gayi hain sir,
33:26kewal bakwaas bhaji chal rahi hain,
33:28is desh mar is desh ka,
33:28kisaan,
33:29yuva,
33:30bujur,
33:30pension,
33:31bhogi,
33:31sarmi,
33:32karamchari,
33:32mazdoor,
33:33sab soch raha hai,
33:34aur ab ki baar inki hawa nikalne wali hain,
33:37suno,
33:38desh ka pehla Pradhan Mantri hain,
33:40ke jisne 10 saal ke apne karyakaal mein,
33:42koi press conference nahi kari,
33:44uske himmat nahi hain,
33:45ke aap logon ke sawalon ka jabab de de.
34:15Modiji ke baare mein aur ek baat aur bata doon,
34:18ke wo is duniya ke aaj ke sabse bade tanashaan hain,
34:23akela leader hai BJP ka abhisah,
34:26Modi,
34:27unhone Lal Krishnan Adwani ko phatte ka laga diya,
34:30unhone Yashwant Sinha ko ek taraf baitha diya,
34:32unhone Murli Manohar Joshi ko ek taraf baitha diya,
34:34Yashwant Sinha ko baitha diya,
34:36ek se ek leader,
34:37jo isse bahut senior the,
34:39jo sansthapak the,
34:40Lal Krishnan Adwani,
34:41he was the founder of the,
34:42he was the hero,
34:50lekin nahi,
34:51usko Bharat Ardhan dene toh dene diya,
34:53lekin usko Prime Minister,
34:54jo jiske liye bhi kabil the,
34:56unko Prime Minister ke liye unhone apur diya.
34:58Modiji ka kehna hai,
34:59badalte Bharat ki tasbih de,
35:00BJP ko bhi andar se kaafi badla hai,
35:02jaisa bhai sabse.
35:02Aur jahatak mein yeh bataun,
35:03ke jo 80 crore,
35:05ko aap keh rahe hain,
35:06ke 80 crore ko khaana de rahe hain,
35:0880 crore ki baat hai,
35:10usse yeh shabit ho raha hai,
35:12balke yeh survey ho raha hai,
35:13aur yeh international survey ho raha hai,
35:15usme yeh chhapa hai,
35:16ke Hindustan ke andar,
35:1786 crore jo hai,
35:19public ko bhooki hai.
35:2186 crore bhooki hai.
35:24140 crore kaise?
35:25140 mein.
35:27140 varank hai,
35:28prosperity ke isaab se,
35:30India ka.
35:31190 ishu mein,
35:32140,
35:33bahut iddainiye sthiti hai,
35:34tab toh main kahunga.
35:35Chaliye,
35:35Unakdo par hum aayenge,
35:36us par bhi aksa debates mein,
35:37aapse kuchhe baar baasit nahin hain,
35:38bhai ki apne naam ke saath.
35:40Mera naam Vikrant Kumar advocate,
35:42Bali gaon ka rehne wala hum.
35:44Sir, mera jo hai,
35:46berojgaari,
35:48shiksha,
35:50aur swast.
35:52Sir, berojgaari toh yeh hai,
35:54aap bata rahe the,
35:55humare sir bata rahe the ki,
35:5780 crore ko mufti rasan de rahe hai,
35:59aap 80 crore ko rojgaar do na,
36:0180 crore ko rojgaar do,
36:03mufti rasan baat nahin kaal sakte nahin padegi,
36:05shiksha achchi do.
36:07Shiksha achchi do.
36:09Abhi main dekha raha tha,
36:11Delhi mein,
36:13shiksha aur swast.
36:15Mainiya Mukhi Mantri Kejriwal ji ne,
36:17itna kaam kaya shiksha aur swast pe,
36:19ki aap jo sargaari,
36:21adhikaario ke bachche hain,
36:23Delhi mein,
36:25wahi bhi chah rahe hain ki,
36:27hum sargaari school mein padhe hain,
36:29unke adhisaan nahin ho pata hai sargaari.
36:31Itni zyada demand hai sargaari school ki,
36:33aur swast.
36:35Main dilhi leke gaya,
36:37private mein dikha tha yaar,
36:39private mein bahut zyada paise lagte hai,
36:41hum main waha gaya, free parchi bani,
36:43admit kara, aur treatment ho gaya,
36:45hilkon risul.
36:47Jiska kharcha mujhe yahaan pe lagba
36:49ke something aise batata hai,
36:513,60,000 rupees.
36:53Woh humara free mein hua.
36:55Swast.
36:57Aims ki bhi banaye,
36:59aims ki bhi suhita di gayi hain,
37:01toh ek baat main maanta ho,
37:03toh ek bahut bada issue hai,
37:05aur logon bhaag pat se,
37:07main aksar logon,
37:09dilhi jaane ke zubat padti hain.
37:11Jo Jan Aushudhi Kendra hain,
37:13jo Aayushmaan Bharat Yojana hain,
37:15agar hum nishne tabke ki baat karein,
37:17main aapke authoritiy nahin hain,
37:19jin ko aashakta hain,
37:21jo 80 crore ke authoritiy aate hain,
37:23aapko lagta hai ki itne bade
37:25Jan Samudaya ko,
37:275,00,000 rupee ki
37:29insurance policy dena,
37:31main sabse pehle
37:33leke gaye tha,
37:35private hospital,
37:37toh unhone jate hi sabse pehle
37:3910,000 rupee ki test honge,
37:41wo aap jamaa karo,
37:43magar sir Aayushmaan card mein
37:45sab kuch free hain,
37:47toh unhone bola nahi,
37:49ye toh aapko jamaa karne padenge,
37:5110,000 ye plus dabai wagayra jo aayegi,
37:53wo bhi aapke paise se jaayenge,
37:55uske baat dekhenge,
37:57test hone ke baat agar
37:59magar sir main toh pehle
38:01Aayushmaan card ko kuch fayade nahi hua,
38:03toh uska sir ye fayade nahi hain,
38:05hospital mein jaoge aap,
38:07sabse pehle jate hi test,
38:09gareeb aadmi hain,
38:11gareeb log hain, sab jiske Aayushmaan card banoye hain,
38:13kisi ke paas hai sab toh aayi nahi,
38:15majduri karne wale hain,
38:17400, 500 ki majduri karte hain,
38:19majduri karke apna ghar ka palan potion karenge,
38:21ghar ki poorthi nahi ho pate,
38:23mehnga itni zyada ho rahi hain,
38:25400, 500
38:27Thank you so much,
38:29I would like to know from ma'am,
38:31every coin has two sides,
38:33and here we saw,
38:35earlier I thought we were getting
38:37more support from this side,
38:39but now it seems like a mixed opinion,
38:41does the government still feel
38:43that the promises they have made,
38:45there is a need to deliver more,
38:47do you feel that somewhere
38:49100% delivery has been done,
38:51because here in the opinion of the supermarkets,
38:53it seems that there is a scope somewhere,
38:55whatever promises they had made
38:57to the government,
38:59or whatever Modi ji had done,
39:01in 2019,
39:03all those promises,
39:05they have fulfilled,
39:07but before 2014,
39:09the Congress,
39:11which has ruled for 60 or 70 years,
39:13and the bad condition
39:15the country was in,
39:17in 60-70 years,
39:19from the time the country was independent,
39:21where should it have reached,
39:23according to that,
39:25Modi ji has done
39:27a very good job,
39:29he has rectified
39:31the shortcomings,
39:33the total infrastructure
39:35of the country,
39:37in every field,
39:39he is rectifying
39:41the shortcomings,
39:43now I will say
39:45a few more things,
39:47some people
39:49attack Modi ji
39:51for his wife,
39:53as an advocate,
39:55if someone talks like this,
39:57I feel that it is wrong,
39:59it should not happen,
40:01when Modi ji got married in his childhood,
40:03when he was very young,
40:05and this is what the law says,
40:07that if someone
40:09got married before 15 years,
40:11then as soon as he becomes a major,
40:13any man,
40:15he can reject his marriage,
40:17so this,
40:19when Modi ji got married in his childhood,
40:21he did not accept it,
40:23and to attack Modi ji on that,
40:25this is absolutely unjust,
40:27it is wrong with him,
40:29and as an advocate,
40:31if someone talks like this,
40:33then it is very disappointing,
40:35as far as employment is concerned,
40:37the other parties,
40:39how far do they limit
40:41employment,
40:43that they made so many people
40:45teachers,
40:47their employment
40:49limit is only this,
40:53Modi ji's
40:55employment rate
40:57in the last
40:5940-50 years is the lowest,
41:013%,
41:03in the country,
41:05so many airports are being built,
41:07so many highways are being built,
41:09nowadays,
41:11the weapons that we have,
41:13we are exploiting them,
41:15so many jobs are being done
41:17on every front,
41:19so won't we get employment there?
41:21where will employment come from?
41:23when there will be jobs in the country,
41:25only then will employment develop,
41:29and the lowest rate is 3%,
41:31there is no unemployment,
41:33everyone is very happy,
41:35and if someone talks like this,
41:37then they are from the opposition party,
41:39if I talk about the common man party,
41:41it is a government of scams,
41:43all the ministers are in jail,
41:45health minister,
41:47Satyendra Jain,
41:49Shishodiya,
41:51Sanjay Singh has come out,
41:53Kejriwal himself is in jail,
41:55so the common man party is not worth talking about,
41:59common man party,
42:01why did they
42:03return their alcohol policy?
42:05if their alcohol policy was right,
42:07then why did they return it?
42:09they made a scam of 100 crores,
42:11because Kejriwal
42:13wanted to become the prime minister very soon,
42:15by fighting elections in other states,
42:19in Goa, Punjab,
42:21they invested all the money there,
42:23so it is the government of the biggest scams,
42:29their role model,
42:31the teachers of Delhi,
42:33they are not even given their salary,
42:35how many months
42:37their salary is left,
42:39so all this is the drama
42:41of the common man party,
42:43you have heard,
42:45you have given your opinion,
42:47which party you want to vote for,
42:49I don't want to deceive you,
42:51but if you have to take a decision,
42:53what expectations
42:55you should have from the government,
42:57and what not,
42:59we have told you that
43:013% is the lowest employment rate,
43:03still people are employed,
43:05this is also a scam,
43:07there should be a length of employment,
43:09not 20-30 years,
43:11no pension,
43:13you are at the beginning of your career,
43:15will you pay attention to these factors,
43:17or will you vote for a party?
43:19Sir, Modi ji,
43:21he has helped a lot for employment,
43:23in our India,
43:25you must have seen,
43:27Pradhan Matri Kaushal Vikas Yojana,
43:29these are the centres,
43:31the poor people,
43:33they go there and learn,
43:35they are there for employment,
43:37they can create their own employment,
43:39they will open a small shop,
43:41they will earn money,
43:43there is nothing like this,
43:45I am sitting free,
43:47there is a lot,
43:49first of all,
43:51not everyone is 100% perfect,
43:551-2% deficit
43:57is there in everything,
44:01there is a lot,
44:03why are you thinking negative,
44:05think positive,
44:17for me,
44:19mostly I support RLD,
44:21and this time,
44:23whatever happens,
44:25whatever comes,
44:27this time,
44:29support the girls,
44:31even though I am less here,
44:33I am still here,
44:35whatever is there,
44:37support them,
45:01and they have a very definite say,
45:03whom they are going to choose,
45:05and why they are going to choose,
45:07keep an eye on 1India English,
45:09we will be bringing you all the updates
45:11of the elections 2024,
45:13thanks for watching.

Recommended