• 3 days ago
Ae Sabz Gumbad Wale | NAAT | Waseem Badami | ARY Digital

Category

😹
Fun
Transcript
00:00So I will just get the habit of reciting one or two verses of a Naat and then we will move forward with the meeting, Inshallah.
00:06All of you, wherever you are seated, please recite the Durood-e-Paak once.
00:10May Noor-e-Jahaan kar aankhon mein samaa jaana
00:24Yaadar pe bula lena yaa khaab mein aa jaana
00:34Ae parda nashi dil ke parda mein raha karna
00:45Jab waqt-e-naza aaye didar ata karna
00:56Aur mujrim hoon mujrim hoon jahaan bhar ka mehshar mein bharam rakhna
01:09Ruswa-e-zamaana hoon daaman mein chhupa lena
01:19Maqbool yeh arz meri lillaha zara karna
01:30Jab waqt-e-naza aaye aaka didar ata karna
01:41Main qabr-e-andheri mein ghabraunga jab tanha
01:52Imdaad meri karne aa jaana Rasool Allah
02:01Roshan meri tulbat ko lillaha zara karna
02:12Jab waqt-e-naza aaye sabko didar ata karna
02:22Chehre se zia paayi in chaand sitaro ne
02:32Is dar se shifa paayi dukh dard ke maarone
02:41Aata hai inhe sabir har dukh ki dawa karna
02:51Jab waqt-e-naza aaye sabko didar ata karna

Recommended