• 2 minutes ago
#governorkpk #bushrabibi #CJP #yahyaafridi #cmkpk #aliamingandapur #toshakhanacase #bushrabibi #fia #bulletin

CM Gandapur denies any role in Bushra Bibi’s bail

ECP summons Nawaz Sharif, PTI founder

PIA privatisation: Khyber Pakhtunkhwa govt ‘willing’ to make highest bid

IMF ‘demands’ mini-budget as FBR fails to achieve tax target

LHC Bar challenges 26th Amendment in Supreme Court

Bushra Bibi’s bail in Toshakhana-II case challenged in SC

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Category

🗞
News
Transcript
00:00Breaking Bad, Nishamuddin.
00:06Mariam Nawaz ka Nawaz Sharif ko PIA kharidne ka mashwara.
00:10Nawaz Sharif ne bataya, Mariam ne kaha PIA kharid kar Air Punjab ka naam dete hain.
00:15PIA ko le leyin aur brand new airline establish karein.
00:18Maine Mariam se kaha, aap PIA kharid sakte hain ya phir nai airline bana leyin.
00:22Air Punjab, jo Karachi, Lahore, Peshawar, Quetta se direct New York jaye.
00:27Air Punjab, London, Tokyo, Hong Kong aur duniya ke har isse me jaye, airline se mutaalik
00:32gaur aur khauz ho raha hai.
00:36Mujhe Mariam ne kaha tha jee ke salaa kharid hai mere saath, ki hum apna PIA ko acquire
00:41na karein, aur ek brand new airline hum establish karein, aur brand new jahaz leke aayein, brand
00:48new airline Pakistan ko hum dete hain, mujhe kehati hai usko Air Punjab ka naam dete hain
00:53to maine kaha hain aap is mushra karein, aap PIA bhi kharid sakte hain, ya phir nai airline
00:59aap apna establish karein, jo Air Punjab Lahore se, Karachi se, Peshawar se, Quetta se, New
01:06York direct bhi jaye, London bhi jaye, Tokyo bhi jaye, Hong Kong bhi jaye, duniya ke har
01:12hisse me jaye, iske upar mere khayat gaur aur khauz ho raha hai.
01:16Mian sahab, PIA ke baale bhi kuch batayein ki, aaj jo saare hum bhaiyein idhar jo jana
01:22jaatein, jinn ke parents jana jaatein, wahan pe direct flight hain, uske baale mein aap
01:26bhi kahein?
01:27Main toh haan par aksha hua, toh hum bhaiyein badal ke aaya hua, mujhe bhi iska barah dhuk
01:32hai, humare andar wo log maujood hai, jinn ne PIA ko dabab barbaad kiya hai, wo shaks
01:37jo wazir tha, Imran Khan ke zamani, jo chhuba baitha hai aaj, jisne kaha tha ki PIA ke
01:42pilots hain, hum ke paas seks nahi hai, awal toh thei nahi, agar thei bhi toh yeh baat
01:47publicly kehne wali thi, PIA isi tarah se barbaad hui.
01:51Pakistan ko kaise bandh karna hai?
01:539 November ko faisla hoga.
01:55Swabi mein jirga kar rahein hain, aham faisle honge, Wazir-e-Ala KP Ali Ameen Ghandapur
02:00ka ailaan.
02:01Wazir-e-Ala ne kaha, aap jo call denge, final hogi, saron par kafan baand kar niklenge,
02:06gharon mein bata kar aana.
02:08Wazir-e-Ala ne bataya, Bani PTI ne keh diya, aap musaqerat nahi hongi.
02:13Saron mein kafan baand diya hum niklenge, 9 Tariq ko, Swabi ke upar, yeh tarah ka jirga
02:17hoga humara, usme faisla karna hai, Pakistan ko kaise bandh karna hai, toh humaari final
02:21call hogi.
02:23Gharon mein bata ke aana, jab main niklunga, toh uske baad koi hum haupas nahi aata, koi
02:27janaza padna hai, koi jo karna hai, kar lena.
02:29Humne piche nahi aata aise baad.
02:30Sabood mein bhi aakhri ki thokni, ne khudi kaha tha ke, jaada deta hunge musaqerat kar
02:34le.
02:34Toh humne kaha ke, musaqerat aap hum nahi karenge, mere toh nahi ho rahe, jinki agar
02:37hai, wo kar sakte hain.
02:38Chief Justice ki halaf bardari mein kursiyan lagne se sawa ghanta pehle Gandapur pahunch
02:43kaye the.
02:44Pehle yeh gaadiyon par sticker lagate the, kya hum ghulam hai?
02:47Ab inhe chahiye sticker lagaye, haan hum hi ghulam hai.
02:50League Rehnumaat Alal Chaudhry kehte hain, 9 Mai par samjhauta hoga, na koi deal, 26
02:54bhi tarmeem pass ho gayi, 126 bhi bhi karna padi, toh karenge.
02:5826 bhi aayini tarmeem ko kehte the, red line hai.
03:02Tarmeem bhi hui, 126 bhi bhi karni padi, toh karenge.
03:05Chief Justice sahab ka halaf tha, toh Wazir-e-Ala KPK abhi kursiyan nahi lagi thi Yawane Sadar
03:10mein, sawa ghanta pehle aakar udhar intazaar kar rahe the.
03:14Bibi chahati hai, mera kabza rehna chahiye, aur behan kehte hai, abhi hamara bhi hisa
03:18hai, Lahori group kehte hai nahi, hamari chalegi.
03:21KPK group kehte hai nahi bhai, assembly mein hum hai, hukumat hamari hai, hamari chalegi.
03:25Kabhi kehte hai, deal ho gayi, kabhi kehte hai, deal hume mil gayi, aapke kartooton pe
03:30koi deal nahi hogi.
03:31Jinn logon ne gaadiyon ke peechhe lagaya hua tha, hum koi ghulam toh nahi, ab gaadiyon
03:36pe Trump ki tasveer laga lein, aur neeche likh lein, ke hum hi aapke ghulam nahi.
03:41Bani BTI, 1.5 mahine mein reha ho chahenge.
03:43Ballester Saif ki peshkoi, kaha tabdili ki hawahin chalpadi hai.
03:47Bani ko qaid rakhne ka koi qaroon hi jawaz nahi raha.
03:50Bushra bibi ka siyasat me aane ka irada nahi, aana chahen toh khushaam-e-deed kahenge.
03:56Aap jo hawahin chalpadi hai, toh tabdili ki hawahin hai, bahut chalp, mahine-den-mahine
04:00mein, Mian Khan sahab ki khilaab jo cases chal raha hai, yeh saare khatam ho jayenge,
04:04hum ki rikhayi ho jayenge.
04:05Koi qaroon hi jawaz nahi rahega, humko nazar mat yaar, harasat me rakhne ka.
04:09Har Sheri ka haq hai, agar wo chahe, toh siyasat mein sali sakte hai, lekin main nahi
04:13samajhda ki Bushra bibi ka koi aisa irada hai, agar hoga toh hum mujhe welcome karege.
04:17Bushra bibi pehle bhi siyasat karti thi, aaj bhi kar rahi hai.
04:21Ek aur Farah Gogi tayyar ho gayi hai, jiska jald ailaan hoga.
04:24Governor Khyber Pakhtunkhwa ka daawa, Faisal Kareem Kundi ne soobay ki surat-e-hal par
04:28Wazir-e-Azam se notice lene ka mutalbah kar diya.
04:31Shahbaz Sharif ke naam khatme kaha, soobai hukumat ko dharno, jalson aur naach gaane
04:36se fursat nahi.
04:37Bushra bibi kis liya rahi hai, woh kuch development quality se kar rahi hai,
04:40kailat yeh nahi hai, meeting se yeh nahi hai, aur suna hai ke yaha pehle Farah Gogi
04:43banne jaa rahi hai.
04:45Aaj maine Wazir-e-Azam Pakistan ko ek khat leg, maine unko yeh bataya hai ki humare
04:48soobay ki jo naman ki surat-e-hal, uski upar woh pakhtunkhwa hukumat ko sanjeedat aur
04:52protection lena, kyunki humare soobai hukumat...
04:53Yeh toh soy hua hai, yeh toh kehte hai ki humne kaam par dharna dena hai, kaam par
04:56jaloos karna hai, kaam par bangda karna hai, naach gaana dharna hai.
04:58Chief Justice ne Jail Islahat ke liye committee bana di, 9 May muqaddamon me kaid
05:03kaatne wali Khadija Shah bhi committee me shamil hai.
05:06Chief Justice Yahya Afridi ne kaha jailon ki surat-e-hal tashfeesh naak hai.
05:37Ijlaas me Jail Islahat aur Qaidiyon ki falah-o-baiboot par tawajjo markoos ki gayi.
05:42Chief Justice ne kaha, kaanuni framework ko yaqeeni banane ke liye jail ka mausar nizam
05:46zaruri hai.
05:47Law and Justice Commission ke adad-o-shumar se tashfeesh naak surat-e-hal ka pata chalta
05:51hai.
05:52Saadeh 66,000 Qaidiyon ki gunjaish me, 1,00,000 se zayad Qaidi rakhe gaye hain.
05:57Punjab ko khaas taur par shadeed challenges ka saamna hai.
06:00Jahan 36,000 Qaidiyon ki gunjaish me, saadeh 67,000 Qaidi rakhe gaye hain.
06:0536,000 Qaidi ek saal se zyada arse se muqaddimah ki samaat ke muntazir hai.
06:10Yeh surat-e-hal nizam-e-insaf ke liye ek aham masalah hai.
06:13Ijlaas me Chief Justice Lahore High Court Justice Alia Neelam ne shirkat ki.
06:17Lahore High Court ke intizami judge Justice Shams Mehmood Mirza, Home and Prosecution
06:22Department ke secretaries, Inspectors General Police Ujjil Khanajat, siyasi Jamaaton ke
06:26aarakaan Senator Ahad Cheema aur Khadija Shah bhi sharik hui.
06:30Kabri aur bhi hain, shamil karenge is break ke baad.
06:31Humare saath rahi hai.
06:37Welcome back.
06:39Lahore mein smoke ki surat-e-hal mazeed khatarnaak hu gayi.
06:42Mahireen ne shehriyon ko muhtaat rehne aur ahityaati tadaabeer apnaane ki sakhti se taakit karte.
06:48Bharatiye alaakon me faston ki baakiyaat jalane ka amal smoke ki shiddat barne ki aham wajah hai.
06:53Mehkum-e-mausamiyat ne Pir se fazaa-e-aloodgi me mazeed izaaf-e ka imkaan zahir kiya hai.
06:57Smoke jo hain aaj kal ek bahut humare liye haamkul bani hui hai.
07:09Green lockdown se bhi surat-e-hal baithar na ho saki.
07:12Lahore ki hawa zahir-alood.
07:13Saans lena mushkil ho gaya.
07:15Log aspataal pohochne lage.
07:16Wazir-e-Ittilad Azma Bukhari ne smoke me izaaf-e ka zimmedaar Bharat me hone wali Diwali ko karar de diya.
07:22Jo hawa Bharat ki taraf se aa rahi hai, jismein stubble-bunding bhi ho rahi hai.
07:25Fizai-e-aloodgi ko woh uttara se control nahi kar raha hai, jisna se Punjab me indar ho rahi hai.
07:29Letter jo hai, chief minister sahiba ki taraf se jaayega.
07:31Indian Punjab ke chief minister ko Diwali ka ek taiwaar hai, uske upar aatish-baazi, pataak hai.
07:36Yeh utki riwayat hai.
07:37Agar isko mehdoot kar diya jaata, kisi aur tara se hota, India me toh zyada acha hota.
07:41Lahore ka fizai mayaar intihai muzreh sehat hone ke sabab, shehriyon ke liye khatarnaak karar diya jaa raha hai.
07:47Shehir me smoke ki usad sharaa me khatarnaak had tak izaafa hua hai.
07:51Aur air quality index 1067 tak pahunj gaya.
07:54Smoke jo hai aaj kal ek bahut mara liye harmful bani hui hai.
07:57Humari health ke liye ek hazard hai.
07:59Mask ismaal kar rahe hain, toh bache main.
08:00Jaat ko aksar is tarah hota hai, ke 8 baje ke baad na, aise dhoond-dhoond achaiye hoti hai.
08:05Mahirine maholiyat ne, maujooda surat-e-haal me shehriyon ko bahar nikalne se parhes karne ki hidayat karte hua,
08:11kaha ke bache, buzurg aur bimaar afraag gharon me rahein.
08:14Bapas aange is break ke baad.
08:15Humayon saath rahi hai.
08:16Break ke baad kashamat hai.
08:22Chief Justice Yahya Afridi ne Judicial Commission ka ijlaas Mangal ko talab kar liya hai.
08:27Chief Justice Pakistan ki ziris-idarat ijlaas mein,
08:29Justice Mansoor Ali Shah, Justice Muneeb Akhtar, Justice Aminuddin bhi shirkat karenge.
08:34People's Party ke Farooq Achnaik, Noon League ke Sheikh Aftab Ahmed, PTI ke Umar Ayub, Shibli Faraz,
08:39aur Khatun Rukm, Roshan Khurshid bhi sharik hongi.
08:42Ijlaas mein aayini bencho ki tashkeel,
08:44judges ki naamzadgi,
08:46aur Judicial Commission secretariat ke qayam par ghaur hoga.
08:52Jis parliman ko istihqaat nahi,
08:54wo kanun saazi kar rahi hai.
08:56PTI Rahnawaz Salman Akram Raja kahte hain,
08:58ke awam in tarameen ko mustirat kar chuke.
09:01Adalaton aur sadko par awami ihtijaaj ki leher uthegi.
09:04Ab haqi ki azaadi hazal karni hai.
09:06Adalaton me bhi, sadko pe bhi aap dekhenge,
09:09awami ihtijaaj ki leher is mulk me ab uthegi.
09:12Humne waqiatan ab haqi ki azaadi paani hai,
09:14apni adalaton ko azaad karana hai.
09:16Jis tarahi ki kanun saazi ek aisi parliman kar rahi hai,
09:20jisko koi istihqaat nahi.
09:21Humare muqadme election tribunals me padeve hain,
09:24wo chal nahi rahe.
09:24Kuri qaum ko amaari awaaz hai,
09:26ki in tarameen ko rat karein,
09:28aur hamara saad.
09:28Mazeed khabar hai is break ke baad.
09:29Humaye saad rahi hain.
09:34Welcome back.
09:36Australia ke khilaf one day series ke liye,
09:38qaumi squad ki Melbourne me tayyariyan jaari,
09:40khiladiyon ko aap photoshoot bhi hogaya,
09:42pehla marka peer ko Melbourne me hoga.
09:44Nahi team, magar haus labelan.
09:46Shaheenon ka Australia me kangaroos ko harane ka mission.
09:49Bade imtahan se pehle,
09:50qaumi team ki tayyariyan.
09:52Melbourne me musalsal chauthe rose practice,
09:54khiladiyon ne fielding, drills,
09:56bowling aur batting ki mashko me lahu garmaya.
09:58Lag raha tha, hume toh aisa kuch nahi karo.
10:00Hume kaafi excited hain, kaafi skilled hain,
10:01experienced player hain,
10:02aur kaafi aisa se hume Pakistan me captaincy kiya hain.
10:04Hume ko game me involve wane ki adat hai.
10:05Pari bhi kaafi achi team hain,
10:06koshi karenge achi momen.
10:07Audio's Bulletin se philhaal itna hi.
10:09Dekhte rahiye ARY News.

Recommended