• 9 hours ago
Court grants interim bail to Bushra Bibi - ARY News 12 PM Bulletin | 14th JAN 2025
Transcript
00:00Welcome back.
00:04Fauji Adalaton mein civilians ke trial ke khilaf intracourt appealon par samaat mein aayini
00:09bench ne mazeed sawalat utha diye.
00:12Sawal kiya, ki 9 Mai ko logon ka core commander house me jaana security breach hai.
00:16Kya is dauran koi muzaahmat ki gayi?
00:19Logon ka core commander house jaana to security nakaami hai.
00:23Military courts me civilians ke trial ke khilaf intracourt appeal ki samaat ke dauran Justice
00:27Hassan Azhar Rizvi ke remarks.
00:29Iss afsaar kiya, kya 9 Mai ke waqiat me kisi Fauji Afsar ke mulawis hone par trial hua?
00:34Kaise log bagayr hatiyaron ke core commander house me pohach gaye?
00:37Waqeel Wazaarat-e-Difa ne kaha, 9 Mai ke waqiat me kisi Fauji Afsar ka trial nahi hua.
00:42Muzahireen par ilzaam Imlaq ko nukhsaan pohachane ka hai.
00:45Civilian ka trial achanak nahi ho raha.
00:471966 se kanun maujood hai.
00:49Zamanay Amn mein bhi, military umur mein madafalat par civilian ka trial Fauji Adalat
00:53mein hi chalega.
00:54Justice Musarrat Hilali ne issa afsaar kiya, agar kisi sipahi ka civilian se istilaf ho
00:59jaye toh case kaha jayega.
01:01Justice Jamal Mandoo Khel ne kaha, aapka saara inhisaar FBLE case par hai.
01:06FBLE case mein retired aur Hazir Service Afsaraan dono mulawis the.
01:10Justice Hassan Azhar Rizvi ne kaha, yeh pehloo madde nazar rakhe ki FBLE case Martial Law
01:14doa ka hai.
01:15Us waqt Zulfiqar Ali Bhutto Civil Martial Law Administrator the.
01:19Unhe hatane ki koshish mein FBLE case bana tha.
01:22Justice Hassan Azhar Rizvi ne poocha, FBLE case mein aakhir koi mastermind bhi hoga.
01:27Saajish kisne ki hogi?
01:28Fauji Harris ne kaha, saajish karne wale ya mastermind ka trial bhi military court nahi
01:32hoga.
01:33Bushra Bibi ki 26 November ehtijaj ke 13 muqaddamat mein 7 Farwari tak uburi zamanate
01:39manzoor kar li gayi.
01:41Insaddaad-e-Deshutgarhdi Adalat ne 5-5000 rupay machalkon par Bushra Bibi ki uburi zamanate
01:45manzoor ki.
01:46ATC Judge Tahir Abbas Sipra ne filing tayar karke na aane par Bushra Bibi ki waqeel Khalid
01:51Yusuf Chaudhry par barhami ka izhaar kiya.
01:54Vukla ki jaanib se mulzima ka saada kaagas par dastakhot aur angootha lagwane par bhi
01:57Adalat ne izhaar-e-naarazi kiya.
02:00Judge Tahir Abbas Sipra ne remarks ki hai, har jagah kehte hain VIP protocol mile, aisa
02:04nahi ho sakta, aapko intazaar nahi karaya.
02:07Faisla likhwa raha tha, wo chhod kar aapki zamanaton par samaat kar raha hu.
02:11Uburi darkhas te zamanate manzoor hone ke baad Bushra Bibi aur Judge mein muqalma hua.
02:15Judge Tahir Abbas Sipra ne kaha, thoda waqt lag gaya, lekin kanuni zabate poore kiye.
02:20Bushra Bibi ne kaha, koi baat nahi, hamara adalaton se itamaad uth gaya.
02:24Judge ne remarks ki, yeh justice system jaisa bhi chal raha hai, agar khatam ho gaya hai
02:28to society khatam ho jayegi.
02:30Bushra Bibi boli, Bani PTI aur hamare saath jo hua uske baad kanun se yaqeen khatam ho
02:34gaya.
02:35Trial ke dauran, maine judges ko bimaar hote dekha hai.
02:38Mulk mein kanun hai, lekin insaaf nahi.
02:40Bani PTI jail mein aayin ki baala dasti ke liye qaid hai.
02:43Judge ne kaha, hamne sab mil kar mulk ke liye saath chalna hai.
02:47Lahore Insidad-e-Dahshadgardi Adalat mein naumai muqaddamat mein uburi zamanat ki darkhaaston
02:52par samaat hui.
02:53Adalat ne 104 mulzaman ki uburi zamanat mein 12 February tak tausi kar di.
02:58Fawad Chaudhry aur Asad Umar adalat mein pesh hua.
03:01Opposition leader Umar Ayub, Alima Khanam aur Uzma Khan ki haziri muafi ki darkhaas
03:05ne dair ki gayi.
03:06Darkhaas ne muaqif ikhtiyar kiya gaya, behne Bani PTI se milne Adiala jail gayi hai.
03:11Mutaaddit cases mein uburi zamanat par karrawaai Supreme Court mein zire ilte waah hai.
03:16Dahshadgardon ki hamari sar zameen par koi jagah nahi.
03:19Dahshadgardi ke khilaf jangh mantaki anjaam tak pahuch jaayenge.
03:23Aman sabotaaj karne ki har koshay sakti se naakaam bana denge.
03:27Army Chief General Syed Asim Munir ka kehna hai, dushman, nafrat aur khauf ka beej bohna
03:32chahta hai.
03:33Hum kamyab nahi hone denge.
03:35SPR ne bataya, Army Chief General Syed Asim Munir ne Peshawar ka daura kiya.
03:40Army Chief ko Khyber Pakhtunkhwa mein Dahshadgardi ke khilaf operations par briefing di gayi.
03:45Army Chief ki Pakhtunkhwa ke siyasatdaanon se bhi baat cheet hui.
03:48Siyasi rehnumaon ne Dahshadgardi ke khilaf ek siyasi awaaz aur awami himayat ki zaroorat
03:52par ittafaah kiya.
03:54Dahshadgardi ke khilaf jangh mein, musallah afwaj aur qanoon nafis karne wale idaro ki
03:58ghair mutazalzal himayat ka azn.
04:00Army Chief ko briefing mein wafaqi Wazir-e-Daakhla aur Wazir-e-Ala Khyber Pakhtunkhwa ne bhi shirkat
04:04ki.
04:05General Asim Munir ne Dahshadgard networks ko naakaam banane mein musallah afwaj aur security
04:10idaro ki qurbaniyon ko saraate hui kaha.
04:12Army Chief ne kaha security forces ne sarhadon ke andar aur bahar Dahshadgard tanzeemon ka
04:24bahadari se mukabla kiya aur aham Dahshadgard rehnumaon ko nishana banaya.
04:28Dahshadgardi ki Pakistan mein koi jagah nahi.
04:31Dahshadgardi ke khilaf jangh mantakhi anjaam tak le jayenge.
04:34Army Chief ne waazih kiya qaum kaam kharab karne ki har koshij bharpoor taqat se naakaam
04:39banai jayegi.
04:40Dushman intishar aur khauf phailane ki koshij kar sakta hai lekin hum peeche nahi hatenge.
04:46Dushman bhaari nukhsan uthaenge.
04:48Tusha Khana case mein FIA ne tahqeeqat ke liye JIT tashqeel dedhi hai.
04:51Zulqanain Haider humare saath hai, mazeed wo batayenge.
04:53Ji Zulqanain.
04:54Jisne sabiq Saddar Asif Ali Zardari aur majooda Saddar bhi hain aur iske laawa Nawaz Sharif
05:02bhi hain, Yusuf Zakilani bhi hain, unke khilaf bhi Tusha Khana ka jo case tha us awale se
05:07ek tahqeeqati team tashqeel dedhi hai.
05:10Additional director Afzal Niazi wo iske sarbaayi karenge, jabki Deputy Director aur digat
05:16jo Afsaran hain, Sub-Inspector Kashif aur Shamas Khan, wo bhi team ke hisaon gaye hain.
05:21Waheguru takbir hain.
05:24Mursheer-e-Ittalaat Khyber Pakhtunkhwa, Barrister Saif kahte hain, Bani PTI se aise log milne
05:28aate hain jinke establishment se raabate hain, magar Bani clear hain, wo samjhauta nahi karenge.
05:33Aaba-e-News se interview mein, Barrister Saif ne kaha, hukumat muzaaqraat ne sanjeeda nahi.
05:37Khan sahab ne ek do marr tabha kaha bhi hain, ki haan mujh se raabte hua hain, log aate jaate
05:42hain, jo unse milte hain, unke establishment ke saath raabte hote hain, toh wo jaa ke Khan
05:45sahab ko message waghera dete honge.
05:47Iss tarah ka koi offer, usko shayad kabool bhi nahi karenge.
05:50Uski bhaja yeh hai, jo baat unhe ne mujhe kiye aur baar baar kiye, 1.5 saal se, 2 saal
05:55se jail mein hoon, 3 saal se jaadar bhi guzarni ki position mein hoon, ki main ab kabhi bhi
05:58jo hai, wo jo usool hai, uspe compromise nahi karunga, wo deal nahi karunga.
06:02Aur agar koi deal hoti bhi hai, toh wo awaan ke saamne hongi, khul karungi, backdoor ke.
06:06Muzaaqraat se zyada Tehreek-e-Insaaf ko aur Imran Khan sahab ko engage karna chahiye,
06:11wo bilkut sanjeeda nahi hain.
06:12Ek tarah Ayaad Sadiq sahab muzaaqraat ko lead karein, uski tarah Wajah Asif ki zuban
06:16nahi bandu, Hatta Tarar ko dekhnein.
06:18Khan sahab ne aakhal mein kaha, toh theek hai, aap sanjani mein kar, agar hum yeh tajweez
06:23maang le toh, toh shayad wo pressure bahar jaata hai.
06:25Aur hukumar shayad humare saath baith kar, sanjeed ghi se Khan sahab ki rihai, kar konaan
06:30ki rihai, aur baaki jo humare mutaalbaat hain, un par baat karne ke liye, shayad zyada sanjeeda
06:35tehreek se.
06:35Yeh main toh isko intihari ghalat policy samajhta hoon.
06:37Main samajhta hoon ke Afghanistan ke saath humare taalukaat bohot pehtar hone chahiye
06:41hain.
06:41Humari hukumat ko toh chahiye ke wo unke saath interaction kare, unko ahitamat mil.
06:45Agar Maryam Nawaz sahiba Punjab ki Wazir Allah ke taur pe China jaa kar wahaan muayede
06:49bhi sign kar sakte hain, hum bhi isi tarah ka taaluk rak sakte hain, kyunki wo humare
06:53apne ilaqe aur apne subhe ke mafaad.
06:55Insaaf ho raha hai, toh uski taarif karni chahiye.
06:58Military court se sazaon ke baa wajood logon ko bari kiya gaya, toh taarif honi chahiye.
07:03Senator Faisal Wawda ki program 11th hour mein guft bhi.
07:06Cabinet mein kaha tha.
07:07Yeh NAB ka keh, toh toh kisi ko pata hi nahi tha ki yeh haal hoga, PTI ka, Chairman saab
07:10ka.
07:11Main ussuk kaha tha, unki ghar jaa ki kaha tha phir.
07:13Aur ismein mere saath ek wazir the, aur wazir the.
07:15Teen logon ne object kiya.
07:16Sohba Chaudhary tha, Shireen Mazari.
07:17Hum teenon ne resist kiya.
07:1910 saalon ki, yaar 14 saalon ki, yaar 10 saalon ki, aur 14 saalon ki, do lohon ko?
07:22Dohlon ko hi hogi.
07:23Bushra bibi?
07:24Kyun nahi hogi sir?
07:25Wardaat mein agar koi aur shamil nahi hai, aur jo shamil hai usko nahi hogi.
07:29Yeh kaisi baat hai?
07:29Yeh sawal hi understood sawal hi, toh drama kar rahe hain saare, saab ko pata hai.
07:32Sab chahate bhi yeh hi hai PTI wale.
07:34Sab wo chah rahe hain ki yeh 20 January cross kar rahe hain.
07:37Khan sahab ki poori poori koshij hai ki 20 January ko cross kar rahe hain.
07:40Usse kya hoga?
07:40Woh apne trump card samjh rahe hain, khelenge koi wo trump card.
07:43Mujhe unke liye saazghaar nahi lag rahi hawa.
07:4620 January ke baal, jo main manza naama dekh rahe hoon, usmein mein dekh rahe hoon ki PTI aur asal mein Imran Khan sahab.
07:51Phir leth ke negotiate karein.
07:53Phir bhikur leth jaayegi aur usse waqt gamda kar jaayegi.
07:55Aap kal kuch yeh bhi press conference mein gah rahe the, ki peer ko koi, peer aaj the hain na, peer ki koi khush khabri bhi aane wali hai.
08:00Dekh rahe hain, maine ka aagaya, aayanda aane wale hafte.
08:03Yeh nahi ke Monday onwards.
08:05Aap mujhe puch rahe hain toh 20 billion dollar, 10 saal ke liye invest karne jaa rahe hain Gold Bank.
08:09Acha.
08:11Jaldi aane wali hai.
08:1320 January se pehle, specific Shivaji sahab ke taluka bade chahiye.
08:18Tehke aur bada jointly sab chal rahe hain.
08:20Aur agar aapko ek team mein ek aisa member mal gaya hai, jo Ronaldo ki tarah lead leh rahe hain, army chief hain.
08:27Aur uski betri Pakistan ko mil rahi hain.
08:29Kaun na pasand karega, main aur aap bhi khush hongi.
08:31Pakistan Pana Bonds mein, Chin se 2 se 2.5 million dollar tak sarmaayekari ka khuaha hain.
08:38Wafaaqi Wazir-e-Khazana Mohammad Aurangzeb ne kaha, Pakistan ke bairuni karzon ki adaayegiyon mein behtri hai.
08:44Hyderabad Sakhar Motorway Mansooba.
08:46Wazir-e-Ala Sindh, Murad Ali Shah ka wafaaqi na-insafi par ihtijaji khat.
08:50Numayende khususi Sanjay Sadwani sam bhaji jaante hain.
08:52Ji Sanjay.
08:53Aji bilkul Wazir-e-Ala Sindh ki jaanat se wafaaqi hukumat ko khat likha gaya hai.
08:57Wazir-e-Ala Sindh ko kaha gaya hai ki Sindh ke saath aapki People's Party itaadi hai.
09:02Wazir-e-Ala Sindh ke bahawajood na-insafi ho rahi hai.
09:04National Highway ke 105 mansooba mein Sindh ke liye sirf 6 mansooba rakhte gaye.
09:09Wafaaqi hukumat ka jo sotela panne is khat mein Wazir-e-Ala ki jaanat se likha gaya hai.
09:13Aur kaha gaya hai ki Punjab ko 33 mansooba diye gaye hain.
09:17Iske saath aap Wazir-e-Ala Sindh ki jaanat se yeh nishandaayi ki gayi ki
09:20Wafaaqi hukumat ke National Highway ke kul budget ka 38% Punjab par khat kiya jaayega.
09:25Jab ki KPK aur Balochistan 17 aur Balochistan par 23% khat kiya jaayega.
09:30Lekin Sindh ke saath yaha na-insafi ho rahi hai.
09:32Sirf 4% budget mein fund muqtas kiya gaya hai.
09:36Jo Rawan Saal National Highway Authority hai usne 708 Arab rupay ke mansooba Punjab ke liye tajweez kiya hain.
09:42Jiske liye 62 Arab rupay muqtas kiya hain.
09:44Lekin Sindh ke liye 78 Arab rupay ke mansooba...
09:46Bahut shukri aapka Sanjay.
09:47Karachi ki masroof tereen Shahraah University Road par Savage ki line toot gayi.
09:51Jiske baad Neepa Chaurangi se Hassan Square jaanewali sadak naale mein tabdeel ho gayi.
09:56Mazeed batara hai Afzal Parvez.
09:58University Road par tarqiyati kaam ke baise kabhi paani ki line toot jati hai toh kabhi savage ki.
10:04Main is waqt report kar raha hoon Neepa Chaurangi ke uss muqaam par jo Hassan Square jaanewali sadak hai.
10:10Jahaan tamirati kaam ke baise savage ki line toot gayi.
10:14Is waqt sadak darya ke manazir pech kar rahi hai.
10:17Batrin traffic jam hai.
10:19Shehriyon ko shadeed mujhkilat ka saamna hai.
10:22Yeh talaab bani.
10:23Sadak jo hai shehriyon ke liye ek wabale jaan bani bhi hai.
10:27Water cooperation ka amla yaha pocha hai.
10:29Savage ki line ki murammat ke hawale se line toote 2 gante se zayed waqt gudar chuka.
10:35Jande paani ka rasao hai.
10:36Wo jaari hai.
10:37Is waqt Neepa Chaurangi ki ek sadak darya ke manazir pech kar rahi hai.
10:42Shehriyon ko shadeed mujhkilat ka saamna hai.
10:45Israel par Yergamali ke batle 50 Falestini kaidi reha karne par tayyar ho gaya hai.
10:50Gaza mein 15 maan se jaari jang bant karne ke liye aaj mohida ka ailaan mutabake hai.
10:55Doha mein 16 din se muzaaqraat jaari hai.
10:57Falestini hukkaam ka kehna hai, sharaayat ko hatmi shakal di jaa rahi hai.
11:01Israeli hukkaam ka kehna hai, jang bandi ke 3 marahil honge,
11:04pehle marhale mein 42 din ke liye ladaai band ki jaayegi.
11:09News bulletin se phil waqt itna hai.
11:10Hazir honge news headlines ke saath.

Recommended