• last week
#BushraBibi #ImranKhan #PTI #BarristerGohar #PMLN #Negotiation #headlines

PTI founder won’t strike a covert deal: Barrister Saif

BIEK announces big relief for Karachi intermediate failed students

PM shall seriously treat Bilawal Bhutto’s reservations: Punjab governor

Sindh Assembly forms committee to investigate Karachi Inter-Board exams issue

Uzair Baloch acquitted in triple murder case

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Category

🗞
News
Transcript
00:00Bani Tehreek-e-Insaaf ko kisi ne deal ki offer nahi ki, Wazir-e-Defa Khawaja Asif kehte
00:07hain, kai baar PTI ke logon ne deal ki khwahesha azhar kiya, kal jo zubaan istibaal ki gayi
00:12usse wazi hai ke inke maqasid kuch aur hain, Ali Amin Gandapur ke sarkari hasiyat me Rawabit
00:17ko badha chadha kar presh diya jaata hai.
00:19PTI chahti hain muzaqraaz se kuch nikle to side show band kare.
00:31Muzaqraat wohi hain jo hukumat ke saath ho rahe hain, koi deal nahi ho rahi, aisa kuch
00:37hota to awaam se na chhapaate.
00:39Chairman PTI Barrister Gauhar ki guftu ko kaha, Bani PTI ne kaha unhe 9 baje aane ka kaha
00:45gaya, lekin unho ne kaha, jab duqala a jaayenge to pesh ho jaaunga.
00:49Mushir-e-Tilat Khyber Pakhtunkhwa Barrister Saif kehte hain, Bani PTI se pase parda baatcheet
00:54hoti hai, Bani se wo log milne aate hain jinke establishment se raabate hain.
00:59Magar Bani clear hain, samjhauta nahi karenge, hukumat muzaqraat me sanjeeda nahi, wo sirf
01:04PTI ko engage karna chahti hain.
01:12Pak Fauj ne Army Chief ki Sabrahi me Fitna Forest ke khilaf operation shuru kar rakha
01:16hain, umeed hai Fitna Forest dham tod jayega aur mulk me dubara aam kaim hoga.
01:20Majir-e-Azam Shahbaz Sharif ka Rifaki Kabina ke jilaz mein zahar-e-khayat.
01:24Qurum mein damao har shia khuranoos ki supply shuru ho chukki hai, umeed hai Qurum mein
01:28amno amaan waqara rakha jayega aur firay ke in majeed masle ke halki taraf badhine.
01:32Majir-e-Azam ka kehna tha, Panchkaur ke maqam par Paan ki raan sarhat par nai crossing
01:37ka aagaz ho gaya.
01:38Isse smuggling ka khatma aur tijarat ko faroh milega.
01:44Kya 9 May baqiyat mein kisi Fauji officer ke mulawis hone par trial hua?
01:48Kaise log bagayar hatiyaaron ke Corps Commander House me pahunj gaye?
01:51Logon ka Corps Commander House me jaana to security ki naakami hai.
01:55Justice Hassan Azhar Rizvi ke military courts mein civilian ke trial ke khilaf
01:59intra-court appeal ki samaat ke dauran 12,000.
02:02Waqeel Wizarat-e-Difa ne bataya, 9 May ke waqe mein kisi Fauji officer ka trial nahi hua.
02:07Muzahireen par ilzaam Imlaat ko nukhsaan pahunchane ka hai.
02:11Fauj ke faraiz mein rukawad bhi discipline ki khilaf warzi hai.
02:14Civilian ka trial achanak nahi ho raha, 1967 se qanoon maujood hai.
02:19Saazish karne wale ya mastermind ka trial bhi military court mein hi hoga.
02:24Justice Jamal Mandukher ne kaha, sawaal yeh hai ke act ke ittilaq ko kitna phailaya jaa sakta hai?
02:30Insidad-e-Dahshadgardi Act, Army Act se saqt qanoon hai.
02:34Usme sazaayen zyada hai, briyaayatein bhi nahi milti.
02:37Samaat kal tak multavi.
02:39Auraan Pakistan mansoobe se mulk bhar mein rozgaar ke nai wawaqe pehda hunge.
02:51Rukumat niji shobhe ko farookh dekar, berozgaari ke sadebaab ki policy par sargarmi amal hai.
02:56Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ki Prime Minister Youth Programme ki hawale se is last mein guftagu.
03:00Kaha Pakistan ka mustaqbal IT shobhe ki tarakki se munsalik hai.
03:04Wazir-e-Azam ki bairun-e-mulk mulazamat faraham karnewali jaali baghay license company se khilab ikdamaat ki hidayat.
03:16Army Chief ki meeting mein yaqeen dilaya gaya, soobe ke amn par samjhauta nahi hoga.
03:21Khyber Pakhtunkhwa mein amn ke liye tamaam siyasi jamaatein ek page par hai.
03:25Governor Khyber Pakhtunkhwa Faisal Kareem Kundi kehte hai,
03:28Intishar phailanewali jamaat hukumat mein rehkar amn ki baat kaise kar sakti hai?
03:33Inka haal yeh hai ki quram ka road nahi khol sakte.
03:36Wifaaf aur fauj ke bagayar quram mein kuch nahi ho sakega.
03:39Jo mulk ka aayin nahi maanta, uske khiraf danda chalega.
03:43Khyber Pakhtunkhwa mein corruption ka bazaar garm hai.
03:46Darja Chaharum ki naukriyaan bik rahi hai.
03:48Inka one point agenda loot maar hai.
03:51BUSHRA B.B.
03:58Bushra B.B. ki 26 November ehtijash ke 13 muqadmaat mein,
04:027 February tak abodi zamanate manzoor.
04:04ATC Islamabad ka ainda samaad par police ko record samayed pech hone ka hukum.
04:08Judge Tahir Abbas Tapra ne Bushra B.B. se mukalme be kaha,
04:11thoda se waqt lag gaya lekin kaanuni zaafate poore kiye gaye.
04:14Justice system jaisa bhi chal raha hai,
04:16agar khatam ho gaya to society khatam ho jayegi.
04:18Bushra B.B. ne kaha, Bani P.T.I aur hamare saath jo hua,
04:21uske baad kaanun se yaqeen khatam ho gaya.
04:24Trial ke dauran judge ko mimaan hote dekha,
04:26mulk pe kaanun hai lekin insaaf nahi.
04:28Bani P.T.I jail mein aayen ke baal-ardasti ke liye qayat hai.
04:31Bushra B.B. samaad ke liye Adiala Jail aayen,
04:55Adalat ne saabek Military Secretary aur Deputy Secretary ko bayarat record karane ke liye talab kar liya.
05:00Dauran-e-samaad Waqala-e-Safai ne gawa Mohammad Ahmed par jirah mukamal ki,
05:04gawa Talat Hussain par bhi iptadaayi jirah ki gayi.
05:07Adalat ne aayenda samaad par mazeed do gawahan ko talab kar liya.
05:11Election Commissioner mein P.T.I intra-party case ki samaad 21 January ko hogi.
05:24Election Commissioner ne Best Gohar Rauf Hassan aur Darfaz Guzaar Akbar S. Babar samayat,
05:29digar Darfaz Guzaaro ko bhi notice jaari kar diya.
05:31Punjab mein motorcycle ki speed 60 kmph tak mehdoot karne ka faisla.
05:44Wazir-e-Talat Punjab Azma Bukhari kehti hain,
05:46subah mein motorcycle ki speed ab 60 se zyada nahi hogi.
05:50Punjab Kabira ne Punjab Aasan Karubaar scheme aur Hindu Marriage Act ki manzoori de di.
05:55Pakistan aur Punjab ki tarakhi ki faha youth Mariam Nawaz ke saath hai.
06:00Laptop ki pehli kheb pahunch gayi hai,
06:02Farwari mein takseem shiroog ho ki.
06:15Traffic kawaneen se na waqib,
06:17logon ko license nahi milna chahiye.
06:19Traffic kawaneen ke liye awaam mein aaga hi zaruri hai.
06:21Wazir-e-Talat Sindh Sharjeen Vivan kehti hain,
06:23walaidein se guzaarish hai,
06:24kam umar bachon ko gaadi nahi charane deyen.
06:26Koi hukumat nahi kehti,
06:28signal red ho aur gaadi chala do.
06:30Pada likha shaksh bhi wahi kaam kar raha hai,
06:32jo kam akal kar raha hai.
06:43Rifaaki Kabina Ijlaas mein,
06:44Right Sizing Committee ki sifarish haath manzoor.
06:46Narcotics Division ko Wizaarat-e-Daakhla
06:48aur Aviation ko Wizaarat-e-Defa
06:50mein zam karne ki manzoori di gayi.
06:52Kabina ne CCLC ke faislon ki bhi tausik liye.
06:58Kabina ne CCLC ke faislon ki bhi tausik liye.
07:00Kabina ne CCLC ke faislon ki bhi tausik liye.
07:02Kabina ne CCLC ke faislon ki bhi tausik liye.
07:04Aur Security Forces ke Khyber Pakhtunkhwa
07:06mein Intelligence Based Operations
07:088 khawarij halaat,
07:096 khawarij jalaat tank mein maare gaye.
07:11Waag-e-teera mein jharab ke dauran,
07:132 khawarij Jahannum waasil hua hai.
07:15Saddar Asif Zardari aur Wazir-e-Azam Shahbaz Shareef
07:17ka Security Forces ko kharaje tehseen.
07:19Saddar Zardari ne kaha,
07:20fitna khawarij ke mukamal khatme ke liye
07:22qaum Security Forces ke saath kadhi hai.
07:24Wazir-e-Azam ne kaha,
07:26daishat gardon ke mazmoom azaim ko
07:28isi tarah haaq mein milaate rahenge.
07:38Punjab ke sulakte mahaul mein
07:40muzaakraat bahut zaruri hain.
07:42Bahut achha hua ki kal faisla nahi sunaya gaya.
07:44Fawad Chaudhry kehte hai,
07:46jail Bani kaat rahe hain,
07:48adalat-e-ham bhugat rahe hain.
07:50Agar Bani ko khatra hai toh unhe
07:53Sabir PTI Rahanama Asad Umar ne kaha,
07:55Bani PTI ko adalat mein
07:57pesh hone mein koi masalah nahi tha.
07:59Yeh haqiqat hai,
08:01ke Ameriki faisle Pakistan par
08:03asar andaaz hote rahe hain.
08:05Lekin Bani PTI keh chuke,
08:07wo Amerika ki jaanab nahi dekh rahe hain.
08:18Qaumi Assembly mein khususi bachon ke liye
08:20sahulaton ki adamdastiyabi par tawajjo
08:22dilaw notice, floor na milne par
08:24opposition alaqeen kao karke
08:26ehtajaj nafisto par khade ho gaye.
08:28Speaker Qaumi Assembly ka kehna tha,
08:30Irwan ka business chalane de, phir floor milega.
08:36Ek ghante mein nimtae jaane wale case mein
08:38judges nohi 10 saal laga diye.
08:40Judges toh nalaik hain, bukhla toh nalaik na bhane.
08:42Muqadmat ke daur barbakh faisle na hone par
08:44Islamabad High Court ke Justice
08:46Mohsin Akhtar Qayani ke remarks,
08:48Pakistan se pehle bhi bade bade judge guz rahe hain,
08:50ziril tawa muqadmat ka masala hal nahi ho saka,
08:52abaam ka kya kasoor hain.
08:54Ek case mein 10 saal lage,
08:56150 se zayad pechiyan hui,
08:58adalat aur abaam ka waqt zaya kiya gaya.
09:00Adalat mein 10 kinaal, 16 mande ke intikal
09:02case ka faisla mehfooz kar diya.
09:10Pakistan June tak
09:12Panda Bond jari karne ka faha hai.
09:14Mulk ke mawashi istihkaam ke liye
09:16cheeni sarmayakaari bahut aaham hai.
09:18Cheeni sarmayakaaron se
09:20200 se 250 million dollar
09:22ikatha karna chahate hain.
09:24Wazir-e-Khazana Mohammad Aurangzeb ka
09:26South China Morning Post ko interview kaha,
09:28CPAC-2 mein baramadi
09:30sanat ko tarjeel dekar,
09:32qarz adayagi ko aasan banaya jaayega.
09:34Ainda mahino mein credit rating ko
09:36single B me badalne ke liye puraazun hain.
09:42Hala Sanavi Taalimi Board Karachi ne
09:44Inter saal-e-awal ke parchon ki
09:46scrutiny fees khatam kar di.
09:48Nazim-e-imtihanaat ko jaanchpartaal
09:5030 din mein mukamal karne ki hidayat.
09:52Dr. Syed Sharaf Ali Shah kehte hain,
09:54talaba scrutiny form
09:56inter-board ki website se download kar sakte hain.
09:58Inter-board hukam ke mutaabik
10:00enquiry ke liye senior asatada par
10:02mushtamil committee tashkeen di jaa chuki.
10:06Sindh ne National Highway ke mansoobon ke liye
10:08sirf 4 feesad budget rakhne pa
10:10Sindh ka wifaaq se ihtijaaj.
10:12Wazir-e-Ala Sindh Murad Ali Shah
10:14ne wifaaq ko khatme likha
10:16NHA ke 105 mansoobon me se
10:18Sindh ke liye sirf 6 rakhe gaye.
10:20Punjab ke liye NHA ke
10:2233 mansoobe aur 38 feesad
10:24budget rakha gaya.
10:26Khyber Pakhtunkhwa ke liye 17 feesad.
10:28Balochistan ke liye 23 feesad
10:30farz rakhe gaye.
10:32Ramasal 708 Arab ke mansoobe
10:34Punjab ke liye tajweez kiye gaye.
10:36Jinn ke liye 62 Arab budget muqtas kiya gaya.
10:38Sindh ke liye sirf
10:403 mansoobe tajweez kiye gaye
10:42aur sirf 7 Arab rupay rakhe gaye.
11:10Karachi
11:12Karachi
11:14Karachi
11:16Karachi
11:18Karachi
11:20Karachi
11:22Karachi
11:24Karachi
11:26Karachi
11:28Karachi
11:30Karachi
11:32Karachi
11:34Karachi
11:36Karachi
11:38Karachi
11:40Karachi
11:42Karachi
11:44Karachi
11:46Karachi
11:48Karachi
11:50Karachi
11:52Karachi
11:54Karachi
11:56Karachi
11:58Karachi
12:00Karachi
12:02Karachi
12:04Karachi

Recommended