"Mohabbat-e-Rabb | Mufti Mohammad Ahsen Naveed Niazi | 28 March 2025
Category
😹
FunTranscript
00:00As-salāmu ʿalaykum wa-rahmatullāhi wa-barakātuh.
00:07Bismillahir Rahmanir Raheem.
00:09Alhamdulillāhi fil-ardhi wa-ssamā'u wa-salātu wa-salāmu alā
00:13karamil-quramā wa-alā ālihi wa-sahbihi wa-l-ayammati wa-l-'ulamā.
00:17Amma ba'ad fa-awwudu billāhi mina sh-shayṭāni r-rajīm.
00:20Bismillahir Rahmanir Raheem.
00:22Walladhīna āmanū ashadduhu hubbal lillāhi.
00:25Sadaqallāhu mawlānā l-'alīyil-'azīm.
00:27Wa nahnu ʿalā dhālikā lamina sh-shāhidīn.
00:30Qāl Allāhu tawāraka wa-taʿalā fī shā'n-e-ḥabībihi mukhbiran wa-āmirā.
00:34Inna Allāha wa-malā'ikatahu yusallūna ʿalāl-nabī.
00:38Yā ayyuhal-ladhīna āmanū sallu ʿalayhi wa-sallimū taslīmā.
00:42Allāhumma salli ʿalā Sayyidinā wa-mawlānā Muḥammadin
00:45maʿādinil-jūdhi wa-l-karam wa ʿalā ālihi wa-sahbihi wa-bārik wa-sallim.
00:50Allāhu rabbul-'ālamīn, Jalla wa-'alā,
00:52ne Qur'ān-e-Majeed, Furqān-e-Hameed, Qur'ān-e-Rashid
00:54me rishāt formāyā.
00:55Aur wo jo īmān wāli hain,
00:57wo sabse badkar Allāh se mahabbat karte hain.
01:01Allāhu rabbul-'ālamīn se mahabbat karnā
01:04hamāre īmān ka taqādah hain.
01:06Allāh hamāra khālik hain, hamāra mālik hain, hamāra rāzik hain,
01:10hamāra maqsūd hain, hamāra matlūb hain,
01:13hamāra mahbūb-e-haqīqi hain.
01:15Wo iss baat ka sabse badkar mustahik hain
01:18ki sabse badkar mahabbat ki jaye.
01:21Jab insaan kisi se mahabbat karta hain
01:24toh uss mahabbat ke kuch asbaab hote hain.
01:26Teen bunyādi asbaab hain,
01:28three reasons hain kisi se bhi
01:30piyaar karne ki, mahabbat karne ki.
01:32Ek sabab hain jamāl, husn-o-jamāl.
01:35Doosra sabab hain kamāl.
01:37Teesra sabab hain jūd-o-nawāl,
01:39yaani sakhāwat karnā.
01:41Toh ab ham in teeno paimāno par dekhe hain
01:43toh Allāh ta'bārak wa ta'alā
01:45in teeno paimāno ke mutābik
01:47sabse badkar iss baat ka mustahik hain
01:49ki Allāh se sabse badkar mahabbat ki jaye.
01:52Ab husn-o-jamāl ko dekhe hain
01:54toh Huzur jān-e-ālam sallallāhu ta'alā
01:56alayhi wa alihi wa sallamā ne irshād farmāyā
01:58inna Allāha jameel, yuhibbul jamāl.
02:01Beshak Allāh jameel hain
02:03aur jamāl se mahabbat farmātā hain,
02:05jamāl ko pasand farmātā hain.
02:07Balke iss kāināt mein,
02:09iss ālam-e-rang-o-bū mein
02:11jisne bhi husn-o-jamāl ke jalwain hain
02:13wo sab Allāh rabbul-'ālamīn
02:15ta'bārak wa ta'alā hi ke jalwain hain
02:17wo Allāh hi ki tajalliyāt hain
02:19yeh bahr-o-barr, yeh khushk-o-tarr,
02:21yeh zameen-o-falak,
02:23yeh samāk-o-samak
02:25yeh sab gawāhi de rahein hain
02:27Allāh ta'bārak wa ta'alā ki takhliq ki
02:29aur Allāh ta'bārak wa ta'alā ke jamāl ki.
02:31Wo kitna jameel hoga
02:33jisne inn sab husn-o-jamāl wāli ashiyā ko
02:37inn haseen ashiyā ko takhliq firmāyā hain
02:39to yeh jo jamāliyāt hain
02:41aesthetics hain
02:43inn jamāliyāt ki takhliq karnewāla
02:45bhi Allāh rabbul-'ālamīn hain
02:47aur yeh jo zauq-e-jamāl
02:49insān-o-mein dālnewāla
02:51apni makhluq-mein dālnewāla
02:53yeh bhi Allāh hain
02:55to husn-o-jamāl ke to uske jalwain
02:57bikhra hua hain iss kāināt ki andar
02:59to issko dekhkar hi andaza lagā lijiye
03:01ke Allāh rabbul-'ālamīn kaisa jameel hoga
03:03jamāl ke paymāne par parkhain
03:05to Allāh rabbul-'ālamīn sabse badkar
03:07iska mustahik hain ke Allāhi se
03:09mahabbat ki jaye sabse badkar
03:11dūse paymāne ki taraf āyiye
03:13dūsra paymāna hai kamāl
03:15kamāl ko dekhain
03:17to alam ta'alamanna Allāha
03:19alā kulli shayin qadīr
03:21kya tum nahin jaante ke Allāh har shay
03:23par qādir hain
03:25to yeh har shay par qādir hona
03:27yeh fakat usi ki sifat hain
03:29yeh fakat usi ka kamāl hain
03:31to yeh har shay par qādir hain
03:33kamāl uska aisa hain
03:35logon ke paas kamāl hota hain
03:37ya kisi makhloog ke paas koi kamāl hota hain
03:39wo juzwi kamāl hota hain
03:41kulli kamāl wo Allāh rabbul-'ālamīn hi ke paas hain
03:43balke al-kamālu lillāhi wahda
03:45kamāl-e-mutlaq to sirf Allāhi
03:47ko zeba hain
03:49yaani kamāl ki tamām
03:51anwā pay jayein
03:53aur apne kamāl par pay jayein
03:55yeh Allāh rabbul-'ālamīn hi ka khāsa hain
03:57balke jab kutub ke andar
03:59describe kiya jāta hain
04:01tashree ki jāti hain lafze Allāh ki
04:03isme jalālat ki
04:05to batāya jāta hain ke lafze Allāh
04:07yeh ālam hain yeh nām hain
04:09us zaate wājib ul-wujūd ka
04:11jo tamām sifāt-e-kamāliyā
04:13ki jāme aur
04:15tamām naqāis se uyūb
04:17se munazza hain
04:19to aisa kamāl ke har kisam ke
04:21aib se pāk hona
04:23har kisam ke naqs se pāk hona
04:25munazza hona
04:27yeh Allāh rabbul-'ālamīn hi ka khāsa hain
04:29Allāh ki siwā kisi ko yeh sharaf hāsil nain
04:31ke wo har kisam ke aib se pāk hon
04:33yeh wo tamām sifāt-e-kamāliyā
04:35ka jāme hon
04:37yeh fakat Allāh rabbul-'ālamīn hi hain
04:39jo tamām sifāt-e-kamāliyā ka jāme hain
04:41aur jo tamām uyūb se aur
04:43naqāis se munazza hain
04:45to is kamāl ko dekh kar bhi
04:47banda yehi besākhta pukār uttā hain
04:49ki is pehmāne par dekhein
04:51is zāwiyah se dekhein
04:53is angle se dekhein
04:55ki sabse badkar iska mustahik hain
04:57ki Allāhi se pyār kiya jāi
04:59sabse badkar
05:01Allāhi se mahabbat ki jāi
05:03teesra pehmāne ki taraf aayiye
05:05teesra pehmāne hai jūd-o-nawāl
05:07sakhāwat, sakhāwat ki to kya bāt hain
05:09Allāh ka jūd-o-nawāl
05:11Allāh Allāh
05:13Allāh tawārak wa ta'alā ne firmāya
05:15wa mā bikum min ni'matin fa min Allāh
05:17aur jo ni'mat bhi tumhāre pās hain
05:19wo Allāhi ki taraf se hain
05:21wa in ta'uddu ni'mat Allāhi
05:23wa in ta'uddu ni'mat Allāhi
05:25aur agar tum Allāhi ki ni'matin
05:27shumār karna chāho
05:29to shumār na kar pāoge, gin na pāoge
05:31itni ni'matin usne aṭā farmāyeen
05:33itni ehsān Allāh arbal-ālamīn
05:35ne ham par farmāye hain
05:37phir in ehsānāt ki alāwā aap dekhiye
05:39Allāh tawārak wa ta'alā khud ye bāt
05:41jatāta hain sūrah-e-rahmān ke andar
05:43fabi ayy-yāllāhi rabbikumā tuqazzibān
05:45ayy-yāllāhi rabbikumā tuqazzibān
05:47ayy-yāllāhi rabbikumā tuqazzibān
05:49kaun kaun si ni'matin jhutlāoge
05:51itni ni'matin usne aṭā farmāyeen
05:53itni ehsān hain uske itni ehsān hain
05:55ye ham un ehsānāt ka badlā chukāna
05:57dūr ki bāt
05:59un ni'maton ka shukr adā karna
06:01dūr ki bāt ham unhe shumār hi nahi kar sakte
06:03amāre liye unhe shumār
06:05karna mumkin nahi
06:07tu iss jūd-un-nawāl ke zāwiyah se dekhā jāye
06:09iss pehmāne par dekhā jāye
06:11tu abhi Allāh arbal-ālamīn hi
06:13sabse badkar iska mustahik hain
06:15usse sabse badkar
06:17badkar muhabbat ki jāye
06:19sabse badkar usi se pyār ki jāye
06:21tu abhi ye dekhiye ki ye jo teen
06:23pehmāne maine aapko batāye
06:25husn-o-jamāl, kamāl, jūd-o-nawāl
06:27inme se koi ek pehmāne par bhi
06:29koi pūrā utar rāha ho
06:31to wo muhabbat ka mustahik hotā hain
06:33Allāh arbal-ālamīn
06:35tu inn teeno pehmāno pe
06:37inn teeno zāwiyon se Allāh ki zāt
06:39sabse badkar mustahik banti hain
06:41sabse badkar Allāh hi se
06:43pyār ki jāye
06:45tāri bāt barādar-e-Allāh hazrat ne ki
06:47har shay se hain ayaan
06:49mere sāne ki sanātein
06:51ālam sab āyino me hain
06:53āyina sāz ka
06:55hartarab usi ke jalwe bikhre huen hain
06:57to hame sabse badkar Allāh hi
06:59se pyār karna hain
07:01ab jab sabse badkar Allāh hi se pyār karna hain
07:03tu Allāh se pyār ka
07:05Allāh se muhabbat ka kya takāza hain
07:07tu Allāh se muhabbat ka takāza
07:09ye hain ki Allāh ki
07:11itāat ki jāye
07:13jāse ham Allāh ko
07:15maante hain to isi tarah Allāh ki
07:17bhi maanein Allāh ki bāt
07:19maanna bi hampar lādim hain
07:21jāse Allāh ki muhabbat hampar lādim hain
07:23aise hi Allāh ki bāt maanna bi hampar
07:25lādim hain
07:27law kāna hubbu ka sādikan
07:29la'atātahu
07:31innal muhibba limay yuhibbu mutī'ū
07:33agar teri muhabbat sachhi hoti
07:35to tu zarūr uski itāat
07:37karta kyunke jo muhabbat
07:39karne wāla hain wo apne mahbūb ka
07:41itāat guzār hota hain uska
07:43obedient hota hain uska firmā pardār hota hain
07:45tu Allāh se muhabbat ka
07:47zabāni kalāmi dāwah sirf nahi karna
07:49falke Allāh se muhabbat ke
07:51takāze par pūrā utarna hain aur Allāh se
07:53muhabbat ka sabse bada takāza ye hain
07:55ki Allāh ki itāat
07:57karni hain aur Allāh ki itāat
07:59karni hain Allāh ki mahbūb ki itāat
08:01karni hain. Allāh arbū l-'alameen jalla
08:03wa-'alā ne firmāya qul in kuntum
08:05tuhibbūn Allāha fattabi'ūnī
08:07yuhbibkum Allāh
08:09piyāre firmādo in logon se
08:11ki ay logon agar tum Allāh se
08:13piyār karte ho Allāh se muhabbat
08:15karte ho tu meri itibā karo
08:17Allāh tum se muhabbat
08:19karega Allāh tum se piyār karega
08:21tu Allāh ki itāat karni hain
08:23Allāh ki rasūl ki itāat
08:25karni hain ye Allāh se muhabbat ka
08:27sabse bada takāza hain. Dusra takāza
08:29Allāh se muhabbat ka ye hain
08:31ki kasrat se Allāh ka
08:33zikr karna hain man ahabba
08:35shay'an akhtara min zikri
08:37jo jisse muhabbat karta hain
08:39kasrat se uska zikr karta hain
08:41uski zabaan
08:43tar rehti hai uske zikr se
08:45ratbul lisaan rehta hai banda uske zikr se
08:47jisse piyār kar raha hota hai
08:49tu Allāh se piyār ka takāza
08:51Allāh se muhabbat ka takāza ye hain
08:53ki humne kasrat se Allāh ka zikr karna
08:55hain. Aur ye Qur'ān me hamse
08:57mutalba bhi kiya gaya hain. Allāh
08:59abū l-ʿAlamīn ne Qur'ān me firmāya
09:01yā ayyuhallazeena man udkurullāha
09:03zikran kafīrā
09:05ki ya waalū kasrat se Allāh
09:07ka zikr karo. Sayyidunā Abdullāh
09:09bīn Abās radhī Allāhu ta'ala nūmā
09:11ka irshād mankūl hai, kutub-e-tafsīr
09:13ki andar ki Allāh ne har ibadat
09:15ka koi na koi dekoram rakhā hai
09:17uska time cable hai, uska time period
09:19hai, uska tenure hai, uska ek
09:21waqt hai, us waqt me ibadat karnī
09:23hai, siwa apne zikr ke
09:25ki ye wo ibadat hain jiske bāre mein Allāh
09:27ne Qur'ān me firmāya ki Allāh ka zikr
09:29kasrat se karo. Ye wahid
09:31It is a worship that has been ordained by Allah to be done in abundance.
09:36So Allah has said, O believers, mention Allah in abundance.
09:39You should mention Allah in abundance.
09:41Allah has said,
09:42Arabic
09:45Listen, in the remembrance of Allah, there is peace in the hearts.
09:50The hearts find peace in the remembrance of Allah.
09:54So a great demand of love for Allah is that
09:57Allah should be mentioned and Allah should be mentioned in abundance.
10:01The second demand is that Allah's pure word, the Qur'an, should be recited.
10:06And it should be recited in abundance.
10:09This is the night of Qadr and the night of Qadr is the night of the Qur'an.
10:12Arabic
10:14No doubt we have revealed the Qur'an on this night of Qadr.
10:18So if we do not recite the Qur'an on this night, when will we do it?
10:21So the demand of love for Allah is that the Qur'an should be recited on this night as well.
10:26And our life should be coloured in the colour of the Qur'an.
10:29Arabic
10:32Who has a better colour than Allah's colour?
10:36May Allah enable us all to have complete obedience.
10:40And may He instil His true love in our hearts.
10:43Arabic