PTI Chief 'picks' Barrister Gohar for PTI chairman slot - Khawar Ghumman's analysis
Category
🗞
NewsTranscript
00:00 Barista Gauhar Ali Khan, Migra Chairman PTI ke umeedwar honge. Barista Ali Zafar ne ye announce kiya hai aur unka kehna tha ke inshallah Barista Gauhar apne zamindari ko bakhubi nibhaenge.
00:11 Iss sawale se baat karenge Biruch Islamabad. Khawar Guman sahab mar saath maujood hai. Khawar sahab kaise dekhte hai decision ko aap?
00:17 Yeh zahir baat hai, ek kanuni maamla hai aur ek faisla aachuka hoga to uss faisla ko madhya nazar rakte hue.
00:25 To yeh zaruri tha, jab election commission ne kah diya ki chunke aur doosdeh taraf se Islamabad High Court ka faisla hai aur jab party ne aapas mein baith ke aur tamam yeh gokala abhi beyan bhi kar rahe the Ali Zafar sahab.
00:38 Ke chunke kanuni nukta hai aur usko saamne rakte hue agar aapne aapko party ka nishan chahiye, balay ka nishan aur isko aapne leke aagey badhna hai aur yeh jo kanuni emosiyonafiya hai, inse bachna hai to bada zaroori hai ke aapko yeh jo hukm nama aaya hua hai, iske upar amal rahman karna padega.
00:55 Aur mere khayal mein siyasat ke andar aapko is tarah ki faisla karne padte hai aur maazi ke andar bhi aapne dekha, Pakistan People's Party Parliamentarians aapko yaad hoga, Ameen Saeem sahab ka bhi aapko naam yaad hoga aur uske baad bhi musleh parties ke andar jab is tarah ke jo hai hua ruh nama hua hai.
01:12 To parties faisla karte hai, to mere khayal mein dekha jaye to, jo bhi baad bhi ek sawal ke jawab hai, wo bata di rahe the Ali Zafar sahab, kyunki at this point in time, zahira hai election ka intikhabat ka ilan ho chuka hua hai.
01:24 8th February ko Pakistan election ke andar jaa rahe hai, aam intikhabat ke andar. To agar parties zift ke upar bethi rahti ke, janaat-e-Allah humne apna chairman ko hi rakhna hai, iska baawajood ke aapke saamne ek kanuni, ek zahira faisla hai, aur aapne balay ka nishan bhi nahi rakhna, to ek faisla woh leh sakte hai.
01:43 To mere khayal mein, to zahira tamam inke mukhla wahan pe maujood the, wo baad bhi Ali Zafar sahab bata rahe hai, ki party ke adat aur baaki party ke jitne legal minds hai, unke mudhfika faisla ke baad yeh saara ek ilan kiya jaa rahe hai.
01:58 Aur Parishad Ali Gohar ke upar itmat kiya hai, ab hum keh sakte hai, sabka chairman PTI hai, sabka Prime Minister hai, unhone, aur aap dekhte hai, yeh kanuni jangh hain, adalaton ke andar laden ke bhi aur jitne jaldi ho sakte hai, sabka ka naam hai, usko bilkul Hadra ke andar tabil kiya jaye. Aap dekhte hai, yeh kanuni jangh ke karbat baith kiya hai.
02:24 Khabar sahab, kanuni maamla to ek jaanib, is faisla ka siyasi pehlo kaise dekhte hai PTI ke liye?
02:30 Dekhe je, siyasi pehlo yeh hai, ki Pakistan ki siyasat ke upar, jin logi nazar hai, ab zahira hum bhi kuch hrithi hai Pakistani politics to cover kar rahe hain.
02:38 Pakistan ke andar zahira, Pakistan People's Party ka zikhar karein ge, to People's Party ke andar zahira, Zardari sahab hai, unke, zahira Farzand hai, Bilawal Gutu Zardari sahab, unke faisla hai, aur wohi faisla bolte hai.
02:52 Pakistan Muslim League, Noon ke andar dekha, unke jab, kayed ko, jihab kahe hain, kayed ko nahil kiya gaya, aapko yaad hoga, uske baad party, zahira, zardari sahab jo, abhi bhi mere khayal mein, Shabaj Shahid sahab ke hi paath hai, unhone party ko samala.
03:06 Aur, unka bhi kuch hrithi hai ke liye, aapko yaad hoga, election symbol jitha hai, woh, unke liya gaya tha, jab unki nahiliyat hui thi.
03:13 To, woh bhi dekha, lekin, jo voters voter hai, Noon League ka, woh apne, unka kayed hai, Nawaz Sharif unke saath kade.
03:20 To, abhi jo bata rahe the, Pakistan Tehreek-e-Islam sahab jab tak maujood hai, aur jab tak hayat hai, jo hai, sahab ka Prime Minister, sahab ka Chairman PGI, to, woh party jo hai, unhi ki hai, aur unhi ke naam se jaani jayegi.
03:32 Aur, unhi ki baat jo hai, usko aage badhaya jayega. Aisa to nahi ho sakta, kal ko, unki koi khais aur ho, jisra baat ki party, uska maine aapko zikhar kiya.
03:40 People's Party ho, Pakistan Muslim League, Noon ho, aur unke kayed ki ek khais, muslim, aur jo, jo aage log hain, woh usko ek different daas leke chalain.
03:49 Humare masaal, humare bilkul saamne hai, jo hai, aapne dekha ki PDMP jab haqoomat thi, aur hala ke Prime Minister bhi the, jo hai, Shahbaz Sharif sahab,
03:58 to, woh uske baad wajood, tamam taar jo faisle hai, unki endorsement ke liye, approval ke liye, woh baar baar London jaate the, woh phone pe bhi safaan hi karte the.
04:09 Uski wajah yeh the ki, zahira party ke kayed hai, aur party ki, party ke kayed se, woh tamam taar, jo hai, woh direction lete the.
04:15 Aur, ussi tarah, unhna haqoomat bhi chalai, ussi tarah, unhna party chalai.
04:19 To, ab yeh arrangement, shukar maazi ke andar, different siyasi jamaaton ke andar rahi hai, to, mere khayal mein, mere liye, koi laada itni surprising nahi hai.
04:26 Agar dekha jaye, to, ek aqal mandala, aur sahib saisla hai, aur halaton baad ke aapko saamne dakte hue, abhi woh bata bhi yeh re, syari Zafar sahab, shukar, humne jo, unka election symbol hain, usko bachana hai.
04:38 Election mein jane se pehle, party ke andar, itna taar ki, koi confusion na phala hai, ke, jina bail election symbol kis ke paas hai, koi chairman hai, koi chairman nahi hai.
04:45 Zahir, aapne dekha, kal raat ko, jab yeh muslif bayanaat aana shuru ho gaye, ek achha hota, ke yeh ek party, jo bhi unka, ek official spokesperson hai, yeh meetings ke baad yeh alayanaat hote, to, besar hota.
04:56 Kal raat se, aapne dekha, ke muslif, terbidein ho rahi thi, koi keh raha tha, yeh alayan thik hai, yeh faisla teek hai, faisla teek nahi hai.
05:03 Aur muslif, jo humne dekha, ke unke log se, wo bayanaat de rahe the, to, aap, zahir, ek confusion thi, usko bhi khatam kar diya gaya hai.
05:12 Aur party ne aake, unke jo bukhla hai, unke aake bayan kar diya hai, ke yeh, masayal se, humare, un masayal ko saamne dakti mein, humne yeh faisla kiya hai.
05:19 Aur, aur, zahir hai, ke koi aisi qadran nahi, hum, jo hai, usko saamne dakta chahate, jiski waise, kal kalaan ko, jo unke umeedbaar jo hain, election mein jaye hain, aur unke paas election symbol na ho.
05:31 This is what Ali Zafar sahab ne bataya.
05:33 Toh siyasi taur par, zyada, main nahi samjhata, ki, iss se kuch farak padhega.
05:37 Haan, kal ko zara, Ali Govard sahab ek press conference kare, wo kahein, ke party ko main apne ite hi chalana hai.
05:43 Aur iss se pehle jitne bhi faisle, saab ka chairman, ya saab ka prime minister ne kiya hai, wo galat the, main humko nahi maanta, aur hum party ab different andaar se chalayenge.
05:50 Humare humne saath koi lehna nahi hai.
05:52 Jitne aapne dekha, ki, MKM ka maamla hua tha, wo ek, jab, naeeb party ke aadat saamne aayi thi, toh unha apne aapne distance kar liya tha.
05:59 Yaha pe abhi tak hume aise koi baat sunne ko nahi mil rahi.
06:02 Lekin, siyasat ke narah apne bataye, ke har pe aakhar kuch nahi hota.
06:04 Dekhte haane wale dinu ke andar, jo hai, Pakistan ki siyasat, khas aur par, American sahab ki siyasat, kis kar baat baithi hai.
06:11 Acha, bataore, Nigra chairman, jo hai, bada aham waqt hai, in par, kyunke aage intikhabaat hai, tickets ki takseem hai, election campaigning hai, tough job, I guess?
06:22 A, zahira hai, woh abhi jo bata rahe the, ek core committee bhi maujood hai, wo PTI ke, aur jo tamaam senior ki aadat hai, wo aapas main touch hai.
06:32 Aur, zahira, ek finalist jo bhi hogi, ticket ki takseem ke hawaalai se, jo bhi kaam kar rahe hai, toh wo kah rahe hai, party walon ka toh yeh hi kah rahe hai, ke saare ka saare maamla jo hai, mahmood ke matabik chal rahe hai.
06:42 Toh, wo aage ussi tarah badhege, jo hai, lekin, bilkul aap, yeh jo observation hai, ke zahira hai, ek, wo, Nigra Bzirah Azam toh kahne ki hadh tak hai, lekin, asal mein toh, wo, sorry, chairman hoge na PTI ke.
06:55 Unke paas, kaaduni, ek haq hoga, hasal hoga, election commissioner Pakistan ki taraf se, jab unko, jo, accept kar liya jayega, as a new chairman of PTI, toh phir, unki, jo hai, signature se, jo nahi ticket issue hongi.
07:10 Aur, wohi, haq bajanam hongi, ticket issues ke hawaalai se, jo faisla karenge, wo faisla maana jayega, underline, wo party ke andar, jo bhi hai, agar, party karenge, uski upar, koi, nahi, koi tabdili nahi aati, lekin, so dire pehle, hum, wo yeh na, ki, Latif Khawaja sahab ko bhi sun rahe the, wo kahe rahe the, aise koi baat nahi hoi, shayad, wo faisla nahi hoa, koi confusion hoi hai, lekin, yeh, mere khayal mein lag, aise hi rahe hai, ke woh confusion thi, usko kaafi has tak, jo dood kar diya gaya hai, lekin, zahira, ek, trust kiya hai,
07:39 aur, ab dekhte hain, yeh, yeh, koali Gohar sahab ki upar hai, na, ab hi, kahe toh yeh hi rahe the, ki, jee, main, behsiyat pehle, caretaker hi aunga, aur, lekin, ek, bhaari zimmedaari toh, unke, chehkar ko bhi padha raha hai.
07:50 Theek hai, bhaari zimmedaari bhi hogi, bohut shukriya, Khawar Goman sahab, mahar saath, aap maujood the.